Biscuit bek hone ke 10 minut ke bad hi hamen biscuit ko utna hi pack karna chahie lifafe mein jitne ki ek bar lifafa khol kar vah kha lo utani chhote chhote packing karoge FIR aapka Jo biscuit hai vah jo hai salabe ka nahin yani ki naram nahin padega kyunki jab ham बार-बार lifafa khol kar usmein se biscuit nikalte rahenge to Jo hawa lagti rahegi iske Karan hamare biscuit jo hai jaldi naram pad jaate Hain
Aapane bahut hi aasaan Tarika bataya hai 👍🏻👍🏻
Super
Nice recipe
@@pankajjain3312 thank you
Thanks
मेरा ओव्हन पचीस लीटर का है आगारोका तो ईसमे केक और कुकीज कीस मोटार कैसे बेक करते प्लीज बताईये
@@mangalagajare5207 mera oven bhi 25 litre ka hi hai vo bhi agaro ka jaisa maine bataya hai vaise hi bake karo
beta ap nay gram main flor nahin bataya pleas bata dain
140 gr. Flour
Is me rawa b add kr sakte hai kya please reply
Nahi
Nice aapne maida grams nahi diya hai?
140 gr. Or Maine description main sd bhi kar diya hai please checkout 🙏
Apne Badam dali hai ya peanuts dali hai. ???
Peenuts kacchi vali
@Rajeshbakerycafe ok
Ghar mey cookies banne k kuch din bad naram ho jate hey,bakery wala ne cookies ko jada din crispy rakne ke liye kya dalte hey ?
Biscuit bek hone ke 10 minut ke bad hi hamen biscuit ko utna hi pack karna chahie lifafe mein jitne ki ek bar lifafa khol kar vah kha lo utani chhote chhote packing karoge FIR aapka Jo biscuit hai vah jo hai salabe ka nahin yani ki naram nahin padega kyunki jab ham बार-बार lifafa khol kar usmein se biscuit nikalte rahenge to Jo hawa lagti rahegi iske Karan hamare biscuit jo hai jaldi naram pad jaate Hain
@Rajeshbakerycafe thank you