Ye procedure sahi hai but without glass protection aise check karna bhot risky hai kyuki pressure bhot zada high hota hai aur pipe fatne ka chances bhi hota hai to kripya protection gears pehne ya bullet proof glass protection use kare.
Bhai yeh video bilkul baddia hai magar yeh sabhi gadiyon ko same pressure hotahai kya PRv valve kaam karneka 1800 bar pressure meh jaisa ki apne batayata !
Sir agar 1800,2000 bar pai bhee open nahi hoga too fir kya keya jaee aur agar koe prv open he nahi horaha hai too fir kya keya jaee aur agar koe rail mai bosch ka original prv dalne pai bhee open kaa open kyu hota hai plz sir reply kegya
सुपर हिंट सर जी नमस्कार मैं बिलासपुर छत्तीसगढ से हु सर जी
Very informative video and demonstration with clearly explanation danyavad 🙏👌💐 appreciate
Very nice video
Nice video presentation 👍🏿👍🏿👍🏿👍🏿👍🏿❤️❤️👍🏿❤️❤️❤️
Ye procedure sahi hai but without glass protection aise check karna bhot risky hai kyuki pressure bhot zada high hota hai aur pipe fatne ka chances bhi hota hai to kripya protection gears pehne ya bullet proof glass protection use kare.
Nice information sir 🙏🙏🙏🙏
Super🙏🙏🙏
Very useful vedio
Nais vidio
Good work sir
👍🏻👍🏻
Very nice
Bhi tata Cummins 786 no injector ke pilot tasting par vedio banao nami machine par
Thanks bhai ❤
Plz bhai batana mere ko Maltimiter se ohm me rakh k gari me lage pump ko cheak kr sakte hai edc pump ki electronic govraner
Edc ko lage gari me Maltimiter se ohm check kar sakte hai electronic govraner jo lage rahte hai
Thx
❤
Sir gi semuletar modal n kya nami ka aap batao aur apka workshop kha hai bhai batao
Bhai Layland ke rotary pump ki testing ki video upload Karna please
Sir bs4 Tata 14 chakka ka prv valve ka number bata dijiye konsa number lagta he
Bhai yeh video bilkul baddia hai magar yeh sabhi gadiyon ko same pressure hotahai kya PRv valve kaam karneka 1800 bar pressure meh jaisa ki apne batayata !
Bosch injector ki pule and frecuanci kitni Hoti ha sir all setting per simulater per or presser Kitna hota he
Hello sir nami ka bksa kese clae
Kitna pressure banna chahiye last
Iss PRv kaam karnekiliye 1800 bar ban na chahiye bhi
Kitne ka h
Kamse kam kitna me open hona chahiye
Sir agar 1800,2000 bar pai bhee open nahi hoga too fir kya keya jaee aur agar koe prv open he nahi horaha hai too fir kya keya jaee aur agar koe rail mai bosch ka original prv dalne pai bhee open kaa open kyu hota hai plz sir reply kegya
Agar naya dalne ke bad open ho jata hai to rail ka sheet kharab ho jata hai us condition mei rail change kijie .
@@DieselWorks aur open hee nahi horaha hai 2000 bar pai yaa 2300 pai too fir kya keya jaee
Sar ji yah simulator kharidna hai please nami simulator wala ka number de
Your address
Sir ji aap ka phone number mil skta h keya