सोलह सोमवार व्रत कैसे करें, विधि,नियम,पारण/सम्पूर्ण जानकारी

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 6 лип 2024
  • सोलह सोमवार व्रत कैसे करें, विधि,नियम,पारण/सम्पूर्ण जानकारी#somvar vrat kaise kare#vrat tyohar #महत्वपूर्ण

КОМЕНТАРІ • 19

  • @poojagupta4470
    @poojagupta4470 День тому +1

    Dii mai vart me aate ka churma prasad ki jagh singhare ke aate ka bhog banakar lga sakti hu

    • @storyguru-pz8pp
      @storyguru-pz8pp  День тому

      @@poojagupta4470 dear pooja ji waise to aate ka hi churma banaya jata hai lekin agr apko nahi pasnd to ap singhade ka bhi bana sakti hai shiv ji ko singhade ka bhog bhi lagaya jata hai 😊

  • @jyotitiwari812
    @jyotitiwari812 21 годину тому +1

    Muze 16 somvar vrat karna hai lekin pahle hi somvar ko periods aa gaye. Kya mai agale somvar se q6 somvar ka vrat start kar sakti hu ?

    • @storyguru-pz8pp
      @storyguru-pz8pp  9 годин тому

      Dear Jyoti ji ap bilkul rah sakti hai ,yadi apke period 5din tak hai to ap 7day me Pooja kar sakti hai, somvar ko hua hai to next Monday ap kar sakti hai Pooja 😊

    • @jyotitiwari812
      @jyotitiwari812 9 годин тому +1

      Thank u ​@@storyguru-pz8pp

  • @vandanavandana456
    @vandanavandana456 3 дні тому +1

    Kya Parthiv shivling bana jaruri hai

    • @storyguru-pz8pp
      @storyguru-pz8pp  2 дні тому

      Dear parthiv shivling ka vishesh mahatv hota hai lekin ap nahi bana sakti kisi vajah se to ap shiv parivar ki pratima se bhi Pooja kar sakti hai,

    • @priyanka5512
      @priyanka5512 2 дні тому +1

      Mere ghar parad shivling tb bhi parthiv shivling bnana jaruri hai ?

    • @storyguru-pz8pp
      @storyguru-pz8pp  День тому

      @@priyanka5512 dear yadi parad shivling hai to bahut acchi bat hai ap usi se Pooja kar sakti hai,parthiv shivling banane ki koi jarurat nahi hai😊

    • @priyanka5512
      @priyanka5512 День тому +1

      Thanks for reply ❤​@@storyguru-pz8pp

  • @user-ld6nf4mj3d
    @user-ld6nf4mj3d 7 днів тому +3

    Jai mata dii mera pehla sombar mei period ka 6 din hota hei to 16 sombar ka bart kar sakti hu ki nhi bata dijiye🙏

    • @storyguru-pz8pp
      @storyguru-pz8pp  6 днів тому

      Jay mata di 🙏 dear agar apka 6 din hota hai to ap 8ve din Pooja suru kar sakti hai,aur agr 5din hota hai to 7ve din kar sakti hai

    • @monisharma1316
      @monisharma1316 2 дні тому +1

      ​@@storyguru-pz8pp mam churme ki jagh kya hm kisi fruit k upr vart kr skte h

    • @storyguru-pz8pp
      @storyguru-pz8pp  День тому +1

      @@monisharma1316 dear moni ji Esme churme ka bhog hi main hota hai ,esi se paran kiya jata hai,teen hisse lagaye jate hai,to ap kosis kare churme ka hi Prasad banaye😊

    • @monisharma1316
      @monisharma1316 День тому +1

      @@storyguru-pz8pp mam ek vdo me bola tha ki hum fruit or kheer bhi le skte h

    • @storyguru-pz8pp
      @storyguru-pz8pp  День тому

      @@monisharma1316 dear agr ap waise somvar ka vrat rah rahi hai to aap kheer or fruit ka bhog laga sakti hai,lekin agr ap 16 somvar ka vrat rakh rahi hai to Esme apko churme ke 3 laddu hi bhog me lene hote hai, 16 somvar paran ka ye niyam hai,baki kisi bhi vrat me ap fruit le sakti hai😊

  • @pujajena1497
    @pujajena1497 14 днів тому +2

    16 somvar vrat mein somvar ke baad kya 4 th month nonveg khashakti hu ya nahi

    • @storyguru-pz8pp
      @storyguru-pz8pp  13 днів тому +1

      Ji dear, apke vrat pure hone k bad ap bilkul nonveg kha sakti hai, during fast nonveg ko avoid karna chahiye