Fees ki bat to alag hai. Schools waly har muamly main dihari lgary hain. Maslan books main uniform main tracksuits main annual charges main har chiz main margen rakhty hain k hamari dhyari lgy.
السلام و علیکم ورحمتہ اللہ وبرکاتہ اسکول کے علاؤہ وین والے بھی چھٹیوں کا کرایہ لیتے ھیں جبکہ وہ پرائیویٹ کام کرتے ھیں اور پیسے کماتے ھیں وین والے اسکولوں میں وینیں کھڑی کردیں اور اسکول کے بچوں سے فیس لیں
Mai samajhta hu k agar van servicer ny parents sy phly hi bat clear krli hai to koi harj nahi... For example school van servicer agar parents ko kehta hai ky "agar ap holidays mai fees nhi den gen to 4000 monthly fees hogi or agar holidays mai fees den gen to 3500 hogi" to is mai koi harj nhi
Sal Ka stationary k 10 hazard laty ha mara bachay ka.kuch pata Nahi Kiya Kiya liya onho na .sal k end ma Kuch Nahi bachta jab k last year b 2 months Tu online classes Hoti rahi haa.list ma 12 shopner thy Kiya 1 bhi Nahi bachta k parents KO wapis kara.boht bata mafiya ha school bhai
Private school wale teachers ko salary nhi dety Bht km aesy school hn jo bht khas teacher ko hi salary dety hn jb ke fees lety hn Ali bhai ki knowledge km h is topic m
i don't agree with that .. yeh koi mantiq nahi hai .. aik ghareeb jo pehle hi mushkil se parha raha hai .. woh muft khatay main inhe paise de kyun bhai ? han jo afford kar sakte hain woh double paise den agar sawab ki niyat se hi dene hain to .. warna in teachers ko bhi mazdoori karne do .. takay inke bhi hosh thikanay aien .. maal e muft dil e be reham bane hote hain yeh teachers .. aaye din trips ke naam per kabhi faltu ki copies ke naam pe to kabhi class room main falti ke chart papers lagwane ke naam pe paise mangte rehte hain .. waise bhi aaj kal ke teachers nahi hain .. sirf note chapne wali machines hain .. koi fees nahi banti .. ja ke apna kaam karen ..
Haram ko halal inn bhai sei kra lou. Emam ko koi btaye k logo ko dhoka mat dein. Secondly baye mei contract hota hai. Jab aik cheez contract mei nhi hai tou yeh cheez halal kese.
Chukidar Jin ki 6000 tankha Hoti ha un ko chutioun ki tankha ni de jati ha,or na hi un bychari techares ko tankha de jati h Jo mujnoori k taht school me kam krti hai,,
بہترین جواب عقل و شعور جس کو قبول کرتے ہیں
Engineer To Phir Engineer hai❤❤❤❤❤
I love Quran.💗💗💗
I love Ahle Bait.💗💗💗
I love Ali bhai.💕💕💕
Maa Shaa Allah great teacher engineer Mohammed Ali Mirza ko Salaam
My best teacher Ali bahi ❤❤❤❤
Secondly, during summer vacations teachers do a lot of work like planning, curriculum development etc.
School wale b bijli ke bill pani wagera use ni hota tanki b nahi chalti to school walun ko b fee adhi krni chahiye.
سکول والے بھی بجلی کے بلز کی بچت کرتے ہیں تو وہ رقم فیس کم کر کے انصاف کیا جا سکتا ہے۔
G bilkul or kch private schools walay teachers, peon, guard etc kisi ko bhi chhution ki salary nhin detay jb k bachon se fees letay hain.
❤
Fees ki bat to alag hai. Schools waly har muamly main dihari lgary hain. Maslan books main uniform main tracksuits main annual charges main har chiz main margen rakhty hain k hamari dhyari lgy.
sae kaha
السلام و علیکم ورحمتہ اللہ وبرکاتہ
اسکول کے علاؤہ وین والے بھی چھٹیوں کا کرایہ لیتے ھیں جبکہ وہ پرائیویٹ کام کرتے ھیں اور پیسے کماتے ھیں وین والے اسکولوں میں وینیں کھڑی کردیں اور اسکول کے بچوں سے فیس لیں
اگر دوران سکول وین والوں کو اچھا ٹھیکہ مل جائے تو ایک ہفتہ کے لئے سکول چھوڑ کر وہ کام کر لیں
Mai samajhta hu k agar van servicer ny parents sy phly hi bat clear krli hai to koi harj nahi... For example school van servicer agar parents ko kehta hai ky "agar ap holidays mai fees nhi den gen to 4000 monthly fees hogi or agar holidays mai fees den gen to 3500 hogi" to is mai koi harj nhi
Sal Ka stationary k 10 hazard laty ha mara bachay ka.kuch pata Nahi Kiya Kiya liya onho na .sal k end ma Kuch Nahi bachta jab k last year b 2 months Tu online classes Hoti rahi haa.list ma 12 shopner thy Kiya 1 bhi Nahi bachta k parents KO wapis kara.boht bata mafiya ha school bhai
Lekin 10 class k bachun sy nhi lena chahiye wo tow pass out hochukay hoty
Larkeoun ke picture lagna zrori the. Bachy ya larkoun ke picture social media pay khtam ho gae the
Private school wale teachers ko salary nhi dety
Bht km aesy school hn jo bht khas teacher ko hi salary dety hn jb ke fees lety hn
Ali bhai ki knowledge km h is topic m
i don't agree with that .. yeh koi mantiq nahi hai .. aik ghareeb jo pehle hi mushkil se parha raha hai .. woh muft khatay main inhe paise de kyun bhai ?
han jo afford kar sakte hain woh double paise den agar sawab ki niyat se hi dene hain to .. warna in teachers ko bhi mazdoori karne do .. takay inke bhi hosh thikanay aien .. maal e muft dil e be reham bane hote hain yeh teachers ..
aaye din trips ke naam per kabhi faltu ki copies ke naam pe to kabhi class room main falti ke chart papers lagwane ke naam pe paise mangte rehte hain .. waise bhi aaj kal ke teachers nahi hain .. sirf note chapne wali machines hain .. koi fees nahi banti .. ja ke apna kaam karen ..
I totally disagreed from u in this matter.........Kiya agr Kisi parents ma SA Kisi ki nokri Chor jay Tu ya school waly fee mag karty ha??
Haram ko halal inn bhai sei kra lou. Emam ko koi btaye k logo ko dhoka mat dein. Secondly baye mei contract hota hai. Jab aik cheez contract mei nhi hai tou yeh cheez halal kese.
Chukidar Jin ki 6000 tankha Hoti ha un ko chutioun ki tankha ni de jati ha,or na hi un bychari techares ko tankha de jati h Jo mujnoori k taht school me kam krti hai,,
ali bhai sb. ye teachers ko salary nahi detay vacations ki. pehly pori bat pata kar liya kro. Hmara ustad b ab lagta 72ro me chla gya hy
Teacher ko salary nahi dety yah begarat log
Yeh kisny bola..??
Dety hein jahan tak mei ny dekha ha