फ्रेडरिक नीत्शे | Friedrich Nietzsche | मानव, अत्यधिक मानव | मानवता का कड़वा सच

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 29 лис 2024

КОМЕНТАРІ • 3

  • @ShahjadShaikh-cz5eo
    @ShahjadShaikh-cz5eo 24 дні тому +1

    Ye mazbut banate hai isanu ko dimagi gulami se azad karte hai ❤❤❤❤❤🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉

  • @ShahjadShaikh-cz5eo
    @ShahjadShaikh-cz5eo 24 дні тому +1

    Aap jabaran dharam se jod rahi hu mem ek acche vidiu ko nakara kar rahi hu aap aap galat kahe rahi hu byy 😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😢😢😢😢😮😮😮😮😅😅😅😊 dobara aisa mat karo dharam se mat jodo todo marodo mat

    • @CWH.Mindset
      @CWH.Mindset  24 дні тому

      Sir mera intention Indian listeners ko topic ko samjhana hai, na ki kisi chiz ko samprdayik rang dena, har samprday me achi aur buri baat hoti hai, ye to individual par depend karta hai wo apne samprday ke granth ki vyakhya kaise karta hai aur usse kaise inspire hota hai... Varna geeta se to Gandhi aur godse dono hi inspire the par Gandhi ne geeta me Gyan ko dekha aur godse ne hinsa ko.
      Mere liye Krishna aur Muhammad mein koi antar nahi hai, dono ne hi atyachar ka virodh kiya tha... Aur ek naya nazariya duniya ko dekhne ke liye diya tha. Ab unke followers kya sikhte hai unse wo unke Vivek par depend karta hai, main har avtar, paigambar aur buddha ki teaching se matlab rakhti hun, unke followers ne jo sampraday bana liya hai usse Mera koi lena dena nahi hai 🙏