Bhai 4v me kuch jayda new updates h nhi and n160 ab usd suspension ke sath bhi aati h and engine bhot refine h to long term me n160 if you want ki thoda power or jayda ho to 4v
@@ankurprajapativlogs67Thanks for the reply Bhai....!! 🙌🙏 . But if i want to do a highway cruising in 100-110 from early morning 3am till afternoon 1pm or so . Kya me kar saktha hu iss tarah k EARLY MORNING LONG RIDES, bina koi extreme engine heating...!?!?
Vai agar comfortable hi chahiye to N150 lelo N160 se better hoga price vi kam ha, looks to almost same hi ha. Baki N150 FZS se far better ha!! I am an owner of N150 trust me it's the best value for money.
Bhai please meri ek help karo me teen bike me confused hu ab aap batao mujhe koun si leni chahiye pahli to N160, or dusra NS160, or tisra Apache 160 4V please bhai bata do❤
Hello bhai I'm thinking to buy n160 bro bike ki condition kse hai 2-2.5 years ka baad jse kafi na bola ki bike khind jati hau vse koi problem toh nh hau na condition on hai na, is it safe to buyy..!?
@@itzyash2005 tum 125 cc bike lelo ku ki usmain milaga aacha milega, tumhare pesa vi bachega thora. Ha look nahi milega par tumhara vala hoga, bese hero Xtreme 125r look vi aacha hain
@@priyanshuroy8204 bro single channel le lo.. acche se chalane aaye to rear abs matter nhi krta.. mere paas n16p hai maine abs unit khulwa diya h.. kyuki iska abs trust krne layak nhi hai ek do baar bhut jaada kick in kar deta h abs aur gaadi rukta hi nhi hai brake lever poora dab jata hai.. to dono brakes fail hone se better h ek hi ho single channel lo..maine to dual le liya tha kyuki singles available nhi tha
@@ankurprajapativlogs67 apka sei hai but bohot logoka n160 mai starting problem hota hai. Isliye apse request tha , obviously a apka dicision hai . But a mera request tha , mai Janna chata hu Kick start fitting korna possible hai iya nei . Isse bohot logoka problem solved ho jayega .
Agar aapko mauka mile 2024 mein abhi ke time mein n160 lena ho to aap 2024 ka bike loge ya FIR 2023 ka bike loge kyunki 2023 ke bike mein aapko semi digital metre milta hai oil cooling milta hai bas aur 2024 mein aapko digital Diya gaya hai but mujhe itna useful nahin laga aur uska look kharab kar diya hai aadami ishi baat Ko soch kar and n160 lete the kyunki metre hi uska NS 200 se inspire tha agar aapko mauka mile to aap kya loge usmein USD FOLK DIYA HUA HAI LED BULB DIYA HAI OR OIL COOLING HATA DIYA HAI JISKE KARAN HIGH SPEED PE CRUISING KARNE PER MOBIL PATLA HOTA JAEGA OR ENGINE HEAT USKE ALAVA MUJHE AUR KUCHH NAHIN LAGA AGAR MUJHE LENA HO TO MAIN KYA KARUN ABHI WALA MODEL LU YA PURANA WALA MODEL.
Bhai aapki baat sahi h but i think thode dino baad jo old meter wala version h wo sale hone band ho jayega fir aapke pas 2 options h ya to without usd wala lo with digital meter ya usd wala lo with led indicators and all But agr mujhe leni hoti to m old with digital meter leta becuse usd and led indicator ye to main h jisme led indicator m baad me change karwa sakta hu or usd ki koi need nhi h
Ha bhai oil cooling me heating Ishu bahut aayega according to weather organisation 2024 me jun or july bahut jayada garam hoga Aaj Tak ka subse jyada garam months hoga to wait karo ya oil cooling le lo but auger wait karoge to new Wale me oil cooling Milne ki sambhavna hai
Engine refinement is too good...
Bhai n160 ya 160 4v apache konsa lu for long term 4-5yrs bahot confused hu aur thora samja dena kyu
Bhai 4v me kuch jayda new updates h nhi and n160 ab usd suspension ke sath bhi aati h and engine bhot refine h to long term me n160 if you want ki thoda power or jayda ho to 4v
New meter to old meter change ho sakta he kya ?new accha nai lagta look me
Bhai check nhi kiya kabhi puchke btaunga
Bhai Daily field work ke lia sahi hoga? City and rural area mai? Please suggest bhai
Ha bhai best suit h
2024 me pulsar n160 lena chahiye ki nahin colling system hata diya hai koi issue tu nahin hoga please batiye
Dekho utna jayda fark nhi padega but padega air cooled ka but bike has so many features
Bro pulsar 220 lu ya n160 , dono hi almost same budget me aati hai
220 fairing bike h and usme led nhi h baki aapko kya segment chayiye to pehle decide karo
Bro n160 is too good...
In 5th gear 5000 to 6000 rpm speed 77km/hr getting 59kmpl mileage
Great 👍🏻
@@TUHINSUBHRAMONDAL bhaiya apka bike obhi kitna mileage deti hai
@@SanjaySahoo-i7y 56 agar high road pe chalau to. Jam or traffic wale raste mai 48 kmpl
@@TUHINSUBHRAMONDAL great
@@TUHINSUBHRAMONDAL bhaiya apke bike mai starting ka koi problem aati hai
Great review bhai...!! 🙌 What is the most comfortable crusing speed on highway ?
100
@@ankurprajapativlogs67Thanks for the reply Bhai....!! 🙌🙏
.
But if i want to do a highway cruising in 100-110
from early morning 3am
till afternoon 1pm or so
.
Kya me kar saktha hu iss tarah k EARLY MORNING LONG RIDES, bina koi extreme engine heating...!?!?
Bhai fzs lelu ya n160 mujhe comfortable chaiye or engine achha chaiye
Bhai dono sahi h apne apne segment me bas aap test drive le lena pehle
Vai agar comfortable hi chahiye to N150 lelo N160 se better hoga price vi kam ha, looks to almost same hi ha. Baki N150 FZS se far better ha!! I am an owner of N150 trust me it's the best value for money.
@@Puspendu95 10 saal baad batana thik h
Better go with fzs or u can Consider Gixxer also both have reliable engines. But fzs has fibre body so keep that in mind
Sir handle bar long ride me bohat pain karte hai to change konse me karvaye??
Aur sir aapki height kitni hai ??
Meri height 5.5 h and handle bar fz250 ya duke 200 bs 6
@@ankurprajapativlogs67
Thank-you sir 🙏🙏
Bhai ne jo average btaya hai mere pass bhi hai n160 aesa he average hai...
Ok brother
Bhai please meri ek help karo me teen bike me confused hu ab aap batao mujhe koun si leni chahiye pahli to N160, or dusra NS160, or tisra Apache 160 4V please bhai bata do❤
Bhai compare karo tino me sabse jayda ache features and price kisme mil rhe h, i will recommend for NS160
Why ns160
Why not n160
Mujhe v lena hai vai bike
@oneall2216 ns160 me power thoda jayda h baki n160 bhi best h
Hello bhai I'm thinking to buy n160 bro bike ki condition kse hai 2-2.5 years ka baad jse kafi na bola ki bike khind jati hau vse koi problem toh nh hau na condition on hai na, is it safe to buyy..!?
Bro its up to you ki aap kaise rakhte ho bike ko and kitna maintenance par dhyan dete ho baki meri bike as a new condition abhi bhi
Yeh latest model lag raha hai, aur agar hai toh sirf yeh batayiye ki iska engine overheat hota hai ya nahi?
Ye latest wala nhi h sabse pehle wala h
Bhaiya mein swiggy me kam karta hu yeh bike lena acha hoga?
Bhai agr swiggy me hi chlani h to koi or lo kyuki aapka petrol jayda fukega to kam kamyai kar paoge baki agr normal shok ke liye leni h to lelo
@@itzyash2005 tum 125 cc bike lelo ku ki usmain milaga aacha milega, tumhare pesa vi bachega thora.
Ha look nahi milega par tumhara vala hoga, bese hero Xtreme 125r look vi aacha hain
Mere budget mei n160 single Chanel abs wala old varient ahh raha hai to usko lena shi hoga 1
Single channel leke koi fayeda nhi h single channel to almost sab bikes me aa rha h ab go for dual
@@priyanshuroy8204 bro single channel le lo.. acche se chalane aaye to rear abs matter nhi krta.. mere paas n16p hai maine abs unit khulwa diya h.. kyuki iska abs trust krne layak nhi hai ek do baar bhut jaada kick in kar deta h abs aur gaadi rukta hi nhi hai brake lever poora dab jata hai.. to dono brakes fail hone se better h ek hi ho single channel lo..maine to dual le liya tha kyuki singles available nhi tha
Fzv4 vs ns 160 konsa lu for daily office use 30 km
N160
Bhai ye UG Model hai na ye to jan me launch hui thi tum 2 saal pehle ka kaise bta rhe Ho?????
Nhi bhai Ye sabse pehle wali h wo maine golden kiye hue h
Naya wala pulsar n160 le sakte hai
Yes
Bhai arunachal to ladakh type long ride ho payegi ??
Bhai ride kahi ki bhi ho sakti h bas jane se pehle service and maintenance karke jana
@@ankurprajapativlogs67 achcha thanks Bhai
Bhai konsa bike suggest kroge aap long term ke liye approx 5 to 6 yrs apachr rtr 160 or pulsar n160
N160 is the best option
@@ankurprajapativlogs67 bhai usd model ya old model
@Cr-wu9yr bhai usd lo benfits h
Bhiya please n160 mai kick start fitting korke dikhaou please bhaiya
Bhai kick ki jarurat nhi h to kyu hi lagwana
@@ankurprajapativlogs67 job batery down hojayegi too kampe aayega
Bhaiya koi koi bolrehe hai n160 mai Kick start fitting korana possible hai.
Isliye mai confirm hona chahata hu.
@SanjaySahoo-i7y but abhi to sahi h
@@ankurprajapativlogs67 apka sei hai but bohot logoka n160 mai starting problem hota hai.
Isliye apse request tha , obviously a apka dicision hai .
But a mera request tha , mai Janna chata hu Kick start fitting korna possible hai iya nei .
Isse bohot logoka problem solved ho jayega .
Agar aapko mauka mile 2024 mein abhi ke time mein n160 lena ho to aap 2024 ka bike loge ya FIR 2023 ka bike loge kyunki 2023 ke bike mein aapko semi digital metre milta hai oil cooling milta hai bas aur 2024 mein aapko digital Diya gaya hai but mujhe itna useful nahin laga aur uska look kharab kar diya hai aadami ishi baat Ko soch kar and n160 lete the kyunki metre hi uska NS 200 se inspire tha agar aapko mauka mile to aap kya loge usmein USD FOLK DIYA HUA HAI LED BULB DIYA HAI OR OIL COOLING HATA DIYA HAI JISKE KARAN HIGH SPEED PE CRUISING KARNE PER MOBIL PATLA HOTA JAEGA OR ENGINE HEAT USKE ALAVA MUJHE AUR KUCHH NAHIN LAGA AGAR MUJHE LENA HO TO MAIN KYA KARUN ABHI WALA MODEL LU YA PURANA WALA MODEL.
Bhai aapki baat sahi h but i think thode dino baad jo old meter wala version h wo sale hone band ho jayega fir aapke pas 2 options h ya to without usd wala lo with digital meter ya usd wala lo with led indicators and all
But agr mujhe leni hoti to m old with digital meter leta becuse usd and led indicator ye to main h jisme led indicator m baad me change karwa sakta hu or usd ki koi need nhi h
Thank you,
bhai thoda pareshan tha ye dono ko lekar aapke .
Bro please tell me, oil coolant wala model le ya air coolant with usd???
@deepakgaur7125 bhai air cooled me thoda bhot heating ka issue aa sakta h but abhi wait karo market me chalne do
Ha bhai oil cooling me heating Ishu bahut aayega according to weather organisation 2024 me jun or july bahut jayada garam hoga Aaj Tak ka subse jyada garam months hoga to wait karo ya oil cooling le lo but auger wait karoge to new Wale me oil cooling Milne ki sambhavna hai
Bhai mt15 ka handle dal do..
But uska pta nhi h ki fit ho payaga ya nhi
What about engine heating problem?
Not much because this is oil cooled
@@ankurprajapativlogs67 Bhai usd mei oil cooled nahi hai air cooled hai check karo
@rohitharya4262 ha bhai
Bike piche , or tum age 😢😢😢😢
Bhai apun ko aage aake hi btana padega na real truth
@@ankurprajapativlogs67 bike nehi dekhayegaa kya 🫣🫣
Bhai bike to sab dekh hi lete h
@@ankurprajapativlogs67 tumara piche hai to keise dekhenge🥱
Bhiya ob aapka n160 mileage kitna derehi hai
40
👍👍👍👍
भाई 😂 इस वक्त मुझे एक बाइक चाहिए जो पावर फुल हो ओर 55 का एवरेज दे दे क्या न160 से 55 का एवरेज की उम्मीद कर सकता हूं
City me nhi milegi 55 ki average