Ma'am thank you . Mai to aaj tak confusion me rhta tha ki b.ed ke next step m.ed hota... Lekin aaj jan paya ki .m.ed ek pg ke equal course hai... Big thankyou ❤
कोई b mt kro med वर्तमान स्थिति में क्योंकि gov education me vacancy nhi deti aur pvt sector me aapko 10k ya 12k hi offer krte h vo b net qualified candidate ko aap apne school subject me hi aage bdhe usme sambhavna jyada rhti h
sir mai b.ed complete ho gya hai m.ed ke jagh b.tc karna chata hu kykoi sir m.ed ki degree ki vanncay kha jaldi ati hi hai aur ati bhi hai to but difficult se khuch hi logo ka hota hi es trh se agr b.tc kar le to dono primary junior dono me chance rahega pls suggest me sir m.ed Karu ya chod du 😢😢😢jarur mam ji reply .
Bhai tu M.ed chalu rakh aur Ctet 2 de isse tu direct 6-12 keliye eligible ho jayga and private school Mai bhi achhi salary milegi. Btc Mt kr. Ugc net Education ki tayari kar sath mai.
Mam mujhe ye btaiye agar jisne m.a kar liya hai or bo net jrf quality kr lega tab bhi to bo b.ed or b.t.c or m.ed bale collage me professor bn skta hai ya nhi ya use m.ed hi krni hogi please reply
Agar ma.or b.ed dono kar lia hai tab bhi net jrf qualify krke bo btc. Or b.ed collage me assistant professor ya principal nhi bn skta please mem reply bahut tension me huu
Ma'am sbhi professors ne ye btaya ki Teacher Education k professor bnne k liye school subject m bhi post graduation honi chahiye..M.Ed+ school subject m PG
Assistant Professor bnne ke liye apka NET ya NET+PhD chihye hoti hai Aur NET bina PG ke apply nhi kr skte Aur M.Ed Khud me PG hai aur Tbhi AAP NET de skte ho ..
Mam my qualification is MSc + B.ed . Can you please suggest me ki M.ed krna sahi rhega ya nahi 🙏🏻🙏🏻bahot time se confused hu mam m please suggest me kyonki mne jitni bhi search kiya h yhi conclusion nikla h ki masters to already mne ki hui h shyad utna benefit nahi hoga m.ed se ??
Agr aapka subject Achcha hai jisse MSC to use hi aage jayo... Kyuki M.Ed bilkul alg hai aur 2 saal doge fir dubaara vhi aa jyo fir vhi sb Krna hoga to MSC se bhi aap aage higer education me ja skte ho

Neha live Session hote hai doubt ke liye to vo join kr lena usme clear ho jyega massage m possible nhi hota aur notification off rakhna syd kl hi apka doubt session ho
Msc regular aur MA education distance se kar sakte he ek sath ? NET MSc se ya MA education se qualify krna hoga asst. professor B.ed clge me bnne ke liye ? plzz make clear my doubt
Maam mera ak question h plzzzzz reply dijiyega.... Mera last year hai B. El. Ed ka to mai M. Ed kru ya fir Stet ki preparation... Beacuse maam ab Med me semester hote h her 6 months bad exam pratical wagera hote h isiliye suggest kijiye mujhe ki Sirf pura focus Stet preparation per lagaye ya fir Med kru maaam????? Plzzzzzz reply maam 😢🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Dekho dono ki value alg alg hai Aur STET apke samne hai to kro use job mil jyegi aur agr nhi pta kb hoga kese kya to M.Ed kr skte aur sath me preparation bhi aur itna time mil jayega ki aap taiyari kr skte ho ya ye bat hai ki semester wise hai M.Ed to apke upr depend karega kese kroge aap
Mba ke baad bed med kyu ?? Mba ke baad toh achhi naukri lag jaati aur el question shaadi ke liye bba mba wali ladki ya bsc msc bed med wali ladki which is better . Mba wali 4 saal se naukri kar rhi hai aur dusri med kar rhi h
Hellow mam Maine pgt phyisc Se Kiya h AUR main.m.ed krke education Se NET krna to Kya m KR skti Hun... phyisc pgt ka koi rol to nhi Hoga isme...plz reply
Ma'am thank you . Mai to aaj tak confusion me rhta tha ki b.ed ke next step m.ed hota... Lekin aaj jan paya ki .m.ed ek pg ke equal course hai... Big thankyou ❤
Most Welcome
Keep Supporting
Same here
कोई b mt kro med वर्तमान स्थिति में क्योंकि gov education me vacancy nhi deti aur pvt sector me aapko 10k ya 12k hi offer krte h vo b net qualified candidate ko aap apne school subject me hi aage bdhe usme sambhavna jyada rhti h
Sir aap ne med Kiya hai kya, please
Yes@@rahulsilodiya4791
Yes@@rahulsilodiya4791
Kiu m ed nai kre plz reply 👋
P.G ke baad koi B.Ed kiya h to usse M.Ed karna jaurori h aur kya sirf B.Ed aur P.g degree par D.led ya B.Ed college mai padha sakte h
Ma'am m.ed av kru ya pg in subject 😢bhut confuse hu
sir mai b.ed complete ho gya hai m.ed ke jagh b.tc karna chata hu kykoi sir m.ed ki degree ki vanncay kha jaldi ati hi hai aur ati bhi hai to but difficult se khuch hi logo ka hota hi es trh se agr b.tc kar le to dono primary junior dono me chance rahega pls suggest me sir m.ed Karu ya chod du 😢😢😢jarur mam ji reply .
Bhai tu M.ed chalu rakh aur Ctet 2 de isse tu direct 6-12 keliye eligible ho jayga and private school Mai bhi achhi salary milegi. Btc Mt kr. Ugc net Education ki tayari kar sath mai.
Agr b.ed Kiya ho koi , m.ed Kiya ho to kya CTET de sakta hai
Sirf B.Ed se hi CTET 2 de skte ho
@@GauravkumarYadav-et8kc net set de CTET kyu
Pahli bat to ye sirrrr nhii h 😅
Hello ma'am! B.ed colleges me assistant professor ke liye NET kis subject me hona compulsory hai?
In education
@@enlearners A million of thanks for clearing my doubt.
@scenicspirituality595 always Welcome:)
Mam mujhe ye btaiye agar jisne m.a kar liya hai or bo net jrf quality kr lega tab bhi to bo b.ed or b.t.c or m.ed bale collage me professor bn skta hai ya nhi ya use m.ed hi krni hogi please reply
Or b .ed bhi kar liya hai
Nhi
But aap College me pdhna skte ho jis Subject se UGC NET Kiya hai
UG,PG students ko
Please reply mem 😢
Agar ma.or b.ed dono kar lia hai tab bhi net jrf qualify krke bo btc. Or b.ed collage me assistant professor ya principal nhi bn skta please mem reply bahut tension me huu
Maam can i appear for NET while pursuing M.ed?
B.ed nd m.ed 3 sap ka krne ke bad kya teacher me bhr akte h jo ajkl vacancy a rhi h
Ma'am sbhi professors ne ye btaya ki Teacher Education k professor bnne k liye school subject m bhi post graduation honi chahiye..M.Ed+ school subject m PG
Ha shi bola but mam ne ni bataya se
School Subject me PG ?
@@enlearners jo B.Ed m teaching subject hota h
Assistant Professor bnne ke liye apka NET ya NET+PhD chihye hoti hai
Aur NET bina PG ke apply nhi kr skte Aur M.Ed Khud me PG hai aur Tbhi AAP NET de skte ho ..
@@enlearners B.Ed m pedagogical subject pdhane k liye uss particular subject m Master degree mandatory h.. plz check rules and regulations
Very nice information Mam mene MA education subject me complete kiya hai to muzhe M.ed kerne ki jarurat hai kya please reply mam
Mam my qualification is MSc + B.ed . Can you please suggest me ki M.ed krna sahi rhega ya nahi 🙏🏻🙏🏻bahot time se confused hu mam m please suggest me kyonki mne jitni bhi search kiya h yhi conclusion nikla h ki masters to already mne ki hui h shyad utna benefit nahi hoga m.ed se ??
Agr aapka subject Achcha hai jisse MSC to use hi aage jayo...
Kyuki M.Ed bilkul alg hai aur 2 saal doge fir dubaara vhi aa jyo fir vhi sb Krna hoga to MSC se bhi aap aage higer education me ja skte ho
Agr aapka subject Achcha hai jisse MSC to use hi aage jayo...
Kyuki M.Ed bilkul alg hai aur 2 saal doge fir dubaara vhi aa jyo fir vhi sb Krna hoga to MSC se bhi aap aage higer education me ja skte ho
Neha live Session hote hai doubt ke liye to vo join kr lena usme clear ho jyega massage m possible nhi hota aur notification off rakhna syd kl hi apka doubt session ho
Yes mam thankyou so much ☺️❣️
@nehadhananiya6361 always Welcome Neha
Msc regular aur MA education distance se kar sakte he ek sath ?
NET MSc se ya MA education se qualify krna hoga asst. professor B.ed clge me bnne ke liye ?
plzz make clear my doubt
Noooo for Education(B.Ed,M.Ed) college MA/MSc + M.Ed + Net/Set/PhD chahiye hota hai
PG complete h ab me B.ed kar raha hu mera question ye h ki mujhe m.ed karna chahiye ya fir net karke phd
Esme sari chize batai gyi hai...
PG hai to NET kro agr PhD ya higher education me Jana hi hai
M.Ed se batter rhega apke liye ye
@@enlearners thank you mem
Mam aab aage integrated course ki wjah se m.ed m vacancy aayengi kya
Kuch kh nhi skte
Baki present time me vacancy Sarkar ki vjh se aati hai Course ki vjh se nhi
@@enlearners thnku so much reply Dene k liye
Maam mera ak question h plzzzzz reply dijiyega.... Mera last year hai B. El. Ed ka to mai M. Ed kru ya fir Stet ki preparation... Beacuse maam ab Med me semester hote h her 6 months bad exam pratical wagera hote h isiliye suggest kijiye mujhe ki Sirf pura focus Stet preparation per lagaye ya fir Med kru maaam????? Plzzzzzz reply maam 😢🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Dekho dono ki value alg alg hai
Aur STET apke samne hai to kro use job mil jyegi aur agr nhi pta kb hoga kese kya to M.Ed kr skte aur sath me preparation bhi aur itna time mil jayega ki aap taiyari kr skte ho ya ye bat hai ki semester wise hai M.Ed to apke upr depend karega kese kroge aap
@@enlearners yes maam... Ok maam thanku for reply .... 🙏🙂
Mam mene bca mba b.ed m.ed kr re hu... mei kis teaching filled mei apply kr skti hu... muzko collge job chaiye or teaching he krni h
Mba ke baad bed med kyu ?? Mba ke baad toh achhi naukri lag jaati aur el question shaadi ke liye bba mba wali ladki ya bsc msc bed med wali ladki which is better . Mba wali 4 saal se naukri kar rhi hai aur dusri med kar rhi h
Mam mere parents m.ed. ki jgh MA. education se krne ke liye bol rhe hai kya best hai please bataye
M.Ed ki jyda value hai
MA se
Baaki kam dono same hi krte hai
Mam MEd jyda hard to nhi hoti kya b.Ed ki tra hoti
B.Ed sirf UG hai jbki M.Ed PG + Professional Course hai ye semester wise
दीदी जी आप वीडियो किस फोन से बनती हो please बताइए
Thank you mam margdarshan k liye👍
Ok Pradeep
Share & Support ✨
Good information ❤
Thanks
Share Support ✨
Ma'am...
Pls med other universities ka bhi agar admission aye to plz jane information de
Ma'am maine d.ed+B.A+M.A kiya huaa hai toh mai kya kru b.ed ya m.ed?
Aapko Krna kya hai
Kis profession me Jana hai kis subject se ?
B.ed college me bhi vacancy aati hai
Ma'am Ignu se M.ed kare ya M.A please suggest
IGNOU me m.ed nhi hai
Mam m. Ed semester wise hota h ya year wise
Semester wise
Mam ab kisi university ka m. ed entrance exam form fill hoga ya nhi mam plz reply
Dairect admission hone wala hai
Mam, ma education+ugc net karna k baad. kisi govt ug college mai education subject ki assistant professor ban paugi kya... please reply mam.
Depend on vacancies
Thanks Mam ❤@@enlearners
med ko ban kr dena chaiye , bakwas , sab ssc bharo, itna padhne ka shauk hai to , chi chi
DElEd ke baad Med karne se kya faida hoga
Please reply 🙏
Geography m. A se kiye और b. Ed है क्या m. Ed करे या p. Hd benefits bataye
PhD k liye NET chahiye ya private se PhD karenge बाघ जी
Government College se kam paisa me ni ho sakta
Mi av government high school m English subject s hu. Mi m. Ed krna chahti hu taki mi DIET m lecturer bn sku please muje suggest kre....
Mam pdt deendayal upadhyay college m.ed ke liy kasa h
Us college me admission lo jha fees km aur apko presan km kre
Private me sb college vle wait me rhte hai koi admission ho aur usse jda pese liye jye
M. Ed k exam hindi m de skte h kya??
Yes
@enlearners and msc k exam hindi m. De skte h??
Kul milakar no profit 😢M.ed
Aap ... Principal ki post ka kuch bhi nhi btaaye..
Principal ki post k liye bhi to M.Ed...chahiye
Post bahut sari hoti hai isliye har post ka nam lekr nhi batya
Aur ye sb Vacancy me aa jata h
Mamm mEd karne ke bad 6-12 TEt de sakta hu kya
Government job karte hue M.ed kar skte hai ya nhi ?
No
Mam kya B el ed ke baad Msc kr skte h please reply
No
Ma'am mera graduation me 51% hai aur B.Ed me 80% h
Kya mai M.Ed ka form fill kar skti hu??? Please suggest me ma'am
Yes
Yes sure
Mam agr BA me 50% se km ho to phd kar sakte h m.a me 54% or b.ed me 71% h
B.Ed ke number se kuch matlab nhi hai
Aur na hi BA se but MA me 55% + Net/ Entrance than PhD
@@enlearners ok mam to M.A dusre subject se kar lu
@@enlearners mam agr m.ed me 75 % ho to phd kar sakte h
M.ed ke baad direct assistant professor ki post ke liye apply kr skte h kya
No you have to clear ugc net
PGT m b ed or m.ed kiye ho uske number 15 extra judte h...
Mam phd ke liye kitni % chahiye m.ed me
Huge upcoming vacancy of assistant professor due to new ITEP course
Mam app baghpat sa ho kya
Mam government college se m. Ed krne ka kya procedure h
Entrance exam do number achche hoge to gov ya campus me ho jayega
Baki details me video upload hai dekh skte ho
kya btc krne vale b m.ed k baad pgt k liye aply kar sakte h ?
M.Ed ke baad PGT ke bad apply kr skte ho Baki Recruitment ke upr depand krta h kya chize fix ki gyi hai
Ma'am मैंने [Bed. Med Integrated] 3rd Year course कर रहा हूँ तो क्या Education में UGC NET form filling भर सकते हैं please बाताये।
Yes
@@enlearners Thanks Ma'am.
Yes
Bed ke baad med kar sakte hai
Yes
PG karne ka koi jarurat nahi hai
Mam mne sociology mi M.A ki ha tho kya muje abi m.ed krne chiye ya fir btao M.A k baad hum kya kr skte ha
PGT de skte ho
UGC NET de skte ho
PhD kr sakte ho
JRF le skte ho
Lekin b.ed college mye padhane k liye m.ed k sath pg chahiye pls reply
Pg with 55%
Yes
Mine med kiya hun aur btc ma kiya hun ,kya med proffessor ke liye eligible hun
Yes but NET compulsory
Hellow mam Maine pgt phyisc Se Kiya h AUR main.m.ed krke education Se NET krna to Kya m KR skti Hun... phyisc pgt ka koi rol to nhi Hoga isme...plz reply
Yes
Aap education m bhi kr skte ho
Aur physics me bhi
@@enlearners thanks mam...Mujhe phyisc Se nhi krni h bss m.ed kreke education Se NEt krna h ..Kya ye ho skta h ....
Yes
Vo to physics isliye batya kyunki aap dono me eligible ho
Thanks ma'am ❤
M.ed ka result nahi aya kya g
Kha s keya mam àpne m.ed
2x wale like kreh😂
Thnx
Share & Support
अब मैं m.ed नहीं करूंगा ok thanks
Khali baith kar kya karna time Jaldi nikal jayega dar to lag hi raha hai kare ya nahi