(age:30, weight: 66)sir mera total cholesterol 210, Triglycerides 166, LDL 115, HDL 61.84.. yeh lever risky hai kya sir.. sir muje kabhi kabhi sine me bharipan jakdan gabhrahat becheni hoti hai heart beat badh jati hai, kabhi kabhi blood pressure 150 ke aas pas ho jata hai sans lene me uncomfortable hota hai..kabhi kabhi rat ko nind bhi nahi aati.. to kya heart related problem ho sakti hai.. aur gas acidity bhi bahot hoti hai.. to kya cholesterol ke karan ye sab problem hoti hai kya aur gas acidity bhi kya cholesterol ke karan hota hai? next year eco karvaya tha to normal tha (jun 2023) ecg normal aata hai kabhi kabhi upar dikhata hai.. kuch mehnathi thoda kam karne par sans fulti hai aur tention aur gusse me bhi heart beat bhadhna aur sine me bharipan jaise problem hote hai to sir iska kya reason hota hai please sir
Hey, The young generation is dying faster than the old generation. The old generation sees the old generation dying at 80+ years old, like Ratan Tata, Lata Mangeskar, and Manmohan Singh, and the young generation is dying between 15 and 35 years old in suicide, accidents, drugs, etc. reasons... We need a proper video on this topic that can help youths.
Lallantop ko mera sujhav ki health ka saprate channel ho apka sharvat ji ka
Lallantop pe sabhi tarah ki video mil jati he😂 badiya he bahut kuchh naya sikhne mila is video ke madhyam se Dhanyavaad 🙏
Dil ki baat ❤
Superb health guidance hats off your knowledge keep coming such videos
Wow.. Tilla Pheran
जो लोग सर्दीयों मे बार बार बाथरूम जाते है वो लोग सावधान रहे कही चड्डी मे हार्ट अटॅक ना आ जाये😅
Pheran kaha se liya h
❤ From Kashmir
Sardion mey gram Pani ya danda Pani Pina chahiye batane ki kripa karenge.
Gunguna Pani piye subh subh
Pani Kam pine se 😢
(age:30, weight: 66)sir mera total cholesterol 210, Triglycerides 166, LDL 115, HDL 61.84.. yeh lever risky hai kya sir..
sir muje kabhi kabhi sine me bharipan jakdan gabhrahat becheni hoti hai heart beat badh jati hai, kabhi kabhi blood pressure 150 ke aas pas ho jata hai sans lene me uncomfortable hota hai..kabhi kabhi rat ko nind bhi nahi aati.. to kya heart related problem ho sakti hai..
aur gas acidity bhi bahot hoti hai..
to kya cholesterol ke karan ye sab problem hoti hai kya aur gas acidity bhi kya cholesterol ke karan hota hai?
next year eco karvaya tha to normal tha (jun 2023) ecg normal aata hai kabhi kabhi upar dikhata hai.. kuch mehnathi thoda kam karne par sans fulti hai aur tention aur gusse me bhi heart beat bhadhna aur sine me bharipan jaise problem hote hai to sir iska kya reason hota hai please sir
Log km pite hai pani
Ye Doctor modi hai
सर्दीयों मे कब्ज होता है फेफडा को दिल बता रहे है डॉक्टर साहाब
Pani s
madam Apni kitna Khaya?
Hey,
The young generation is dying faster than the old generation. The old generation sees the old generation dying at 80+ years old, like Ratan Tata, Lata Mangeskar, and Manmohan Singh, and the young generation is dying between 15 and 35 years old in suicide, accidents, drugs, etc. reasons...
We need a proper video on this topic that can help youths.