Hello bro I don't hindi but I loved ur video can u please explain in brief how to travel from shimla to Yulla Kanda and trek and about stay in kullu konda it will be helpful for my trek
First take a bus from Shimla to tapri , if there is no direct bus from Shimla to tapri then take a bus Shimla to Rampur and then rampur to tapri bus . If you go to Tapri in the evening then go to yulla village on the evening 5:30pm bus, or if you go to Tapri in the morning, go to yulla village on the 8:30 or 11 am bus, and If you reach Yulla at night then stay in Yulla and go on the trek next day, and if you reach Yulla in the morning then you can go to the trek on that day . Thanks 🙏🏻
Bhai mujhe aapse puchna h ki October m ja rha hu to kya rehega mosam vaha ka kuch knowledge ho btana mujhe ya yulla village k kisi home stay ka contact no ho to drop krna
@@bhupendrasingh4713 October mei temprature minus mein hota hai to us hisab se bag pack karna , or upar trek start karne se pehle base camp mei baat kar lena ki upar stay ke liye camp mil jayega ya nahi , number mai deta hu aapko, 98053 28910 ( Bhagat singh )
@@rayn4885 maine sirf upar base camp mein 100rs diye the village ki development ke liye har kisi se lete hai , or kahi par bhi koi paise nahi diye . Or na hi mere se liye kisi ne
BCAA ki full form hai (Branched-chain amino acids) , ye thodi si help krta hai ki jo humara jo muscle hai vo breakdown kam ho or uski recovery ho. Ye specially tab kaam karta hai jab aap koi long term workout karte ho jaise ki marathon, trekking, running.
*Bhai ne Dil Jeet liya. Radhe Radhe*
Arey Rohit bhai🥹 Radhe Radhe 🙏🏻❤️
Anshul Gera vlogs super sa bhi upar
Haha , sab upar vale ki kripa hai❤️❤️🙏🏻
Radhe Radhe
Radhe Radhe papa ji❤️
Radhe Radhe 🙌🙏
Radhe Radhe 🙏🏻❤️
Radhe Radhe 🎉
Take Care Brother .
Radhe radhe bhai ji❤️🙏🏻 yes brother
Aaapke sabhi vlog se yeh sabse Acha vlog laga mujhe .
Subha Bhagwan Krishn ke Darshan humme bhi krvaa dena
@@newart8580bhai Zroor karvauga , kal solo camping ka vlog hai uske bad next vlog hai episode 2
Radhe radhe 🌸
Radhe Radhe 🙏🏻❤️
Body to bhai ne tagdi bna rakhi....❤❤
@@spectra830 thanks brother ❤️❤️🙏🏻
Kmaal bhaiya g❤
Shukriya Dhruv bhai❤️
Outstanding filming and editing my friend!
Thankyou so much my friend ❤️
Mst view bro and video 👌👌
Thankyou Sam bhai❤️
Hello bro I don't hindi but I loved ur video can u please explain in brief how to travel from shimla to Yulla Kanda and trek and about stay in kullu konda it will be helpful for my trek
First take a bus from Shimla to tapri , if there is no direct bus from Shimla to tapri then take a bus Shimla to Rampur and then rampur to tapri bus . If you go to Tapri in the evening then go to yulla village on the evening 5:30pm bus, or if you go to Tapri in the morning, go to yulla village on the 8:30 or 11 am bus, and If you reach Yulla at night then stay in Yulla and go on the trek next day, and if you reach Yulla in the morning then you can go to the trek on that day . Thanks 🙏🏻
👌
Binder bhai❤️❤️
Bhai kitne pase lag gaya 😅
@@brocode6854 bhai mai ek mahine ke gya tha ghumne exactly mai nahi bta sakta vaha kitne lage , but 4 se 5000 to lagenge per person.
bhaii aapki bus pohonchii Tapri and whaa se kitnee bje jati ha yulla ko bus
Bhai 3 bus chalti hai yulla ko tapri se ek subha 8:30 bje dusri 11 bje or tisri sham ko , sham vali ka time nahi pta muje
Bhai chandigarh se apko bus kb mili or price kya the??
@@pankajgupta-wu2in sham ko 5:50pm bje 43 sector , 900 price hai.
👌👌
Dheeraj bro❤️
Total expense and rent of hotel and rooms buses
It’s depends on you,Which hotel do you take and how many days do you have and what do you eat?
Jai Shri Krishna ...bhai network hai kya root mai
Hanji bhai base camp tak Airtel chalta hai, lekin base camp ke baad koi network nahi
bhai time kitna lagega yulla Khas se trek complete karne me
@@JibhiHimachal karne vale 2 din mein kar lete hai us mei ek stay upar base camp mei hoti hai , ya fir 3 din is mein 2 stay base camp mein hoti hai .
@@Iamhunk1 bhai subah 8 ya 9 baje shru kare to same day ho jayega, same day karne possible hai ?
@@JibhiHimachal nahi bro impossible
Bhai mujhe aapse puchna h ki October m ja rha hu to kya rehega mosam vaha ka kuch knowledge ho btana mujhe ya yulla village k kisi home stay ka contact no ho to drop krna
@@bhupendrasingh4713 October mei temprature minus mein hota hai to us hisab se bag pack karna , or upar trek start karne se pehle base camp mei baat kar lena ki upar stay ke liye camp mil jayega ya nahi , number mai deta hu aapko,
98053 28910 ( Bhagat singh )
@@Iamhunk1 thanks bhai
Snowfall bhi hoti h kya us time
@@bhupendrasingh4713 hanji bhai definitely hoti hai snowfall.
Bhai budget kitna laga tha ?
How much total expenses you paid
@@rayn4885 where ?
Trek to yulla kanda
@@rayn4885 maine sirf upar base camp mein 100rs diye the village ki development ke liye har kisi se lete hai , or kahi par bhi koi paise nahi diye . Or na hi mere se liye kisi ne
Himachal is not for beginners😎
Bhagwan ke liye sab Zayaz hai😎
Are tumhari beared kha gayi😂😂
Vo to gyi tel lene😂😂
😂😂😂😂
5 kg aata bajre ka ho ya kisi aur ka hoga to 5kg he 😂
Ye to ab vahi jane kya tha or kitna tha😂😂
Paani me daal ke peene layak banane ke liye BCA kya hai
BCAA ki full form hai (Branched-chain amino acids) , ye thodi si help krta hai ki jo humara jo muscle hai vo breakdown kam ho or uski recovery ho. Ye specially tab kaam karta hai jab aap koi long term workout karte ho jaise ki marathon, trekking, running.
Thank you sister @@Iamhunk1
Radhe Radhe
Radhe Radhe bahiya ❤️🙏🏻