Sir self se start nahi hora h agency wale bol rahe h claim karna padega battery change karna padega 😢 jabki do mahina hua bike liye huye honda shine 125cc plz suggest me kya karu
BS6 gadiyon me mileage check karna thoda mushkil hai. agar aap petrol 1 litre bhar ke gadi chalayenge aur petrol khatam karke kilometer count karenge to aise me fuel pump damage ho sakta hai. fuel pump ka petrol me duba hona jaruri hai aur
डीलक्स बाइक bs6 इंजन ठंडा रहने पर एक्सीलेटर लेते ही गाड़ी बंद हो जाती है 10 मिनट बाद गर्म होने पर गाड़ी सही चलती है मैं टंकी साफ कर ली टोटल बॉडी क्लीन कर ली ECU चेंज कर लिया ऑयल और फिल्टर स्पार्क प्लग भी चेक कर लिया सब ओके OBD में भी कोई फोल्ड कोड नहीं आ रहा फ्यूल पंप प्रेशर भी ठीक है टेपिट भी सही है मैग्नेट कॉइल भी चेंज करके देख लिया
Sar akasar baik me cluch plet nyu dalne ke bad cluch kebal me seting kyu last tak ajata he Cluch plet. Hab or sentar. Cluch spring .cluch bering or cluch kebal . Sari chije orijana dalne ke bad bhi a problam kyu ata he
❤❤❤❤❤
ecu cheng karte samay chabi swich badalna jaruri hai kya
kuch honda bikes me ECU replace karne ke baad fir se short hota hai aisa chabhi switch me kharabi ke wajah se bhi hota hai.
Dlc copler me kon kon se wire ko shot karna hai aap bataye nahi
DLC coupler ke Brown aur Green wire ko short kare, jisse blink code generate hoga.
❤
Sir shine bs 6 me ecu se fuel pump me voltage nhi aa rahe ecu hi kharab hai fuel pump direct chalu kaise kare bataye 3 wire hai usme
Direct nahi start hoga 3 phase hone ki wajah se uska voltage 2.5 se 7 volt tak jata hai jo gadi me kahi bhi available nahi hai.
सर लाईव्ह ट्रेनींग हो चाहिये
Sir self se start nahi hora h agency wale bol rahe h claim karna padega battery change karna padega 😢 jabki do mahina hua bike liye huye honda shine 125cc plz suggest me kya karu
Gadi warranty me hai to agency walo se hi karaiye.
@@mechaniktvhindi o log main branch bhej rahe h or main branch bahut dur h mere yaha se
aapne jaha se liya hai wahi aapko service milna chahiye.
Sir bs6 Bike or scooter ka mileage kese check keep
BS6 gadiyon me mileage check karna thoda mushkil hai.
agar aap petrol 1 litre bhar ke gadi chalayenge aur petrol khatam karke kilometer count karenge to aise me fuel pump damage ho sakta hai.
fuel pump ka petrol me duba hona jaruri hai aur
@@mechaniktvhindi ye hi problem he sir Bs6 Main mileage check ki. Thank you sir reply krne ke liye
Sir shine 125 accha nehi hai kya .. main lena chata hu . Answer dijiye sir
shine acchi bike hai kuch model me ECU problem aa rahi thi lekin new model me use solve kiya gaya hai.
Hello sir hona saine ka men fiyuj kiu sat ho raha hai
Bank angle sensor check kijiye agar waah sahi hai to ECU check kijiye
Very nice information ❤
Thank you
Hello sir
hi
Honda shine bs6 fuse jal jata hai bar bar
Wiring check kar liya hu
Honda shine bs6 sansar kod
Bank angle sensor aur Ecu check kijiye
Baikyegl sensr se juda h
Sir gaadi 10-15 km chlti hai fir main fuse ud jata hai sp obd2 mein
ACG ka ECU bahar nikal kar usme jalne ka nishan check kijiye. sath hi uska bank angle sensor check kijiye.
सर passhon x pro bs6 मे नोकिंग प्रॉब्लेम जादा आरी है to क्या चेक करे क्या प्रॉब्लेम है
गाडी को 2साल पुराणी है
kya engine jyada garam hota hai. uska air aur fuel ka supply check kijiye.
DF delux Bs 6 ka chabhi on karne par chek Engine light jhak jhak kata hai
flasher wiring check kijiye aur check engine light ka wiring check kijiye.
Nice video sir❤❤❤❤
Thank you ❤
Aap aur aapki team bahut shaandar kaam kar rahi hai 🎉
Thank you ❤
Sir pulsar ns200 ka power koile ka
intarnel ragistans check praimeri aur sekondree Kitana hota hai
Primary coil - 0.3 - 0.9 ohm
secondary coil - 4.5 - 6.5 kilo ohm
सर किसी भी बाइक के फुल इंजन फिटिंग का video बनाए PDF file के साथ ❤
Ji aapka sujhav note kar liya gaya hai.
Access 125 bs6 gadi hain usme current nahi aa rha hain mangent coil ingtion coil ecm naya dala tabhi bhi current nahi aaraha hain
ht coil ke wire me ECU se supply aa raha hai ya nahi yeh check kijiye.
Sir honda sp 125 bike h uska meter self starter horn indicter nhi chal rha h lekin bike kick start ho rha h or normal chal rha h
Shine bs6 hai vo bor bor karka chal rahi hai.
throttle body aur magnet coil clean kijiye. fuel supply check kijiye.
Sir bs4 pulsar 200ns me arpm Kam aur jyada hota hai keya problem hosakta hai karbureto Naya hai 2km chalne ke bad rpm badh jata hai keya check kre
Battery aur RR unit check kijiye
Tanki dhakkan check Karen
Cdi ko chenge kr do sahi ho Jaye ga
Sar obd scenar Kam sey Kam ket NY ka mil jaey ga
Mechanik TV ke number - 9324903583 per sampark kijiye
Sir ... Honda unicorn bs6 abs system and full waring pdf details explain
apka sujhav note kar liya gaya hai.
डीलक्स बाइक bs6 इंजन ठंडा रहने पर एक्सीलेटर लेते ही गाड़ी बंद हो जाती है 10 मिनट बाद गर्म होने पर गाड़ी सही चलती है मैं टंकी साफ कर ली टोटल बॉडी क्लीन कर ली ECU चेंज कर लिया ऑयल और फिल्टर स्पार्क प्लग भी चेक कर लिया सब ओके OBD में भी कोई फोल्ड कोड नहीं आ रहा फ्यूल पंप प्रेशर भी ठीक है टेपिट भी सही है मैग्नेट कॉइल भी चेंज करके देख लिया
आईल टेमप्रेचर सेंसर चेक करे बिलोक मे लगा रहता है और साईलेंसर का औकसीजन सेंसर❤
Engine oil temperature sensor aur oxygen sensor check kijiye.
Cdi ko chenge kr do sahi ho Jaye ga
Sir g plug khole k phlle condition check kro
Oil temp ko replace kr k dekho😊
Sir splendor plush me sailensar se phat phat ki aavage aati hai keya problem hosakta hai
spark plug aur secondary air filter check kijiye.
Pdf milega sir Honda ka
Video ke description me pdf ka link diya gaya hai.
Sar ns bs6 bike me current nhi ata ha
roll over sensor aur crank sensor check kijiye
Honda Shine bs6 gadi Mein current Nahin a raha tha
magnet coil, side stand sensor aur bank angle sensor check kijiye.
💝💝💝💝
Sar akasar baik me cluch plet nyu dalne ke bad cluch kebal me seting kyu last tak ajata he
Cluch plet. Hab or sentar. Cluch spring .cluch bering or cluch kebal . Sari chije orijana dalne ke bad bhi a problam kyu ata he
Last tak matlab jaise clutch khatam hone per setting hoti hai usper ?
Sp, livo,
❤