- 208
- 212 909
rahat.ki.shayari
Приєднався 28 лис 2021
किसने दस्तक दी ये दिल पर कौन है, आप तो अंदर हैं बाहर कौन है...
Acclaimed International Urdu Poet - Dr. Rahat Indori
Acclaimed International Urdu Poet - Dr. Rahat Indori
Delhi Mushaira - rahat.ki.shayari | Dr. Rahat Indori | Rahat Indori Mushaira
Rahat Indori Books - amzn.to/32vaVvN
Gulab khwab dawa zahar jaam kya kya hai
Main aa gaya hu bata intezam kya kya hai
Fakir shah kalandar imam kya kya hai
Tujhe pata nahi tera gulam kya kya hai
-
Aisi sardi hai ke suraj bhi duhai mange
Jo ho pardes me wo kisse razai mange
Apne haakim ki fakiri pe taras aata hai
Jo garibon se pasine ki kamai mange
Ujle din se to bahot achi thi kali ratein
Aisi azadi ke har shakhs rihayi mange
-
Sirf khanjar hi nahin aankhon me pani chahiye
E khuda dushman bhi mujhko khandani chahiye
Maine apni khushk aankhon se lahu chhalka diya
Ek samandar keh raha tha mujhko pani chahiye
-
Andar ka zahar choom liya dhul ke aa gaye
Kitne shareef log the sab khul ke aa gaye
Suraj se jung jeetne nikle the bevakuf
Sare sipahi mom ke the ghul ke aa gaye
-
Kabhi mehek ki tarah hum gulon se udte hain
Kabhi dhue ki tarah parbaton se udte hain
Ye kainchiyan hume udne se khaak rokengi
Ke hum paron se nahin hauslon se udte hain
-
Ye barf raate bhi bankar abhi dhuan ud jaye
Wo ek lihaf main odhu to sardiyan ud jaye
Bahot guroor hai dariya ko apne hone par
Jo meri pyas se uljhe to dhajjiyan ud jaye
-
Aag ke paas kabhi mom ko lakar dekhu
Ho ijazat to tujhe hath lagakar dekhu
Dil ka mandir bada viraan nazar aa hai
Sochta hu teri tasveer lagakar dekhu
-
Kabhi akele me milkar jhanjhod dunga use
Jaha jaha se wo tuta hai jod dunga use
Mujhe wo chhod gaya ye kamaal hai uska
Irada maine kiya tha ke chhod dunga use
Pasine bantta phirta hai har taraf suraj
Kabhi jo hath laga to nichod dunga use
Bacha ke rakhta hai khudko wo mujhse sheeshabadan
Use ye darr hai ke main todfod dunga use
Maza chakha ke hi mana hu main bhi duniya ko
Samajh rahi thi ke aise hi chhod dunga use
#RahatIndori #rahatkishayari

Переглядів: 544
Відео
Khairabad Mushaira - rahat.ki.shayari | Dr. Rahat Indori | Rahat Indori Mushaira
Переглядів 1596 місяців тому
Rahat Indori Books - amzn.to/32vaVvN Safar me akhri patthar ke baad ayega Maza to yaar December ke baad ayega - Jidhar se guzro dhuan bicha do Jahan bhi pahucho dhamal kar do Tumhe siyasat ne haq diya hai Hari zamino ko lal kar do Apeel bhi tum daleel bhi tum Gawah bhi tum waqeel bhi tum Jise bhi chaho haram keh do Jise bhi chaho halal kar do - Kaun zalim hai yahaan zulm hua hai kis par Kya kha...
Bahraich Mushaira - rahat.ki.shayari | Dr. Rahat Indori | Rahat Indori Mushaira
Переглядів 4248 місяців тому
Rahat Indori Books - amzn.to/32vaVvN Jo taur hai duniya ka usi taur se bolo Behron ka ilaka hai zara zor se bolo Aankho me hai kuch dil me hai kuch hontho pe kuch hai Yun bol rahe ho to kisi aur se bolo Dilli me hum hi bola kare amn ki boli Yaaron kabhi tum log bhi Lahore se bolo - Log har mod pe ruk ruk ke sambhalte kyu hain Itna darte hain to phir ghar se nikalte kyu hain Mod hota hai jawani ...
Houston (USA) Mushaira - rahat.ki.shayari | Dr. Rahat Indori | Rahat Indori Mushaira
Переглядів 6149 місяців тому
Houston (USA) Mushaira - rahat.ki.shayari | Dr. Rahat Indori | Rahat Indori Mushaira
IIT Kanpur Mushaira - rahat.ki.shayari | Dr. Rahat Indori | Rahat Indori Mushaira
Переглядів 34211 місяців тому
IIT Kanpur Mushaira - rahat.ki.shayari | Dr. Rahat Indori | Rahat Indori Mushaira
IIT BHU Banaras Mushaira - rahat.ki.shayari | Dr. Rahat Indori | Rahat Indori Mushaira
Переглядів 271Рік тому
IIT BHU Banaras Mushaira - rahat.ki.shayari | Dr. Rahat Indori | Rahat Indori Mushaira
Roshni bhi ab sawaali ho gayi - rahat.ki.shayari | Audio
Переглядів 89Рік тому
Roshni bhi ab sawaali ho gayi - rahat.ki.shayari | Audio
Purane shehron ke manzar nikalne lagte hain - rahat.ki.shayari | Audio
Переглядів 71Рік тому
Purane shehron ke manzar nikalne lagte hain - rahat.ki.shayari | Audio
Pehli shart judai hai - rahat.ki.shayari | Audio
Переглядів 143Рік тому
Pehli shart judai hai - rahat.ki.shayari | Audio
Mujhe dubo ke bahut sharmsaar rehti hai - rahat.ki.shayari | Audio
Переглядів 72Рік тому
Mujhe dubo ke bahut sharmsaar rehti hai - rahat.ki.shayari | Audio
Muafik jo faza taiyyar ki hai - rahat.ki.shayari | Audio
Переглядів 69Рік тому
Muafik jo faza taiyyar ki hai - rahat.ki.shayari | Audio
Dholpur Mushaira - rahat.ki.shayari | Dr. Rahat Indori | Rahat Indori Mushaira
Переглядів 256Рік тому
Dholpur Mushaira - rahat.ki.shayari | Dr. Rahat Indori | Rahat Indori Mushaira
Mohabbaton ke safar par nikalke dekhunga - rahat.ki.shayari | Audio
Переглядів 68Рік тому
Mohabbaton ke safar par nikalke dekhunga - rahat.ki.shayari | Audio
Badayun Mushaira - rahat.ki.shayari | Dr. Rahat Indori | Rahat Indori Mushaira
Переглядів 12 тис.Рік тому
Badayun Mushaira - rahat.ki.shayari | Dr. Rahat Indori | Rahat Indori Mushaira
Mausam ki manmaani hai - rahat.ki.shayari | Audio
Переглядів 95Рік тому
Mausam ki manmaani hai - rahat.ki.shayari | Audio
Bahrain Mushaira - rahat.ki.shayari | Dr. Rahat Indori | Rahat Indori Mushaira
Переглядів 112Рік тому
Bahrain Mushaira - rahat.ki.shayari | Dr. Rahat Indori | Rahat Indori Mushaira
Har musafir hai sahare tere - rahat.ki.shayari | Audio
Переглядів 214Рік тому
Har musafir hai sahare tere - rahat.ki.shayari | Audio
Dewa Shareef Mushaira - rahat.ki.shayari | Dr. Rahat Indori | Rahat Indori Mushaira
Переглядів 40Рік тому
Dewa Shareef Mushaira - rahat.ki.shayari | Dr. Rahat Indori | Rahat Indori Mushaira
Diye jalaaye to anjaam kya hua mera - rahat.ki.shayari | Audio
Переглядів 180Рік тому
Diye jalaaye to anjaam kya hua mera - rahat.ki.shayari | Audio
Dhar Mushaira - rahat.ki.shayari | Dr. Rahat Indori | Rahat Indori Mushaira
Переглядів 33Рік тому
Dhar Mushaira - rahat.ki.shayari | Dr. Rahat Indori | Rahat Indori Mushaira
Humne khud apni rehnumai ki - rahat.ki.shayari | Audio
Переглядів 56Рік тому
Humne khud apni rehnumai ki - rahat.ki.shayari | Audio
Gonda Mushaira - rahat.ki.shayari | Dr. Rahat Indori | Rahat Indori Mushaira
Переглядів 4 тис.Рік тому
Gonda Mushaira - rahat.ki.shayari | Dr. Rahat Indori | Rahat Indori Mushaira
Manzilon ki har kahaani beasar ho jayegi - rahat.ki.shayari | Audio
Переглядів 74Рік тому
Manzilon ki har kahaani beasar ho jayegi - rahat.ki.shayari | Audio
Ambala Mushaira - rahat.ki.shayari | Dr. Rahat Indori | Rahat Indori Mushaira
Переглядів 79Рік тому
Ambala Mushaira - rahat.ki.shayari | Dr. Rahat Indori | Rahat Indori Mushaira
Baithe baithe koi khayaal aaya - rahat.ki.shayari | Audio
Переглядів 61Рік тому
Baithe baithe koi khayaal aaya - rahat.ki.shayari | Audio
Rampur Mushaira - rahat.ki.shayari | Dr. Rahat Indori | Rahat Indori Mushaira
Переглядів 60Рік тому
Rampur Mushaira - rahat.ki.shayari | Dr. Rahat Indori | Rahat Indori Mushaira
Jalore Mushaira - rahat.ki.shayari | Dr. Rahat Indori | Rahat Indori Mushaira
Переглядів 151Рік тому
Jalore Mushaira - rahat.ki.shayari | Dr. Rahat Indori | Rahat Indori Mushaira
Asansol Mushaira - rahat.ki.shayari | Dr. Rahat Indori | Rahat Indori Mushaira
Переглядів 84Рік тому
Asansol Mushaira - rahat.ki.shayari | Dr. Rahat Indori | Rahat Indori Mushaira
Do gaz tukda ujle ujle baadal ka - rahat.ki.shayari | Audio
Переглядів 144Рік тому
Do gaz tukda ujle ujle baadal ka - rahat.ki.shayari | Audio
❤❤❤❤
بھت خوب
Iska full video plz
❤❤❤❤❤ md mi Abbas Khan A j sairye is mi love sarye is varye good sarye i loVe gist four youe good night ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Kabi kam comedian jyada lagta hai
لا جواب
❤
زبردست
Bhai waaah allah maghfirat kare Rahat bhai ko khitaj e aqeeqat ye sher Sukun milta jahan inssniyat ko Ye wo sansaar hona chahiye tha Mazhar Rampuri
Galib ne kha tha sirf jabandani ore kafiyabandi se shayri nahi hoti
Ho gayi hai meri zindagi badtar
v nice mallijohn australia
v nice ji mjohn australia
उम्दा
❤❤❤
Keemti sher ❤❤❤❤
😮🙏🙏🙏
❤
❤
Khaalish sher🙏🙏
No.1 mushaira
❤
pakistan main jaa k alag he rang dikhate the inko lagta tha kisi ko kya pata lagega
😂😂😂😂 Soft Jihadi 😂😂😂😂
क्या बात है ❤
❤ love it
🤣😂🤣😂🤣😂bodytalk
Dr. Saab sabd halke rakho pujari a jayga 📍🎈😂🤣😂🤣😂🤣👌👌👌🆑
Pujari 📍🎈🤣😂🤣😂🤣😂👌👌👌🆑
Dr. Saab bujdil ni kayar bolo 📍🎈😂🤣😂🤣😂🤣👌👌👌🆑
Zindabad dr. Sahab Lucknow kisi ke baap ka thodi he 📍🎈🤣😂🤣😂🤣😂👌👌👌🆑
Teri awaaz nahin hai fek video mat
Chutiya usi ki hai video me Aisa dikh Raha hai ki bol pahele raha hai awaj baad me arahi hai wo janta hai kon hai bahut bada sayar hai ata jata kuch nahi bas hugne ajate hai😂😂
Subhanallah ☝️
روز تاروں کو نمائش میں خلل پڑتا ہے چاند پاگل ہے اندھیرے میں نکل پڑتا ہے ایک دیوانہ مسافر ہے مری آنکھوں میں وقت بے وقت ٹھہر جاتا ہے چل پڑتا ہے اپنی تعبیر کے چکر میں مرا جاگتا خواب روز سورج کی طرح گھر سے نکل پڑتا ہے روز پتھر کی حمایت میں غزل لکھتے ہیں روز شیشوں سے کوئی کام نکل پڑتا ہے اس کی یاد آئی ہے سانسو ذرا آہستہ چلو دھڑکنوں سے بھی عبادت میں خلل پڑتا ہے
Roz Taron ko namaesh ma halal pardhtaa ha Chand Pagal ha andheron ma nikal parhta ha... plzz explanation 😐
Numaish matlab dikhana. Khalal = Disturbance
2008 ka hai . Old is Gold.
Ajeeb baat hai etna time ho gaiya is video ko upload kiye hue koi comments bhi nhi kiya rahat indori sir salam hai apko. Badaun bale hoke kanjusi kar rhe ho nalat hai
Bahut umdaah
Hiii admin ?
super 👍👍
❤
Shandar mushayara
Very nice shayari ,subhanalla
😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊
Bahooooooot khoob ...admin sahab apke zarie hame ye sab shayri sunne mil rahi hai ..
🔥🔥
nice
🤞🥰
🌌✨🔥 miss you Dr.sir
Wah rahat sahab wah Allah aap ki maghfirat farmaye
💞❣️