Bhai vaccum must be important , usko kar lena chaihe thaa ! Aur right side ekdom thaura sa down karna chaiye thaa ,, akdom straight lagya ho to water lick kar sakte hain ! Aasa karta hu acha chale ! 1 week baad baad video karke ac experience do ..
Yes u are right but mera ac 10 din se rkha hua tha bro Flipkart Technician bhej nhi rhe the. Bahut complain krne per ek Technician aya to majburi. Me bina vaccum ka karana pda. Aur water lick ki bat kare to aisa kuch issue abhi tak nhi aya hai.
@@Dumdaarstudio ok experience dete rehna video kar ke 1 week baad baad qu ki main vi Lena chahta huu , ye bohut saste main hain , Mera Hitachi ka ac hain , abhi aur ek lagaunga ye marq bohut din se soch raha main December ko kharidunga uus time sasta mil jayga , experience baataa do jara , koi problem aayega video bana na !! Or update Rehana
AC ki delivery k kitne din baad aaya hai Jeeves k bande? Mujhe to ye log bade unprofessional lag rahe. Aaj aana tha par cancel kar dia. Ab kal aayenge Jeeves waale. Let's see if they come or not
@@ShubhamJangid-mb5xuye khud hi aate hai. Automatically inke pass request jaati hai. Fir stand pipes wagera ka kharcha hota h alag se.. Stand apna khud se le lo to better hai
@@Dumdaarstudio yesterday same AC was being installed in my neighbours house... I specifically went there to tell about the vacuum process, there also he ditched..
Bhai mera ac install karne koi nhi aa rha tha 10 din se rkha hua tha fir bahut muskil se ek Technician aya usko bhi maine bol rkha tha bhai vacuum kar dena but bo kiya nhi ap jab ac lagbao tab pahle hi baat kar lena Technician se tabhi bulana. Mera majburi tha isliye last me installation karbana pda bina vacuum ke
@@Dumdaarstudio Mar q Ek Flipkart brand hain lekin Manufacturing China ki hain ye hutiya banate hain Customers ko galat decision le liya isse accha ek old AC le lete Whirlpool ya Godrej ka
No problem bro mai already 4,5 years se use kar rha hu. Marq ac. Ko isliye maine dubara liye aur price bhi sasta hai. Mera channel pr apko video mil jayega ap check kr lena. 3,4 years pahle video dala hu ap dhek lena ua-cam.com/video/YIMXTgyO8hk/v-deo.html
Hi bro abhi kaisa chaltha hai?
Aap ka room size kya hai?
Indoor unit k pass temperature kithna dikathahai?
@@waheedahamed1562 mast chal rha hai colling mast de rha hai. Mera room size 110 sqr fit hai. Maine dubara check nhi kiya temperature kitna deta hai.
1350 alag se Dene padte hai kya
Ya fir Flipkart par hi Dene padte hai
Ye alag se thodi na lete hai
Installation charge alag se dena prta hai. Bro aur baki extra accessories lagbaoge tab bhi dena prta hai
Bhai ye wala ac kesa performance de raha hai? Aur apke room ka size kya hai?
150, Chill at 28
Good Performance de rha hai room size 150 sq fit hai
Bhi same ac....27 pe chill after 15 minutes off karke fan chalraha hun continue nhi chalaraha ac ko.... performance best but service kesa he pata nhi
Ye lo ua-cam.com/video/W1CeVK66_eQ/v-deo.htmlsi=mkCb66kC1myq3LOf
Why not do vacuum???
Technician vaccum machine nhi laya tha bro.
@nova3090 bhai vaccum kab karte hai.
Apke compressor me 767.34 Consumption likha hain, aur website pe 675.18 likha hain, aisa kyun? apne 1.5ton ka AC lia hain?
1.5 ton 5 Star. Hai mereko to Flipkart pr sahi dhika rha hai
Bhai vaccum must be important , usko kar lena chaihe thaa ! Aur right side ekdom thaura sa down karna chaiye thaa ,, akdom straight lagya ho to water lick kar sakte hain ! Aasa karta hu acha chale ! 1 week baad baad video karke ac experience do ..
Yes u are right but mera ac 10 din se rkha hua tha bro Flipkart Technician bhej nhi rhe the. Bahut complain krne per ek Technician aya to majburi. Me bina vaccum ka karana pda. Aur water lick ki bat kare to aisa kuch issue abhi tak nhi aya hai.
@@Dumdaarstudio ok experience dete rehna video kar ke 1 week baad baad qu ki main vi Lena chahta huu , ye bohut saste main hain , Mera Hitachi ka ac hain , abhi aur ek lagaunga ye marq bohut din se soch raha main December ko kharidunga uus time sasta mil jayga , experience baataa do jara , koi problem aayega video bana na !! Or update Rehana
@@bubaihaldar1480 bhai vaccum kab aur kaha se hota hai ? Maine install karwana hai, bata do dhayan rakhunga
I hope ye AC ki kismat acha rahe .. jada tr ye AC kuch din me rone lgta hai 😅
🫡
Vugg
Bhai iska cooling kesa h or kitni der m h room ko thnnda kr deta h
Cooling accha de rha hai. Ab depend karta hai room ka size kitna hai. Mera to Room 5 se 10 min me chilled ho jata hai.
@@Dumdaarstudio ac chamber fan k pass kitna temperature rhta h jb aap isko 16 pr chalate h isko check kijiye or btaiye
Panasonic lo bhii
AC ki delivery k kitne din baad aaya hai Jeeves k bande?
Mujhe to ye log bade unprofessional lag rahe. Aaj aana tha par cancel kar dia.
Ab kal aayenge Jeeves waale.
Let's see if they come or not
Mere sath me bhi yahi hua tha. 5,6 din se paresan tha. Bahut complain kiye tabhi jeeves bala aya. Tha
Ye khud hi aate hai ya fir Flipkart se installations kharidna padta hai bhai plz reply me
@@ShubhamJangid-mb5xuye khud hi aate hai. Automatically inke pass request jaati hai.
Fir stand pipes wagera ka kharcha hota h alag se..
Stand apna khud se le lo to better hai
@@parasharzboy lekin Flipkart par 1350 ka kuch installation pack or 3 years warranty ka bta rha hai
Ager ye na kharide to bhi aayege kya installation wale
What about vaccum process? He ditched you..... He should have done vaccum...
Yes u r right but technician ne laya hi nhi machine maine bola tha technician dhoka de diya
@@Dumdaarstudio yesterday same AC was being installed in my neighbours house... I specifically went there to tell about the vacuum process, there also he ditched..
Hamare pas bhi yahi hai
Kaisa chal rha hai thoda review bta dijiye?
Kitne ton ka hai kitne kaa aaya ??
1.5 Ton 5 Star ka hai. 28000 pra tha
Panasonic ka kab upload karoge
@@Iam_mohitkumar01 wait bro edit kr rhe hai.
@@Dumdaarstudio Kay huva bhii abhi tak edit nhi huve kay video bhii
@@Iam_mohitkumar01 ua-cam.com/video/UsO7T9MKjDU/v-deo.html
Video. Aa gya hai ua-cam.com/video/UsO7T9MKjDU/v-deo.html
marq ka ac kuch din bad 5000 ka kabadi ko dena pada h
Mai to 4,5 years se use kar rha hu. Ye dhek lo video. Abhi tak working hai mera.
ua-cam.com/video/YIMXTgyO8hk/v-deo.html
@@Dumdaarstudio bhai mera to kuch din hi chala tha thik karane ke liye part bhi nhi mile
@@Dumdaarstudio ab godrej ka lag baaya h ise dekhte h
Esa nahi h
Logo ko confuse mat karo
Achha product h
@@Dumdaarstudioshayd aap k technician ne vacuum Kiya hoga
installation ka total kitna lag gya
1665 Rupee. But depend on kaun sa saman need hai. Tab hi
Vicume nhi kiya
Lekar machine nhi aya tha bro majburi me lagbana pda
vaccume to kia hi nhi😡😡
Bhai mera ac install karne koi nhi aa rha tha 10 din se rkha hua tha fir bahut muskil se ek Technician aya usko bhi maine bol rkha tha bhai vacuum kar dena but bo kiya nhi ap jab ac lagbao tab pahle hi baat kar lena Technician se tabhi bulana. Mera majburi tha isliye last me installation karbana pda bina vacuum ke
@@Dumdaarstudio paise to phle hi paid kr diye the kya apne
Brother vaccum kis time hota hai, bata do install karwana hai ...
@@RP_309vlog no bro kam hone ke bad me diye the
@@bhaiji862 jab copper pipe indoor outdoor se connect krega uske bad vaccum krna hota hai tabhi ac ko on krna chayie
Bilkul bikar fitting hai
Ok
Isse accha Fan le lete Chinese maal kyu
Box per Made in India ki Brand mention hai.
@@Dumdaarstudio Mar q Ek Flipkart brand hain lekin Manufacturing China ki hain ye hutiya banate hain Customers ko galat decision le liya isse accha ek old AC le lete Whirlpool ya Godrej ka
No problem bro mai already 4,5 years se use kar rha hu. Marq ac. Ko isliye maine dubara liye aur price bhi sasta hai. Mera channel pr apko video mil jayega ap check kr lena. 3,4 years pahle video dala hu ap dhek lena ua-cam.com/video/YIMXTgyO8hk/v-deo.html
Bhai kitne ka yo ac
Under 30000
31,000. Magar ap online payment krte hai to 29,000 ya 30,000 tak me mil jayega
Achcha ji abhi cooling kaisa hai.
Abhi bi good hai?