Uss yug me toh Yamuna nadi bhi kisi Sagar se kam nhi hua karti thi, or Ab dekho Devi Yamuna ka prachand roop keval Baarish ke mausam me dekhna ko milta h jab Yamuna ji apne purane form me or apni sunishchit Seema me fail jati h or hum agyani log use baad ( flood) maan lete hain.
Bhagwan ko bhigata hua dekh Shesnag daurkar chale aye unhe pani se bachaane ke liye. .. unhe bhagvan se itna prem hai ki har janm me ve unka sathe dene chale ate hai chahe vo Bhagwan Ramchand ki seva ke liye Lakshman bankar ya phir Bagvan Krishna ka sath dene ke leye balram bankar😊
Krishna ka janm itna Divya hai to socho Kalki ka janm kitna Divya hoga🙏 Magar afsos hum us Time ko nahi dekh payenge.
Jab sri krishna ke pair yamuna mata chune ati hai... 🥺❤ yahi suna h.. Isliye badh ayi thi
Uss yug me toh Yamuna nadi bhi kisi Sagar se kam nhi hua karti thi, or Ab dekho Devi Yamuna ka prachand roop keval Baarish ke mausam me dekhna ko milta h jab Yamuna ji apne purane form me or apni sunishchit Seema me fail jati h or hum agyani log use baad ( flood) maan lete hain.
Bhagwan ko bhigata hua dekh Shesnag daurkar chale aye unhe pani se bachaane ke liye. .. unhe bhagvan se itna prem hai ki har janm me ve unka sathe dene chale ate hai chahe vo Bhagwan Ramchand ki seva ke liye Lakshman bankar ya phir Bagvan Krishna ka sath dene ke leye balram bankar😊
S. S. Rajamouli ne Mahabharat se hi inspired ho kar Bahubali banai he, unhone khud kaha tha.
Jai shri hari vishnu ji❤❤❤❤
Do more episodes in one day broo ❤❤
पूरा प्रयास कर रहे है हम ❤️🙏
bhi please zada parts dale 3 4 epsiode please 🙂🙏
Do Shani serial reaction bro after Mahabharata ❤❤