Swift wale ko haar bardast nahi ho rhi hai. Practical life me drag race ki nahi 60-80, 80-100, 100-120kmph ki jarurat padti hai. Usme nexon ko maruti ki bas fronx turbo takkar de sakti hai. Kya jamana aa gya hai swift wale bhi engine ka gyan chod rahe hain. 400kg ka weight difference hai nexon aur swift me. Agar swift ke engine ko 1300kg weight pull karna pada to 10 mins me overheat ho jayega.
@@Varun1185 aisi drag race se koi medal nahi milta hai. Agar nexon 100kmph par nikal ja rahi hai iska matlb hai ki nexon ka pickup 60kmph ke baad se hi badya hai Aur practical life me bhi 60-80kmph, 80-100, 100-120kmph ki jarurat padti hai overtaking me, jisme nexon perfect hai. Nexon 1900rpm me 100kmph kar leti hai aur brezza, swift, ertiga ye sab 100kmph par hi 3000rpm cross kar jaati hai
Nexon k Diesel Varient me petrol se jada power hai
Tata nexon tata nexon mere pass bhi uski top speed 200 200 210 ki top speed hai
nexon ka driver gear jaldi shift nahi kar pa rha hai
Swift wale ko haar bardast nahi ho rhi hai. Practical life me drag race ki nahi 60-80, 80-100, 100-120kmph ki jarurat padti hai. Usme nexon ko maruti ki bas fronx turbo takkar de sakti hai.
Kya jamana aa gya hai swift wale bhi engine ka gyan chod rahe hain. 400kg ka weight difference hai nexon aur swift me. Agar swift ke engine ko 1300kg weight pull karna pada to 10 mins me overheat ho jayega.
Right
Nexon
Nayi nexon best hai
Tata Nexon
Bhai having a drag with his window opened?
It’s not drag race it’s 900 kg VS 1300 kg.
There were three people including me in swift
Nexon also have 2 people inside. Still heavier than swift@@Varun1185
Bhai weight beshak Nexon ka jada hai lekin power bhi jada hai or rahi baat drag race ki toh 120 tak Nexon nikal Jaa Rahi hai 👍
@@shortswale-fg2cf hn bhai
Or drag race 100 tk hi hoti hai
100 se uppr fir potential m count hogi race
@@Varun1185 aisi drag race se koi medal nahi milta hai. Agar nexon 100kmph par nikal ja rahi hai iska matlb hai ki nexon ka pickup 60kmph ke baad se hi badya hai Aur practical life me bhi 60-80kmph, 80-100, 100-120kmph ki jarurat padti hai overtaking me, jisme nexon perfect hai.
Nexon 1900rpm me 100kmph kar leti hai aur brezza, swift, ertiga ye sab 100kmph par hi 3000rpm cross kar jaati hai
भाई ढाई किलो का हात भारीही होता है, आप क्रैश टेस्ट का कंपेरिजन करो
Nexon me turbo hai to uska comparison fronx turbo k sath kiya jana chaiye
Swift ka altroz se krlo 5 bande b bitha loge tab b swift hi aage jaygi😅
Bast tata nexon aa drag race 120kh tak hundi aa
Ek baar dono ka takkar ho gaye
Swift is like choti bahu....haar nhi mnegi ldaai kregi
traction off m aao 😎😎
Swift me power bahut hai esi liye tyre Etna slip karti hai
Good
Bhai aapki swift vdi hoti to nexon ko fad ke rkh deti
nexon pe bhi hai 1.5d to dhyan rkh iska
@@abhinavverma8478😂😂😂❤
Sher 😂
Nexon ka milege kitna h
City me 9-10
Highway pe 15-17