Es insaan ki azmat ko salam, es insan ki aaajziiii ko salaaam, es insaaan ki shairiii ko salam. Me jb suni tha tab bhi en ko sunty huwy attraction hoti thi, ajj haq ka rasta dikha dia mujhy mery Rab ny.
YA ALLAH HUM SB KO ALLAK PAAK TERI , RASOOL PAAK S.A. AUR AHLE BAIT A.S. KI MAARFAT AUR QURBATT HAASIL HO , MAZLOOMO KI HIFAZAT KR , JALDI SE ZAALIMO KO NIST O NABOOD KR DE AMIN
Aye Imam-e-Zamaa’n Shah-e-har do jahaa’n. Kyun main dub kar rahoon Aap aa jaayain to. Hain jo dushman zameen aasmaa’n bhi mere. Phir bhi tan kar chaloon Aap aa jaayain to. Taana zan hain jo mujh par ye ahl-e-jahan. Sab ko samjhaaon main mere bas main kahan. Aap ke saamnay in ki auqaat kya. Main inhain dekh loon aap aa jaayain to.😭😭😭
Ye kalam to ustad sibte jafar shaheed ko hi Zeb deta hai waqai Aisa kirdar tha ke mola khud shabashi denge,unki sacchai ki unki sadgi ki unke khuloos ki ,,
Aaiye apnay maula se baatain karain. Aaj mauqa bhi hai aur fursat bhi hai. Main mukhatib jo hun woh bhi maujood hain. Khud kalami nahi hai sama’at bhi hai. Aaiye apnay maula se baatein karain. 1. Mera Imaan hai mera aelaan hai. Aap gayab nahi balke maujood hain. Aap waaqif bhi hain aur qaadir bhi hain. Ye bura waqt hai meri nusrat karain. Mujhse baatein karain mujh ko shabash dain. Meri khidmaat ki mere kirdaar ki. Daad dijiye mujhe meri sachayi ki. Mere afqaar ki mere ash’aar ki.
Moula a.s. shaheed ustaad kay darjaat aur buland farmaen.
Mola E S
SibtY Jafar k drjaat Buland krry
Es insaan ki azmat ko salam, es insan ki aaajziiii ko salaaam, es insaaan ki shairiii ko salam.
Me jb suni tha tab bhi en ko sunty huwy attraction hoti thi, ajj haq ka rasta dikha dia mujhy mery Rab ny.
YA ALLAH HUM SB KO ALLAK PAAK TERI , RASOOL PAAK S.A. AUR AHLE BAIT A.S. KI MAARFAT AUR QURBATT HAASIL HO ,
MAZLOOMO KI HIFAZAT KR , JALDI SE ZAALIMO KO NIST O NABOOD KR DE AMIN
Aye Imam-e-Zamaa’n Shah-e-har do jahaa’n.
Kyun main dub kar rahoon Aap aa jaayain to.
Hain jo dushman zameen aasmaa’n bhi mere.
Phir bhi tan kar chaloon Aap aa jaayain to.
Taana zan hain jo mujh par ye ahl-e-jahan.
Sab ko samjhaaon main mere bas main kahan.
Aap ke saamnay in ki auqaat kya.
Main inhain dekh loon aap aa jaayain to.😭😭😭
Mola apna haath shaheed ke sir pr rakhey Ameen
Mashahallah jald zahoor ho mere maula ka inshahallah aameeen
Parwardigaar Dr sibte jafar sahab ke darajat bulnd kre or jawar e masumeen mai jagah ata farmaye
Ameen 🤲
Masha Allah Bohot Peyara Kalaam❤❤💚💚💙💙🧡🧡🤎🤎💗💗💖💖💓💓💕💕
Masha’Allah, Allah swt bless his soul in near our Masumin a.s
Jazakallah for up loading this beautiful mankatab of Saheed Sibte Jaffer 🙏
Maula saheed sipte Jafar Sahab ko jaware masoomin me jagah inayat farmai aameen 🤲😭
Shaheed par kabhi ansoin nahi bahare
Mashallah mashallah mashallah mashallah mashallah mashallah
Ye kalam to ustad sibte jafar shaheed ko hi Zeb deta hai waqai Aisa kirdar tha ke mola khud shabashi denge,unki sacchai ki unki sadgi ki unke khuloos ki ,,
💐اللهم صل على محمد وآل محمد وعجل فرجهم ياكريم وارحمنابهم ياأرحم الراحمين.
Subhan allah
Aaiye apnay maula se baatain karain.
Aaj mauqa bhi hai aur fursat bhi hai.
Main mukhatib jo hun woh bhi maujood hain.
Khud kalami nahi hai sama’at bhi hai.
Aaiye apnay maula se baatein karain.
1. Mera Imaan hai mera aelaan hai.
Aap gayab nahi balke maujood hain.
Aap waaqif bhi hain aur qaadir bhi hain.
Ye bura waqt hai meri nusrat karain.
Mujhse baatein karain mujh ko shabash dain.
Meri khidmaat ki mere kirdaar ki.
Daad dijiye mujhe meri sachayi ki.
Mere afqaar ki mere ash’aar ki.
Massallah bahut khub
Allah marhoom ko jannat me Ala jagah jagah ata karen...
Beshaq
Simple and the best purkhaloos
Mashallah❤❤❤❤❤
Shahadat haq tha ustad ka
Thanks for sharing
Jazaak'Allah 💐
Moula aapke darjaat baland kare...kahan kho gai ye purkhuloos awaz
Masha Allah
MashaAllah 😊
Allah inke darjat bulad kare
Mola.ajre
Azim.de
Ustad sipte jafar 😢😢😢💔💔💔
Mashallah
Plz plz plz Ustad k or b kalam dale plzzz
Allah good news thanks I love you 😍 ❤❤❤❤❤❤❤
Alajal ya imam
❤❤
❤❤❤❤❤
🥺🫀
⚘⚘⚘⚘⚘⚘
786❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Three dislike so far on this video lets lanat 3no pe, if you know you know😂🤣😂😂😂😂
Aamit
Mashallah❤❤❤❤❤
Masha Allah
❤❤
❤❤❤❤❤
Mashallah❤❤❤❤❤
❤❤❤❤❤