Thoda sa car bouncy feel hoti hai agar kam load ho toh beacuse of hieght increase and spring but jab full loaded hoti hai tab stable rehti hai... ground clearance increase rehti hai full load pe bhi aur kisi bhi bad road pe bottom nahi touch hota
Hahaha Haan bikes mein bajaj ne shuru kiya tha same waise hi ab cars mein after market use ho raha hai thodi hieght and suspension ko strong banane ke kiye
Mere paas brezza petrol hai jisme maine aftermarket cng lagwai hai. Kya mai cng fitted brezza jo company se aati hai uske spring order krke apni brezza mai dalva du
Suspension toh successful hai filhal and koi issue nahi aarahi... cng mein figo ka success kam hai, kaam chal jata hai but jo smooth pickup Maruti ya hyundai ki car mein hoti hai cng mein waisa nahi milta figo mein lekin average milta hai aur 3rd gear ke baad pick acha rehta hai pehle 1 aur 2 gear mein thoda refinement issues hai cng pe
Sir, kya isko lgwane ke baad gadi ki body roll ya thoda bhhut unbalance hota h sarp tarun pe ya nahi ??? Use ke baad aap ek experience review video banaiye 🙏
Sure isko thoda long term use karke phir apna experience share karunga but kuch din use karne ka experience acha raha, gaadi better performance de rahi aur sabse important kahin under body touch nahi hoti
Chasis kaise bend hoga? Spring ki height same hai bas extra spring lagage hum tension badha rahe aur shockup mein koi alteration nahi ho rahi... Chasis aise bend nahi hoga spring lagane se
@vinayakgupta6159 phoenix market city mall kurla ke aage towards ghatkpar lbs marg pe hai prakash suspension karke, uska number +919768571279. +919768571279
Video bahut mast hai aur information kaam layak mili thanks sir 🙏
Thank you
Hello Dubey ji
Please give the after installation review of this technique about the body roll, high speed stability and all the experience
Thoda sa car bouncy feel hoti hai agar kam load ho toh beacuse of hieght increase and spring but jab full loaded hoti hai tab stable rehti hai... ground clearance increase rehti hai full load pe bhi aur kisi bhi bad road pe bottom nahi touch hota
@@CarwaleDubeyjicivic pe karalu ??
Give me ur suggestion
@VilanderGaming Haan karwaskate hai, car hieght achi hojayegi and kahin lagegi nahi niche...
Sir after 10 months any issues for suspension
No everything is working perfectly fine
Ye wala system Bajaj ke two wheeler bikes may use hota hai, isko wo log spring in spring system bolte hai
Hahaha Haan bikes mein bajaj ne shuru kiya tha same waise hi ab cars mein after market use ho raha hai thodi hieght and suspension ko strong banane ke kiye
@@CarwaleDubeyji Bhai unko number share kar dena
Aap unko call karke mera reference de dena ... yeh raha number prakash +919768571279
Spring takrane ki awaz aati hai dubeyji..
Aawaz nahi hai spring ki bas thoda sa gadi bouncy feel hota hai empty rehne par
Suspension Kaisa hai ab.
Is it giving performance
Height increase hui hai ko purpose tha wo solve hua baki suspension ka working is ok
Honda City 2005 ke aage ke sokar mein kya Lagana Padta daru
Aage nahi piche
Mere paas brezza petrol hai jisme maine aftermarket cng lagwai hai. Kya mai cng fitted brezza jo company se aati hai uske spring order krke apni brezza mai dalva du
Ispe mein kuch bol nahi sakta beacuse iska proper answer aapko maruti ka service center wala hi de payega
Sirji plz reply karna ❤ ka replay nahi chaya suspension upgrade full review and cng figo kitna sauces hota hai
Suspension toh successful hai filhal and koi issue nahi aarahi... cng mein figo ka success kam hai, kaam chal jata hai but jo smooth pickup Maruti ya hyundai ki car mein hoti hai cng mein waisa nahi milta figo mein lekin average milta hai aur 3rd gear ke baad pick acha rehta hai pehle 1 aur 2 gear mein thoda refinement issues hai cng pe
Sir, kya isko lgwane ke baad gadi ki body roll ya thoda bhhut unbalance hota h sarp tarun pe ya nahi ??? Use ke baad aap ek experience review video banaiye 🙏
Sure isko thoda long term use karke phir apna experience share karunga but kuch din use karne ka experience acha raha, gaadi better performance de rahi aur sabse important kahin under body touch nahi hoti
Delhi me koi h kya ...
Delhi ka idea nahi... koi aisa raha toh will update in reels
Address dedo na bhai mumbai ka hai kya
Phonix mall kurla se 200 meter aage hai towards ghatkoper... video mein shop ka naam and number hai
+919768571279 prakash isko contact karlo aap
jaipur me koyi hai kaya aap ka
@dadogamer9206 nahi pata mujhe jaipur ka koi
Sir ji mene ahmedabad me puchha vo bole me karduga phir checis bend ho jayegi
Chasis kaise bend hoga? Spring ki height same hai bas extra spring lagage hum tension badha rahe aur shockup mein koi alteration nahi ho rahi... Chasis aise bend nahi hoga spring lagane se
Sokar vale bhaiya ka nambar digiye sir
Mumbai vale sokar vale bhai ka nambar dijiye sir plz
+919768571279 prakash suspension work
Wagnar ki ho jay gi
Har type ki car ka hota hai yaha
Kha ana ho ga
@vinayakgupta6159 phoenix market city mall kurla ke aage towards ghatkpar lbs marg pe hai prakash suspension karke, uska number +919768571279. +919768571279
Handling may kya farak hai bataye
Handling mein farak aata hai Thoda baut uske chal pe zayda farak aajata hai bcz height milti hai gaadi ko toh wo uchalti hai speed mein
you didn't gave number of person kindly share the details
I'm sorry, I thought wo video mein shop ka adress and number visible tha... mein number share karta hai hoon... Prakash +919768571279
Sir unka no share kijiye
+919768571279 prakash
Rubber dalwa rakha hai 250 rs ka bahut achha chal raha hai
Rubber ka life 1 se 2 saal tak hota hai mere elantra, figo aur civic mein tha lekin wapas change karna padta hai heavy use ke baad
Gadi bhot patakta he,gadi ka pura movment Cheng ho jata he,oe car unbalanced ho jati he, kabhi ye kaam mat karvana
Gaadi patakti nahi lekin uchalti zarur hai
Contact No.???
+919768571279
@@CarwaleDubeyjithanks sirji
@ayushserviceprovider26 welcome
please share contact number of mechanic with me
+919768571279 prakash