@@shankarkhairnar9527 Aap jo powder ki baat kar rahe ho agar achha quality ka hai to usme 50% tak protein ho sakta hai. aap 10-20 % tak use kar sakte ho. Pure feed me kitna protein ho raha hai thik se calculation karlena sirji.
@@lowcostadvancefishfarming6273 sir mane 12kg gehu 12kg makka 12kg rice 12kg bajri aur1kg mineral mixecher sab ko aatta aur 2kg mungfalli ki khali deta hu aur ab1kg zinga add karna chahta hu protein ke liye
3akad water pond pe kitna katla grass coman ka seed stock kar sakte hai fingerling 5 month purana seed kya next 8 month 1kg hogi agar stocking march se kare
Sir stocking size thora bada hone se achha hai. Agar aap ki seed quality aur feed sahi hai toh aram se hoga. Aap 3 acre me 6000-8000 stock kar sakte ho,seed ja ratio 30% catla+40% grass carp+ 30% common carp de sakte ho.
Bhut achi bat btai apne dada Apse ek bat puchni apne jo placton ke liye bata tha per bigha gobar or moc ka use month ke 1 st weak me de or second weak me chuna or 3rd weak me aata or yrea 4th weak me rice bran dahi yeast molashish to ye routine thik rhega na or per day 2 % feeding pls sugest kre kya ye thik rhe kyu ki pond me 80 dicmil ke pond me 2000 imc fish hai chuna 30 kg tk thik rhega na
Sirji aap har chiz ko mix kar rahe ho, 1st chuna 150- 200gm/ decimal, 150gm salt/ decimal uske baad gobor+ MOC, 2 din bad bran molasses yeast dose. Ata urea jarurat padne par. 15-20 din ke bad Pani ki color ki hisab se repeat.
@@lowcostadvancefishfarming6273 thanku foji sahab etne ache se btane ke liye kyu ki bhut admi bhut kuch btata hai lekin apki knowledge un sbse best hai or low cost jo ek normal admi kr skta hai thanku
Sir good evining rice bran aur sarso ki khal ka mix karne ka %kitna racio hona chahiye kya 60/40 dene se growth sahi ni hoga aur stocking kya honi chahiye sir per akad carp ka katla grass coman ka pleas reply me
Sir aap jo rice bran use kar rahe ho woh agar actual rice bran hai toh aap 70-75% Mustard oil cake + 25-30% rice bran+2% salt ka combination use kar sakte ho. Stocking density aap ki harvesting time, size aur stocking size ki uper depend karta hai
Sir Q:1 Agar rice bran ki jagah whole paddy (Dhan) powder kar lete hai toh chalega kya? Q:2 Rice bran aur Whole paddy(dhan) powder, dono ka Protein % kitna rahega? Q:3 Rice bran ki jagah agar whole paddy(dhan) Power use kare toh koi side-effects hoga kya? Please reply 🙏 ❤️ From Assam ❤️
Whole dhan ka powder me 1-2 % protein hai, koi side effect to nehi but pet bharega lekin growth nehi milega. Growth ke liye aap ko protein % sehi rakhna padega. Isko ishtemal kar sakte feed ka volume badane ke liye lekin iske sath aap ko high protein wala dusra item mix karke protein sahi karna padega.
50-100gm IMC ko aap 24% protein wala feed khila sakte ho. Kitna feed chahiye yeh depend karta hai aap ki talab me kitna natural khana majud hai firbhi aap normally total biomass ka 3% feed de sakte ho.
Sirji de sakte ho lekin ishme kuch % fish meal add karne se achha hoga. Singhi fish ka protein requirement 30-32% hai iska khayal rakhna aur mustard oil cake me protein 32-34 % hai.
Hello sir, what is a fish meal? Is it ready made food? Please reply. Thanks 🙏
Rice bran achha he ya DORB
Pisa hua chawal ???
Basket main khana kaise dete hai. Please phirse explain karenge
Sir only catfish ke liye feed banane ke liye thoda samjhaye ❤❤
Ap kaha se hai sir? Apki information kafi achi h.. Ap apne khud ka pond ki video share kijiye sir.. hum dekhna chahte h apki fish growth ko.
Bahut badiya
18:41 , plastic basket me khana kaise dete hain. Iska ek live video banaye?
Khana sirf ek jagah dena hai ya alag alag jagah
Feed talab kisi 3-4 fix spot me daily dena chahiye fix time me, 1 acre me minimum 4 spot. Aap feed ke liye fruits tray use kar sakte ho.
@@lowcostadvancefishfarming6273 aap ek video banaeye.
Fruit tray me aap feed kaise khilate ho
Iska ek video banaeye.
Fish formulation and Fish Nutrition me kya difference he ????
Ekhon DORB price koto ja6e...
Accha hai.feed preparation aur broadcasting ka video banaiyega sir.thanks.
Nice sir 👌👌
Rupchand ko kitna percentage protein requirement hai
26-28%
Absolutely right sir
Sir protin ke liye zinga ka powder de sakte hai kya
Bilkul sirji
@@lowcostadvancefishfarming6273 sir 1kg me kitna zinga powder dalna
@@shankarkhairnar9527
Aap jo powder ki baat kar rahe ho agar achha quality ka hai to usme 50% tak protein ho sakta hai. aap 10-20 % tak use kar sakte ho. Pure feed me kitna protein ho raha hai thik se calculation karlena sirji.
@@lowcostadvancefishfarming6273 sir mane 12kg gehu 12kg makka 12kg rice 12kg bajri aur1kg mineral mixecher sab ko aatta aur 2kg mungfalli ki khali deta hu aur ab1kg zinga add karna chahta hu protein ke liye
Ye sab me kitna protin hai muze nahi malum aap batao
3akad water pond pe kitna katla grass coman ka seed stock kar sakte hai fingerling 5 month purana seed kya next 8 month 1kg hogi agar stocking march se kare
Sir stocking size thora bada hone se achha hai. Agar aap ki seed quality aur feed sahi hai toh aram se hoga. Aap 3 acre me 6000-8000 stock kar sakte ho,seed ja ratio 30% catla+40% grass carp+ 30% common carp de sakte ho.
Sir aap apne talab me feding kaise karate bag finding ya aur koi tarika jisse waste jyada na ho
Sir me talab me 50% tray feeding aur 50% normal feeding karwata hoon.
Bhut achi bat btai apne dada
Apse ek bat puchni apne jo placton ke liye bata tha per bigha gobar or moc ka use month ke 1 st weak me de or second weak me chuna or 3rd weak me aata or yrea 4th weak me rice bran dahi yeast molashish to ye routine thik rhega na or per day 2 % feeding pls sugest kre kya ye thik rhe kyu ki pond me 80 dicmil ke pond me 2000 imc fish hai chuna 30 kg tk thik rhega na
Sirji aap har chiz ko mix kar rahe ho, 1st chuna 150- 200gm/ decimal, 150gm salt/ decimal uske baad gobor+ MOC, 2 din bad bran molasses yeast dose. Ata urea jarurat padne par. 15-20 din ke bad Pani ki color ki hisab se repeat.
@@lowcostadvancefishfarming6273 thanku foji sahab etne ache se btane ke liye kyu ki bhut admi bhut kuch btata hai lekin apki knowledge un sbse best hai or low cost jo ek normal admi kr skta hai thanku
@@parkashbhardwaj4450
Thanks sirji
Sir mei assam se hu . Muje soyabin meal.rice bran. dorb chahiya .kia ap muje de sokte ho
Sir aap Indiamart me check kariye
sir ji floating feed banane ka tarika bataye please
🙏 sir ji 🙏 Thanks for your support and suggestions. Kindly provide your sarsip khol .what is it... Tell me 👍🙏
Mustard oil cake
@@lowcostadvancefishfarming6273 🙏👍 Thanks for your suggestions
Sir ji Naya video banaye
Sir good evining rice bran aur sarso ki khal ka mix karne ka %kitna racio hona chahiye kya 60/40 dene se growth sahi ni hoga aur stocking kya honi chahiye sir per akad carp ka katla grass coman ka pleas reply me
Sir aap jo rice bran use kar rahe ho woh agar actual rice bran hai toh aap 70-75% Mustard oil cake + 25-30% rice bran+2% salt ka combination use kar sakte ho. Stocking density aap ki harvesting time, size aur stocking size ki uper depend karta hai
Sir fish meal kha milaga .mai bihar sa haoo
Calcutta me mil jayega
Koi fish meal vala ka number millega kya
Jai hind sir🇮🇳🇮🇳🇮🇳🇮🇳🇮🇳
Sir imc fish ko kitne pescet ka feed de size:200 gram 300 gram 400 gram 500 gram
Body weight ka 2-3%
@@lowcostadvancefishfarming6273 sir protin pecet puch rha tha??
500 gm ke uper 22% and uske niche 24% protein
Mustard cake ko 48 hours q pani me rakhna hai ? Soya meal ko Bengali mein Kya bolte? DORB ke saath Kya mix krna best hai ?
Sir
Homemade feed ko bag feeding Krna chahiye yaa paani mix karke fekhna chahiye? please reply 🙏
Feed keise bhi do koi dikkat nehi hai bus aap ko pata hona chahiye fish ko kitna feed ka jarurat hai.
@@lowcostadvancefishfarming6273 thank you ❤️
Thanks sir
nice
गुड न्यूज़ सर🙏
Sir
Q:1 Agar rice bran ki jagah whole paddy (Dhan) powder kar lete hai toh chalega kya?
Q:2 Rice bran aur Whole paddy(dhan) powder, dono ka Protein % kitna rahega?
Q:3 Rice bran ki jagah agar whole paddy(dhan) Power use kare toh koi side-effects hoga kya?
Please reply 🙏
❤️ From Assam ❤️
Whole dhan ka powder me 1-2 % protein hai, koi side effect to nehi but pet bharega lekin growth nehi milega. Growth ke liye aap ko protein % sehi rakhna padega. Isko ishtemal kar sakte feed ka volume badane ke liye lekin iske sath aap ko high protein wala dusra item mix karke protein sahi karna padega.
@@lowcostadvancefishfarming6273 thank you ❤️
Sir, Ek question hai........
Q. Only IMC fish, 50gm plus aur 100gm plus fish ko kitna % Protein chahiye aur kitna % feed de?
Please reply 🙏❤️
50-100gm IMC ko aap 24% protein wala feed khila sakte ho. Kitna feed chahiye yeh depend karta hai aap ki talab me kitna natural khana majud hai firbhi aap normally total biomass ka 3% feed de sakte ho.
@@lowcostadvancefishfarming6273 thank you ❤️
Da@@lowcostadvancefishfarming6273dada 24 protein kese banaye mungfali Khali or rice bran se
dada nice
Yes sir
dada ap kb free hote ho ...baat karni h, joga jog korbo dada... little. time bolun dada ....kb free honge .
Khabi bhi karna
no problem
Grnte keek Rs20 Rish bron 12 mera aira me
Rice bran rs 12 nehi ho sakta abhi aur groundnut cake full chilka ka sath to nehi, please check kar lena. Kosis karna protein % sahi hona chahiye
@@lowcostadvancefishfarming6273 डायरेक्ट मिल से लेते हैं
@@rajeshsahu281
Sirji millwale Rice polish ko rice bran bolke de dete hai, rice bran me 20-25% oil hota hai.
@@lowcostadvancefishfarming6273 सोयाबीन मेल क्या रेट मिलता है मिलता है
सर सरसों की खली, धान पालिस, गेहूं का चोकर
इन तीनों को सींघी मछली को दे सकते हैं?
Sirji de sakte ho lekin ishme kuch % fish meal add karne se achha hoga. Singhi fish ka protein requirement 30-32% hai iska khayal rakhna aur mustard oil cake me protein 32-34 % hai.
सर तो फिर 1 कुन्टल में खली, पालिस, गेहूं चोकर, फिस मील कितना कितना मात्रा में मालाएं, सर बता दीजिये 🙏
@@surajbhan957
fish meal 25 kg+ 45 kg Mustard oil cake + 15 kg wheat meal + 15 rice Polish
sath me 2 kg salt + 1-2 kg vitamin premix.
धन्यवाद सर आपका दिल से आभार 🙏
पावडर फार्म में राइस ब्रान कतला को कैसे दिया जाता था