📢CTET DEC उम्मीद बैच (PAPER-1)& (PAPER-2) आपके एप्लीकेशन पर आ चुका है ,8 अगस्त से क्लास शुरू हो रहे है, आप में से जिन्हे भी बैच लेना होगा इस लिंक के Through बैच ले सकते हो, First 50 स्टूडेंट्स को 20% Discount दिया जा रहा है, USE CODE :- UMEED , जल्दी करें | 🎯Join CTET(Paper-1) December 2024 Batch:- catalystsoni.akamai.net.in/new-courses/127 🎯Join CTET(Paper-2) December 2024 Batch:- catalystsoni.akamai.net.in/new-courses/128 🎯Join CTET(Paper-1 & 2 Both) December 2024 Batch:- catalystsoni.akamai.net.in/new-courses/129 🔥बैच के बारे में ज्यादा जानकारी के लिए कॉल करे :- 7320001907 पर या WhatsApp करे 8409915842 पर
Ma'am graduation zoology , botany aur chemistry se kiye hai , toh kya science teacher ke liye eligible hai ya phisics bhi chahiye.... Please reply me 🙏
@@vkvlogs586 Hindi se. Kyunki agar Home Science se kia to sirf TGT apply kr paoge. Aur agar Hindi se kia to both TGT and PGT apply kr paoge. Basharte Hindi main subject hona chahie tumhari graduation me.
vo islie because Language subjects ka syllabus kafi vast hota h. Additional subject ke tor pe complete syllabus cover nhi ho pata. Depth knowledge ke lie as a Main subject lena jaruti hota h.
@@aaditisinggh Mera. B.ed. cours. M. English. Or. Social science tha. Teaching. Subject ...kya. M. B.ed. M. Additional subject Hindi. Ly. K...Hindi. K. Teacher. K. Ly. Exam. Dy. Sakta. Hu ????
इग्नू से हिंदी ऑनर्स करने के बाद किसी भी कॉलेज से B.Ed कोर्स कर सकते हैं इसके बाद बिहार में सरकारी शिक्षक बन सकते हैं Class = 6th to 10th लेकिन मेरा ग्रेजुएशन में संस्कृत विषय नहीं है
मैम मैंने बीए फाइनल में समाज शास्त्र शिक्षा शास्त्र ले रखा है दो वर्ष पढ़ने के बाद राजनीति विज्ञान छोड़ दिया था टीजीटी सामाजिक विज्ञान का शिक्षक के लिए क्या करु वर्तमान में बीएड भी कर रहा हूं
10th ,12th aur BA ke sabhi teeno salon me jo subject rha ho usi subject ke teacher ban skte hn. basharte BEd me b vhi subject choose kia ho. agar koi aur subject choose kr lia hoga to ho skta h kuch selection board tawajjo na den esi bed ki degree ko.
Mam mera B.A me Education, geography Aur Hindi hai to mai kis subject se TGT de sakta hu. Last year me Hindi Aur Geography hai .... Plz mam bata dijiye. koi bhi mera comment dekh rhaa ho to bata sakte hai plz🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
@@aaditisingghMera. B.ed. M. Teaching. Subject. English or. Social science. Tha. ...m. Ab . B.ed. .m. Additional subject. Hindi. Ka. Exam. Dy. K. ...Hindi. K. Teacher. K. Ly. Allow. Ho. Sakta. Hu. Kya ??? ??
बीए में मैने हिंदी साहित्य, प्राचीन इतिहास समाजशास्त्र लिया था और फाइनल इयर में समाजशास्त्र छोड़ दिया हमे बीएड करना है 12th bio से ही था अब बताओ क्या उचित है Maam आपकी प्रतिक्रिया मिलने का इंतजार है
Sociology is a part of Social Science. Agar tum pedagogy of Social Science lete ho or BA me all three years me b Sociology rha h to Sociology ke teacher ban sakte ho. vaise haryana ki bat kren to Sociology koi different subject nhi hota 8th level tak. ek hi teacher hota h social science ka. jo geography history sst sab pdhata h. islie BEd me combine karke ek hi subject bnaya gya h "Pedagogy of Social Science"
Mam mera graduation mai chemistry honours tha aur subsidiary mai phy aur maths tha kya mai bed kar sakti hu jisse mai PRT &TGT mai apply kar paun ..plz mam bataye mai bahut confused hu..
मेरा स्नातक निम्नलिखित विषयों से होचुका है, कृपया B.Ed में Subject combinationका सुझाव दें Mam. Economic(honer's). -3years History , Pol.Science -2years Hindi -2years Gk- last 1years🙏
Mam maine do saal history, political science padha hai or last year me political science, sociology hai kya mai bed karne ke baad 9to 10 ke liye eligible ho sakti hu
Mam, mera graduation political science hons. H or subsidiary mein history Pg me political science se kr rhe hu to .... Mein b. Ed teacher kon se subject se kru jisse ki state and center level pr vacancy k lite eligible rhu
Hallo mam mera graduation hindi se hua hai or MA bhi hindi se hua hai lekin UP University se sirf arts or science se hi b.ed hota hai or mera arts se b.ed ho rahe hai to kya mera certificate thik hai na mam boliye please
Third year m Mod. History tha aur Economics drop kr diye thee third year m but 2 saal tha Economics. Tau Tgt k liye combination shi h n?????? Plz reply
Madam mai graduation second year Tak teenon subject tha Hindi Sanskrit social science to fir bad me Sanskrit chhod aur aur bed mein Hindi social science and History se kiya hu aur kaun se vacancy ka from bhar sakta hu batao mam please 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏 reply do mam please 🥺
Mam maine economics honours se. Graduation complete kiya tha or maine 1 and 2 semester mai meri history thi... Toh kya mai bed economics honours se kr skti hu combination ban jayega naa
Didi Maine Graduation me Hindi liya hai aur 12th me Sanskrit hai to kya mai Hindi Tgt ka form bhar sakta hun Kyuki BEd me To social science hai ..... please reply
mam. mera graduation me education, English, nd political science hai nd Masters education se hai. to mje bed me Kya subject combination lena chaiye.. plzzz it's urgent... plzz help me
दीदी मेरा ba. हिंदी geography. Education. था हमने MA. Geography से कर रहा हूँ.. Bed me geography ही लुगा. सही है combination मेरा दीदी please reply 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Maine graduation geography se kiya hu aur pg poltical science se kya m b ed me pg ki degree pe kru to m tgt ya pgt me teacher ke liye apply kr sakta hu ...
Mam lakhnow university k subash Chandra bose mahavidyalaya se bed karna sahi hoga .ye collage ko NCTE ki maniyata h Ye collage Bed k lie sahi h ya nahi please bataiye mam
मैडम plz plz रिप्लाई देना मेरे कमेंट का मैंने Bachelor of tourism management से बेचलर किया है उसके बाद M.A इंग्लिश किया है अब B.ED किस सब्जेक्ट मे करू???? Plz रिप्लाई करना मैम
Maam. Mera 12th me homescience hai aur graduation me bhi, mera b. Ed entrance me part B me kaun sa choose karu, smjh nhi arha, graduation me homescience and english teeno saal h, but prepration homescience ki krni h tgt ki.. B. Ed me subject combination kya hoga part b mein
Mam mera graduation me zoology botany aur biochemistry hai.Graduation ke last year me zoology aur biochemistry hai.Kya main BPSC science TGT ke liye eligible hoon?
Mam 11, 12 hindi medium se kiya hua hai bed bhi hindi medium se ki hui hai lekin graduation genral subject me hindi nahi thi to kya me reet level 2 science or any tgt exam ke liye eligible nhi hu
Mam mera iss saal B. Com complete hua hai agle sal mein B. Ed mein admission le raha hu toh kya sath m m. Com kar sakte hai eak regular eak distance mode se toh kya pgt teacher ke liye apply kar sakte hai mam please tell me. .
Mam mera B.A me Education, geography Aur Hindi hai to mai kis subject se TGT de sakta hu. Last year me Hindi Aur Geography hai .... Plz mam bata dijiye. koi bhi mera comment dekh rhaa ho to bata sakte hai plz🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Ma'am maine history (hons.)kiya hai jisme pol. sci. Generic and Hindi sec(language paper) tha to kya? Main history k sath geography le sakta hoon? Ya hindi pol. Sci mein se hi select krna hoga?
Mam mera geography honours h arts se or m 2025 m b.ed krne wali hu to mera combination kya hoga plz btaye or mera total subject tha hindi geography psychology sociology to kya mera b.ed m koi dikkat hoga ya nhu
Ma'am maine graduation Economics, Psychology and Public Administration mai ki hai toh mai Social Science lai sakti hun? Political Science nhi hai pr Public Administration hai?
मॅडम मैं महाराष्ट्र से belong करता हूँ मैंने b tech mechanical किया है तो मुझे b ed मैं कोंनसे subject combination लेने चाहिए जिससे मैं tgt टीचर बन सखु
Mam Mera B.A me 3sal geography hai aur sociology , political science hai lekin final year me Mera geography and sociology hai keval do sal tk hi political science hai kya mera combination hai ki nhi
Mam During subject selection Botany and zoology comes under Biological sciences but with chemistry combination what particular name is mentioned for chemistry? Is chemistry comes under Physical science?
Maim Mera graduation k three year m geography hai but two year m history hai to kya mai history and geography ka combination ho skta hai ya three year history jruri hai
📢CTET DEC उम्मीद बैच (PAPER-1)& (PAPER-2) आपके एप्लीकेशन पर आ चुका है ,8 अगस्त से क्लास शुरू हो रहे है, आप में से जिन्हे भी बैच लेना होगा इस लिंक के Through बैच ले सकते हो, First 50 स्टूडेंट्स को 20% Discount दिया जा रहा है, USE CODE :- UMEED , जल्दी करें |
🎯Join CTET(Paper-1) December 2024 Batch:-
catalystsoni.akamai.net.in/new-courses/127
🎯Join CTET(Paper-2) December 2024 Batch:-
catalystsoni.akamai.net.in/new-courses/128
🎯Join CTET(Paper-1 & 2 Both) December 2024 Batch:-
catalystsoni.akamai.net.in/new-courses/129
🔥बैच के बारे में ज्यादा जानकारी के लिए कॉल करे :-
7320001907 पर या WhatsApp करे 8409915842 पर
Mam 🙏 6 to 8 kay liy bta digiy mera BA may hindi..poltical science....sociology h to kya 6 to 8 may kis subject say मै apply kr skti hu
Mam mare ba mai economics ,sanskrit , english sub. Or bed mai social science ,hindi hai kya mai sanskrit teacher ban sakti hu
Ma'am graduation zoology , botany aur chemistry se kiye hai , toh kya science teacher ke liye eligible hai ya phisics bhi chahiye.... Please reply me 🙏
Yadi Mera graduation me Hindi , Home science ho
Aur
M.A. Hindi se ho to kis subject se B.Ed kare
@@vkvlogs586 Hindi se. Kyunki agar Home Science se kia to sirf TGT apply kr paoge. Aur agar Hindi se kia to both TGT and PGT apply kr paoge. Basharte Hindi main subject hona chahie tumhari graduation me.
विषय हिंदी की दुर्दशा बहुत खराब है। जबकि भारत में अधिकांश हिंदी बोली जाती हैं । B.sc, b.com wala are not eligible for teaching sub hindi in TGT LEVEL
vo islie because Language subjects ka syllabus kafi vast hota h. Additional subject ke tor pe complete syllabus cover nhi ho pata. Depth knowledge ke lie as a Main subject lena jaruti hota h.
To fir hindi se kiyu nhi kiya BA aapne....
@@aaditisinggh Mera. B.ed. cours. M. English. Or. Social science tha. Teaching. Subject ...kya. M. B.ed. M. Additional subject Hindi. Ly. K...Hindi. K. Teacher. K. Ly. Exam. Dy. Sakta. Hu ????
जब आपको BHU और समापूर्णानंद संस्कृत विश्वविद्यालय में अंतर ही नही ज्ञात है तो फिर क्या ही कहना
I am bhu student....B.A M.A. B.ED
😂 kasam se
इग्नू से हिंदी ऑनर्स करने के बाद किसी भी कॉलेज से B.Ed कोर्स कर सकते हैं इसके बाद बिहार में सरकारी शिक्षक बन सकते हैं Class = 6th to 10th लेकिन मेरा ग्रेजुएशन में संस्कृत विषय नहीं है
मैम मैंने बीए फाइनल में समाज शास्त्र शिक्षा शास्त्र ले रखा है दो वर्ष पढ़ने के बाद राजनीति विज्ञान छोड़ दिया था
टीजीटी सामाजिक विज्ञान का शिक्षक के लिए क्या करु वर्तमान में बीएड भी कर रहा हूं
10th ,12th aur BA ke sabhi teeno salon me jo subject rha ho usi subject ke teacher ban skte hn.
basharte BEd me b vhi subject choose kia ho.
agar koi aur subject choose kr lia hoga to ho skta h kuch selection board tawajjo na den esi bed ki degree ko.
Aap bed kaha se kar rahe hai bhai
Mera bhi same subject graduation me tha kya kare fir se BA kar ra hu combination ke chakkar me
Mam mera B.A me Education, geography Aur Hindi hai to mai kis subject se TGT de sakta hu. Last year me Hindi Aur Geography hai .... Plz mam bata dijiye. koi bhi mera comment dekh rhaa ho to bata sakte hai plz🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
@@aaditisingghMera. B.ed. M. Teaching. Subject. English or. Social science. Tha. ...m. Ab . B.ed. .m. Additional subject. Hindi. Ka. Exam. Dy. K. ...Hindi. K. Teacher. K. Ly. Allow. Ho. Sakta. Hu. Kya ??? ??
Maine km se km 10 vdo dekhe but ma'am apne etne achhe se samjhaya ki smjh aa gya thank you ma'am ❤❤❤
Ma'am B.A में political science था M.A में political science था और B.ed था । PGT vacancy me political science subject ka vacancy nikalta hai ki nahi?
Hello
I am also preparing for CTET contact me
बीए में मैने हिंदी साहित्य, प्राचीन इतिहास समाजशास्त्र लिया था और फाइनल इयर में समाजशास्त्र छोड़ दिया हमे बीएड करना है
12th bio से ही था
अब बताओ क्या उचित है
Maam आपकी प्रतिक्रिया मिलने का इंतजार है
Subject combination jisne bhi banya wo sociology kyu nhi add kiye....75% log sociology or history saath mai padhte hai
😂 thik hi hai history pass subject economics major subject tha😂
Ha to kya hoga Mera bhi yahi subject hai
Sirf 9-10 ke liye nahi banta h mera bhi political honours h subsidiary me home science and sociology hai
@@preetikumari-ey6pk means...
Sociology is a part of Social Science.
Agar tum pedagogy of Social Science lete ho or BA me all three years me b Sociology rha h to Sociology ke teacher ban sakte ho.
vaise haryana ki bat kren to Sociology koi different subject nhi hota 8th level tak. ek hi teacher hota h social science ka. jo geography history sst sab pdhata h.
islie BEd me combine karke ek hi subject bnaya gya h "Pedagogy of Social Science"
TGT (9-10) के लिए Arts मे History, Geography, Pol.Science, Home Science ,Economics होना जरूरी है
Mam mera graduation mai chemistry honours tha aur subsidiary mai phy aur maths tha kya mai bed kar sakti hu jisse mai PRT &TGT mai apply kar paun ..plz mam bataye mai bahut confused hu..
Ma'am graduation me urdu nhi tha aur mastar urdu se hai to kya PGT teacher ban sakte hain Urdu k liye??
M.A se mathematics se honours kiya hai kya mathematics ko questions aayega exam me
मेरा स्नातक निम्नलिखित विषयों से होचुका है, कृपया B.Ed में Subject combinationका सुझाव दें Mam.
Economic(honer's). -3years
History , Pol.Science -2years
Hindi -2years
Gk- last 1years🙏
Madam, B.A. program wala kaise subject ko chayan karte hein? Please, suggest sth about this.
सर मेरा BA में honours-economics है, subsidiary-political science और english है क्या मैं झारखण्ड में टीचर बन सकता हूँ।
Mam maine do saal history, political science padha hai or last year me political science, sociology hai kya mai bed karne ke baad 9to 10 ke liye eligible ho sakti hu
Mjhe to ye rule pta hi nhi tha graduation complete hone k bd pta chal rha to ab m kya b.ed nhi kr skti hu
Mam aapne Mera poora doubt clear kr diya so thank you mam🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Mam, mera graduation political science hons. H or subsidiary mein history
Pg me political science se kr rhe hu to .... Mein b. Ed teacher kon se subject se kru jisse ki state and center level pr vacancy k lite eligible rhu
Please reply same subject 😊
Hallo mam mera graduation hindi se hua hai or MA bhi hindi se hua hai lekin UP University se sirf arts or science se hi b.ed hota hai or mera arts se b.ed ho rahe hai to kya mera certificate thik hai na mam boliye please
B. Ed me graduation wale subject le ya PG k subject PGT k liee
Mam mera graduation history and geography se hai b.ed ka paper hogaya hai MA history se kare ki Geography se 🙏
Hindi agar main subject na ho agar additional subject ho to tgt hindi ka form bhar sakte hai kya
main subject pol science hai
Best combination kya hai bio + chemistry ya bio + general science
Ma'am agr history or geography nhi hai or b.ed me subject social science hai to koi option hai?
Very nice explanation 🎉❤
Graduation aur b.ed me chemistry hai PGT me history lekar history teacher bnn skte?
Third year m Mod. History tha aur Economics drop kr diye thee third year m but 2 saal tha Economics.
Tau Tgt k liye combination shi h n??????
Plz reply
Hindi ke sath Sanskrit combination TGT mein jaruri hai ya PGT mein mam
Please bataye main esme confuse hun😮
Ekdm sahi topic pe video banaye hain maim khas kar BA aur bsc wale dhokha khate hain
Mam me BBA Kiya tha Bed me subject Social studies or english university Diya he kya ye thik he
Nhi
Nooooooo
Mam mai b.ed economics aur English se kar rahi hu mera sahi hai ki nahi ?
Mam kya subsidiary paper se v apply kar sakti hu
Madam mai graduation second year Tak teenon subject tha Hindi Sanskrit social science to fir bad me Sanskrit chhod aur aur bed mein Hindi social science and History se kiya hu aur kaun se vacancy ka from bhar sakta hu batao mam please 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏 reply do mam please 🥺
Mam mare ba mai sanskrit, english, economics or bed. Mai social science, hindi thi kya mai sanskrit ki teacher ban sakti hu (ma sanskrit) .
Mam maine economics honours se. Graduation complete kiya tha or maine 1 and 2 semester mai meri history thi... Toh kya mai bed economics honours se kr skti hu combination ban jayega naa
बीएड खुद शिक्षा शास्त्र होता है कोई खास मायने नही रखता बीएड में सब्जेक्ट
फिर भी ध्यान रखना चाहिए ,सिर्फ 1 sem ही विषय लेना होता 2
Didi
Maine Graduation me Hindi liya hai aur 12th me Sanskrit hai to kya mai Hindi Tgt ka form bhar sakta hun Kyuki BEd me To social science hai ..... please reply
@@nitishthakur5441bhar sakte ho bhai
Mam maine bsc honors physics ki hu...prr mujhe b.ed arts se krni h...koi problem hogi kya
mam. mera graduation me education, English, nd political science hai nd Masters education se hai. to mje bed me Kya subject combination lena chaiye.. plzzz it's urgent... plzz help me
Jharkhand ye combination nahi hi science teacher ke liye
Mam commerce walo ko konsa subject combination krna chaeye
दीदी मेरा ba. हिंदी geography. Education. था हमने MA. Geography से कर रहा हूँ.. Bed me geography ही लुगा. सही है combination मेरा दीदी please reply 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Sir bsc 3rd year mera subject ( math, computer maintenance) subject tha ,
Third subject physics tha .
Kya mai kvs,NVS tgt ke liye elligible hun??
Please respond
Mam meine PGT (geographyy) ke baad B. Ed( social science and English ) se kiya hae koi problem toh nhi hna
Mam mera hindi honours h BA me kya mai hindi se b. Ed kr sakti hu
Mam mene mba kiya h to pedagogy english m kr skte h kya
Economics BA me tino saal rahna chahiye ya agr 1 ya 2 year me kisi saal ho to eligible hai
Mam mai mba finance se kiya hu aur b.ed kar rha hu kya mai eligible hu commerce teacher ke liye
Maine graduation geography se kiya hu aur pg poltical science se kya m b ed me pg ki degree pe kru to m tgt ya pgt me teacher ke liye apply kr sakta hu ...
Maam, b sc home science wale kya kar sakte hai? I have done b sc home science and then mba
Maim Mera graduation me honour's paper economics h
Aur subsidiary me Urdu aur History h
Mujhe Bed me kon subject lena chahiye
Mam lakhnow university k subash Chandra bose mahavidyalaya se bed karna sahi hoga .ye collage ko NCTE ki maniyata h
Ye collage Bed k lie sahi h ya nahi please bataiye mam
Ma'am mera B.A or M.A English se hai or maine B.ed kiya hai ab mai HINDI se M.A karna chahta hu....Kya mai NET or PGT hindi se kar paunga ya nahi?
मैडम plz plz रिप्लाई देना मेरे कमेंट का
मैंने Bachelor of tourism management से बेचलर किया है उसके बाद M.A इंग्लिश किया है अब B.ED किस सब्जेक्ट मे करू???? Plz रिप्लाई करना मैम
Maam. Mera 12th me homescience hai aur graduation me bhi, mera b. Ed entrance me part B me kaun sa choose karu, smjh nhi arha, graduation me homescience and english teeno saal h, but prepration homescience ki krni h tgt ki.. B. Ed me subject combination kya hoga part b mein
Arrey yaar Kya Dimaag Ka dahi kar diya, Agar Subject 1 Maine economics Choose kiya hai toh 2nd Subject Kya choose kare, Itna Lengthy kyu
History & geography combined le sakte hai... Bed mai
Mam mera graduation me zoology botany aur biochemistry hai.Graduation ke last year me zoology aur biochemistry hai.Kya main BPSC science TGT ke liye eligible hoon?
Mam 11, 12 hindi medium se kiya hua hai bed bhi hindi medium se ki hui hai lekin graduation genral subject me hindi nahi thi to kya me reet level 2 science or any tgt exam ke liye eligible nhi hu
Main Hindi Hons se hu BA our MA Kiya hu BA me mera histori pol science h lekin inter me sanskrti nahi h
Mam graduation me political science and sociology tha b.ed sst se kia h ....... Ab koi solution ho skta h bcz history or geography me se ek jruri h
maam I have done BA in eglish sociology and economics know how can I select my subjects in bed.
Mam mera iss saal B. Com complete hua hai agle sal mein
B. Ed mein admission le raha hu toh kya sath m m. Com kar sakte hai eak regular eak distance mode se toh kya pgt teacher ke liye apply kar sakte hai mam please tell me. .
Mam graduation me history ,geography,polity h ....or b.ed. me social science or hindi le liya ...kya tgt, pgt me chl jayega
Yes. Right selection. Don't worry.
History ke sath part two me BSKG 178 (politi) h sirf one year,kya hum eligible h TGT k liye
to history ke lie eligible ho. Polity ke lie nhi.
Mam mera B.A me Education, geography Aur Hindi hai to mai kis subject se TGT de sakta hu. Last year me Hindi Aur Geography hai .... Plz mam bata dijiye. koi bhi mera comment dekh rhaa ho to bata sakte hai plz🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Mam hindi k sath economics ka combination ho skta h kya ?? Please ans kijiye
Mam mera sociology honours h...subsidiary m his geo h...but bed m method paper hindi,or 2nd method paper elementary education de diya college walo na
Graduation mai economics hai mera aur subscidary mai psy tha toh kya hum b.ed kr skte hai iss saal
Mam mera political science h graduation me sirf nhi bn skte h techer
Master degree karna he
Mam mera B A me honors paper political science h to pgt nhi kar skte h kya
Ma'am Hindi tino saal me hai magar 1st, 3rd and 5th semester me hai 2/4/6 me nahi hai... To ye tino saal me mana jayega ya nahi.
Hallo mam aisia mahi hota gai b.ed me hamko b ed do hi subject se kar sakte gai arts ya science
Ma'am maine history (hons.)kiya hai jisme pol. sci. Generic and Hindi sec(language paper) tha to kya? Main history k sath geography le sakta hoon?
Ya hindi pol. Sci mein se hi select krna hoga?
Mam agar comarce me lagvage Leni hai lekin 2 year hi language hai...kya kre
Mam mera geography honours h arts se or m 2025 m b.ed krne wali hu to mera combination kya hoga plz
btaye or mera total subject tha hindi geography psychology sociology to kya mera b.ed m koi dikkat hoga ya nhu
Ma'am maine graduation Economics, Psychology and Public Administration mai ki hai toh mai Social Science lai sakti hun? Political Science nhi hai pr Public Administration hai?
Mam, TGT k liye English yaa commerce ya Math sirf 2 saal hone se ho payega ya nhi? Agar nahi to option kya hoga?
Mam mera graduation ancient history aur polity mei hai to kya mai tgt ke liye eligible hu
Mam biological science or life science main kya different hain
BBA Wale ke leye v bta do na mam subject
Same question
Mam ager graduate agriculture se ho to....kya rahega
TGT TEACHER K LIYE CTET NECESSARY HE PAR PGT TEACHER K LIYE HE YA NAHI
In graduation 1st&2nd year PCM , final year maths and physics
Can i apply for KVS TGT MATHS
plz reply mam if anybody clear about it plz reply
Yes
Yes, you can. Your eligibility is crystal clear.
Please mujhe bata dijiye .same problem
@@tasmiyakhan1959han kr sakte hn.
TGT Maths
TGT Physics
Dono ke lie eligible ho..
Mam subsidery paper se b.ed kr skte h kya
मॅडम मैं महाराष्ट्र से belong करता हूँ मैंने b tech mechanical किया है तो मुझे b ed मैं कोंनसे subject combination लेने चाहिए जिससे मैं tgt टीचर बन सखु
Jab dekh rahe ho ki ma'am reply nhi deti to question kyon puche ja rahe ho 😂
Mam mai B.A Hindi se ki hu or pg v kya mai pgt k liye aplly kar shakti hu plz tell me
Kya honours k rkhna jruri h
Mam Mera B.A me 3sal geography hai aur sociology , political science hai lekin final year me Mera geography and sociology hai keval do sal tk hi political science hai kya mera combination hai ki nhi
Mam maths ke saath statistics 1year hi padha ho to chalega??
Humre chhatisgarh me to ded wale tgt 6 to 8 me ptra hai alag alg kiyu
Psychology ka teacher banne ke liye b.Ed mein kaun sa paper Lena chahie
Mam During subject selection Botany and zoology comes under Biological sciences but with chemistry combination what particular name is mentioned for chemistry? Is chemistry comes under Physical science?
Economics aur music tha mere pass graduation mein eb b.ed k liye subj btao mam kya le Jo tgt k liye shi ho
Mam mera ug me last year me zoology and chemistry h and and pg zoology se h to mai pgt sceince de skti hu
Ma'am pg ancient history se hai to history ke teacher ban jaye ge
Maim Mera graduation k three year m geography hai but two year m history hai to kya mai history and geography ka combination ho skta hai ya three year history jruri hai
PGT ke liye ho jayega aapka Geography se MA kar lijiye.....
Mam mera chemistry hons.
But subsidiary me physics and zoology h kya me TGT me eligible honge