Sir to advocate affidavit nhi bnasktay kese Ka ya niyam bnna chaheya Ke talak only court say hoga hum say ladhke walon say panchayat Kay beech 1000000 bhi layleya aur case bhi ladh rhay h ab hum kya karay vedio bhi h panchayat Ke affidavit bhi h
Hello sir , Sir mene court marriage kari hui hai or jo meri wife hai vo allready divorce hai but uska divorce official nahi hai samajik tour pe uska divorce hua tha uske baad mene court marriage kari , toh kya ladki ka x husband koi objection ya hum dono husband wife pe koi case file kar sakta hai ?? , sir isme plus point ye hai ki ladki ka Baal vivah hua tha 17 ki age mein or purani shadi ka koi registration nahi hai only photos or videos honge Toh sir mera doubt ye hai ki ladki ka x husband ya ladki ke ghar vale , hum dono par koi objection le sakte hai ??
Same to same baat mere saath bhi hain 😢😢😢😢😢mera pati bhi divorce e hain too mujhe bhi nahi samjh aara hain kya karu Usha bhai khatam hogya tha too uski bhabi ke saath usko betha diya tha Baal vivaah hogya tha jo ki uske geer sammand the isliye usne chora apni Bhai ki biwi koo
Agar Bharat me rahena he to yeh sab ki ladke walo aadat bana de sarkar women empowerment ki har jagah baat karti he par men k liye kuchh nahi koi politics party bhi ye issue k liye aage nahi aati. Sarm ki baat he.
Sir plz mujhe reply krn Mera notary pr divorce Hua judge kai smnai Nahi or paise bhi diye jbrdasti ka divorce Diya husband nai toh Kya Mai wapas us Ghar Mai jaskti Mai Muslim Hu sir Mera chota Sa bacha plz sir bataye plz plz ap email btado wo SB mujhe PTA bhi Nahi Kaise Kya itni know Nahi sir laa Ki plz reply zrur krn
Sir Mai mutual me Jake divorce Dena chahti ho husband ne contested divorce Dala hai abhi croos pe hai case aur sir ab Dena nahi chahte Kuch alimony Kuch bhi nahi Mera marriage ka Saman mujhe vapis apni taraf Se Kuch bhi nahi to sir Kya Karna chaiye divorce bhi Dena hai mujhe aur koi tarika nahi hai unse Lene ka
@@LegalGurukul sir aap bolte ho vaisa kuch nahi hota hai court me mai 6 sal se jhel raha hu wife ka afair aur mujhe dhokha upar se jhutha cese dal Diya kyu ki usako maine afair ke time range hath pakad liya tha aur jhuth kahani banake wo aurat ne jhuthi cese kar di mai divorce dena chahta hu kyu aisi aurat mujhe nahi chahiye sir
@@geniachhabra4193acha vakil hai to sub sahi hota hai aur paise khanewale vakil mile to salonsal tarikh pe tarikh lagake salonsal nikal ke jindagi barbad karenge aur faisla kuch nahi bus
@@LegalGurukul sir same mere sath hua h mujhe panchayat talak de diya,fir mujhe pta lga ye to legal nai j vo mujhe blackmail krne lga ab mine case kiye hue h pr vo divorce nai de rha or mujhe divorce chiye,sir m kya Kru
Very bad.... Army husband NE chalaki ki 30k me niptane ki chalaki qki use pta tha phle court jayega to affidavit k through jada mainatance dena padega... Pr uski chalaki usko bhari pd gyi
Ghar parisar sambal me accha nahi lagta, magar ghumne me aur alumany aur maintenance pati ko dacait ki tarha lootne me bada maja aata hai. Dahez lena galat magar dacait ki terha alimony aur maintenance ke naam per laakho crore lootna galatnahi hai. Dowry should be legalized in India. If dowry is wrong then alimony and maintenance is alo wrong.
सर आपका बहुत-बहुत धन्यवाद करती हूं बहुत अच्छी जानकारी दी सर आपने ❤️🙏
Very useful & nicely explained vedio...I really appreciate it 👍
Thanks....god bless you.... keep watching....sharing....
Ye bilkul galat kanun hai
Isme dono puksh ka panch pratinidhi aur mata pita aur pati patni dvara liya gya faishla manay hona chahiye
पत्नी अगर सच्चे दिल से
पती के साथ रहना चाहती हो ओर अच्छे से घर बसाना चाहती हो तो वो Cruelty मे नहीं आना चाहिए
Sir to advocate affidavit nhi bnasktay kese Ka ya niyam bnna chaheya Ke talak only court say hoga hum say ladhke walon say panchayat Kay beech 1000000 bhi layleya aur case bhi ladh rhay h ab hum kya karay vedio bhi h panchayat Ke affidavit bhi h
Sir it is helpful to Muslim women also pls guide a my divorce on step papar
Email me at adv.piyushmittal@gmail.com
Hello sir ,
Sir mene court marriage kari hui hai or jo meri wife hai vo allready divorce hai but uska divorce official nahi hai samajik tour pe uska divorce hua tha uske baad mene court marriage kari , toh kya ladki ka x husband koi objection ya hum dono husband wife pe koi case file kar sakta hai ?? , sir isme plus point ye hai ki ladki ka Baal vivah hua tha 17 ki age mein or purani shadi ka koi registration nahi hai only photos or videos honge
Toh sir mera doubt ye hai ki ladki ka x husband ya ladki ke ghar vale , hum dono par koi objection le sakte hai ??
Same to same baat mere saath bhi hain 😢😢😢😢😢mera pati bhi divorce e hain too mujhe bhi nahi samjh aara hain kya karu Usha bhai khatam hogya tha too uski bhabi ke saath usko betha diya tha Baal vivaah hogya tha jo ki uske geer sammand the isliye usne chora apni Bhai ki biwi koo
498 Ka case 99% jhuta hota h ya kanon badalna chaheya
तो फिर पत्नी के विरुद्ध कानून क्यों नहीं बनाते।
Is according to Scheduled tribes customary divorce valid
Only if there is any settled custom....and custom also need to be proved....
@@LegalGurukul any Case Law please
@@LegalGurukul My Party is belongs to Scheduled Tribes any they follow customary rules
Sir, Please suggest me any case law
Sir, Please suggest me any case law
Agar Bharat me rahena he to yeh sab ki ladke walo aadat bana de sarkar women empowerment ki har jagah baat karti he par men k liye kuchh nahi koi politics party bhi ye issue k liye aage nahi aati. Sarm ki baat he.
पर अगर पैसे के लिये परेशान करे तो वो अलग बात हे
Kuch pti jaan kar patni ko padtadit karte hai ki divorce de
Sir divorce case how many time
Sir plz mujhe reply krn Mera notary pr divorce Hua judge kai smnai Nahi or paise bhi diye jbrdasti ka divorce Diya husband nai toh Kya Mai wapas us Ghar Mai jaskti Mai Muslim Hu sir Mera chota Sa bacha plz sir bataye plz plz ap email btado wo SB mujhe PTA bhi Nahi Kaise Kya itni know Nahi sir laa Ki plz reply zrur krn
Email me your query at adv.piyushmittal@gmail.com
@@LegalGurukul sir mujhe Nahi PTA email Kya Kaise plz aise hi reply krdo plz
@@LegalGurukulye sab galat hai ladis log iska bahut galat faida uthati hai
Har पत्नी dhokha nhi deti hai sb jhooth nhi bolte hai
Magar india her husband galat bataya gaya hai.
यह कैसे किस कास्ट से रिलेटेड है ये बताए श्रीमान shedule tribe रूढ़िगत प्रथा मान्य है
Talak ke liye ghatiya kanoon hai auarat ke liye kanoon ghatiya hai
Talak ke mamle me ghatiya kanoon hai
Sir Mai mutual me Jake divorce Dena chahti ho husband ne contested divorce Dala hai abhi croos pe hai case aur sir ab Dena nahi chahte Kuch alimony Kuch bhi nahi Mera marriage ka Saman mujhe vapis apni taraf Se Kuch bhi nahi to sir Kya Karna chaiye divorce bhi Dena hai mujhe aur koi tarika nahi hai unse Lene ka
Sir please reply
Husband par 498a aur dv ka case karo aur usme apna stridhan aur dowry articles mango
@@LegalGurukul sir aap bolte ho vaisa kuch nahi hota hai court me mai 6 sal se jhel raha hu wife ka afair aur mujhe dhokha upar se jhutha cese dal Diya kyu ki usako maine afair ke time range hath pakad liya tha aur jhuth kahani banake wo aurat ne jhuthi cese kar di mai divorce dena chahta hu kyu aisi aurat mujhe nahi chahiye sir
@@geniachhabra4193acha vakil hai to sub sahi hota hai aur paise khanewale vakil mile to salonsal tarikh pe tarikh lagake salonsal nikal ke jindagi barbad karenge aur faisla kuch nahi bus
498 Kay case only commit Ka gathan hona chaheya talak 125 to khatam honay chaheya gharelo hinsa SB jhutay hotay h 99%
Sir agr yhi same agr ldki ke sath ho to
To ladki bhi kuch nahi kar payegi
@@LegalGurukul sir same mere sath hua h mujhe panchayat talak de diya,fir mujhe pta lga ye to legal nai j vo mujhe blackmail krne lga ab mine case kiye hue h pr vo divorce nai de rha or mujhe divorce chiye,sir m kya Kru
India ka kanoon judiciary h hi ghatiya
Sir ajj kal kuch soopnakha jhootha dahej case kr rhi hai
Very bad.... Army husband NE chalaki ki 30k me niptane ki chalaki qki use pta tha phle court jayega to affidavit k through jada mainatance dena padega... Pr uski chalaki usko bhari pd gyi
At that time 30k was a big amount....
@@LegalGurukul is that 25 to 50percentage of his salary?
Much more than that....
@@LegalGurukul then feel bad for husband...
Yes it is cruelty
दहेज़ लेते समय अच्छा लगता है घूमने समय फटने लग जाता है !

Hlp me
Hlp me