Ishwar ek hai... Bhagwad Gita me saaf saaf prabhu ne kaha hai ki mere siva dusra koi bhi kaaran nhi hai iss sansar ka... Mai sirf Shree Hari ki upasna karta hu baaki sab unhi me hain...
Panch devta :-Surya,Ganpati,Ma Durga, shiv, Vishnu hote h aor sath me lakshmi saraswati k vigrah bhi rakh skte h jo ma durga k swaroop h, aor yadi apke east in panch dev k alawa koi aor h to unke vigrah bhi rakh skte h.
Hamara face EAST ke tarf hoga. Mandir bhi East direction ke wall ki tarf rakhna chahiye toh obviously Bhagwan ji ki Murt ka face WEST ka hoga aur hamara EAST ko. Jay Shri Ram 🙏🚩
गुरु जी मेरे घर मे गोसान था दादा के जमाने से लेकिन मेरे दादा 3 भाई थे सबका गोसाईं मेरे ही घर मे था मेरे चाचा के बेटी का शादी था तब मेरे चाचा गोसाईं लेकर चला गया तो कोई व काम घर मे नहीं हो रहा है क्या करे गुरु जी बता दीजिये😢
Aapko dikhta nhi h,pure samaan aur pavitra ta k saath devi devta ko asthaan diya h, ishwar k prati bhav acche hone chahiye, ishwar bhav k bhukhe hote h,
Wrong.... Panch devta mein ganesh, surya, narayan, shiv, devi hotey.... Inhi ki puja gruhasto ko karni chahiye. Video banakar kuch bhi bakwas karte hain
बहुत अच्छे गुरुजी मुझे बताने वाला मेरे घर में कोई नहीं है आपके इस वीडियो की मदद से अब मैं भी अपने भगवान घर को जा रही हूं सजाने
Bahut achha video
Jay Radhe krisna 🙏
Bahot bahot dhanyavad, apne sahi bataya
Dhanyawad Guruji 🙏
Sahi trike se apne prektikal kr k samjhaya
Bhut bhut dhanyawad
Thank you so much Guruji
Jay Shri Shyam
Maa Bhawani Durga Ji hi Toh Parvati Maa Hain
Aap ki video bhut achi lgi
Ishwar ek hai... Bhagwad Gita me saaf saaf prabhu ne kaha hai ki mere siva dusra koi bhi kaaran nhi hai iss sansar ka... Mai sirf Shree Hari ki upasna karta hu baaki sab unhi me hain...
Jai shree Ram 🙏🙏🙏
Ghat ke nariyal ko kaise karna hai
Pandit ji Ganesh ji ko to Peele rang ke hote hai Chama kare 🙏🏻 beech bola 🙏🏻🌹
Kuldevi ua kuldevta ke bare me kaisa pata lagaye kya pandit ji bata sakte h?
कार्तिकी पौर्णिमा को नया मंदिर घरपे स्थापित कर सकते है
Kya Sawan ke mahine mandir asthapna kr skte h
Apke mandir me shikhar hai ..aisa mana jata hai ki ghar ke mandir me shikhar nhi hota hai..kripya iske baare me btaye.
क्या घर में हम राम दरबार ( खड़ी मुद्रा मे) स्थापित कर सकते है ?
Can I keep 2 durgamaa
Sir mandir jameen par rakhna chahiye yaa diwaal par bhi latka sakte
बाहर वाले मंदिर में और घरवाली में मंदिर में अंतर होता है क्या गुरुजी
भाई साहब मैंने सुना है कि मन्दिर में भगवानो के मुख आमने-सामने नहीं हो ने चाहिए बतना अति कृपा होगी धन्यवाद 🙏🙏
You are right amne samne nhi rakhte Inka mukh hmesha aage ki aur humey aashirvaad dene ki mudra mein hone chahiye
@@madhurana5227 thanku ji
@@madhurana5227 8j
Sabhi tasveer saamne rkhna possible nhi ho pata
Mene suna he bhagwan ka muh ek dusre k samne hona chahiye taki wo log aapas me bat ker sake
Ghar mai murti ki jagha photos bhi rakha shakte hai
Sir ham is mhine ghar me mandir ki sthapna kar skte hai kya piliz btaiye aap ki ati kirpa hogi 🙏
Giruji panam .. kya mandir me Pitro ki photos rakh sakte hai please bataye is bare me
Nahi
Ekadashi ke din apne ghr me Naya mandir la skte h ya nhi??
Bhai mene suna hai ki Ghar k mandir m itni badi murtiya nahi rakhni chahiye. Kevel bhagwan ki pratima rakhni chaiye
Isan kon room maie Kahamandir lagaye
Jo hum. New murti leke aate hai use pehle pani se wash krna chaye ya nhi
Krna chaiye bilkul
Agar ghar mai 2 mander hai unhe 1 mander mai kese privartan kre
Guruji agar Ghar mein Naya Mandir Lana ho to purane Mandir ka kya Karen ya FIR Ghar mein do Mandir bhi rakh sakte hain kya
Jai mata di 🙏
But mandiro m murti ka muh purab surya ki taraf hota yani hmlog k muh pacchim m hota
Safed nhi rkh shkte kya
Ghar pr maa durga ka pran pratishtha kr sakte hai?
kis din mindir ko kharedana chahea
Ghar me mandir ka shikhar nahi rakhana chahiye..
Mandir mei red colour mana karte hai
भाई साहेब शिव की मूर्ति की घर में पुज्या नहीं होती ......
भाई साहेब शिव पुराण कथा सुना
में छोटा सा भक्त....
मेंदीपुर बालाजी का....
Panch devta :-Surya,Ganpati,Ma Durga, shiv, Vishnu hote h aor sath me lakshmi saraswati k vigrah bhi rakh skte h jo ma durga k swaroop h, aor yadi apke east in panch dev k alawa koi aor h to unke vigrah bhi rakh skte h.
Eshan k😅ne m red colour nahi hona chahiye
Pandit pandit Ji yah to aapane choti wala Mandir rakh Rakha hai
Panch dev ke naam galat hai . Ghar ke mandir me shikhar nahi hota . Ghar ke mandir me itni badi murti nahi rakhte
गुरुजी मंदिर में पूजा करते समय तो हमारा मुंह पश्चिम दिशा में होता है क्योंकि भगवान का मुंह पूर्व दिशा में होता है
Hamara face EAST ke tarf hoga. Mandir bhi East direction ke wall ki tarf rakhna chahiye toh obviously Bhagwan ji ki Murt ka face WEST ka hoga aur hamara EAST ko.
Jay Shri Ram 🙏🚩
Bhagwan to har jagah h,east ho chahe west
गुरु जी मेरे घर मे गोसान था दादा के जमाने से लेकिन मेरे दादा 3 भाई थे सबका गोसाईं मेरे ही घर मे था मेरे चाचा के बेटी का शादी था तब मेरे चाचा गोसाईं लेकर चला गया तो कोई व काम घर मे नहीं हो रहा है क्या करे गुरु जी बता दीजिये😢
Jayatadi
Lekin gumbad shape k mandir toh rakhne nahi chahiye aur naa hi dark color ka mandir rakhte hai.
Apne puja ghar me saibaba kyu nahi rakhe plz reply...
🙏🙏🌹🌹
❤ very nice video
एक ही मन्दिर मे भगवान जी को ठूस ठूस कर रख दिये हैं ये गलत है
Aapko dikhta nhi h,pure samaan aur pavitra ta k saath devi devta ko asthaan diya h, ishwar k prati bhav acche hone chahiye, ishwar bhav k bhukhe hote h,
add nhi chahiye
Wrong.... Panch devta mein ganesh, surya, narayan, shiv, devi hotey.... Inhi ki puja gruhasto ko karni chahiye.
Video banakar kuch bhi bakwas karte hain
🕉🙏
Sabse pahale Modiji Ki Ya Kuldevi Ki
Mandir par gumbad dheek hai.
kanha h ?
Lekin shikhar rahna chahiye ki nahin ?
Murthiya teen inch se jyadha mandir mein nahi rakhte
Kisne bola
Tumse baitha to ja nahi Raha hai
Ghar k mandir mein ithni badi murti nahi rakhte aap ko shayad malum nahi kuch bhi galat nahi batana ye galat hai
Esaa kuch nahi hai
@@sangeetasinghkathak n
rakh sakte h jitni badi ye bs itni badi hi isse jyda badi nhi
Rakh sakte h agr niyam se puja ho bade mandiro ki tarah seva ho
🙄🙄🙄🤔inta cunjusted lag rha itni murti ek sath
same 😭😭
Galti howa he
sab galat hai
33 crore ko hi sthapit kar do na yaar... Kya chutiyapanti hai..