Yes your detection is right. i too have faced this problem scooter stopping abruptly after moving a furlong don't know why it is stopped when it starts automatically without effert. I have detected the same problem and solved it like you said bad luck to me I have not seen your vedio earlier seen just now only. By chance I got solved my problem after much pareshan
Bhaisaab, vedio me jo aapne dikhaya ki pipe tuti hui usko fix kaise kya ? Nai pipe lagai ki vo hi under fit ho jaati hai. Please batana. Thank you so much for making real typical fault vedio. God bless you 🙏 ❤
Bhai ji jupiter 2015 bs3 me carborater bdlwaya uske baad se jhtke de dekr chlri or breaker pr slow krte to esa lgta bnd ho jaegi slow speed me uthti bhi nhi or uthti h to jhtke se speed le jati h mtlb engine chlne me smoothness ni h high speed pr bhi hlke jhtke se feel hote kbhi kbhi lgta ki petrol supply ruk jati h .......kya kre sujhaav de
@@veersinghustadmechanic2392 merai hero measteo mai b yai he problem kayi baar carbetor saaf karva liya wire k saath b fir b theek nahi hua h bahut time ho gya h scooter khadai karai measteo mai b Jupiter jesi pipe hoti h kya koi
Ustaad ji Activa 125 me 1800km chalne ke baad engine oil 7/4 bachaa hai 7point me se 4 point oil hai aur gaadi exilater Kam karne par bhuk se band ho jaati hai kia dikkat ho sakti hai
Wego gadi running condition me.. Band padati hai.... Jaisa ki uska petrol khatam ho gaya ho. Cleaned fuel tank, fuel cock, carburetor, dono air suction filter... Fir bhi problem nahi solve ho raha hai... Bhai aap guide karo...
Pahle iska jo maine is video mein Diya hai vah check Karen uske bad mein Fuzbox check Karen aur FIR usmein magnet se jo wiring aati hai vah bhi check Karen
Mere me ye problem 1-2 km me nhi balki jab gaadi 20-25 km chalti hai continuously uske baad aana shuru ho jata hai agar chal rhi hai tab to band hoke apne aap start bhi ho jati hai but agar barke liya kahi par tab band ho jayegi fir start hi nhi hote rhta hai self se to bilkul bhi nhi kick se ho jata hai but kabhi kabhi kick se bhi nhi hota rhta hai kya lagta hai aapko kya problem ho skta hai
sabse pahle uske tapit check karao aur uske bad bhi agar problem aati hai to ignitor aur is park plag check karana aur virus dekhna kahin se Kati to nahin hai
ji sar iski Kai baje ho sakti hain magnet se jo wiring aati hai vah bhi Kati ho sakti hai fuse box dhila ho sakta hai ignitor kharab ho sakta hai adopter mein dikkat ho sakti hai aur handle switch mein bhi dikkat ho sakti hai yah check Karen theek se kahan dikkat hai
Fuse box ignation wireing sb kch new h but fir bhi proble h but jo is video me albow t tipe h meri scooty me nhi h phale thi but ab nhi h isse bhi problem ho sakti h kya
Bhaisaab, Jupiter 2014 ki hai usme choke deta hu to pick up badhne ki jagah cum hota hai aur 1-2 km ke bad bandh ho jata hai ,vapis starting switch press kerta hu to vapis start bhi ho jata hai.fir 1-2 km ke bad bandh pad jata hai. Please give me some solution 🙏
Sabse pahle upar se petrol nikal lena uske bad Jo petrol bacche niche se pipe nickel kar koi dava laga dena uske bad saaf kapde Ko kisi tar mein lapet kar Tanki mein andar pura ghuma Dena Tanki saaf ho jayegi
@@veersinghustadmechanic2392 tab bhi nahi ho rahi hai Uska fuse nikal kar direct wire jod dene per start ho ja rahi hai lekin kabhi kabhi sort karane lag rahi hai
Jo jankari humne is video mein Di hui hai agar vah sab kam kar liya hai to uske bad aap Jo magnet ke andar se wire aati hai usko check Karen Kai bar vah cut jaati hai chhil jaati hai to bhi gadi बार-बार band hoti hai ya aap uski koi si Koyal jar check kar le magnet Koyal aur bhi Koyal kharab ho sakti hai
very nice information for everyone
please aisee information share karni chahiye taki awareness faile aur sabko fayda ho,thx veer singh ji
Yes your detection is right. i too have faced this problem scooter stopping abruptly after moving a furlong don't know why it is stopped when it starts automatically without effert. I have detected the same problem and solved it like you said bad luck to me I have not seen your vedio earlier seen just now only. By chance I got solved my problem after much pareshan
Bahut baadiya ustaad ji 🙏, JAI HIND
Thanks bhai mere v same problem thi abhi mai ja rha tha showroom mai apki video dekh li our maine khud thik kr li pipe leek thi thanks bro💓
Video dekhne ke liye bahut bahut dhanyawad
4:00 solution to yahan hai,
minutes khich diye bhai, 😂
Bhai aapka bahut bahut shukriya Meri gaadi mein bhi same problem ho rahi thi
Bahut hi sundar tareeke se bataya hai ji very nice 🙂🙂🙂🙂🙂
🌹 मैं आपकी बात से सहमत हूं👍
Bhaisaab, vedio me jo aapne dikhaya ki pipe tuti hui usko fix kaise kya ? Nai pipe lagai ki vo hi under fit ho jaati hai. Please batana.
Thank you so much for making real typical fault vedio.
God bless you 🙏 ❤
Maine dusra pipe lagaya tha
Aapne mujhe bhaut aacha guide kiya,,
Thanks sir ji 🙏 bhut bhut abhri hu me apka
Aapka bahut bahut dhanyavad video dekhne ki liye
Bohot badhiya🔥👍
Bhai ji jupiter 2015 bs3 me carborater bdlwaya uske baad se jhtke de dekr chlri or breaker pr slow krte to esa lgta bnd ho jaegi slow speed me uthti bhi nhi or uthti h to jhtke se speed le jati h mtlb engine chlne me smoothness ni h high speed pr bhi hlke jhtke se feel hote kbhi kbhi lgta ki petrol supply ruk jati h .......kya kre sujhaav de
Ek bar karboretor ko pura kholne ke bad slow jet mein wiring ka tar dalkar saaf Karen aur hawa ke Preshar se saaf Karen FIR lagaen theek ho jayegi
@@veersinghustadmechanic2392 merai hero measteo mai b yai he problem kayi baar carbetor saaf karva liya wire k saath b fir b theek nahi hua h bahut time ho gya h scooter khadai karai measteo mai b Jupiter jesi pipe hoti h kya koi
Same to same jese petrol khatam ho gyi ho esi krti meri gadi bhi bhot paresan hu 15.20 km me y dikkat hoti h
Ustaad ji Activa 125 me 1800km chalne ke baad engine oil 7/4 bachaa hai 7point me se 4 point oil hai aur gaadi exilater Kam karne par bhuk se band ho jaati hai kia dikkat ho sakti hai
Aap ki gadi total kitna kilometre Chali hai
@@veersinghustadmechanic2392 40000km
Itna chalne ke baad gaadi piston ka kaam mangti hai jiske karan oil com hone lagta hai.
Master ji mera gadi me stating problem tha . Wo pipe jo T se air filter ki taraf jati hai wo filter me problem tha
Bahut bahut hi achche
Wego gadi running condition me.. Band padati hai.... Jaisa ki uska petrol khatam ho gaya ho.
Cleaned fuel tank, fuel cock, carburetor, dono air suction filter... Fir bhi problem nahi solve ho raha hai... Bhai aap guide karo...
Pahle iska jo maine is video mein Diya hai vah check Karen uske bad mein Fuzbox check Karen aur FIR usmein magnet se jo wiring aati hai vah bhi check Karen
Hero maestro 2015 mode h. Valve.+tepit+spark plug+corrent sb thik h. Pr idle pr nhi ruk rahi. Air filter bhi naya dala h. Reply plz
Mestro hai ya mestro egg hai
@@veersinghustadmechanic2392 maestro only q k uski time T pr set h. Petrol t kharab h or petrol direct h
@@veersinghustadmechanic2392 thanks for replying
Aapka voices soo cute sir 😊😊😄
thanks
Thank you 💗
Petrol paip kholke kik ya self marker dekh lena tha ki petrol kitna aata hai ya nhi na ki ki wairing chenge krna tha
आपने पूरा वीडियो ध्यान से नहीं देखा है इसमें सब बताया है
☝️ बेटे हमें आपकी वीडियो और आपकी बातें बहुत अच्छी लगती हैं
@@AkramAli-yl1qt जी शुक्रिया
Awesome 👌👌👌👌👌
Sir 60km speed Gayatho gadi band hothahe que
आप बहुत आसान भाषा मे समजते हो जो अनपढ भी समज जायेगा और खुदा अपनी गाडी ठीक करवा लेका
Thank you
Very very nice 👍👍👍👍👍👍
Mere me ye problem 1-2 km me nhi balki jab gaadi 20-25 km chalti hai continuously uske baad aana shuru ho jata hai agar chal rhi hai tab to band hoke apne aap start bhi ho jati hai but agar barke liya kahi par tab band ho jayegi fir start hi nhi hote rhta hai self se to bilkul bhi nhi kick se ho jata hai but kabhi kabhi kick se bhi nhi hota rhta hai kya lagta hai aapko kya problem ho skta hai
sabse pahle uske tapit check karao aur uske bad bhi agar problem aati hai to ignitor aur is park plag check karana aur virus dekhna kahin se Kati to nahin hai
Kya ye problem bs6 me bhi aati hai kya?
Bs6 different version hai usmein jo problem aaegi vah dusri tarah aaegi dusra usmein problem hogi aur dusri tarah hi theek hogi
Wonderful 👍👍👍👍👍👍
Great knowledge
meri jupiter me same yehi problem hai carburator new pwa lea petrol tea v new dlwa li bettery b new dlwa li fir b band ho rhi a bar bar
Humara mechanics bol raha ignition coil change krna pdega
Very good 👌👌👌👌👌
wah ji wah ❤❤❤❤❤
Kitna price petrol ti ka bhi
Sir meri scooty TVs Jupiter zx h pr usme problem ye h ki chalte time current chodti h
ji sar iski Kai baje ho sakti hain magnet se jo wiring aati hai vah bhi Kati ho sakti hai fuse box dhila ho sakta hai ignitor kharab ho sakta hai adopter mein dikkat ho sakti hai aur handle switch mein bhi dikkat ho sakti hai yah check Karen theek se kahan dikkat hai
Fuse box ignation wireing sb kch new h but fir bhi proble h but jo is video me albow t tipe h meri scooty me nhi h phale thi but ab nhi h isse bhi problem ho sakti h kya
Bilkul ho sakti hai aur yah milati bhi bahut mushkil Hoti hai na mile to fir batana uska bhi koi Na koi solution ho jayega
Meri gadi me 1 sal pehle ye problem thi fir sagi ho gae Aaj mere gadi ne fir se vahi problem hue he
Very nice 👍👍👍👍
Namaskar bhai,mera tvs wego pahadi dhalan raste per engine bandha ho jata hai,kya problem hoga?
Pahle uska current check Karen FIR agar vah sab theek hai plug bhi theek hai to fir uske carboretar ko setting Karen to nahi hoga
Thank you bhai,Namaskar
TVS WEGO front shockup price
Good bidiyo sar gi
Bhaisaab, Jupiter 2014 ki hai usme choke deta hu to pick up badhne ki jagah cum hota hai aur 1-2 km ke bad bandh ho jata hai ,vapis starting switch press kerta hu to vapis start bhi ho jata hai.fir 1-2 km ke bad bandh pad jata hai.
Please give me some solution 🙏
Petrol ti check karao ya carburettor ko dikhao ek bar Ho jaega
Bhaisaab, mechanic ko samaj me nhi aaya problem isliye carburettor to clean kiya usne.lekin petrol T ka usko sayad idea nhi hai.
Thanks.
Very good sir
Awesome sir ji
Thanks sir
Sir mera bajaj kristal asa ho raha hai kya karu?
Tanki kese saf kare tvs ju pitar ka
Sabse pahle upar se petrol nikal lena uske bad Jo petrol bacche niche se pipe nickel kar koi dava laga dena uske bad saaf kapde Ko kisi tar mein lapet kar Tanki mein andar pura ghuma Dena Tanki saaf ho jayegi
Taifittt ka tyming kese nikalte hai
Agar aapane timing Sahi milaya hai to vah to bahut hi aasan hai
Activa,pleasure aur scuty me,tyming dekh kar taifittt Mila sakte h, lekin Jupiter me tyming dekhte nhi banta h......kese kre
Good information
Bhai problem ka solution jaldi bataya karo bat ko jayada ghumaya mat karo👿👿
Thanku chacha g
Kitne ma sahi hote hai
Kya
Sir मेरी जुपिटर स्कूटी मैं पीछे जब कोई बैठता है तो स्कूटी बार बार बंद हो जाती है
Wairing check karana
Sir kya solution nikla fir
Mere bhi same problem aa rahi h
Activa dabb ke chal rahi hai, kya problem hoga
Kai problem Ho jaati hai plug shot hota hai tab bhi dab kar chalti carborator mein dikkat Hoti hai tab bhi dab ke chalti hai
@@veersinghustadmechanic2392 thankyou sir
Very nice
Very very good veidio
Mast❤
Mere mai same yahe problem tha 2 bar filter clean krwaya 😂😂
Gadi start ho jaati hai isliye Tel Lene per band Ho jaati hai kya
Tel nahin le paati hai isliye band Ho jaati hai
Meri scooty bohot missing kr rhi hai...akele chlao tb fir bhi chl pdti hai bt jaise hi piche koi baithta hai toh total missing krti hai chlti hi nhi
Pluge adopter or megnet se aane wali wairing check Karen
@@veersinghustadmechanic2392 aap plz video bna dijiye sir
Arif
Nice 👍
Very very special thanks for you
Sir i want help i have bs6 bike but i want to remove all sensor and convert into normal bike.
Abhi iski Puri jankari hamare pass nahin hai
Bhai shop kahah h same problem h
Ashok vihar Delhi 52 phase 3rd near apni rasoi veer singh automobile
Hamari Bike Wash Karne Ke Badd Start Nahi Ho Rahi Hai
Sabse pahle uska palak cap kholkar saaf Karen fir bhi Na Ho to CDI ko saaf karna kapde se aur funk maar Lena donon mein
@@veersinghustadmechanic2392 tab bhi nahi ho rahi hai
Uska fuse nikal kar direct wire jod dene per start ho ja rahi hai lekin kabhi kabhi sort karane lag rahi hai
Wah ji wah
👌👌👍👍🙏
Bhai aapka dukaan kahan per hai
Ashok vihar phase 3rd Delhi 52 near Domino's Pizza Veer Singh automobile ke naam se dukaan hai
Sem problem thi guruji
Gadi start ke bad kuch der chalne ke bad band hota hai isko kaise solve kare
Jo jankari humne is video mein Di hui hai agar vah sab kam kar liya hai to uske bad aap Jo magnet ke andar se wire aati hai usko check Karen Kai bar vah cut jaati hai chhil jaati hai to bhi gadi बार-बार band hoti hai ya aap uski koi si Koyal jar check kar le magnet Koyal aur bhi Koyal kharab ho sakti hai
oo bahie mujy aak sucoty mai hota hai aisa woh subah start nhi hote haaa
Bhai Ham bahut jyada pareshan hai Jupiter se
Nice
Itna dimack kaha se late ho 👍👍👍
Bhai jitna time bolne par lagaya utnaa jaldi agar problem bataa dete to kya ho jataaa
Super
Aor jbb hoo jaya too din mai ache tarah hote ha start lkn jb woh 10/15km chalte hai to hum band krta ha ausa to phir woh start nhi hote ha
Kaise solve hua problem bro
Racer main pura check kiya sabhi kuchh Nahin hua
Hello friend kaise ho
Bahut achche
Or video dalo bhai
Bhai staf ko chela nahi bol na chahiye chela wad sahi nahi lagta hai sun ne mai
Hello
Bhai apna number kaise bhi Hamare Tak pahuncha dijiye
Batao
हमारी पिटोल टी।टुट गई है कहा मिलेगी अपना नम्बर दे
आजकल टीवीएस जूपिटर की पेट्रोल टी तो हर जगह मिल जाती है कोई दिक्कत नहीं है और हमारी दुकान अशोक विहार फेस 3 दिल्ली 52 नियर डोमिनो पिज़्ज़ा।
First u start engine to guess the prblm ur onl y talking mermering hw to undrstnd the prblm
🔔🔔👈🙏😥
Bro.
Ha bhai muje bi ehi pramlam ayatah
भाई सिर्फ problam solv किया करो ना इतनी पंचायत क्यों करते तुम लोग, इतना समय थोड़ी है किसी के पास😡
जब अपना यूट्यूब चैनल बनाओगे चलाओगे तो पता लगेगा
Tapiid los kro
Apanar phone number ta do
Agar delhi me ho to mil sakte ho nhi to message kar sakte ho
Very nice