Vart ke bich me sadi ho jae to vart ka sasural me continue rkhna chahiye? Or uska udyapan kha pe kre maike me ya sasural me ya sadi ke bich me 16 somvar rok sakte h ? Pls reply me mam 🙏🙏🙏
Mam please ek bat btaiye...🙏 Mai 16 somvar vrat rkh ri hu...ek vrat k dauran evening ki puja k samay mujhe cramps ka abhas hua but periods ni hue...puja puri kr li lekin prasad grahan krne se phle period ho gye...to kya us somvar ko count krenge....pls reply...ye aisi situation hai k pandit ko bhi ni puch skte pls pls reply 🙏
दीदी जी ❤❤ मेरा पीरियड आया है सोमवार तक रहेगा मै 16 सोमवार का वत रखी हूँ तो इस दौरान भोग कैसे शिवलिंग के पास रखे और कैसे गाय को दे और कोई भोग बनने वाला नही है मै आकेले खाऊ हलवा कि कैसे कया कारु दीदी पीलीश बताएं बहुत टेन्शन है मै ही बनतीं हूँ और मै कैसे तो पीरियड में हूँ कैसे भोग को कया कारु दीदी🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Ma’am har 16 somvar ke vrat wale din, kya surya uday se pehle naahna hi zaruri hai? Or kya har baar shampoo karna hota hi hai? Or abhishek or pooja sirf pradosh kal me nahi kar sakte? Subha bhi karna zaruri hai?
Ma'am janmashtami aur somvar ek saath pad rhe hain iss baar to 16 somvar ka vrat karein ya janmashtami ka ? Aur ek chiz aur ki kya hum din mein so skte hain vrat wale din?
First somvar ko jis mandir m puja ki h jruri h kya 16 somvar ussi mandir m puja Karna Mene apne 6 somvar apni ke ghr kiye h aur ab m waha nhi rh skti hu toh kya m ab aage ke somvar vart ki puja apne ghr kr skti hu kya
Mam mene mannat mangi thi bache ke liye.puri Hui toh 16 somwar vrat kiye.ab udhyapan kese kre KIs time kre.or puja mai ghr pe hi krti thi.udhyapn bhi khud se kese kre.please btayie
Hello mam mai 16 somvar ka vrat kr rhi hu pr 9 wa somwar par kahi jana pd gya pooja nhi kr pai kya is somwar ka ginti hogi ya nhip,,,lease reply me mam
Mam main 16 somwar ka vrat August 5 Monday se start kiya hun to yah theek hai ya nahin pehele Somwar ko main bhook nahin chadhaya ismein Kya ho sakta hai
Hello aj muje uthne me late ho gya 7 bje uthi hu waise har fast me 5 bje uth jati thi aise me kya hoga vrat to mana jayega na aur aj janmashtmi h maine 16 somvar vrat mandir me hi kye h ab aur aj mandir saje hoge to wha syd Pooja na krne de to kya kre phir please btye
Thankyou mam maine pehle somwar 3 pua khud k liye 3 bhagwan ji ko or 3 gay ka to yahi jankari chhaiye thi ki aise kar skate hai na..ya sirf 3 hisse mai ek ek ek hi rakhna hai
Jay jay har har mahadev❤❤☘️☘️🙏🙏🙏🙏🙏
Baatane ke thank you so much 🙏🙏
Bhaut clear knowledge Thanku mam❤
Aap ne bhot ache se btya har har mahadev
Thankyou so much mam aapki vedio dekhne k baad Maan k bahut saare doubt clear hogaye .
बहुत बहुत धन्यवाद दीदी🙏🙏
Thanku didi🙏🙏🙏🙏
Thankyou ❤
Har har mahadev good information ❤❤
thanks mam
अपने सभी जानकारी बहुत अच्छे से दी है आप यह बताइए क्या मैं दूसरे सोमवार से 16 सोमवार के व्रत कर सकती हूं
Yes
Ji
Mujhe bhi 16 somwaar k fast krne h or one somwaar ko mera 4th Day tha kya m dusre somwaar se brath shuru kr sakhti hu plz reply me
Didi udhyapan k din bcho ko jo khana khilana h usme nmak de skte h kya plz reply🙏🙏🙏🙏
Har har Mahadev ❤
Thankyou ma'am ❤❤
Har har Mahadev Jai shree Ram ji Jai Mata di ❤❤❤❤❤❤❤❤
Ma'am please reply kijiyega mai solha sombar agrahayan k next sombar se start kar sakti hu kya ? Please bataiyega
Maim please btaiy subh ke Pooja samgri kya kya legega please maim reply 🙏
Mam plz btyie main kb se suru kru
Mam 9 september se start kar sakte hai??
Didi plss ye bhi btana ki mangla gaura ki pooja mandir mai kuwari ldki kaise kare love marrige ke liye
Koi nhi bta rha ye and m bhi preshn hu
@@JarwalTravel hkmm
Mam brush kr skte solah somwar k time. ?
Mam subah ke puja mandir par aur sham ke puja ghar par kr skte hai na plz btaye 🙏🏻
Period me bhog ka 3 hissa kaise krenge ? Kya bina 3 hissa kiye hi bhog grahan kr lenge ? Plz rply
Mam navrati me suru kr skte hai
Har har Mahadev 💙🙏🏻🕉️
OM NAMAH SHIVAYE 🙏🏻
Har Har mahadev 🙏🙏
Mam subha wart kese rakh subha
Maine Tuesday ko pyaz kha liya sham me lekin kya usse mere vrat pe dosh padega
Can we start it during Shukla Paksha
Yes
Mam period aya h to chai pani pi skt h ki ni ya fal kha skt h ki ni ku ki period mei pooja nhi kr skt isliye confused h
Didi kya 19 august se suru kr sakte h solha somvar Virat please bta do😢😢😢😢😢 please didi reply me
Mam Mera 17 somvar 9 December ko pad ra h.. or is tym mrityu panchak laga hua h to kya hum udhyapan kar sakte h 9 ko
Subah mandir jakar din bhar upvas thi aur raat ko khiri banakr khaya ismein mera vrat khandit ho jaiga kya
Mam please.... Reply me...🙏
16 sombari ka vrat kal se udhyapan kr skte hai plz bataye
Vart ke bich me sadi ho jae to vart ka sasural me continue rkhna chahiye? Or uska udyapan kha pe kre maike me ya sasural me ya sadi ke bich me 16 somvar rok sakte h ? Pls reply me mam 🙏🙏🙏
Maam agar sawan mein 16 somavar varat nahi suru kar pata hai to...koi aur din jo shubh ho iss varat ko suru karna kaliye to bata dijiye
Mam please ek bat btaiye...🙏 Mai 16 somvar vrat rkh ri hu...ek vrat k dauran evening ki puja k samay mujhe cramps ka abhas hua but periods ni hue...puja puri kr li lekin prasad grahan krne se phle period ho gye...to kya us somvar ko count krenge....pls reply...ye aisi situation hai k pandit ko bhi ni puch skte pls pls reply 🙏
दीदी जी ❤❤ मेरा पीरियड आया है सोमवार तक रहेगा मै 16 सोमवार का वत रखी हूँ तो इस दौरान भोग कैसे शिवलिंग के पास रखे और कैसे गाय को दे और कोई भोग बनने वाला नही है मै आकेले खाऊ हलवा कि कैसे कया कारु दीदी पीलीश बताएं बहुत टेन्शन है मै ही बनतीं हूँ और मै कैसे तो पीरियड में हूँ कैसे भोग को कया कारु दीदी🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Ma’am har 16 somvar ke vrat wale din, kya surya uday se pehle naahna hi zaruri hai? Or kya har baar shampoo karna hota hi hai? Or abhishek or pooja sirf pradosh kal me nahi kar sakte? Subha bhi karna zaruri hai?
Churma Kela sev har sombar chadha rahi thi Kya me firf churma chadha sakti hun ? Please reply me☹️
Ma'am janmashtami aur somvar ek saath pad rhe hain iss baar to 16 somvar ka vrat karein ya janmashtami ka ?
Aur ek chiz aur ki kya hum din mein so skte hain vrat wale din?
First somvar ko jis mandir m puja ki h jruri h kya 16 somvar ussi mandir m puja Karna
Mene apne 6 somvar apni ke ghr kiye h aur ab m waha nhi rh skti hu toh kya m ab aage ke somvar vart ki puja apne ghr kr skti hu kya
kalash sthapana kr skte hai kya mam ji 16 somvar vrat m
Ji
Agar 16 jode na kar paye to 16 kanyao ko khana khila sakte h ?
Ma'am main office jate hu to saam ke Time mujhe chutti nhi mile ge to ky 8 se 9 ke bich main saam wali puja kar sakte hai?
Har Har mahadev
Thank you mam 🥰
Bht helpful vdo tha mam...
Maim dusare somvar ko period ke wajah pooja nahi kiya tha to kal nagpanchami ke din sam ko pooja karke solah somvar ka pooja pura kar sakti hu
Ek mandir me karna jaruri hai kya puja, kripya jwab dijiye 🙏🏻
Konsa brat pare plz bataiye
Mam plz btayiye like krke chhor derhi h repky v krdjiye ki last somwar se jr skti hu
Ji kar sakti hain
Hello didi mai 16 somvar ka vrat kar rahi thi par mere ghar me mere jet ji ka nidhan ho gya hai use bich somvar pade to kya kare
Kya hame 16 somvaar Tak bhog banake uske 3 bhag karne hote he yaa jab udhapan kare tab ??
Mam 26 august ko monday bhi hai or janmastmi to fast kiss tarike se rakhe jo dono vrat ho jaye bta dijiye
Mam kya ik hi churme me se 3 hisse krne hai ya fr 3 alg churme bnana h
Mam ab 16 somvar krna h ab jo somvar aaye ga ise suru kr dyu kya
Mam morning ritual kya hoga then evening rituals kya hoga??? Plzz reply mam
Kya period se hone pr theesra hissa hi banana hoga
Mam churme se alag jo fal rkhte h ye baad me gaay ko de skte hai??
Or sankalp ki dakshina kisi daanpatra m daal de kya??
Mam mene mannat mangi thi bache ke liye.puri Hui toh 16 somwar vrat kiye.ab udhyapan kese kre KIs time kre.or puja mai ghr pe hi krti thi.udhyapn bhi khud se kese kre.please btayie
Pujame banaye huye shivling ka visrjan kab kare?
Next day
Terracotta clay usse kr saktr h shivling bnanne ke liye....kuki merr shivling tut jaa rahii🥺🥺
Har har Mahadev ji 🙏🙏
1st somvar ka vart na rakh paye to dusre se suru kar sakte hai. Kya btayenge aap pls
Didi period ka fast ginti m.lga skte ya usko chhodkr aage ka fast ginti m.krna h plz bta dijiye ye ap
Please confirm
Ginati hoti
Hm 3 heso me bhog nahi lagye hai to kya hoga mere vrat pura nahi hoga
Subh ke puja ke baad pani pi skte h kya
Hello mam mai 16 somvar ka vrat kr rhi hu pr 9 wa somwar par kahi jana pd gya pooja nhi kr pai kya is somwar ka ginti hogi ya nhip,,,lease reply me mam
Thanks madam
16 somvar me vrat count honge ki nhi
Subah ko ya Syam ko bhog lagaye
Sham ko
Mam kya esme bhog ke liye mithe parathe bna sakte h kya
Mam kya period me jo upbas me rahena wo counting karna hei
Ji
Nhi vo ni hoga
Mam kya 9sept ko shukal paksh ke somvar se vrat shuru kar sakte ha .or kam ki vajah se subah 6baje ki jagah 9 vaje mandir jaker puja ker sakte hai.
Ji
Pandit jii aj mera udhyapan tha prasad banate smne mere me hath me cut lg gya blood b a gya uska kya sankat h😢
Maim maine galati pahle somawr ko sindur laga diya pta nahi tha to kya ham dusare somvar se chandan laga sakte h
16 somvar ko 3 vart kiye jisnme sam ko pooja nhi kiye h to kya 4 somvar ko sam ko pooja kar sakte h plz didi bata dijiye n plz
16 sombar k vrat me bahar ka khana kha sakte hai kya? Aur lasan pyaj kha sakte kya?
Nahi
Agar kha liya to vrat khandit ho jata hai?
Galti se kha liya to kya kare?
Mera vrat travelling ki time galti se chut Gaya toh ab kya kare 12 somvar ho gae th mere
Hr hr mahadev, shivshakti sada sahay 💞,
Mam somar or mangla gouri vrta ek sath kr skte hai please 🙏 bta dijiye
Video shared
ua-cam.com/video/M51yPGdR3uw/v-deo.htmlsi=jmj8lB3pH2vTdzz2
Period mai hum upbas keise khole .....
Kya gaay ko prashad ka bhaag ek do din baad dene se chalega ?
Mam main 16 somwar ka vrat August 5 Monday se start kiya hun to yah theek hai ya nahin pehele Somwar ko main bhook nahin chadhaya ismein Kya ho sakta hai
Mam or kisi mahine se sola sombar ka bart rakh sakte he kiya
Mai last somvar ko start kar sakati hoo kya
Same question Mera v hai
Aap krne vali hai kya..?
Solah Somwar ke bich mein nonveg kha sakte hain ki nahin
Sunday Monday nahi
1st sawan k somvar me agr period ho to kya 2nd somvar se shuru kr skte h 16 somvar vrat??
Mam kya main 19 august last somvar s fast start kr skti hu plz rply jroor dena ?
Hlo mam mujhe yeh jana hai ki sawan 1st somwar se 16 somwar War K vart rkh skte hai na..
Ji
Mem kya hm bich me jaise शुक्रवार ko fish kha sakte hai Please bataiye ya nahi kha sakte
Sawan me nahi
@@VratTyoharKathayen ha savan bad september se
Mam m akhri somvar se vratsuru kr skti hu 16somvar k plz plz mam reply krdijye
जी
@@VratTyoharKathayen thnk uh🙏🙏🙏🙏❤️
Hello aj muje uthne me late ho gya 7 bje uthi hu waise har fast me 5 bje uth jati thi aise me kya hoga vrat to mana jayega na aur aj janmashtmi h maine 16 somvar vrat mandir me hi kye h ab aur aj mandir saje hoge to wha syd Pooja na krne de to kya kre phir please btye
Pehla somvar konsi tarikha ko saru hota hey
Sankalp puja se pehle kre ya puja ke beech mai kre pls reply?
Kabhi bhi sankalp puja se pahle liya jata h
Mam maine aaj solah somvar vrat ka pooja sham 5 bje se 6 bje tk kiya mera time glt to nhi tha mam ..
Mam kya savan mahine main rakhe somvar vrat udyapan vale din vrat rakhna chahiye ja nhi
Ji
Kya pure solah somvar hone tk hme ब्रम्हचर्य पालन करणं chaiye plz reply
Sunday Monday
@@VratTyoharKathayen thank u
16 somvar vrat period me count honge ki nhi
Honge
Ma'am jo gud k pua bante hai use 3-3-3 k hissemai chadha skate hai
Ji
Thankyou mam maine pehle somwar 3 pua khud k liye 3 bhagwan ji ko or 3 gay ka to yahi jankari chhaiye thi ki aise kar skate hai na..ya sirf 3 hisse mai ek ek ek hi rakhna hai
Maine 5 August Monday 3 no.. somwar se start kya hain kya hoga mam
Madam🙏 16 somvaar me kichidi ka prasad sendha namak khasakte hai kya please replay me madam muje es vrath ka idea nahi hai thank you
Nahi