मैंने पपीते के बीज को गर्मियों में अपने बागान में छींटा था लेकिन पूरी गर्मी एक भी पौधा नहीं निकला और जैसे ही बरसात आई सारे पौधे खुद व खुद grow कर गए और वो बीज भी निकल आए जो 1 साल पहले मैंने फेंका था
Sir thimbak par laga sakte hai kiya ya dhoop ke dino me khula pani dena zarori hai.kiu ke me sirf thimbak par hi laga sakta hu pani ka shortage hai reply plz
2-2 seeds to la skte ho koi problem nahi hai. But 2 plant 1 polybag te teyar hone ke baad jab aap 1 ko nikaloge to wo sukh skta hai. Isliye jadatar 1 1 hi seed lgane chahiye taaki inki roots disturb na ho. Male plant me jadatar fruit nahi lgta. Ye pollen produce krte hai. But kabhi kabhi dekha gaya hai ki male plant me bhi shote size ke fruit lag jaate hai, or ye varieties or climate par bhi depends krta hai.
Well aap lga to skte ho but ye sahi trika nahi hoga. Seedlings ko 1 hi jgh pe lgake unki care aasan rhti hai. Or plants ki achi growth bhi hoti hai. Agr direct seeds ko khet me lgana chahte ho to lga skte ho but kuch chijo ka dhyan rkhna, over watering nahi honi chahiye waha, time to time seeds me moisture or ghaas wgera htana hoga, 2 2 seed 1 jgh par lgaye. Ese aap try kr skte ho.
Ye kaise pta chlega ki male plant h. Ek plant lga k saal bhar dekh bhal kre bad m pta chla ki male plant h fruit nhi ayenge. Yese m kya krna chaye. Pls btaye
Normaly small plant same hi dikhte hai. But naturally male plant kam honge. Well male plants me 1 hi root hogi. Or female plant me jada or feedar roots bhi njr ayengi. Eske ilawa papaya ki kuch varieties me male plant me bhi fruiting hoti hai.
Hybrid seed aapko online mil jaynge. Kaafi sellers hai inke, well sellers ki guaranty hoti hai or inka price bhi jada hota hai. 4200 ke about 20 gram seed milta hai.
Ye February ka time hai or is time itni jldi growth nahi hoti hai. Well seed aapko April me lgane chahiye the. Actual time may june me lgane ka hai to ese me aapko 5 din me growth dekhne ko milegi.
Well jab plant thode bde ho jaate hai to unke leaf se thoda pta chlne lgta hai. Inki leaf ki shape se hi iska idea lgta hai, leaf me jada cuts shape female papaya ki hoti hai.
Sir apki video bhut axi h sabhi jankari bhut axe se samjhai hai
Thanks
अच्छी जानकारी के लिए धन्यवाद
मैंने पपीते के बीज को गर्मियों में अपने बागान में छींटा था लेकिन पूरी गर्मी एक भी पौधा नहीं निकला और जैसे ही बरसात आई सारे पौधे खुद व खुद grow कर गए और वो बीज भी निकल आए जो 1 साल पहले मैंने फेंका था
बहुत सुंदर जानकारी
Nice Information
Sir thimbak par laga sakte hai kiya ya dhoop ke dino me khula pani dena zarori hai.kiu ke me sirf thimbak par hi laga sakta hu pani ka shortage hai reply plz
Hare Krishna. So nice planting
Nice video👍
Kya 2-2 seed ek saath lgane chahiye? Male plant me fruit lgta hai??
2-2 seeds to la skte ho koi problem nahi hai. But 2 plant 1 polybag te teyar hone ke baad jab aap 1 ko nikaloge to wo sukh skta hai. Isliye jadatar 1 1 hi seed lgane chahiye taaki inki roots disturb na ho.
Male plant me jadatar fruit nahi lgta. Ye pollen produce krte hai. But kabhi kabhi dekha gaya hai ki male plant me bhi shote size ke fruit lag jaate hai, or ye varieties or climate par bhi depends krta hai.
Very nice information
Mere plant patlen ho gye kuch bataye
Thank you so much
Bsr 🌨️🌱⛈️🌳🌈🌾
Very nice❤❤❤❤❤❤❤
Nur aur mada ki kya pahchan hai
मेल फीमेल पौधें को कैसे पहिचाने ?
Koi problam nahi hoti... Ye baate nursery ko grow karti hai paudhe ko grow nahi karti
Bhai 5 nov ko laga sakte h bihar state me ??
Seed se lgane ka time ab nahi hai. Winter season shuru ho chuka hai.
थेलियो मै क्या क्या मिलाकर भरते हैं बताए जी
Polybag me gobar khaad mix krke seeds lgane hai.
Pollybag kaise banate hai
Male our female papaya ki pehchan kaisay karay?
हमारे बबीता बड़ा होने के बाद बंधा पता हो रहा क्या करें
Bhai मेरा घर के सामने बीज से अपने आप पपीता का गाछ लग गाया फिर हम उस गाछ को अच्छा जगह पर लगा दिया तो उसका result कैसा होगा please reply me
Plant ki ache se care kren unme achi fruiting hogi. Over watering na krna fertilizer ka dhyan rkhna.
डायरेक्ट खेत मे पपिता बीज बोये तो चलेगा क्या ? रोप नही बनाने तो
Well aap lga to skte ho but ye sahi trika nahi hoga. Seedlings ko 1 hi jgh pe lgake unki care aasan rhti hai. Or plants ki achi growth bhi hoti hai.
Agr direct seeds ko khet me lgana chahte ho to lga skte ho but kuch chijo ka dhyan rkhna, over watering nahi honi chahiye waha, time to time seeds me moisture or ghaas wgera htana hoga, 2 2 seed 1 jgh par lgaye. Ese aap try kr skte ho.
@@seasonnature धन्यवाद भाई अपने रिप्लाय दिया
Sir
Winter me pale se kaise. bachaye
Small plants ho to inko winter season me cover krna hoga. Ghaas ya polysheet se...
Increased the volume
Hamare yaha hybrid falo ko khate nahi🤢.. Ham gavran hi khate he.. Ham gav se he
Hamare पास ही gavran
Aajkal market m hybrid hi aate h
Gavran kya hota hai
Me bi gav se hu
यार पार्सल करा
Sir m bihar se hu papiya ke paudhe bade hoke fir gal jata h pura ped
Normally esa plant fungus ya fir over watering ke kaarn hota hai. To ese me koi fungicide plant me daalen or normal moisture rkhe plant ka.
@@seasonnature thanxs
Bhai kya result rha apke plants ka plz reply
Results ache hai.. Plants achi growth kar rhe hai, flowering ho rhi rahi hai..
Bhai . Papite ke pode ko khad konsi den
Inme aap organic khaad koi bhi, gobar khaad, leaf compost aadi daalen to plant bhi healthy rhengen or fruiting bhi achi hogi.
@@seasonnature ji .shukriya.
Ye kaise pta chlega ki male plant h. Ek plant lga k saal bhar dekh bhal kre bad m pta chla ki male plant h fruit nhi ayenge. Yese m kya krna chaye. Pls btaye
Normaly small plant same hi dikhte hai. But naturally male plant kam honge. Well male plants me 1 hi root hogi. Or female plant me jada or feedar roots bhi njr ayengi. Eske ilawa papaya ki kuch varieties me male plant me bhi fruiting hoti hai.
kisnths me lgana chahiye
Bhaiya ji ham papita ki kheti karana chahte h
Kar skte hai. Kuch basic care hoti hai. Uska dhiyan rkhen bas....
Kali mitti me kar sakte hai kuchh upay bataiye 2bigha ke liye
Papita ka bia online kridna thik hai
Online seeds quality dekhni padti hai. Papaya seed kaafi costly milega 10 gram about 4000 ka hoga.
Humne kuch beej jameen me lgaye hai
Usme kitne din me ped niklega
About 20 day ka time lag skta ha. March me hi inki growth hogi
मेरे पपीते अच्छे तरीके से गोरत नहीं कर रहे हे क्या करे
Abhi march ke baad aapko inki growth dikhegi. Well normal moisture bnaye rkhe over watering na kren.
gavran papaya kiya ho hai
High bride बीज kha milte h
Or hme kese pata chalta h ki y high bride bij h
Hybrid seed aapko online mil jaynge. Kaafi sellers hai inke, well sellers ki guaranty hoti hai or inka price bhi jada hota hai. 4200 ke about 20 gram seed milta hai.
Papita ka paudha Kahan milega ham lagana chahte
March me last me plants nurseries me aa jatr hai aapko pta krna pdega. Mil jayenge.
पपीता फूल फल नहीं दे रहा क्या करें
Mujhe 5 plant papaya chahe a
Bai beej Kon se months lagane chiye
Normally may june me lga skte ho. Us doran aapko inke results about 5 din me dikhne lgenge.
Desi papaya ka seed kaha milega…?
Same question
Humne polybag me khod ke dekha to beej vaise ke vaise hai
Ye February ka time hai or is time itni jldi growth nahi hoti hai. Well seed aapko April me lgane chahiye the. Actual time may june me lgane ka hai to ese me aapko 5 din me growth dekhne ko milegi.
@@seasonnature in
👌
Humne beej lagaya hai 8 din ho gye hai kuch fark nhi aaya
Abhi jo aapne seed lgaye hai un sathi polybags ko polysheet se cover kardo.
Wait for 16 days
Besade
😂😂😂
Aapka no.dijiye
Season.nature is my instgram id.. Contact me here...
Male or female podhe ka kese pata chlega
Well jab plant thode bde ho jaate hai to unke leaf se thoda pta chlne lgta hai. Inki leaf ki shape se hi iska idea lgta hai, leaf me jada cuts shape female papaya ki hoti hai.
@@seasonnature thanks sir
थेलियो मै क्या क्या मिलाकर भरते हैं बताए जी
डायरेक्ट खेत मे पपिता बीज बोये तो चलेगा क्या ? रोप नही बनाने तो