Sale & Purchase; General Terms & Conditions in Islam II Comparative Fiqh Course II EP-85

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 8 січ 2025

КОМЕНТАРІ • 8

  • @omairkarim-jr5ij
    @omairkarim-jr5ij 2 дні тому

    JazakAllah shaykh very important topics discussed here

  • @Jziggler
    @Jziggler 4 дні тому +1

    Sir episode 84 ni ha.
    Jb reupload karin mjhy reply kr k btaiye ga

  • @QURANLovers8
    @QURANLovers8 3 дні тому +1

    Ep84

  • @habiburrehmanshaheen9130
    @habiburrehmanshaheen9130 4 дні тому +2

    Sir! Episode number 84??

    • @SaleemRaza1
      @SaleemRaza1 23 години тому

      AsSalam Alaikum, pyaray Shia aur Sunni bheno aur bhaiyo!
      Humaray Aaqa Hazrat Muhammad (SWS) ki zindagi ke do chashme (darya) hain.
      - Ek Public Chashma hai (Sunnat), jo ghar ke bahar hai.
      - Ek Private Chashma (Ahl-e-Bayt), jo ghar ke andar hai.
      Public Chashma kuch is tarah hai:
      1 - Abu Bakr
      2 - Umar
      3 - Usman
      4 - Ali
      5 - Muhammad (SWS)
      Private Chashma kuch is tarah hai:
      6. Muhammad (SWS)
      7. Ali
      8. Fatimah
      9. Hassan
      10. Hussain
      Ali (AS) dono chashmon mein hain-Public Chashme mein bhi aur Private Chashme mein bhi.
      Jab hum kehte hain, "Ali Haq hai," iska matlab hai ke Sunni aur Shia dono Haq par hain,kyunki Ali dono sides par hain.
      Jab hum kehte hain ke Abu Bakr aur Fatimah ke darmiyan ikhtilaf hua, iska matlab hai ke dono ek doosre ki baat samajh nahi paye, kiyunkay
      - Abu Bakr ko Rasool Allah (SWS) ke Public Chashme se pani mil raha tha.
      - Fatimah ko Rasool Allah (SWS) ke Private Chashme se pani mil raha tha.
      Lekin Ali (as) ko dono chashmon se pani milta tha.
      Woh Rasool Allah (sws) ke Public Chashme se bhi siraab hote thay aur Private Chashme se bhi.
      Bhaiyo aur behno!
      Yeh 10 hastiyan hamare liye aise hain jaise humari 10 ungliyan. Aur in 10 mein se 2 hastiyan idhar bhi hain aur udhar bhi.
      Abu Bakr, Umer, Usman, Ali, Muhammad (sws), Muhammad (sws), Ali, Fatimah, Hassan, Hussain
      In sab ki izzat karo, in se mohabbat karo, aur in ke bare mein bura na socho, na hi bura kaho, na he bura sunno.
      Shayateen jin aur insan humein lara dete hain.
      Koi "Abu Bakr, Abu Bakr" karta hai, aur koi "Fatimah, Fatimah."
      Lekin woh yeh nahi samajhte ke yeh dono hi important hain, jaise humare dono haath zaroori hain.
      Bhaiyo aur behno!
      Agar humara ek haath na ho, to hum lolay ho jate hain.
      Agar ek taang na ho, to hum langray ho jate hain.
      Aur agar ek aankh na ho, to hum kaanay ho jate hain.
      To socho, jab hum lolay, langray aur kaanay ho jayenge,
      to hum Allah ke deen ko kiya ghalib karenge?
      Hum deen ke dushmanon ke rahm-o-karam par ho jayenge.
      Jaisay aik maazoor bandaa dosroon kay rahm-o-karm per hotaa hai.
      Jazak Allah.

  • @jamshaidzia786
    @jamshaidzia786 4 дні тому

    یہ سب تو آئیڈیل کنڈیشنر میں ہے جب آپ کا سسٹم اوپر ہو لوگ تب سنے گے جب آج کے سسٹم میں اس کو کوئی حل ملے دنیا جس گندے سسٹم سے چل رہی ہے اس میں کیا کرنا ہے زندگی تو چلانی ہے کیسے کم سے کم نقصان کے ساتھ اس سسٹم پر چلا جا سکتا ہے

    • @worldtodayandpakistan
      @worldtodayandpakistan 2 дні тому

      یہ لوگ دماغ کا استعمال نہیں کرتے ۔ ان کے اندر اتنی قابلیت ہی نہیں کہ یہ قیاس کر سکیں ۔ قرآن حدیث اجماع کے بعد قیاس ہے۔ اب بہت سے معاملات کا حل قیاس میں ہے۔