Very very good information given point to point in Adhir Talk videos and No borring lectures. Other u Tuber have 5% talks regarding subject and 95% useless talk.
bhahut hi accha sir ji ap ka hindi pdf bahut hi asan aur bahut hi jankari wala hai jise mai apna farming asani se kar pa raha hu ap ka bhahut dhanywad pdf send karne ke liye
Baiyaji 12×15×4.5=810cft jisko litre me convert kia to22900 lt hotahe. Meine puchatha 10000lt ka dimension. 10000lt ka bataie konsa suitable dimension he. 30000lt kelie us me 3 guna kardunga. Matlab 10000 Lt ka suitable dimension. Kindly batsyie.humlok ka soch apka soch me pharak he.
Sir, it is really useful, u have explained each and every topic regarding pump, except ROOT BLOWER, CAN U PLEASE SHARE MORE INFORMATION REGARDING ROOT BLOWER, It will be really helpful, Thank you sir.
Adhir aapake javaab ke lie dhanyavaad. pdf dastaavez joden, googlai anuvaad ke aavedan ko angrezee mein anumati den. aapake javaab ke lie dhanyavaad. aap mujhe ek prshth kee ek prati bhej sakate hain aur parinaam dekh sakate hain.
Jitne bhi bio flock videos Maine dekhahe apka description bahut bahut achha he. Sabko ap calculation key sath kar rahe he. Apka PDF bhi mangaya he. Bahut asan ho gaya ab. Bas apki training ki jarurat he. Me Odisha season hun. Abhi me tay karlia he jo bhi karunga apse. Isse pehle me confused tha training our saman khadari ko leke.apse thoda chatting bhi ho chukihe WhatsApp me. Apka rate bhi achha he. Magar ek problem luck down me dusri state se jaun kaise.january last me mera cement tank banana. Thank you ji. Bakito sab mujhe froud lagte he.last me batsie 10000lt ka 3 cement tank banarahahun. Iska dimension 12×15 ×4 ft ki hisabse sochahu. Bataie (3feet me pani rahega) koi Sujetion.
aapake javaab ke lie dhanyavaad. pdf dastaavez joden, googlai anuvaad ke aavedan ko angrezee mein anumati den. aapake javaab ke lie dhanyavaad. aap mujhe ek prshth kee ek prati bhej sakate hain aur parinaam dekh sakate hain.
@@adhiragritech Thank you so much sir. Except nahi kiya tha itni jaldi reply milega. Aj hi apka channel subscribe Kiya h. Thanks sir itni achi aur Sachi jankari ke liye
Biofloc Fish Farming के सभी Free Online Training के Chapter Wise Video देखने के लिए नीचे link पे click करे
rb.gy/mhpxmd
Good videos Sir
अधिर जी, आपका समझाने का तरीका बढिया है ।मनजीत सिंह, नागपूर, महाराष्ट्र ।।
आप का वीडियो सबसे अच्छा। समझाने का तरीका भी बहुत सुन्दर। keep a top 👍👍👍में ओडिशा से
Very very good information given point to point in Adhir Talk videos and No borring lectures.
Other u Tuber have 5% talks regarding subject and 95% useless talk.
Good class sir, nhi sir full information milla thank you. No 1 video of you tube about biiflock.
bhahut hi accha sir ji
ap ka hindi pdf bahut hi asan aur bahut hi jankari wala hai
jise mai apna farming asani se kar pa raha hu
ap ka bhahut dhanywad pdf send karne ke liye
Raju kumar ji aap mujay bi send kar do pdf
Baiyaji 12×15×4.5=810cft jisko litre me convert kia to22900 lt hotahe. Meine puchatha 10000lt ka dimension. 10000lt ka bataie konsa suitable dimension he. 30000lt kelie us me 3 guna kardunga. Matlab 10000 Lt ka suitable dimension. Kindly batsyie.humlok ka soch apka soch me pharak he.
4dm
Bhai apka answer me samjha nehi. Cement tank 10000lt tank 13×8×3.5 chalega? Na10×11×3.3 chalega
अच्छी जानकारी के लिए धन्यवाद.👍
Sir, Clearly and detailed explained with comparison n combination with technical facts. Gud job.
Sir, do you have a book on detailed information in English notes written by u?
My pdf in hindi
Yoram sir book in english
@@adhiragritech please send pdf hindi for biofloc culture
Whatsapp 9140047719
बहुत ही अच्छी जानकारी दी आपने आपको बहुत बहुत धन्यवाद
Thank you from Pakistan
Aap ne bahut achchi jankari di sap ko bahut bahut dhanywad
super Sir outstanding video
Sir I am from Pakistan I really liked your video
Very informative with full of knowledge. I ❤️ it. Going to help a lot in my research
Sir, it is really useful, u have explained each and every topic regarding pump, except ROOT BLOWER, CAN U PLEASE SHARE MORE INFORMATION REGARDING ROOT BLOWER, It will be really helpful, Thank you sir.
Great job
Best wishes from Kerala
Bahut badhiya jankari thanks
Perfect idea sir
Sir please make more informative video like this love it this video helps me a lot and please make a video on ras aeration system thank you
Bahut acha jankaari aapko danyavad
Very very detailed & useful information sir... Thank uu
I like it your knowledge good massage
Very informative vedio. Good job keep it up. Best wishes from pakistan.
Bhai you are doing very great work by providing knowledge and spreading awareness..good work keep it up
Very good
Very very informative
Thnaks for information. ❤️ From Nepal.
Bahut informative video hai, sir. Lekin agar aap alag alag equipments/pump ke photos bhi dete lecture ke douran, toh bahut badhiya hota. Dhanyawaad!🙏
ok i will try
Sir ho to apki jeisa ho ,hats off sir
very appreciate in.details thank you very much Sir
Jisko proper experience sahiye wo jaroor vedio lamba honese bhi dekhega, good job
Very good exploitation.
Bahut hi achhi jankari
Very nice 👌👌👌 I saw full video.
Nice 👍 mr adhir
Sir great information..Plz different types of pumps price aur seller ka bhi information par ek video banao..Thank you
Super. U had a very good video
Very very informative brother..jai Bharat
Very well explained, thanks
Adhir aapake javaab ke lie dhanyavaad. pdf dastaavez joden, googlai anuvaad ke aavedan ko angrezee mein anumati den. aapake javaab ke lie dhanyavaad. aap mujhe ek prshth kee ek prati bhej sakate hain aur parinaam dekh sakate hain.
What a explanation sir
Nice video 👌👌
Good work sir g
Aap bahut accha training de rahe hain sar
Good information sir
V good
Boss aap Ka video awesome hi . Explained very very well . Looking forward for more information on feed manufacturing for prawns , tilapia ect .
Good explain.
Nice video sir, Keep uploading sir .It helps us
Bohut achha
Sr kya ye helia 120 me oxy pipe ka use kr sakte hai
Ha 16mm
Good
Thank you so much Dr.
Excellent , nicely explained, I saw full video
Jitne bhi bio flock videos Maine dekhahe apka description bahut bahut achha he. Sabko ap calculation key sath kar rahe he. Apka PDF bhi mangaya he. Bahut asan ho gaya ab. Bas apki training ki jarurat he. Me Odisha season hun. Abhi me tay karlia he jo bhi karunga apse. Isse pehle me confused tha training our saman khadari ko leke.apse thoda chatting bhi ho chukihe WhatsApp me. Apka rate bhi achha he. Magar ek problem luck down me dusri state se jaun kaise.january last me mera cement tank banana. Thank you ji. Bakito sab mujhe froud lagte he.last me batsie 10000lt ka 3 cement tank banarahahun. Iska dimension 12×15 ×4 ft ki hisabse sochahu. Bataie (3feet me pani rahega) koi Sujetion.
12*15*4.5 rakhiye
Good explanation... :)
Very nice
धन्यवाद सर अगर आक्सिजन मशिन कि जगह पानी का प्रयोग किया जाए तो उसमे कोइ प्रोबलम तो नही होगी कृपया इस विषय पर कुछ जानकारी दिजिए .
Adgir ji ap haste t accha lagta hai
Sir practical v kar ka dekha degiya ga
bhout meharwani hogi
nice information, subscribed
Good job 👍
Sar veri good namaste
aapake javaab ke lie dhanyavaad. pdf dastaavez joden, googlai anuvaad ke aavedan ko angrezee mein anumati den. aapake javaab ke lie dhanyavaad. aap mujhe ek prshth kee ek prati bhej sakate hain aur parinaam dekh sakate hain.
Sir bhut aacha bata rahe h ....thanks...per sir hame suru krna h aap jaldi jaldi video de..plz
Great knowledgeable
Sar mere pass Pani ki koi Kami nahin hai Mai roj Apne tank ka pani Badal sakta tu kya mujhe yering system lagana jaruri hai
Awesome
you are explaining all information very wel and deeply.
please upload next video early.
nice ..
Bahut badiya sir.....maxx information just for free
Online training Kab video dijiye
sir aco 004 bahut se video me bateye hai ki 10 thousand liter k liye pareyapt hai to lage sakte hai kya
006 ya 008
sir aapne to 005 bole hai phir 006 ya 008 aisa kyu
Maine 5 ya 6 dono bola hai
4 ko nahi
ok sir thanks
sir 008 kuch jada to nhi hoga 1 tank 10 thousand liter k liye
Air pum ki wate kita lagena 1 tank me
Sir kya aap Biofloc tank ka Setup lagwa dete hain
Ha
Mera 10000 liter ke 25 tank ke setup ka kam chalu ahi to konsa aur kitne blower lagega
According to your suggestion
3hp ring blower 2 pic
Sir agar tank bana howa ho already or us main sludge nikalnay ka pipe nhi ho. To kis terha sludge nikala jaye?
Great work...
Sir Please write everything in English I am from Pakistan I cannot understand hindi
Nano bubble tube Vs venture ismi kosa achha hoga
2 tank ke liye best magnetic pump kaunsa hoga? model bata sakte h?
Ac0012
👌bro
Sir Tarpaulin ka Tank accha hai ja Cement ka . Ja fir dono he shi hai . Mera mtlb fish ki quality par koi asar pdta hai k isse ?
Nahi dono hi sahi
@@adhiragritech thanks sir
very good information,, can we make 3000 liter tank for fish farming for home use only???
Yes
Excellent
Good advice. T q
Namaskar 🙏..Kiya fish farming main electricity bill jiyada ya kitna Tak..aata hai plz inform me tnxs 🤗🙏🙏
Jitna equipment use karege us ke hisab se aayega
Tnks
Sir hjb280 .singal battery se kitane der tak chalega Ah220
Agar oxygen jyada ho jayega to problem hoga keya
Ha
Good information
Sir AC001 magnetic pump how many hours continuesly we can play in a day...
24 hours
Thanks bro
Sir Kya water tank ko.. clean v karna pdta h kyaa..
Ha
@@adhiragritech kab kab karne sy sahi hota h sir
Jab turbidity jyada ho jaye
Agar bich bich me 02-02 ghante ka breck dete rahe to kya samasya hogi।
Density pe depend karta hai
Super sir me shiba
Super!
Tank Walla bhi bata dijiye
Sir kaise maloom chalega
1 tank me 80 LPM
40 kpa de rhai hai
1 pum 135 LPM hai 30 kpa hai
To kaise Maloom chalege
Sir catfish to government 2000 me ban kar chuki h. Kya fir bhi iska kheti kar sakte h?
Sabhi catfish ko nahi
Hybrid mangur ko ban kiya gaya hai
@@adhiragritech
Thank you so much sir. Except nahi kiya tha itni jaldi reply milega.
Aj hi apka channel subscribe Kiya h. Thanks sir itni achi aur Sachi jankari ke liye
Tank me airation nahi hone per koi dikkat nahi hota hai sir please bataiye
Bina airation ke biofloc nahi hoga
please clear about how sludge drainage works
Kindly put english caption. Can't understand some language. Tnx
Medical Oxygen cylinder use kare to kya hoga...