Two way current k liye kya use ho sakta hai? Matlb grid se power leni bhi hai aur wapis unko sale bhi kerni hai. On grid Solar system k liye low voltage k liye kya use ho ga?
kya ye relay based h jo aapne btaye h, relay wale kaam nahi karte sahi se jab jyada voltage fluctuate hoti h 90 se 230 ke bech me, fluctuation ke issue ke liye konsa lena chahiye, constant 220 chahiye
10 fans,2 water pumps, 1refrigerator, 1 wasing machine, 1 tv,1 computer, 1coller,20 bulbs,small items for house use. Which stabilizer should I recommend?
1 1.5ton ac , 1 submersible motor, 2 laptop, 4 fan , 2 cooler , 6 15watt LED bulb k liy kitna ka stabilizer lena hoga ... Agar future mein ek aur ac add kiya to
Bhai hmare area mei sab ke ghar ac hai aur hmare to rat ko light kam ho jati hai cooler bhi slow ho jata hai bhut dikkat rehti light low ki , isme konsa aur kitne power ka stabilizer lena padega btaiye plls ??
@@TechSimple65 Bhai ye samjhlo ki cooler bhi rat ko slow ho jata hai pankhe bhi aur fridger bhi chik chik krta hai ye sirf rat ke samay jab ac chalte sab ke tab problem hota din mei nahi din mei shi rehta hai
Aap ek ek kar ke sab cheez ka naam batayiye. Jaise FAN kitna hai BULB kitna hai jaise Baki aur kya kya cheez hai. Tab aapko hum bata payenge ki kitna KVA ka stabilizer aapke ghar me lagega.
4 A.c , 2Tv , 1 washing Machine,1 Geyser, 2 Hp submersible Moter, 8 Fan ,Fridge, cooler, Baki Vaccum cleaner, Hair Dryer , 1Pc , 1laptop, kitna Kva stabilizer lena hoga sir , or Ha mere Ghar m 3 Phase connection liya huva h ???
We have 3 fans 2 cooler , 5 bulbs , 1 washing machine, Mne 10 kva ka stabilizer install kra diya jo phle hmare farm pe kaam aata tha ....Ab saare appliances bohot jyada tezz chl rhe h . Koi dikkt aa skti kya 10 kva stabilizer se appliances jal toh nhi jaayenge ?
Nahi jalegi. 10KVA ka matalab hua ki is par aap 8000 watt tak load de sakte hai 👍 Abhi aapne jo upar likha apne ghar ka load wo total milakar 3000 watt hi ho raha hai. Aap 5000W aur use kar sakte hai 👍
1 HP pump, 2 Inverter total 2000W , 1 cooler, 10 Fan, 23 Led Bulb, 1 Washing machine, 2 Laptop, 1 TV old, 2 Stand Fan Old... Which stabilizer is Best and How many KV? recommend Best Brand and which Binding is best?
Musclegrid ka stabilizer kbhi mat khridna koi Ye voltage aur drop krdeta h Customer service baahiyat hai Ek baar sale krdene k baad Customer care ko koi matlb nhi rah jata h Voltage fluctuations bhot jada hai isme
Bhaiya donon mein se MuscleGrid jyada accha kyunki usmein copper binding hai ?
Please Reply 🙏
Costomer service bekar hai
Two way current k liye kya use ho sakta hai? Matlb grid se power leni bhi hai aur wapis unko sale bhi kerni hai. On grid Solar system k liye low voltage k liye kya use ho ga?
kya ye relay based h jo aapne btaye h, relay wale kaam nahi karte sahi se jab jyada voltage fluctuate hoti h 90 se 230 ke bech me, fluctuation ke issue ke liye konsa lena chahiye, constant 220 chahiye
Relay based hai ye.
Constant 220V nahi milta hai fluctuations hai 200V se 240V
For constant voltage use servo stabilizer
1ac, 2 celling fan, 3 bulb, 180 litre fridge....konsa main stabilizer is best for home
5KVA Stabilizer kafi hai 👍
Aulten 5kva (Copper)
👉amzn.to/3LOIeO9
Bhai 1ac 4 fan 1hp motor bulb(30,15,20,7 watt all 1pcs) 1washing machine 1 fridge 1geyser(winter mai) kinta kva stabilizer le
10KVA
bhai 2 stabilizer laga sakte hai 1 main line 1ac ka Maine Laine se ac ke stabilizer me kanekshone de ke
Aap kya kya use karte hai?
1.5 ton AC, 1single door fridge, 1 water pump, 4 fan, 3 tube, 5 led bulb, 850 va inverter.. Yesab 5 Kva Aulten stabilizer me chalega?
Vguard 10kva stabilizer use karnese kya electric bill jyada ayega
Nahi
Kitne price me buy kiye tum?
1.5 ton ke 3 ac ,4 fan,1 cooler 1fridge ke lie kaun sa sahi rahega
3 AC hai to 15KVA lena hoga
10 fans,2 water pumps, 1refrigerator, 1 wasing machine, 1 tv,1 computer, 1coller,20 bulbs,small items for house use.
Which stabilizer should I recommend?
8KVA is enough for you.
You can also install 10KVA for future load.
Dono me kon sa lena chahiye
3 phase meter 7.5kv, uske liye kounsa Lena hai ??
aapko market se lena padega
1 1.5ton ac , 1 submersible motor, 2 laptop, 4 fan , 2 cooler , 6 15watt LED bulb k liy kitna ka stabilizer lena hoga ... Agar future mein ek aur ac add kiya to
If 2 ac go for 5kwh
1ac for 1.5 ton non inverter 2 cooler 1 washing machine front load 7 fan 1 fridge 16 bulb 0.5 hp water pump konsa stabilizer lena he
10KVA
Voltage 270 aa raha hai.... To ye regulate karega??? Washing machine high voltage me trip ho jata hai
Bilkul regulates karega.
Iska kaam hi hai low voltage ko normal karna aur high voltage ko bhi.
Ape ecity fm max 3wheller chala skte hai
4 ac 1 motor 20 fan ke 3 cooler ke liye best kitne kw ka sahi rahegaa
15KVA lena hoga aapko
Sir geyser chala sakta hai kya...
Aaram se
Bhai mere pass 10kv titan ka 2 mcb vala hai esme bypass vali mcb off rakhni hai bhai muje batana
yes bypass off rahengi
Kitna price me kharida
Aulten 10 kva coper me he ya aluminum me
Dono me hai. Copper wala ka price aluminium wala se jayada hai.sabka link isi video ke description me hai check kar sakte hai.
Bhai hmare area mei sab ke ghar ac hai aur hmare to rat ko light kam ho jati hai cooler bhi slow ho jata hai bhut dikkat rehti light low ki , isme konsa aur kitne power ka stabilizer lena padega btaiye plls ??
10 kv ka lo sabko pareshaan kar do
@Hjhug5064 aapke ghar me kya kya means kitna load hai total?
@@TechSimple65 Bhai ye samjhlo ki cooler bhi rat ko slow ho jata hai pankhe bhi aur fridger bhi chik chik krta hai ye sirf rat ke samay jab ac chalte sab ke tab problem hota din mei nahi din mei shi rehta hai
Aap ek ek kar ke sab cheez ka naam batayiye.
Jaise FAN kitna hai BULB kitna hai jaise Baki aur kya kya cheez hai.
Tab aapko hum bata payenge ki kitna KVA ka stabilizer aapke ghar me lagega.
@surajchaudhary_273 😁😁😁😂
4 A.c , 2Tv , 1 washing Machine,1 Geyser, 2 Hp submersible Moter, 8 Fan ,Fridge, cooler, Baki Vaccum cleaner, Hair Dryer , 1Pc , 1laptop, kitna Kva stabilizer lena hoga sir , or Ha mere Ghar m 3 Phase connection liya huva h ???
Bhai 4 fan 2 ac 1 washing machine 1 fridge kitna kv required hoga
10kva
Bhaiya 2hp moter chalne ke liye kon sa le
single phase hai?
aur sift motor ho chalana hai?
2 ac one washing machine 4. Fan kitne kvv ka stabilizer???
10KVA
2hp submerible moter run kiya bro
2ac 3coolar motar 3fain 3 exust 20led bulb 1vatar motar 1fish filtar+oxygen best sujjeshion stablizar
10KVA aulten
1 ac, 1 washingmachine, 12 fan, 25 bulb, 1 waterpump motor, 2 fridge, 2 tv, 1 laptop…which mainline stablizer is best for home
10KVA 👍
KITNA PRICE HO SKTA ISKA BHAI
Description me link hai current price check kar sakte hai 👍
Transformer laga le
Kitna cost aayega@@kartikeyrai243
We have 3 fans 2 cooler , 5 bulbs , 1 washing machine,
Mne 10 kva ka stabilizer install kra diya jo phle hmare farm pe kaam aata tha ....Ab saare appliances bohot jyada tezz chl rhe h . Koi dikkt aa skti kya 10 kva stabilizer se appliances jal toh nhi jaayenge ?
Nahi jalegi.
10KVA ka matalab hua ki is par aap 8000 watt tak load de sakte hai 👍
Abhi aapne jo upar likha apne ghar ka load wo total milakar 3000 watt hi ho raha hai.
Aap 5000W aur use kar sakte hai 👍
5 deep freezer 3 fan 4 led bulb which KVA recommended
Aapka freezer kitne watt ka hai.
@@TechSimple65 not above 300watt
5KVA bahut hai 👍
@@TechSimple65 10kva and 5kva me kitne kitne watts hogi total
Kya ye awaj karega chalte time
Nahi
Good information
Sir my input voltage 210, output 245 volt coming,how can I fix output in 140 volt
The output voltage of this stabilizer is 200 to 240V (Plus Minus 5%)
Agar aapko constant voltage 230V chahiye to aapko servo stabilizer lena hoga
Sir 245 bolt me koi problem nehi ayaga? Pls.
Koi problem nahi hoga.
Use kar rahe hai hum.
Ro Water plant chillar cooking machine voltage 220
My home mitar voltage in 190
Anna antha voltage stabilizer konali anna
भाई साहब हमारे वोल्टेज बहुत ज्यादा आ रहे हैं इसको काम करने की विधि बताओ ना
1 HP pump, 2 Inverter total 2000W , 1 cooler, 10 Fan, 23 Led Bulb, 1 Washing machine, 2 Laptop, 1 TV old, 2 Stand Fan Old... Which stabilizer is Best and How many KV? recommend Best Brand and which Binding is best?
10KVA.
Brand aapke budget ke hisab se jo bhi sahi lage.
Side by side maine aapko bata hi diya hai video me.
@@TechSimple65 Thank you
Musclegrid ka stabilizer kbhi mat khridna koi
Ye voltage aur drop krdeta h
Customer service baahiyat hai Ek baar sale krdene k baad Customer care ko koi matlb nhi rah jata h
Voltage fluctuations bhot jada hai isme
V guard mainline stabilizer achcha hai5 kva
Copper transformer nahi hai kya
Yasma oita kitani hotahai sir ji
Kopar se banaa stabilizer kitne ka Milega 10 kevi ka
25k tak milega bro
Aulten shows its copper not aluminium
mere ghar me 90 v hojata hai
Phir aapko (50-300V) wala lena chahiye
Muscle grade stabilizer please don't buy very bad stabilizer Very bad service
Musclegrid not good services n product
Musclegrid 5kva me copper binding hai ya almunium
Dono aata hai.