Subhan ALLAH ! Bayshaq ALLAH pak insano ki behtreen rahnumai k liye har wqt me apnay neik r salah bandy bhejta rehta hai. ALLAH APKO KARWAT KARWAT JANAT UL FIRDOUS AATA FARMAE AUR AP PAR APNA FAZAL KRY, Khuda ki qasam ankhein khol dein aj ap k is biyan ny. Jazaaaak ALLAH !
Khalid Zaman Beta jo tm namaz m parhtay ho wo quran ma kaha likha hai k yh yh parhna ey? Tb tmhari hadiths fabrication wali nahi yad ati? hazaar masla hai jis ki wazahat quran ma nahi hai tb tmhay hadiths hi yaad ati hn
quran na bataya k kia parhna hai or kesy? quran na bataya k namaz e janaza kesay parhna hai? quran ma kaha hai k nikkah kis tarah hoga? quran ma namaz o ki rakat kaha likhi hain ? yh sb kaam b to tum log hadiths ko follow hi krkay krtay ho to usko b chor do hadiths to jhooti hain na? fajar ki 2 rakaat kaha likhi hai quran ma? 2 kiu parhtay ho or zoher ki 4 kiu?
mukarram haroon sir!!! Agar hadith mein ye namaz k tareeqay ko fully explain kiya gya hai. To phr har firqay ki namaz mein farq q hai? Jab k quran to kehta hai k namaz firqa wariyat sy rokti hai. Sirf namaz hi alag nahi blky har firqey ki namaz k liye alag sy masajid b moujood hain. Aisa q???
There were nimaz before miraj too...but it wasn't farz.. That's the narrative my friends n of ulma with whom I discussed Allama sb narrative. Here pervez sb meant the ayat in Quran is about hijrat of prophet PBUH.. But my point is hijrat occurred after an year of miraj... So how it would be explained ?
Agar uss jagah saarey Nabiyon ne Namaz perhi hoti tau Hazrat Umar bhi lazmi wahan Namaz perhte, bulkeh dusron ko bhi perhate lol. Hazrat Omer ney wahan koyi Namaz nahin perhi, bulkeh dour jaa ker perhi hehe. Issi liye kehte hain jhoot ke pawoon nahin hotey
@@aarifboy us waqt waha temple of jupiter ke khandar the aur chuki romans isaai ho gaye the is liye wo us mandir ke khandar me kachra fekte the. Us waqt poora compund kharab tha at the time namaz adhna possible nahi tha lekin us maqam ko saaf kar ke wahi dobara masjid banai jo ki makka rukh thi.. Us se pahle waha temple of Jupiter tha us pe pahle temple of heroid tha us se pahle second temple tha us se pahle first temple tha. Aur se pahle waha al aqsa thi jo ki ibrahim a.s aur ishak. As. Ne banai thi ye sab ek hi compound me hua tha.
pervaizee jo hay Munkareen e hadith hay or ye log apna demage milk shake may dal ker grind kertay hay pir bad may demag nahee kuch or hota hay ......insay mera wasta para hay even ye namaz bee apni sahee sabit nahee ker suktay hay hadith kay bagair or wo munkarey hadith jis say meri behs howee tee kay manay pooch tomaree namaz kesi hay to KAMOSH swalia hogaya....munkareen hadeeth kay mukatalif time may different shakley hotee hay kabee ye direct hadith ka inkar nahee kertay or doka detay hay brain washing kerkay ....
bukraat saab agar aap ki nazar me parvez sab galath banda hy tu aap ne in ki video share kyo ki ???? Allah parvez sab ko jannath me aallah muqam de AMIN
Sir kiyon ghooma rahy heen,masjde aqsa tub nahin thi billul theek,mager yahoodi jo dunya meen pheel chuky thy un ka kibla konsa tha? Kya jab eak bar jo jga Allah ki ibat k liye maabad bna di gaee or yahoodiyoon ka qibla moqarar hoi wo building na rahy to kya yahoodiyoon ne us ki traf munh kr k nmaz parhna choor diya tha, ary maabad nahin tha mager jga to waheen thi na ,mari is baat ki tasreeh inhoon ne khood hi kr di hy ,59:00min pe ja k in ka byan suno building na bhi ho jga apni ahmeeyat rakhti hy ,to kya qibla awwal ki building na hony se us jga ki ehmiyat ka inkar ho skta hy?ye hy pehla hissa maskade aqsa se murad wo phari hy jhan masjde aqsa bani kiyoon k shaba ,tabeen in hzrat se zyada ilm k hamil thy,
Aqal se mawara main aqal istamal karny ke waja se batal falsafa o mantiq wajod main ata he Jo Quran majeed ke sorat Ale imran ayat 7 main Allah pak ne bataya he ke aqal se mawara ko aqal se nahi samja ja sakta us par iman lana hota he
Aur jab unky(momino) kysaamny Quran ki ayat parhee jatee hai tu woh uss py bhee andhayy aur goongon ki tarrah nahi girtay...surah furqan ayat 73. Means they even process it in mind n think n research. When Allah ordering that there is nothing such as blind emaan over Quranic verses....tu tum logon ny khud sy assume karlia ky aqqal sy mavraa cheezain hain Quran main. This is concept of Christian popes who didn't want their followers to understand anything nor ask any question. Allah ka har kalaam , sochny n samjhny ki dawat detta. YE QURAN HUMNY SAMJHNY K LEYE ASAAN KARDIA HAI..TU KOEE HAI KY SOCHY AUR SAMJHY...AL QURAN.
When u don't have logic to confront any narrative phir MAASIYON ki tarrah ye battain shoroo...ky iski interpretation ghallat hai..flaana hai etc etc Jahil admee
Nothing but lies he prayed 5 Times all his life...... and fasted please my brother read up before you post... As Allah will hold you to account for everything you say and do. I say this with love towards to.. May Allah bless you
@@qissa-go2581 ok I take that point , good enough . BTW I researched n found the same waqiyah as miraj in Zoroastrianism In which zartusht ascended to heavens riding a white horse n reach to God n did kalaam Ppl in Iran still celebrate it as shab e yalda.
@@Wordlesspine یہاں میرا بھی ایک سوال ہے کہ پرویز صاحب کا کوئی بیان یا کتاب ایسی ہے جس میں حضرت ابراہیم اور اسماعیل کے اس واقعے کی تفصیل ہو جس میں ان کو زبح کرنے کا خواب دیکھا گیا اور انھیں زبح کرنے پر راضی ہوئے حضرت ابراہیم۔۔۔برائے مہربانی کوئی بھی مواد اس پر بابا پرویز کا ہو تو مجھے بتا دیں میں نے بہت سرچ کیا نہیں مل رہا
@ بصیرت Tum bundey samajhdar lugtey ho, mera jawab ye hai ke nah kisi janwar ko zibah kiya gaya aur eid ke muamley mein tau bilkul bhi nahin lol. issi liye jannat ki nishani mein kabhi gosht ki baat bhi nahin ki gayi kisi ayat mein lol. mein tau payyaz aur goshat ke bina kisi jagah ko jannat nahin maan skata, sirf dhoodh aur shahad kha ker hamara guzara kahan hona hai, ayi samajh?
@ shoaib Muhammad U r right, its told that Miraj took place one year before Hijrat, now that means there can b 2 possibilities: 1 Pervez is right, and in Miraj verse Hijrat event was either foretold(Predicted), or Miraj event happened after Hijrat, not before that) 2 Pervez is wrong and Miraj has nothing to do with Hijrat(since verses mention an event already taken place)
mere bachey jaha sey parhi ha wo bas Bukhari sey nahi parhi ha .. Khuda ne demagh diya ha use karliya karo ... yeh marvel movie nahi ha jo galat verse translation parh kar akar.. be buniyad baat sawal uthare ho
Deeda e beena, inki batein aane waali naslon k liye Quran ki taraf lotne k liye mashal e rah hongee aur man made mazhab k banaye hoye boot pash pash ho jaen gey
Agar uss jagah saarey Nabiyon ne Namaz perhi hoti tau Hazrat Umar bhi lazmi wahan Namaz perhte, bulkeh dusron ko bhi perhate lol. Hazrat Omer ney wahan koyi Namaz nahin perhi, bulkeh dour jaa ker perhi hehe. Issi liye kehte hain jhoot ke pawoon nahin hotey
صرف ایک بات کی وضاحت کی ضرورت ہے ایک۔الجھن ہے اگر کوئی دور کر سکے تو۔ اگر معراج کا واقعہ ایسے ہی ہے جیسے پرویز صاحب نے بیان کیا ہے تو پھر وحی کو کس خانے میں فٹ کیا جائے گا؟اگر خدا رگ جاں سے بھی قریب ہے تو پھر فاصلہ کیسا؟پھر تو کسی جبریل امین کی ضرورت ہی نہیں رہتی،بلکہ ملائکہ کا تصور ہی ختم ہو جاتا ہے۔ برائے مہربانی رہنمائی کر دیجیے۔شکریہ
@@Ishraqiyyun پہلے اس بات پر غور کر لیجیئے کہ پرویز صاحب معراج کی کیا تعریف و تشریخ کر رہے ہیں۔پھر آپ کو میرا سوال سمجھ آ جائے گا۔(ویڈو کے آخر میں انھوں نے معراج کی حقیقت کا زکر کیا ہے)
@@badmashkhang7135 پرویز صاحب کے بہت سے لیکچرز سن چکا ہوں،ان جیسی وضاحت کسی نے آج تک نہیں کی،میرے بہت سے سوالات کے جوابات مجھے مل گئے ہیں۔بہت عظیم سکالر ہیں۔ اب سوال یہ بنتا ہے کہ وحی تو جبریل امین رب کی طرف سےلایا کرتے تھے(مطلب براہ راست خدا رسول اللہ سے محاطب نہیں ہوا کرتا تھا) موجودہ لیکچر کے آخر میں خدا سے ملاقات کی تعبیر کی گئی ہے،اس کے مطابق خدا تو رگ جاں سے قریب ہے،اور اس سے ملنے کیلیے کوئی فاصلہ طے نہیں کیا گیا،اور جب وہ رگ جاں سے بھی قریب ہے تو پھر درمیان میں وحی لانے والے فرشتہ کے لیے تو جگہہ ہی نہیں رہتی،پھر تو فرشتوں کا تصور ہی ختم ہو جاتا ہے،ان کا وجود ہی بے معنی رہ جاتا ہے۔ جب خدا اور رسول کے درمیان فاصلہ موجود ہی نہیں تو پھر وہ کون ہے جو خدا کے احکامات رسول تک پہنچا رہا ہے؟ پرویز حب وحی کے منکر نہیں ہیں(کم از کم میں ایسا ہی سمجھا ہوں) اسی لیئے یہ سوال دماغ میں اٹک گیا۔اسی کا جواب تلاش کر رہا ہوں،اگر کوئی رہنمائی کر دے تو الجھن دور ہو جائے گی۔پرویز صاحب کی بات دلیل اور علم پر مبنی ہوتی ہے،امید کرتا ہوں طلوع اسلام کی طرف سے کوئی مدلل جواب میری رہنمائی کرے گا۔
آپ سے کسی نے دریافت کیا ہے کہ یہ فتنہ ہے یا کیا بلا ہے؟ کہتے ہیں "کبھی کبھی انسان کو کچھ نہیں بھی پتا ہونا چاہیے" اپنےکام سے کام رکھو یا اختلاف کرو جو علمی طریقہ ہے اور یہاں اپنے گھر کی زبان استعمال کرنے سے گریز کیجئے
Agar uss jagah saarey Nabiyon ne Namaz perhi hoti tau Hazrat Umar bhi lazmi wahan Namaz perhte, bulkeh dusron ko bhi perhate lol. Hazrat Omer ney wahan koyi Namaz nahin perhi, bulkeh dour jaa ker perhi hehe. Issi liye kehte hain jhoot ke pawoon nahin hotey
Mein inn se 75% cheezon pr ikhtelaf karta hon lekin iss ka ye mutlab nahi ke woh kafir hai. Jiss tarhan aap ka aqeeda ghalat hosakta hai iss tarhan uss ka bhi ho sakta hai.
جب انبیاء علیہم السلام اجمعین اپنی حقیقی جسم کے ساتھ موجود نہیں ہیں تو پھر مسجد الاقصی /ہیکل کی حقیقی جسم کی کیا ضرورت تھی یہاں برزخ کی بات ہو رہی ہے موصوف ہر چیز کو عقل سے ثابت کرنے کی کوشش کرتے ہیں اسی لئے گڑبڑ ہو جاتی ہے
Agar uss jagah saarey Nabiyon ne Namaz perhi hoti tau Hazrat Umar bhi lazmi wahan Namaz perhte, bulkeh dusron ko bhi perhate lol. Hazrat Omer ney wahan koyi Namaz nahin perhi, bulkeh dour jaa ker perhi hehe. Issi liye kehte hain jhoot ke pawoon nahin hotey
Agar uss jagah saarey Nabiyon ne Namaz perhi hoti tau Hazrat Umar bhi lazmi wahan Namaz perhte, bulkeh dusron ko bhi perhate lol. Hazrat Omer ney wahan koyi Namaz nahin perhi, bulkeh dour jaa ker perhi hehe. Issi liye kehte hain jhoot ke pawoon nahin hotey
آپ سے کسی نے دریافت کیا ہے کہ یہ فسادی ہے یا کیا بلا ہے؟ کہتے ہیں "کبھی کبھی انسان کو کچھ نہیں بھی پتا ہونا چاہیے" پتا نہیں کیوں ایک تو آپ لوگوں کو سب پتا ہوتا ہے اور اُس پر یہ ستم کہ سب کو بتاتے پھرتے ہو اپنےکام سے کام رکھو یا اختلاف کرو جو علمی طریقہ ہے اور یہاں پر اپنے گھر کی زبان استعمال کرنے سے گریز کیجئے
es adami ko ya tou zaban per aabur nahin ya yeh jaan bhuj kar ghalat bayani kar raha hy,har zaban mein baat ko samjhanai ky liyae tashbihee aur estaharai ka estehmal hota hy. Yeh ho nahin sakta keh Madoudi sahab ko in bataun ka Ilam na ho. esko sunana Sara sar gumraee ki taraf le jata hy.arabi zaban Bohat wasih hy, waqah mehraj ko yeh jis mafhoom mein bayan kar raha hy woh haqaiq se mutsadam hy.
M Malik Aqal k andhy ankhein khol apni, aur boseeda khiyali palao sy bahir aa, deen hai koi jaddo nahi chal raha tha jo sb bakwas bhar si gae hai baad me
@@malikmunwerful hidayat ki zaroorat apko hai Bhai merray ye masjid aqsa kab aur kiss ny banaee.? BTW..hazrat umer RA ko woh nazar kyun nahi ayee? Jab logic na ho tu PHUPPI ban ky badd duwain do....jinsy ajj tak amreeka ka tu kuch bigra nahi kissi aur ka kia biggraigaa. So use ur brain if u have one...aur pindd k maulvi ky dramon ko Islam na maan.
I have not seen such a great scholar of islam in whole Muslim world.He is so clear about each and every thing
Intellectual discourse. Historically and logically he is 100% right.
اللہ سبحانہ وتعالی اس عظیم دانا شخص اور مواحد شخص پر اپنی رحمتیں اور برکتیں نازل فرمائے۔
Good questions raised by this man. Very informative speech.
One of the greatest scholar, may Allah bless you with Highest level of Jannah❤
Subhan ALLAH ! Bayshaq ALLAH pak insano ki behtreen rahnumai k liye har wqt me apnay neik r salah bandy bhejta rehta hai.
ALLAH APKO KARWAT KARWAT JANAT UL FIRDOUS AATA FARMAE AUR AP PAR APNA FAZAL KRY,
Khuda ki qasam ankhein khol dein aj ap k is biyan ny.
Jazaaaak ALLAH !
Wow , what an intelligent man. Such an intelligent man is not going to be born in centuries.👏👏
❤❤❤جزاک الله جناب غلام احمد پرویز صاحب ❤❤❤خان احمد سراے عالمگیر ❤❤❤
Lots of Love for Pervaiz sb
Aek khofnak fitna jis ka western support hasil hai.
Parveez sir ap ne jeena ka maksad de diya. ❤❤❤❤
Reason logic and the Quran is the way forward.. Allah has given man these gifts use them fully. Mr Parwez was always open for proves.
Khalid Zaman Beta jo tm namaz m parhtay ho wo quran ma kaha likha hai k yh yh parhna ey? Tb tmhari hadiths fabrication wali nahi yad ati? hazaar masla hai jis ki wazahat quran ma nahi hai tb tmhay hadiths hi yaad ati hn
Khalid Zaman apni marzi sy isny quran ka mafhoom or tarjama banaya hua hai Lanti shakhs .....
mukarram beta ji "nmaz" mein Quran hi parrha jata ha, right !
koi shak ?
quran na bataya k kia parhna hai or kesy? quran na bataya k namaz e janaza kesay parhna hai? quran ma kaha hai k nikkah kis tarah hoga? quran ma namaz o ki rakat kaha likhi hain ? yh sb kaam b to tum log hadiths ko follow hi krkay krtay ho to usko b chor do hadiths to jhooti hain na? fajar ki 2 rakaat kaha likhi hai quran ma? 2 kiu parhtay ho or zoher ki 4 kiu?
mukarram haroon sir!!!
Agar hadith mein ye namaz k tareeqay ko fully explain kiya gya hai. To phr har firqay ki namaz mein farq q hai? Jab k quran to kehta hai k namaz firqa wariyat sy rokti hai. Sirf namaz hi alag nahi blky har firqey ki namaz k liye alag sy masajid b moujood hain. Aisa q???
Miss u always sir ❤❤❤
Universe follows laws... same is applicable to human beings.
Great Scholar of this century.. must read his books once..
Bht khoob yar.. ye bnda genious hy
Great scholar.baba g tu c great ho.
great scholar
میرے ذہن کو جلا ان کی تصانیف سے ملی۔۔ بھٹکتے ہوئے کو صراط مستقیم کا نشان مل گیا۔۔ اس صدی کے سب سے بہترین سکالر۔۔ ایک بار انہیں پڑھیئے گا ضرور۔۔
Please send me in pdf
Al Aqsa Mosque was built by Caliph Abdul Malik bin Marvan 77 years after the Death of prophet.
To sulaymn ne kya banwaya tha mandir?
1:24:25 Juya baat hy Masha Allah
Worlds no one Islamic scholar
WAH 1:35:00
Read Him study him he explains all this....
A real scholar.... 👌👌👌..
RIP
Where from r u?
Kash humne Silam Parvaizi Sahab se sikha hota toh aj mulk ka yeh haal na hota
Beautiful
GREAT RESEARCH
Salute you sir🫡💯
Good job
میرے نزدیک پرویز صاحب بہت بڑے مفکر اسلام ھیں اور. صاحبین اور تابعین کے بعد وہ اسلام کے بہت بڑے اسلامی اسکالر اور دین کے جانکاری ھیں
بہت خوب
Any one can explain, how much took to migrate from Makkah to Madina.
Ak to kehty hen k meraj pe gy to namaz ka tofa Mela hy ,jany se pehly konci namaz thi?
There were nimaz before miraj too...but it wasn't farz..
That's the narrative my friends n of ulma with whom I discussed Allama sb narrative.
Here pervez sb meant the ayat in Quran is about hijrat of prophet PBUH.. But my point is hijrat occurred after an year of miraj... So how it would be explained ?
Agar uss jagah saarey Nabiyon ne Namaz perhi hoti tau Hazrat Umar bhi lazmi wahan Namaz perhte, bulkeh dusron ko bhi perhate lol. Hazrat Omer ney wahan koyi Namaz nahin perhi, bulkeh dour jaa ker perhi hehe. Issi liye kehte hain jhoot ke pawoon nahin hotey
@@aarifboy us waqt waha temple of jupiter ke khandar the aur chuki romans isaai ho gaye the is liye wo us mandir ke khandar me kachra fekte the. Us waqt poora compund kharab tha at the time namaz adhna possible nahi tha lekin us maqam ko saaf kar ke wahi dobara masjid banai jo ki makka rukh thi.. Us se pahle waha temple of Jupiter tha us pe pahle temple of heroid tha us se pahle second temple tha us se pahle first temple tha. Aur se pahle waha al aqsa thi jo ki ibrahim a.s aur ishak. As. Ne banai thi ye sab ek hi compound me hua tha.
@TheZeeansari
O jahil baap ki nasal Urdu perhni tau seekh ley lol. Mein Namaz ki baat ker raha hoon aur tu temple ko nikal laya hehe. Pagal aadmi
Yeah sun k sbcy brha sawal to yeah paida ho jta agr khuda sath e hta to phr jebrail oper c kdr c wahi ly k aty thy🤔
Agr ghulam sab ka aqeeda icpy b apply kr dya jye to yeah jebrail ka oper c wahi ly ana yeah b 🤔sb rad hoga kya
great guy ....RIP
ALLAH
خوب
1:26:00
اللہ اللہ اللہ اللہ اللہ اللہ اللہ اللہ
pervaizee jo hay Munkareen e hadith hay or ye log apna demage milk shake may dal ker grind kertay hay pir bad may demag nahee kuch or hota hay ......insay mera wasta para hay even ye namaz bee apni sahee sabit nahee ker suktay hay hadith kay bagair or wo munkarey hadith jis say meri behs howee tee kay manay pooch tomaree namaz kesi hay to KAMOSH swalia hogaya....munkareen hadeeth kay mukatalif time may different shakley hotee hay kabee ye direct hadith ka inkar nahee kertay or doka detay hay brain washing kerkay ....
Munkareen e hadith kya hota haa???
bukraat saab agar aap ki nazar me parvez sab galath banda hy tu aap ne in ki video share kyo ki ???? Allah parvez sab ko jannath me aallah muqam de AMIN
Allama sb sonchty honge ki kin chutiyon ki khatir pakistan banaya
No doubt
ALLAMA sahib masjid tou thi
Sir kiyon ghooma rahy heen,masjde aqsa tub nahin thi billul theek,mager yahoodi jo dunya meen pheel chuky thy un ka kibla konsa tha? Kya jab eak bar jo jga Allah ki ibat k liye maabad bna di gaee or yahoodiyoon ka qibla moqarar hoi wo building na rahy to kya yahoodiyoon ne us ki traf munh kr k nmaz parhna choor diya tha, ary maabad nahin tha mager jga to waheen thi na ,mari is baat ki tasreeh inhoon ne khood hi kr di hy ,59:00min pe ja k in ka byan suno building na bhi ho jga apni ahmeeyat rakhti hy ,to kya qibla awwal ki building na hony se us jga ki ehmiyat ka inkar ho skta hy?ye hy pehla hissa maskade aqsa se murad wo phari hy jhan masjde aqsa bani kiyoon k shaba ,tabeen in hzrat se zyada ilm k hamil thy,
Aqal se mawara main aqal istamal karny ke waja se batal falsafa o mantiq wajod main ata he Jo Quran majeed ke sorat Ale imran ayat 7 main Allah pak ne bataya he ke aqal se mawara ko aqal se nahi samja ja sakta us par iman lana hota he
Aur jab unky(momino) kysaamny Quran ki ayat parhee jatee hai tu woh uss py bhee andhayy aur goongon ki tarrah nahi girtay...surah furqan ayat 73.
Means they even process it in mind n think n research.
When Allah ordering that there is nothing such as blind emaan over Quranic verses....tu tum logon ny khud sy assume karlia ky aqqal sy mavraa cheezain hain Quran main.
This is concept of Christian popes who didn't want their followers to understand anything nor ask any question.
Allah ka har kalaam , sochny n samjhny ki dawat detta.
YE QURAN HUMNY SAMJHNY K LEYE ASAAN KARDIA HAI..TU KOEE HAI KY SOCHY AUR SAMJHY...AL QURAN.
Allahj keep muslims on right track and save us from such interpretations
sir.kindly answer .who built MASJID AQSA?
+rashid awan
Abdulmalik
When u don't have logic to confront any narrative phir MAASIYON ki tarrah ye battain shoroo...ky iski interpretation ghallat hai..flaana hai etc etc
Jahil admee
Chicha ne multivers theory ni padhi thi khair ye unki galti nahi hai..
Multi verse theory hai ua fact?
Nothing but lies he prayed 5 Times all his life...... and fasted please my brother read up before you post... As Allah will hold you to account for everything you say and do. I say this with love towards to.. May Allah bless you
Allama sb said the AYAT is about hijrat of prophet PBUH, but the point is....hijrat happened an YEAR AFTER MIRAJ.
Can any one explain plz.
معراج کا واقعہ ہی جب خود ساختہ بنایا گیا ہے تو یجرت کے بعد معراج ثابت ہی کہاں ہوا۔۔۔
@@qissa-go2581 ok I take that point , good enough .
BTW I researched n found the same waqiyah as miraj in Zoroastrianism
In which zartusht ascended to heavens riding a white horse n reach to God n did kalaam
Ppl in Iran still celebrate it as shab e yalda.
@@Wordlesspine یہاں میرا بھی ایک سوال ہے کہ پرویز صاحب کا کوئی بیان یا کتاب ایسی ہے جس میں حضرت ابراہیم اور اسماعیل کے اس واقعے کی تفصیل ہو جس میں ان کو زبح کرنے کا خواب دیکھا گیا اور انھیں زبح کرنے پر راضی ہوئے حضرت ابراہیم۔۔۔برائے مہربانی کوئی بھی مواد اس پر بابا پرویز کا ہو تو مجھے بتا دیں میں نے بہت سرچ کیا نہیں مل رہا
@
بصیرت
Tum bundey samajhdar lugtey ho, mera jawab ye hai ke nah kisi janwar ko zibah kiya gaya aur eid ke muamley mein tau bilkul bhi nahin lol. issi liye jannat ki nishani mein kabhi gosht ki baat bhi nahin ki gayi kisi ayat mein lol. mein tau payyaz aur goshat ke bina kisi jagah ko jannat nahin maan skata, sirf dhoodh aur shahad kha ker hamara guzara kahan hona hai, ayi samajh?
@
shoaib Muhammad U r right, its told that Miraj took place one year before Hijrat, now that means there can b 2 possibilities:
1 Pervez is right, and in Miraj verse Hijrat event was either foretold(Predicted), or Miraj event happened after Hijrat, not before that)
2 Pervez is wrong and Miraj has nothing to do with Hijrat(since verses mention an event already taken place)
Mohtaram pervaiz sab nay islamic history kahan say pari
mere bachey jaha sey parhi ha wo bas Bukhari sey nahi parhi ha .. Khuda ne demagh diya ha use karliya karo ... yeh marvel movie nahi ha jo galat verse translation parh kar akar.. be buniyad baat sawal uthare ho
مودودی کی بات مانتا ھے مگر قرآن مجید کی نہیں مانتا
اندھےکواندھیرے مین بہت دور کی سوجھی
Deeda e beena, inki batein aane waali naslon k liye Quran ki taraf lotne k liye mashal e rah hongee aur man made mazhab k banaye hoye boot pash pash ho jaen gey
nahoosat baras rahi hay ghulam pervaz taray chahray pay
Tu pindd k maulvi ky jhootay kisson walay mazhab ko maan...jahil
jo miraj shareef or 1 bi hadees ko ni manta wo kafir hai kafir.....
kafir tu woh hain jo johta kiasa khaniyon or hadeeson ko manta hain.
Kafir woh Jo jhoot ko hadees mantay..aur ussay deen ka hissa banatay...jahilyat
Hadees ko bunyaad banna kar jhootay kissay banatay.
Agar uss jagah saarey Nabiyon ne Namaz perhi hoti tau Hazrat Umar bhi lazmi wahan Namaz perhte, bulkeh dusron ko bhi perhate lol. Hazrat Omer ney wahan koyi Namaz nahin perhi, bulkeh dour jaa ker perhi hehe. Issi liye kehte hain jhoot ke pawoon nahin hotey
@@Wordlesspine can you please tell me is there concept of hadees and who was bukhaari?
صرف ایک بات کی وضاحت کی ضرورت ہے ایک۔الجھن ہے اگر کوئی دور کر سکے تو۔
اگر معراج کا واقعہ ایسے ہی ہے جیسے پرویز صاحب نے بیان کیا ہے تو پھر وحی کو کس خانے میں فٹ کیا جائے گا؟اگر خدا رگ جاں سے بھی قریب ہے تو پھر فاصلہ کیسا؟پھر تو کسی جبریل امین کی ضرورت ہی نہیں رہتی،بلکہ ملائکہ کا تصور ہی ختم ہو جاتا ہے۔
برائے مہربانی رہنمائی کر دیجیے۔شکریہ
معراج کا وحی سے کیا تعلق؟
@@Ishraqiyyun
پہلے اس بات پر غور کر لیجیئے کہ پرویز صاحب معراج کی کیا تعریف و تشریخ کر رہے ہیں۔پھر آپ کو میرا سوال سمجھ آ جائے گا۔(ویڈو کے آخر میں انھوں نے معراج کی حقیقت کا زکر کیا ہے)
وحی کو کس خانے میں فٹ کیا جا رہا ہے؟
@@badmashkhang7135 پرویز صاحب کے بہت سے لیکچرز سن چکا ہوں،ان جیسی وضاحت کسی نے آج تک نہیں کی،میرے بہت سے سوالات کے جوابات مجھے مل گئے ہیں۔بہت عظیم سکالر ہیں۔
اب سوال یہ بنتا ہے کہ وحی تو جبریل امین رب کی طرف سےلایا کرتے تھے(مطلب براہ راست خدا رسول اللہ سے محاطب نہیں ہوا کرتا تھا)
موجودہ لیکچر کے آخر میں خدا سے ملاقات کی تعبیر کی گئی ہے،اس کے مطابق خدا تو رگ جاں سے قریب ہے،اور اس سے ملنے کیلیے کوئی فاصلہ طے نہیں کیا گیا،اور جب وہ رگ جاں سے بھی قریب ہے تو پھر درمیان میں وحی لانے والے فرشتہ کے لیے تو جگہہ ہی نہیں رہتی،پھر تو فرشتوں کا تصور ہی ختم ہو جاتا ہے،ان کا وجود ہی بے معنی رہ جاتا ہے۔
جب خدا اور رسول کے درمیان فاصلہ موجود ہی نہیں تو پھر وہ کون ہے جو خدا کے احکامات رسول تک پہنچا رہا ہے؟
پرویز حب وحی کے منکر نہیں ہیں(کم از کم میں ایسا ہی سمجھا ہوں) اسی لیئے یہ سوال دماغ میں اٹک گیا۔اسی کا جواب تلاش کر رہا ہوں،اگر کوئی رہنمائی کر دے تو الجھن دور ہو جائے گی۔پرویز صاحب کی بات دلیل اور علم پر مبنی ہوتی ہے،امید کرتا ہوں طلوع اسلام کی طرف سے کوئی مدلل جواب میری رہنمائی کرے گا۔
@@syedsalahoddin536
اس طرف سے بات کرتے ہیں۔
ua-cam.com/video/FWCN_uI5ygY/v-deo.html
Bohat barr fitna hy ye insan.Quran Pak main mashje ka word istmal howa hy per ye fitna phela raha munkary hadees munkary Quran
آپ سے کسی نے دریافت کیا ہے کہ یہ فتنہ ہے یا کیا بلا ہے؟
کہتے ہیں
"کبھی کبھی انسان کو کچھ نہیں بھی پتا ہونا چاہیے"
اپنےکام سے کام رکھو
یا اختلاف کرو جو علمی طریقہ ہے اور یہاں اپنے گھر کی زبان استعمال کرنے سے گریز کیجئے
Chootye...tu pindd k maulvi ky kissay kahanio ka mazhab follow kar n khush reh..jahil
Agar uss jagah saarey Nabiyon ne Namaz perhi hoti tau Hazrat Umar bhi lazmi wahan Namaz perhte, bulkeh dusron ko bhi perhate lol. Hazrat Omer ney wahan koyi Namaz nahin perhi, bulkeh dour jaa ker perhi hehe. Issi liye kehte hain jhoot ke pawoon nahin hotey
اللہ تعالی اس نحوست زدہ انسان کے شر و فساد سے امت مسلمہ کو محفوظ فرماے
Mein inn se 75% cheezon pr ikhtelaf karta hon lekin iss ka ye mutlab nahi ke woh kafir hai. Jiss tarhan aap ka aqeeda ghalat hosakta hai iss tarhan uss ka bhi ho sakta hai.
Bhatka huwa alim parvaiz
عجیب آدمی ہو بنا دلیل کے بھٹکا ہوا کہہ دیا
جب انبیاء علیہم السلام اجمعین اپنی حقیقی جسم کے ساتھ موجود نہیں ہیں تو پھر مسجد الاقصی /ہیکل کی حقیقی جسم کی کیا ضرورت تھی یہاں برزخ کی بات ہو رہی ہے
موصوف ہر چیز کو عقل سے ثابت کرنے کی کوشش کرتے ہیں اسی لئے گڑبڑ ہو جاتی ہے
Barzakh...what is that?
Tum Persians ki jhooti storiyan
بھائی اپنے والد کے گھٹنوں میں آنے سے پہلے آپ جہاں تھے اسی کو برزخ کہتے ہیں
Agar uss jagah saarey Nabiyon ne Namaz perhi hoti tau Hazrat Umar bhi lazmi wahan Namaz perhte, bulkeh dusron ko bhi perhate lol. Hazrat Omer ney wahan koyi Namaz nahin perhi, bulkeh dour jaa ker perhi hehe. Issi liye kehte hain jhoot ke pawoon nahin hotey
@@aarifboy hazrat bech Mai Kahan se aa Gaye bhay
@Riaz Ali
Sach suna tau phat gayi? hehe. Good lol
kam aqal the bechare...allah maghfirat kare
Faisal Ahmed ....kam aqal parvez sab nahi , balke wo log hy jo Quaran ko gilaf me rakh kar insano ki kitabo par yaqeen rakhte hy
Faisal Ahmed ALLAH tujhe hidaet dy
Ameen. Munkar e hadees thay.
@@imranbsb82 no..mukar e KISSAY KAHANIA jinko hadees keh kar deen main shamil kiya gaya, Islam ko illogical baba diya gaya.
Agar uss jagah saarey Nabiyon ne Namaz perhi hoti tau Hazrat Umar bhi lazmi wahan Namaz perhte, bulkeh dusron ko bhi perhate lol. Hazrat Omer ney wahan koyi Namaz nahin perhi, bulkeh dour jaa ker perhi hehe. Issi liye kehte hain jhoot ke pawoon nahin hotey
fassadi ensan mannay walay b fassadi
آپ سے کسی نے دریافت کیا ہے کہ یہ فسادی ہے یا کیا بلا ہے؟
کہتے ہیں
"کبھی کبھی انسان کو کچھ نہیں بھی پتا ہونا چاہیے"
پتا نہیں کیوں ایک تو آپ لوگوں کو سب پتا ہوتا ہے اور اُس پر یہ ستم کہ سب کو بتاتے پھرتے ہو
اپنےکام سے کام رکھو
یا اختلاف کرو جو علمی طریقہ ہے اور یہاں پر اپنے گھر کی زبان استعمال کرنے سے گریز کیجئے
Bohat bara fitna tha , hadees ka munkir
Allah aala se aala jahannum ata kare
صرف حدیث کا بلکہ قران کا
tu hadees parh beta quran chor
es adami ko ya tou zaban per aabur nahin ya yeh jaan bhuj kar ghalat bayani kar raha hy,har zaban mein baat ko samjhanai ky liyae tashbihee aur estaharai ka estehmal hota hy. Yeh ho nahin sakta keh Madoudi sahab ko in bataun ka Ilam na ho. esko sunana Sara sar gumraee ki taraf le jata hy.arabi zaban Bohat wasih hy, waqah mehraj ko yeh jis mafhoom mein bayan kar raha hy woh haqaiq se mutsadam hy.
M Malik Aqal k andhy ankhein khol apni, aur boseeda khiyali palao sy bahir aa, deen hai koi jaddo nahi chal raha tha jo sb bakwas bhar si gae hai baad me
M Malik ....kabhi hum bhi tha mododi saab k follower .....ab bhi kehta ho wo ache insan tha , magar pervez saab ne Quaran ko sahi samjha ......
Achee chawwal maree...ho na wohee pindd ky maulvi ky kissay kahanio ko deen samjhny walay
@@Wordlesspine tum lougun ko Allah hidait de khotio
@@malikmunwerful hidayat ki zaroorat apko hai
Bhai merray ye masjid aqsa kab aur kiss ny banaee.?
BTW..hazrat umer RA ko woh nazar kyun nahi ayee?
Jab logic na ho tu PHUPPI ban ky badd duwain do....jinsy ajj tak amreeka ka tu kuch bigra nahi kissi aur ka kia biggraigaa.
So use ur brain if u have one...aur pindd k maulvi ky dramon ko Islam na maan.