Wah! Aligarh ka zamana yaad aaya, jab 30 November 1986 ki raat ko hamaaray M. Habib Hall main "N'atiya Musha'irah" huwa, Kaleem Sahab bhi tashreef laayay thhay. Onki sihat theek na thhi, mujhay onki kuch khidmat karnay ka mouq'a mila. Kaleem Sahab aur Hafeez Meerutti Sahab ka perhayzi khana meray zimma thha. Yeh meray liyay 'izzat aur khush qismati ki baat thhi/hai. Prof. Nafees Sahab hammaray Provost thhay uss waqat. Roshni ka kuch aysa intazaam thha ki aglay roz taqreeban ham sab ki aankhoon main dard tha. Provost Sahab khud Optholmology kay Professor thay, Provost Office main dawaayee mangwa kar sab ki aankhoon ka 'ilaaj kiya gaya. Meri aankhain dekhtay hi Provost Sahab nay mujhay kaha "Jaayiyay pehlay dawaayee dalwaayiyay." Kaleem Sahab nay baith kay apna kalaam sunaaya. Agar meri yaadaasht sahi hai tao aike shi'ar onka yeh thha: "Madinay jab bhi gayay yeh kaam kar kay chalay: subah say ronay baithay aur shaam kar kay chalay" (Alfaaz ka here phere zaroor hoga shi'ar main). Hamaaray oss musha'iray main aham aur maqbool shu'ara aayay thay: Kaleem Sb aur Hafeez Sb kay 'illawa Raaz Allahabadi, Nawaz Deobandi, Kashfi Lucknowi, Kaashif Lucknowi, Kabaab Aligharhi, waghairah. Aike Hindu Shaa'ir bhi thhay. Kabaab Aligharhi ka aike misr'ah thha: "Prophet/profit rasaan hain Madinay ki galiyaan". Main bohut likhna chaah raha hun magar logoon kay paas waqt kahaan padhnay kay liyay. Aligarh Zindabad; Khuda Haafiz.
Talal Bhai. Bohat bohat shukira . AAp nay naqsha khaich dia. Rudad bayan keijiay. Yeh bhi Tarrikh hai. Kahan milti hain yeh baatain. I am so glad you enjoyed my upload. Please subscribe if you have not done so and you will find many more of Hazrat Kaleem Ajiz. I enjoyed reading your comments. Shukria
Buht khob Kaleem Ajiz sb Pak o Hind ma ap ka koi sani. Nhi. Urdu Adab ko jo Dharas aj k dor ma ap k kalam ka buht bara hisa bn chuka ha agr ap hotey tu urdu adab ka status kuvch aur hota kaleem Ajiz sb hamara bl k urdu Ghazal k hawaley se Asasa bn chukey hain .Allaj pak un ko Aala mukam ata kren Ameen .
Zeya Rahman thanks again. Once you met him once you could never forget him. I also knew Kaleem Ajiz for 40 years. I remember the day I met him and became a big fan from day one. Allah darjaat buland farmaye. Ameen
Aaj kal ki is masroof duniya mai Masroofiyat par ek Mashhoor Shuhra ek Sher send kare jo asaan zabaan mai ho aur maane kaise ho dilchasp ho
Baat chahey bay saliqa ho Kaleem, Baat kehnay ka saliqa chahye. Shukria
Wah! Aligarh ka zamana yaad aaya, jab 30 November 1986 ki raat ko hamaaray M. Habib Hall main "N'atiya Musha'irah" huwa, Kaleem Sahab bhi tashreef laayay thhay. Onki sihat theek na thhi, mujhay onki kuch khidmat karnay ka mouq'a mila. Kaleem Sahab aur Hafeez Meerutti Sahab ka perhayzi khana meray zimma thha. Yeh meray liyay 'izzat aur khush qismati ki baat thhi/hai. Prof. Nafees Sahab hammaray Provost thhay uss waqat. Roshni ka kuch aysa intazaam thha ki aglay roz taqreeban ham sab ki aankhoon main dard tha. Provost Sahab khud Optholmology kay Professor thay, Provost Office main dawaayee mangwa kar sab ki aankhoon ka 'ilaaj kiya gaya. Meri aankhain dekhtay hi Provost Sahab nay mujhay kaha "Jaayiyay pehlay dawaayee dalwaayiyay." Kaleem Sahab nay baith kay apna kalaam sunaaya. Agar meri yaadaasht sahi hai tao aike shi'ar onka yeh thha: "Madinay jab bhi gayay yeh kaam kar kay chalay: subah say ronay baithay aur shaam kar kay chalay" (Alfaaz ka here phere zaroor hoga shi'ar main). Hamaaray oss musha'iray main aham aur maqbool shu'ara aayay thay: Kaleem Sb aur Hafeez Sb kay 'illawa Raaz Allahabadi, Nawaz Deobandi, Kashfi Lucknowi, Kaashif Lucknowi, Kabaab Aligharhi, waghairah. Aike Hindu Shaa'ir bhi thhay. Kabaab Aligharhi ka aike misr'ah thha: "Prophet/profit rasaan hain Madinay ki galiyaan". Main bohut likhna chaah raha hun magar logoon kay paas waqt kahaan padhnay kay liyay. Aligarh Zindabad; Khuda Haafiz.
Talal Bhai. Bohat bohat shukira . AAp nay naqsha khaich dia. Rudad bayan keijiay. Yeh bhi Tarrikh hai. Kahan milti hain yeh baatain. I am so glad you enjoyed my upload. Please subscribe if you have not done so and you will find many more of Hazrat Kaleem Ajiz. I enjoyed reading your comments. Shukria
mene padha apko.
@@khangamer1021 Shukria. Inayat hai.
masha allah bohot khoob
Very nice
Buht khob Kaleem Ajiz sb Pak o Hind ma ap ka koi sani. Nhi. Urdu Adab ko jo Dharas aj k dor ma ap k kalam ka buht bara hisa bn chuka ha agr ap hotey tu urdu adab ka status kuvch aur hota kaleem Ajiz sb hamara bl k urdu Ghazal k hawaley se Asasa bn chukey hain .Allaj pak un ko Aala mukam ata kren Ameen .
Shukria Ayub Sahib. Bay shaq un ka koi Saani kam uz kam iss dor main to koi nahi hay. Suntay rahiye. I will upload some more Inshallah.
Wo jo shayri ka Sabab hua,,,, *Kaleem ajiz*
Shukria Sajid. Woh Muamlala bhi Ajaj hua.
Bahut khub
Shukria Kaleem Sahib
یہ طرزِ خاص ہے کوئی کہاں سے لائے گا
جو ہم کہیں گے کسی سے کہا نہ جائے گا
عاجز
Bay Shaq. Koi nahi laye gaa.
Jesy jan nikalo ho tum aisa magit koi nahi .... Koi agla misraa bta dey
Jasay Jaan nikalo ho tum, aisa mahir koi nahi,
Gardan kaat kay rakh dayna to her koi qatil jaanay hay.
Nice
Shukria Shoib sahib
D
Kulsoom Bibi what is D, I was hoping for A?
اللہ تعالیٰ عاجز کی مغفرت فرمائے
اعلیٰ علیین میں مقام عطا فرمائے
Ameen Sum Ameen. Shahid Bhai
Bhut ghatiya anchor... Unnecessary wasting time of Dr kalim sab.. Very nice shayri..
Shukria Zeya Sahib.indeed he was a great poet.i have posted much more kalam of Kaleem Sahib.
@@Zahidlatif-Urduadab i m big fan of Dr. Kalim sab.. I spend 40days jamat with him.. May Allah rest his soul in jannatul firdaus