हलषष्ठी व्रत पूजन विधि Halshashthi vrat पूजा कैसे करें हरछठ व्रत क्या खाएं क्या नहीं lalahi chath

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 21 жов 2024

КОМЕНТАРІ • 37

  • @kumkumrai2612
    @kumkumrai2612 Місяць тому +3

    Meri maa ka koi beta nh h, hum 2 bahne hi hai fir b mere paida hone k bad se wo ye vrat kar ranhi hain, or unhi se inspire hokar maine apni pregnancy se hi vrat Shuru kar diya tha..
    Hum in cahwalo or bhains k doodh ki kheer banate hai, or bahut tasty lagti hai. Or kela bhi khate hain qk wo bin ugaaye oog jata hai

  • @nishagupta6581
    @nishagupta6581 Місяць тому

    Di dhoop batti jla sakte

  • @nishagupta6581
    @nishagupta6581 Місяць тому

    Di in patto ka kya krte

  • @ranjanamishra7200
    @ranjanamishra7200 2 місяці тому

    Jai Mata ji

  • @RevansGaud
    @RevansGaud Місяць тому

    nice

  • @khushboopawar6973
    @khushboopawar6973 Місяць тому

    mam mera 4th mnth chalra kya mai fruits banana, apple kha skti hu kya ?

    • @RichasManor
      @RichasManor  Місяць тому

      Ji! first kisi bhi vrat me ye sab khane ko keh dete hain bade budhe jisse agar kabhi zarurat pade to hame sankoch na ho khane me.

  • @dhairyamishra5334
    @dhairyamishra5334 3 роки тому +4

    Gaura ji kiski bnayi hai apne

    • @RichasManor
      @RichasManor  3 роки тому +1

      Gaay k Gobar ki

    • @dhairyamishra5334
      @dhairyamishra5334 3 роки тому

      @@RichasManor humare yahan bhi usi ki bnti hai dhanyawad🙏

    • @swarnlatamall7978
      @swarnlatamall7978 2 місяці тому

      महुआ के पर जो दही और चावल महुआ चढाते हैं तो क्या जितने बच्चे हैं उतना छः चढाया जाता है कि सिर्फ छः पत्ते पर चढायेंगे

    • @RichasManor
      @RichasManor  2 місяці тому

      Sirf 6 patte

  • @Neetu02226
    @Neetu02226 Рік тому

    Ma’am ye puja ghar ke ander nhi ki jaati hain

    • @RichasManor
      @RichasManor  Рік тому

      Bahar jagah na ho ya kam ho to aese hi kar sakte hain.

  • @MaithilyTiwari
    @MaithilyTiwari 2 місяці тому

    Puja ke bad hi chay pite hai?

  • @PriyakantJuBhajan
    @PriyakantJuBhajan 2 роки тому +1

    Didi ji hme agarbatti nhi jalani chahiye

    • @Anshuls120
      @Anshuls120 2 роки тому +1

      Nahi baas hota h ye ashubh mana jata h

  • @pujalove92
    @pujalove92 3 роки тому +2

    Mem hamare pass mahuaa nhi h to m kaise karu kaha mile ga main ganv m nhi hu or saher m kaha milta h mahua

    • @RichasManor
      @RichasManor  3 роки тому +1

      Aapke city me jaan koi purana area ya bazaar ho ya puja ka saman milta ho wahan pata kar lijiye, ya fir kai baar rashan ki shop par bhi mil jata hai.

    • @shivnishisingh1569
      @shivnishisingh1569 3 роки тому

      Amazon

  • @minakshirawat7061
    @minakshirawat7061 4 роки тому +1

    Nice

  • @pinkyshukla2425
    @pinkyshukla2425 Рік тому

    Gehu ke aata ki poori nhi use hoti pooja me

    • @RichasManor
      @RichasManor  Рік тому

      Sabke yahan ka riwaz alag hota hai. Mere mayke aur sasural me bilkul alag hota hai but main sasural wala karti hoon.

  • @varshasonih865
    @varshasonih865 2 роки тому

    Humare sasural me to khada udad poori arbi ki sabji chawal ye sub banta hai pooja ke baad khate bhi hai kiske yha aisa hota hai batana

  • @divyashailendra2513
    @divyashailendra2513 Місяць тому +1

    Hadd hai yr Pooja ki vidhi ki jagah khane ki recipe bata rhi hain

    • @RichasManor
      @RichasManor  Місяць тому +1

      Khane ki recipe bhi puja aur vrat ka hi part hai. Ye vrat normal vrat jaisa nahi ki kuch bhi kha lo sahi jankari zaruri hai. Baki vrat k din aap apna man saaf rakhiye samne wale ke efforts me burai na nikale to achcha hai. 🙏

  • @Vivan1318
    @Vivan1318 Місяць тому

    Nahi chai nahi pi sakte

  • @divyanshusharma2034
    @divyanshusharma2034 4 роки тому +1

    🙏🙏🙏🙏

  • @shorts6223
    @shorts6223 2 роки тому

    🙏🙏

  • @anuragsingh3235
    @anuragsingh3235 Місяць тому

    Aloo bhi khet m hota hai😂

    • @RichasManor
      @RichasManor  Місяць тому

      Vrat Puja ka makhaul na udaye to badi kripa hogi.

    • @suvidhashukla7630
      @suvidhashukla7630 Місяць тому

      ​@@RichasManorkya aloo kha sakte hain?

    • @RichasManor
      @RichasManor  Місяць тому

      @suvidashukla7630 Nahi! Aloo maine apne liye nahi husband and bete ke khane k liye banaye the bataya bhi hai video me.