Narrate word mein r ke baad bhi may vowel sound hai jisse n stroke ke neeche second place par lagana hai. Therefore, n ke baad Jo at vowel sound hai, jisse hum small circle se represent Kar Rahe hain kyonki n and r hook ke bich ki sound hai, to is small circle ko hum n stroke ke neeche nahin lagayengen (n stroke ki second place par already may vowel sign laga hua hai) kyonki ek hi stroke par two vowel signs nahin laga sakte. Thatswhy n ke baad wala vowel humne n stroke ke upar lagaya hai. Agar abhi bhi doubt hai, write to me.
In case of fr (not fl) If vowel precedes then we use left form. We make right curve of fl only after straight upstrokes and horizontals. Pls. Read page no. 53 of the book.
Fr ki sound ke baad consonant m hai jise left to right banate hain...so fr bhi humne right ki taraf banaya hai wahi convenient tha..is it clear to you??
Aapka question mujhe clear nahin hua?? Could you pls. Clarify Yr query. Do you mean why we are using circle s, if so, then the answer is- outlines ko aur bhi short karne ke liye to increase the speed.
Thank uh so much mam❤
You're welcome 🙏🏻...
Happy teachers day mam ❤🎉☺️
Thank you so much for the wishes 🙏🏻..
Narrate mai circle upar q hai because na sound mai toh A vowel N k niche atahai... Plz explain mam
Narrate word mein r ke baad bhi may vowel sound hai jisse n stroke ke neeche second place par lagana hai. Therefore, n ke baad Jo at vowel sound hai, jisse hum small circle se represent Kar Rahe hain kyonki n and r hook ke bich ki sound hai, to is small circle ko hum n stroke ke neeche nahin lagayengen (n stroke ki second place par already may vowel sign laga hua hai) kyonki ek hi stroke par two vowel signs nahin laga sakte. Thatswhy n ke baad wala vowel humne n stroke ke upar lagaya hai. Agar abhi bhi doubt hai, write to me.
Flow meh left form kese use kiya maam kyuki if not preceded by vowel then alternative form use karna hain na???
In case of fr (not fl) If vowel precedes then we use left form. We make right curve of fl only after straight upstrokes and horizontals. Pls. Read page no. 53 of the book.
Thank you mam ❤
You're welcome 🙏🏻.
Ma'am frame main vowels precede nhi kiya isle alternative form use kiya hain ?
Fr ki sound ke baad consonant m hai jise left to right banate hain...so fr bhi humne right ki taraf banaya hai wahi convenient tha..is it clear to you??
Yes ma'am thankyou 😌
Reason kya h circle sab ka use krne ka

❤
🙏🏻..