Najeeb Ustad ky 180 Dori Kabootar aur Naye Kabootar ki Training | Kabootar Bazi

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 7 вер 2024
  • Najeeb Ustad ky 180 Dori Kabootar aur Naye Kabootar ki Training | Kabootar Bazi Dosto aj hum na Peshawar ky Masahoor Najeeb ustad ky kabootar setup ka visit kiya, Un ky pass takreeban 180 Dori kabootar hain jo ke lambi patti par jate hain, aur wo un ki kabootar bazi karte hain.
    In ki bazi peshawar ki zabardast kabootar bazi mein sai ik hai, Ye takreeban 85 naye kabootar ki training kar rahein hain, jo ke rangdaar hai. Kabootar train karna ik muskil kaam hai, lakin iss video main ap ko pata chal jaye ga ky naye kabootar kaise train karte hain. aur gola kabootar train karne ka kia tarika hota hain. Peshawar mein kabootar bazi ik trend ban chuka hain aur ab pakistan main bohot sai log kabutar bazi karna shuru ho gaye hain.
    #Dorikabootar
    #kabootarkitraining
    #kabootarbazi
    #badshahishoq
    follow us on :
    Facebook : / badshahishoq
    Phone # [ 0310-8340072 ]

КОМЕНТАРІ • 83