Bhai ek Question hai .... Maine 25/05/2019 ko jati praman patra banwaya thaa kya ye abhi bhi valid hai ? Aur nivas praman patra 26/05/2016 ko banwaya tha kya ye valid hai aur kab tak valid hai ?
Sir ek bar check kar lijiye agar show hoga to valid hai warna banwana padega Nivas praman patra 3 sal ke liye valid hota hai but ise 5 sal me change karna padta hai
सर में गुजरात में रहता हूँ, फिलहाल up में हूँ, पूछना ये है कि क्या मैं जाती और निवास प्रमाण पत्र गुजरात का up से अप्लाई कर सकता हूँ ऑनलाइन, अगर ऐसा हो सकता है तो क्या प्रोसेसेस रहेगा, प्लीज रिप्लाई सर
आवेदन विचाराधीन है आवेदन अभी तक अग्रेशित नहीं किया गया है एवं सम्बन्धित केंद्र में विचाराधीन है। कृपया सम्बन्धित केंद्र पर सम्पर्क karen. Aisa likha hai kya karen.kahan tk pahucha hai abhi tk....
Very good explanation
You are helping to literate ourselves.
Good good very good sar 😅
It's really helpful
Scholarship me 2021 ka jati or mool chal jayega kya
3 sal tak valid rahta hai aapko naya banana hoga internet par show karega lekin bad problem ho sakti hai
@@shivanshuraj janaadhar me kyc sabhi family members ki hone ke baad bnwaye kya
Sir mera income cirtificate aur cast certificate ka issue date same nahi hai to scholership ka fill karne me koi dikkat to nahi na aayegi🤔🤔
3 sal se jyada Purana nahi hona chahiye bas
Bhai kya nya bnwane ke baad purane wale ki validity khtm ho jati hai???
Validty khatm hone ke pahle banate ho to nahi khatm hoga jab tak uska expiry date nahi aata
Oo thank God Mera bana hua hai
Bhai mast hai yar thank you so much
Bhai caste certificate 21/07/2019 ka hai Aur UPedistrict me Show kar raha to valid hai❓
Koi issue nahi hai work karega but scholarship ke liye use mat karna brother 🙏🙏🙏
Sir Mera bhi show ho Raha hai iska matlab valid hai ya nahi
Valid hai but bahut se aise scheme hote hai jaha par aapko latest use karna hota hai
Kam ka video good work 🙏🙏
reference number nahi hai kaise check kare ispar ek video banaiye
Ok bro thanks for informing me 🙏🙏
Bhai ek Question hai ....
Maine 25/05/2019 ko jati praman patra banwaya thaa kya ye abhi bhi valid hai ?
Aur nivas praman patra 26/05/2016 ko banwaya tha kya ye valid hai aur kab tak valid hai ?
Sir ek bar check kar lijiye agar show hoga to valid hai warna banwana padega
Nivas praman patra 3 sal ke liye valid hota hai but ise 5 sal me change karna padta hai
@@shivanshuraj Theek hai ... update hee karwa dete hai...🧡🧡
सर में गुजरात में रहता हूँ, फिलहाल up में हूँ, पूछना ये है कि क्या मैं जाती और निवास प्रमाण पत्र गुजरात का up से अप्लाई कर सकता हूँ ऑनलाइन, अगर ऐसा हो सकता है तो क्या प्रोसेसेस रहेगा, प्लीज रिप्लाई सर
Sir जी नहीं ऐसा नहीं हो सकता क्योंकि इस का सत्यापन केवल गुजरात में ही हो सकता है।
@@shivanshuraj गुजरात की वेबसाइट पर जाकर नही होगा
@@shivanshuraj niwas kitne Saal ki validity hoti h
I love your videos Bhai thank you so much
Agar show ho rha hai to kya Certificate expire hua hai
agar show kar Raha hai to
valid hai aap use use kar skateho
Sir plz muje bi pata krna h ki mere mool niwas bana h ya ni mene 28/7/22 ko emitra pr diya tha banane k liye
Bhai me villege se city me shift ho gye hai to valid Hoga ya nhi?
love sir
Sarmera nivas mohabbat 2021 7 mahine ka counselling ANM EWS Kahan hai sar Kya Kam dega ya nahin please request meerakrishna Hindi mein reply
Rajsthan me kese chek kre
Ye kaise check krenghe kinise kb renew karna h??
2018 ka aay hai status me abhi bhi show kar raha hai kya vah kam ke layak hai abhi
ji bilkul
Sir online aay jati nivas Kaise bante hai phone se hi
आवेदन विचाराधीन है
आवेदन अभी तक अग्रेशित नहीं किया गया है एवं सम्बन्धित केंद्र में विचाराधीन है। कृपया सम्बन्धित केंद्र पर सम्पर्क karen.
Aisa likha hai kya karen.kahan tk pahucha hai abhi tk....
aap apne block ke tahseel me jake pata. kar sakte hai
Sir mujhe dilli me rahkar Bihar Ka nivas banana hai banega Bina Aadhar card ke hi
Cast certificate kaise banye mobile se
Thank you sir delhi me rahkar up ka bana sakte hai kya
Sir online ration card apply kaise karte hai
How to get caste validity in UP
Sir inki validity kitni Hoti hai
Sir Naya banana Hai kaise banaye mobile se
Bhai banaya kaise jata hai
Cast certificate kaise banye mobile se
Bhai banaya kaise jata hai