Mere pas ola s1x 3kw h eco mode mei 123km show hota h and chalti 100 km chlti h normal mode mei 45 ki speed pe , eco mode pe 25 se jada speed mt chlana vrna millage nhi degi
@@jishnubiswas9623 You mentioned 36% left but I didn't understand 36% left means. 36% is used for 65km or after 65km range test 36% battery life is remained ? Which is right ?
Bhai meri new ola s1x key 4 kw kal hi leke aya hun, jisme mujhe company charg bettery se 100 km renge eco or normal me mili hai , bhai kya bad me iski renge badegi,
Bilkul mat lena Meri wali ola 15 din chali aur 45 din se service center main hai. Kya koi bataye ga delivery ke bad gadi vapas kaise kare aur refund kaise milega???
Regen kaam nahi kar rah hai 😂😂 bhai kuch toh puchlo aur seeklo video banane ke pehle. 90% aur uska upar kaam nahi karta hai. Kuch puchta nahi company walo se, ki kya kab work karta hai. Paisa hai, gaadi lelo aur bina jankar kuch bhi bholdo😂😂
@@Chandan_kr_Yadav10mere paas ola S1 Air 3KW he. Normal mein 85 aur baad mein 15 kms eco mein chalti he. Mere hisab se ye easily 110 to chalegi Normal mein
Bhi reganaration system 80% battary ka nicha Kam karta ha ....
Mere pas ola s1x 3kw h eco mode mei 123km show hota h and chalti 100 km chlti h normal mode mei 45 ki speed pe , eco mode pe 25 se jada speed mt chlana vrna millage nhi degi
Bhai eco me bhi 90 kilo miter chal ti he
Kitne ki hai ye price iski
Stabilize r konsa use karna hai please batan
1.5 ton AC ka koi bhi stabilizer le lo
I don't know Hindi if any can type the information is said in this video in English plz , what he said about range ?
65 km with 36%battery left, range test with two person and avg speed 60-70km/h
@@jishnubiswas9623 tq for the reply its valuable
@@jishnubiswas9623 You mentioned 36% left but I didn't understand 36% left means. 36% is used for 65km or after 65km range test 36% battery life is remained ?
Which is right ?
@@koushik5797 after 65km of ride 36% battery left
Bhai regeraation low battery and full speed pe jam jarega
Are bhai regeneration 89% se start hota hai
Regenerative braking 90% se niche Jane ke baad start hota hai
Right bro
Bhai tu full speed me chalayega to zyada battery lagegi
Bhai tu 70kmph kinspeed se chaleya to range to kam hi milegi na ..
40-50kmph mai chala 130-140 ki range aaram se mil jayegi mere pass bhi hai ye
Company 190 km bata rahi h
Ab kya karna hai iske price to bahut kam hai bdkhi ke gaddiyun se ab majboori hai to kya kare
Bhai lelo agr tum 40-50 ki speed mai chaloge to range 150ki mil jayegi mere pass hainye
Roz 100 km jana hota he 150 kg weight ke sath 55 ki speed pe kitni chalegi @@TrakinArmy
@ 100km aaram se chal jayegi bro mai normal mod jai 120km chala chuka hu
Comfortable hai ya nhi
Bhai meri new ola s1x key 4 kw kal hi leke aya hun, jisme mujhe company charg bettery se 100 km renge eco or normal me mili hai , bhai kya bad me iski renge badegi,
same here 100 ki range eco and nkrmal me jisme 70percent eco me hi chalti h
Bhai kuch sudaar hua?
@@merohit121 ha Bhai abhi to kuch sudhar hua hai but jyda nhi 5ya10 km mano
Ab hua hai kya bhai btana
@@Sumit_Phour_Jaaat ab eco me 130 mano
aabe chaman, regenerate battery 60-70% khatam hone par hi hota hai, already battery full hai, to baar baar battery charge kyu karegi gaadi apne khud ko...
Aabe chaman 40% par bhi kam ni kata regeneration
real kaha howa...36 percent abhi bhi baki hai....
Bilkul mat lena
Meri wali ola 15 din chali aur 45 din se service center main hai.
Kya koi bataye ga delivery ke bad gadi vapas kaise kare aur refund kaise milega???
Sbse ghtiya service hai
Bhai isme system issue aa rha h le ya nhi
Birkul mat le
@@pushpendarthakur9183 q bhaii
@@NinjaHathori-nn3spkyoki pushpendra churan admi h😂
89%pr chalu hota h regenerate
regen work only under90%
Regen kaam nahi kar rah hai 😂😂 bhai kuch toh puchlo aur seeklo video banane ke pehle. 90% aur uska upar kaam nahi karta hai. Kuch puchta nahi company walo se, ki kya kab work karta hai. Paisa hai, gaadi lelo aur bina jankar kuch bhi bholdo😂😂
Bhai isme sistom garam hone ke bad regen kam nahi karta
@@RoyaltechnicalBaba woh bhi hai. Garam hone pe kaam nahi karta hai Aur battery 100% se 90% thak kaaam nahi karta hai.
100 km se upr nhi chlta pgl.banate hai 4 kwh wali
regen starts at 89%
Bhai 4 किलो wali 110 last de rahi hai ...Ola compny chitya bna rahi hai
Normal m 80 -85 hi deti hai bhai
@@Chandan_kr_Yadav10mere paas ola S1 Air 3KW he. Normal mein 85 aur baad mein 15 kms eco mein chalti he. Mere hisab se ye easily 110 to chalegi Normal mein
Say you are a Bengali .. without saying you are a Bengali 😅😅
Humba humba
Bhai eco mode me meri 100 b nhi chlti dhng se 2 din hue h liye hue 4kwh wali h.
Worst review
Bekar h birkul lane k baad service centre me khadi rhati h
Doo soo bhoootar 😅😅
❤
🔥🔥