May I ask something about Sensing feature of hmt zetor tractor? What is main use of..... PMS leaver of hmt..... P-position, M-mixed control, S-sand.... My hmt 4511 slips this leaver...... When I work on my fields....
Ye bahut badiya system diya hai hmt me kisi ko pata hai nahi koi kisan upyog nahi karta to hmt ne cost cutting ke liye baad ke model me dena hi band kar diya p ka matlab position control impliment ko ghar se khet le jane ke liye lever ko s me tab karna jab khet me paani bhar ke jotna ho jise hamare yahan matai Bolte hai company ka kahana tha ki cage wheel jaruri hai nahi to tarson bahar tut sakta hai tractor jyada sensing karta hai sleep kam marta hai chaal bad jata hai mix position p aur s dono ka kaam karta hai jahan tak mujhe pata hai aap ek baar conferm kar lena
Bhai hmt company band hone ke Karn spare parts nahi milta hai kya hmt tractor me kisi or tractor ka engine hydrolic pump etc ya spare parts set kiye ja sakta hai agar kiya ja sakta ho to is par full video bnaye ya is par experiment kare or kisano ka bhala kare q ki kisano ki halat aise hi kharab hai new tractor kha se kharide
Sir mera hmt 3022 1997 model hai uska hudrolics me 4 sal pahele aap wali hi samasya thi fir thik karaya fir kharab ho gya fir hydrolics pump lagwaya fir bhi kam nahi kar raha hai mai dusara tractor nahi kharid sakta please koi solution bataye
Bhai g mere tractor me bhi kafi problem thi hydraulic ki but mane jaisa ki video me btaya h vo sab change kia. Aap pump distributor aur ram cylinder ko check krwa lo
@@hmtvale bhaiya ji apne pass bhi hai HMT 3522 13 model Hai usmein left mein yah problem hai ki jab upar jaati hai aur jhatake Leti Hai Upar Jaane per thoda niche Aati Hai FIR Upar Jaati Hai FIR niche Aati Hai FIR Upar jaati hai isliye aapse Kuchh baat karni thi. Aap ko bahut sara experience Hoga HMT ke bare mein.
@allrounder bhai vo problem thoda bhut ho skti hh distributor ki vajah se Vaise thoda bhut up down to new tractor me bhi hota h Agar apke tractor me jaida problem h to aap distributor ke ring change kra lo aur cylinder ki honning aur piston ring change krwa lo
May I ask something about Sensing feature of hmt zetor tractor?
What is main use of..... PMS leaver of hmt..... P-position, M-mixed control, S-sand....
My hmt 4511 slips this leaver...... When I work on my fields....
How can I fix it... (P.S.M. LEAVER) ?
Wait I will check and comment
Hi bro send that lift pattern provided in tractor in right side I lost that naming plate please
Okay.... Let me capture it...
Ye bahut badiya system diya hai hmt me kisi ko pata hai nahi koi kisan upyog nahi karta to hmt ne cost cutting ke liye baad ke model me dena hi band kar diya p ka matlab position control impliment ko ghar se khet le jane ke liye lever ko s me tab karna jab khet me paani bhar ke jotna ho jise hamare yahan matai Bolte hai company ka kahana tha ki cage wheel jaruri hai nahi to tarson bahar tut sakta hai tractor jyada sensing karta hai sleep kam marta hai chaal bad jata hai mix position p aur s dono ka kaam karta hai jahan tak mujhe pata hai aap ek baar conferm kar lena
Hmt 4511 super sedar aoutha lay ga
मेरे ट्रेक्टर मे भी यही समस्या है
Bhai sahab ek bar lift ke liver ki video implement ke saat banaoo
ok Bhai gg
Nice video 🎉
Thanks
3522 edi super
हमारे ट्रैक्टर में यह समस्या नहीं है यह ट्रैक्टर ना ही कोई कमी होगी
Mere pass same ye tractor hai haydrolic ki problem hai engine ka bhi aap Shop kha hai
area konsa hai apna
hydraulic ki problem solve ho jaegi upcoming video dekhna
आयल भी बदल दो भाई
Bhai hmt company band hone ke Karn spare parts nahi milta hai kya hmt tractor me kisi or tractor ka engine hydrolic pump etc ya spare parts set kiye ja sakta hai agar kiya ja sakta ho to is par full video bnaye ya is par experiment kare or kisano ka bhala kare q ki kisano ki halat aise hi kharab hai new tractor kha se kharide
Ha hyrdrloic top new Holland 3230 fit hoga humne kiya hai
good
Sir mera hmt 3022 1997 model hai uska hudrolics me 4 sal pahele aap wali hi samasya thi fir thik karaya fir kharab ho gya fir hydrolics pump lagwaya fir bhi kam nahi kar raha hai mai dusara tractor nahi kharid sakta please koi solution bataye
pump konsi company ka lagaya tha
distributor ke ring check kro
Hmt 3522 ka Power steering keasa set karana tell me
Ok wait
bhai mistery kha ke hai
Bhi apka mechanik ka adress kya hai
District-Panipat Haryana
Ye problem isme hoti hi hai,
place ka naam bta do
Mere pass hmt 4022 hai aur hydraulic kam nehi krta
Panipat kha h aap ki shop
israna
@@hmtvale name mastre ka
Ye lift ki paresani isme kabi theek nhi hoti, bar bar samasaya hoti h
repairing ke baad me mera vala shi chal rha
till now no problem
Pump ka price kya hai
3700
@@hmtvale y hun sahi chal riha koi ditak tu nhi aaa rahi
abhi shi hai
Ye tractor bikau h kya
Nhi bhai g
@@hmtvale koyi dilwa do 3522dx
Try krta hu bhai gg apna gmail id drop kr do comments me
Bhai mujhe bachna he hmt 3522
@@shivrajthakur4834 no do apna
Hmt best
Gas bnja bhai isme
Total khrcha kitna agya bai g?
Bhai g Rs 7000 including labour
For sale 4022 turbo fitted
Price
27000
yarr apne pass do hai hydrolik utha nahi hai
aap kahan se ho
aur problem btao kya hai
bhai hum up ke unnao se hai
3511 mai hydrolik rukti nahi hai
start tracter mai bhi
aur pressure trally load nahi uthta
bhai apne pta bta sakte hai
Bhai ye duti ka 100% original nhi h
Original bol ke diya h bhai g
@@hmtvale nhi h to original pr ye wsa nhi hota jo tractor ke sath aata h en me kuch thodi bhut kmi rhti h wo speyr me bech dete h
Dekhte h kaisa chalta h abi testing baki hhh
Full day kaam krne k baad kaisa rhta hh
mistery ka mobile number millega
Bhai Mera hmt 4022 h jhatka Marta h haidrolic
Bhai g distributor aur cylinder ke piston aur ring check kra lo.
@@hmtvale banwa ke Lata hu 4 5 din chalta h ise jyada nhi chalta pareshan Mai hmt se
Bhai g mere tractor me bhi kafi problem thi hydraulic ki but mane jaisa ki video me btaya h vo sab change kia.
Aap pump distributor aur ram cylinder ko check krwa lo
Nambar.bhajo
Bhai apna number send karna
Mail id send kro
@@hmtvale bhaiya ji apna no Dena
@@hmtvale bhaiya ji apne pass bhi hai HMT 3522 13 model Hai usmein left mein yah problem hai ki jab upar jaati hai aur jhatake Leti Hai Upar Jaane per thoda niche Aati Hai FIR Upar Jaati Hai FIR niche Aati Hai FIR Upar jaati hai isliye aapse Kuchh baat karni thi.
Aap ko bahut sara experience Hoga HMT ke bare mein.
@allrounder
@allrounder bhai vo problem thoda bhut ho skti hh distributor ki vajah se
Vaise thoda bhut up down to new tractor me bhi hota h
Agar apke tractor me jaida problem h to aap distributor ke ring change kra lo aur cylinder ki honning aur piston ring change krwa lo