Розмір відео: 1280 X 720853 X 480640 X 360
Показувати елементи керування програвачем
Автоматичне відтворення
Автоповтор
❤❤❤❤❤ love this bhajan jai kali amma
❤ nice kali bhajan
Very nice continue.
0. Bhagto’ ko darshan de gayī re, ek chhotī sī kanyā.Chhotī sī kanyā, ek pyārā sī kanyā. (ĀĪŪṛāīūḥ)(Ref) Bhagto’ ko darshan de gayī re, ek chhotī sī kanyā.ua-cam.com/video/31iHtgs8JzA/v-deo.html1. Bhagto’ ne puchhā maiyā, nām terā kyā hai.Vaishno nām batā gayī re, ek chhotī sī kanyā. (Ref)2. Bhagto’ ne puchhā maiyā, dhām terā kyā hai.Parabat trikut batā gayī re, ek chhotī sī kanyā. (Ref)3. Bhagto’ ne puchhā mā’, savārī terī kyā hai.Pīlā pīlā sher batā gayī re, ek chhotī sī kanyā. (Ref)4. Bhagto’ ne puchhā mā’, prashād terā kyā hai.Halvā pūrī chanā batā gayī re, ek chhotī sī kanyā.(Ref)5. Bhagto’ ne puchhā mā’, shringār tera kyā hai.Lāl lāl cholā batā gayī re, ek chhotī sī kanyā. (Ref)6. Bhagto’ ne puchhā maiyā, shastra terū kyā hai.Trishūl chakra batā gayī re, ek chhotī sī kanyā. (Ref)7. Bhakto’ ne puchhā sabse, pyārā terā kyā hai. Bhagto’ kā pyār gayī re, ek chhotī sī kanyā. (Ref).
❤❤❤❤❤ love this bhajan jai kali amma
❤ nice kali bhajan
Very nice continue.
0. Bhagto’ ko darshan de gayī re, ek chhotī sī kanyā.
Chhotī sī kanyā, ek pyārā sī kanyā. (ĀĪŪṛāīūḥ)
(Ref) Bhagto’ ko darshan de gayī re, ek chhotī sī kanyā.
ua-cam.com/video/31iHtgs8JzA/v-deo.html
1. Bhagto’ ne puchhā maiyā, nām terā kyā hai.
Vaishno nām batā gayī re, ek chhotī sī kanyā. (Ref)
2. Bhagto’ ne puchhā maiyā, dhām terā kyā hai.
Parabat trikut batā gayī re, ek chhotī sī kanyā. (Ref)
3. Bhagto’ ne puchhā mā’, savārī terī kyā hai.
Pīlā pīlā sher batā gayī re, ek chhotī sī kanyā. (Ref)
4. Bhagto’ ne puchhā mā’, prashād terā kyā hai.
Halvā pūrī chanā batā gayī re, ek chhotī sī kanyā.(Ref)
5. Bhagto’ ne puchhā mā’, shringār tera kyā hai.
Lāl lāl cholā batā gayī re, ek chhotī sī kanyā. (Ref)
6. Bhagto’ ne puchhā maiyā, shastra terū kyā hai.
Trishūl chakra batā gayī re, ek chhotī sī kanyā. (Ref)
7. Bhakto’ ne puchhā sabse, pyārā terā kyā hai.
Bhagto’ kā pyār gayī re, ek chhotī sī kanyā. (Ref)
.