Bhai hmare farm 45 powermax 1 years pehele liya tha usme powerstering main ghar ghar ki awaaz atti hai or leak bhi hai steering pipe jaha se apke trector ki thi koi solution btao
Leak ko thik krne ke liye pipe ke nut ko khole ke dekho kya samasya hai pipe me crack hai to gas welding hoga ring rubber leak h to change kr lo Kar kar ki aavaj jub Tak steering ko nhi ghumate aati hai jese hi steering ghumta hai avaj Krna band kar deta hai to ye okay hai
Tyres ki position es hisab se hoti hai jab tractor aage se uth kar vaps gire to axel nut pr jayada load na pde or steering stable rhe jiski vjah se alingment me tyre ka gap aage se Kam or piche se jayada rakha jata hai jis se clutch tyre jayada ghista hai bahar se time tyres ko rim pr change kr lene chahiye tyre ki life bad jati hai Kuch ak baar alignment out hone se bhi jyada ghis jata h
Left side me kya lagan hua he
Bhai hmare farm 45 powermax 1 years pehele liya tha usme powerstering main ghar ghar ki awaaz atti hai or leak bhi hai steering pipe jaha se apke trector ki thi koi solution btao
Leak ko thik krne ke liye pipe ke nut ko khole ke dekho kya samasya hai pipe me crack hai to gas welding hoga ring rubber leak h to change kr lo
Kar kar ki aavaj jub Tak steering ko nhi ghumate aati hai jese hi steering ghumta hai avaj Krna band kar deta hai to ye okay hai
Narma kesa huya ji
Thik hi ho gya ji
@@pooniakrishifarm hamre to 1 kuntal kile na hoya abk ivar
@@amitsirav3743 ha ji nuksan to hai ji aapn average 3 hu uper reh jav gi Aaj Saro chugij gyo kal chugara chore ge aava ga ji😄
Aage wale tyre me clutch side wala tyre jyada kyo ghista h
Tyres ki position es hisab se hoti hai jab tractor aage se uth kar vaps gire to axel nut pr jayada load na pde or steering stable rhe jiski vjah se alingment me tyre ka gap aage se Kam or piche se jayada rakha jata hai jis se clutch tyre jayada ghista hai bahar se time tyres ko rim pr change kr lene chahiye tyre ki life bad jati hai
Kuch ak baar alignment out hone se bhi jyada ghis jata h
Oh bhai string ful katne se awj kiuata hai chiss chiss karta hoii kaise thi karu batauna bhai plsz
Ye normal hai aap steering ki katae full na kro vrna pump ya pipe leak ho jayegi Jha par chiss ki avaj aaye uske baad steering ko jayada na ghumao
Same problem