Sir mera escort Josh ka aapke kahane per tepit bhi set karva liya fir bhi normal to sahi chal raha hai lekin cultivator ke load per awaaz change ho ja raha hai aur load nahin le raha hai to bataye ab Kya Karen please ..
sir aap mechanic se check karva len Engine kyun dab raha hai bahute se aese karan ho sakaten hain engine back compression hai ya smoking kaisa hai ya aap cultivation bara empliment se kar rahen ye sab dekhane ke baad gi malum parata hai aese kisi bhi problems ka bahut sare aneko rison hota hai diesel pump kaisa hai injector kaisa hai sab dekhana hota hai sir aap check karvayen apana aria mechanic se jo apke najadik me ho ya aap jis mechanic se apana Tractor ka job karavate hain ok thanks 👍👍👍
hyd control valve ke setting karana hoga side me podan ke pass me ek plate laga rahta hai us se bhi khol kar aap 10 mm ke open tools se ander control valve ke pass nut ko kasana hoga and jayda nahi tite karana hai limite se nahi to jayada tite ho jayega to phir Control valve ander jyada chala jayega and atak jayega to problem hoga to aap mechanic hain to ye kaam ko karo and kisan hai to khud na karen kisi achhe mechanic se setting karva len to jayada achha rahega ok thanks bro 👍 👍
बहुत अच्छा जानकारी दिया आपने सर
ok thanks bro 👍 👍
ખૂબજ સરસ માહિતી આપી.
" 🙏અભિનંદન🙏 "
ok bro thanks u 👍👍
Isks fitting ka video baariki se dikhayega sir...nice job
ok thanks bro 👍
Sir mere me draft mode me lagane par hydraulic nhi kaam kar rha hai
2009 ke modal me ADDC system bahar nhi hota... Uske bare me kuch bataeiye sir ji
job ayega to usaka video dalne ka prayas karunga sir ok thanks u 👍
Sir dusra part apload kijiye
yes 👍👍
Alti 4000 me sensh knha se hota ha
Alt tractor me sence
Hydraulic lower link se kaam karata hai
Ok thanks bro 👍❤️
पावर ट्रैक 434 हाइड्रोलिक ठीक करवानीहै
Ok thanks bro 👍👍❤️
Sir 439 plus me draft mode khrab hi gya hai kya karen
change karen pls
ok thanks u 👍👍
Sir mera sonalika tractor jotai samay gahrai nahi le raha hai
Aap hyd ADDC system draft control level or sencer unite setting karva lo thik ho jayega 👍👍
सेटिंग करके ट्रॅक्टर चालू कर के दिखाइए प्लीज
ok thanks u 👍👍
Sir mera escort Josh ka aapke kahane per tepit bhi set karva liya fir bhi normal to sahi chal raha hai lekin cultivator ke load per awaaz change ho ja raha hai aur load nahin le raha hai to bataye ab Kya Karen please ..
sir aap mechanic se check karva len Engine kyun dab raha hai bahute se aese karan ho sakaten hain
engine back compression hai ya smoking kaisa hai
ya aap cultivation bara empliment se kar rahen ye sab dekhane ke baad gi malum parata hai aese kisi bhi problems ka bahut sare aneko rison hota hai diesel pump kaisa hai injector kaisa hai sab dekhana hota hai sir aap check karvayen apana aria mechanic se jo apke najadik me ho ya aap jis mechanic se apana Tractor ka job karavate hain
ok thanks 👍👍👍
Hello sir app powertrac 445 ki power sensing
Ok thanks u bro 👍
Euro 45 four wheel ke bare mein Jankari dijiye fore wheel four wheel gear box ya four wheel Aage ka four wheel Kuchh Jankari chahie
job ayega to next time me jankari dene ka paryas karunga
ok thanks 👍👍
Sir ji please yhi problem meri hai
hyd lever setting ke baad bhi bahut aise rison hota hai to aap mechanic se check karvayen 👍👍
सेटीग करना बताना सर जी
eska setting part 2 videos next time me milega
ok thanks u 👍👍
पीन का सील कसे डाले
मेसीे ट्रैक्टर में लिफ्ट जमीन से ज्यादा हाइट नहीं होती है इसके लिए कोई उपाय बताएं नीचे बहुत रहती है🎉❤
hyd control valve ke setting karana hoga
side me podan ke pass me ek plate laga rahta hai us se bhi khol kar aap 10 mm ke open tools se ander control valve ke pass nut ko kasana hoga and jayda nahi tite karana hai limite se nahi to jayada tite ho jayega to phir Control valve ander jyada chala jayega and atak jayega to problem hoga to aap mechanic hain to ye kaam ko karo and kisan hai to khud na karen kisi achhe mechanic se setting karva len to jayada achha rahega ok thanks bro 👍 👍
सर बिहार में किस जगह से है में भी बिहार से हूं मधेपुरा डिस्टिक
me bihar ke jehanabad district se hun
ok bro thank u 👍👍
Sir ji please mujhse AAP se bat karni hai
ok thanks bro 👍
Sir tractor dbta hai
tractor dabane bahut sare rison hota hai pls check you tractor
ok thanks bro 👍
❤
ok thanks u bro 👍
Yahi prrobalam h 445 2012 modal h
addc senser unite system ko achhe se check kar lijiye spring spacer senser pin and rod ko
ok thanks u 👍👍
sir ji ap ke nambar dena
ok 👍
Mera hi ahi problem h
Aapka number mil sakta hai
Powertrac 445 h hyd jada gaharai nhi le rha h
ok 👍 👍
Sir apna contact number de dijiye me bhi kam karte hai sir koi jankari lena hoga to aapse contact kar sakte hai
ok sir 👍👍
Hy