Thank u so much sis aise abaya cutting dikhane ke liye aur ek request hai aur bhi alag alag types ke burkhe dikhana plzz aur butterfly niqab ki cutting bhi dikhao plzzz
nice mam achcha bataye aapne aap wargan soi estamal kra kare osme aap ko pepr lagane ke zarurat nahi padegi me bhi pahele bahut paresaan hoti thi pr wargan soi se ab koi bhi kapda sel leti ho
Assalaam walikum....ap bhut mhennat karte hai apne subscribers ko sikhane I liye...allaha blessing you...mujhe apko a batana tha...k aise peace ko sene k liye ab needle aa rahi hai...jo kisi b machine me ap laga k asani se stitching kar sakhte hai...ab a paper ya soap wagira lagane ki zarurat nhi hai....ager apke koi gulf me hai to bol k mangaye...oman or Dubai me kaha milta hai mai bata salhti hun
assalamualaikum mam aap se ek request hai plzzzz aapne simple abaya ki tutorial daali hai ....plzzz aap blouse wali abaya ka bhi tutorial dhaalye .main aap ki Bahut badi shukr guzar rahungii plzzzz 🙏
Buhat hi khoobsoorat or aasan hai.Or buhat hi aasan cuting or silai batai aap ne buhat shukriya share kiya app ne.Jazak Allah.
THANK YOU
Mam bhot bhot zabrdast bhot achi hai app ur bhot acha method btati hai gown bhot pyara hai allha apko jazae khair dyy
Ab tak ki best video hai yh abaya cutting n stitching ki thanks alot dear
MashAllah s m n apna phla abaya apki video s hi stich krna sikha th or ab apki dua s hr trha k abaya stich krlyti hn❤
AoA sis boht shukria me isi style kabaya ki cutting stiching tutorial dhoond rhi thi jis me pockets hon ap ne problem solve kr diya JazakAllah
Mashaallah bahot acha gown banaya aapne shukriya hm ise kisi or febric pr bana sakte hai
G bilkul bana sukte hain
Zabardast. Aik hi video mein itni saari techniques sikhadeen aap ne aur woh bhi easy way mein. Jazakallah khair❤
THANK YOU
Pocket ka idea bht acha dia hai ap ny,,, thank u
Bahot beautiful aur asaan tarike se aapne bataya thanks❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Aslam o alikum sis thnx so much ap buhat acha sikhati hen or buhat achy sy samaj a jati hai jazkallah😊
Thanks aapki vidoes see mujhe bohot help milti h.
THANK YOU
ماشاءاللہ بہت ہی خوبصورت جزاک اللّٰہ
Very nice colour bhi buhat hi Acha hai
Asslamualaikum wrwb mashallah bahut zabardesth banaye aap abaya
Today i learn paper trick,that is useful.thank you so much.
Bohot assan bataya aap nay .aap fabric k baray mai bhi bataya Karen k is tarah k fabric kahan se miltay hain
App buhat achi han .
MashaAllah
True
Assalamu alaikum ji shuqreya appi aapny hmy ye video provide kiy h thanks for it.ji bahut psnd aaya.
Jazak Allah kheiran
Allah SWT app ko is ka behtaren ajar atta farma a
Ameen
Asslam alaikum masha Allah bohot badhiya aap ki mehnat dikhayi de rahi hai jazak Allah
Ye wali aasteen ko kya kehte h name bhaiya n plz
U deserve more views .. Good work .. Allah bless you
Thank u so much sis aise abaya cutting dikhane ke liye aur ek request hai aur bhi alag alag types ke burkhe dikhana plzz aur butterfly niqab ki cutting bhi dikhao plzzz
Mam app ju tip battan lagye upper ke hai inner side batton kaise lagate hai
Jazàk Allah
Plz learn us how i cut open straight gown
Masha Allah you are expert
Zaberdast jazak Allah
Ambrella style b sikhen plz
Subhan Allah aunti kamaal kar dia aap ny kia baat hy 👏👏👏👌👌
THANK YOU
its a beautiful gown i really loved it
Slam. Pls tell what's the name of cloth stuff you are using?
aslmk.. isme back galla thoda bada rakhna ho to kaisa.kre... aur front me pora open na rakh k zip lagana hai thoda to kaisa kre
Assalamualaikum Masha Allah
Mam isme sleev ka mesarment kese lene hota h agar ham 16 inch lete h or sleev choti ho gai tho mam plese bataiye🙏🙏🙏
boht acha or gum sali vala double umbrella gown ki cutting or stitching k ly to video bnady plzzzzz
Thank you aapne bahut ache se bataya
nice mam achcha bataye aapne aap wargan soi estamal kra kare osme aap ko pepr lagane ke zarurat nahi padegi me bhi pahele bahut paresaan hoti thi pr wargan soi se ab koi bhi kapda sel leti ho
Ya kon c soi ha
Ya Kon c soi ha
@@arifabdurraheem2619 sorry mistype hogaya. organ sui not wargan
Plz anrakha frok ki cutting and stitching bata dayen maynay bana hai plz plz
Plz make more abaya modals video I'm waiting
واہ زبردست آپ نے بہت اچھا بتایا ہے شکریہ
Masha Allah thank you so much sister
Kitna mitter fabrick liya h aap ne
Kitne meter kapra ha total
JazakAllah! very helpful ❤️
Or bhi abaya designs share kren please
👌👌👌👍👍👍Bohot acha banaya seeleves wala abaya bhi bataien kyun k hum jaisi heavy body walon per bagge style suite nahi kerta🌼🌹💜
Kpda kitna meetr chahiye plz bataiye
nice mam may banglades se hoo aap ki. har catting@ sttiching bohot folw karti hoon.
THANK YOU
Waw thanks mam issi ka intezar tha 👍👌
Asslam aleyikum appi plz tell me which is the fabric use of broket
Ap ny selvees ki measurment nhi btai
waao boht hi pyara
THANK YOU
Salaam, kitna fabric chaiye total plz reply
Ma'am Firdous kpde m bna skte h ise??
Assalaam walikum....ap bhut mhennat karte hai apne subscribers ko sikhane I liye...allaha blessing you...mujhe apko a batana tha...k aise peace ko sene k liye ab needle aa rahi hai...jo kisi b machine me ap laga k asani se stitching kar sakhte hai...ab a paper ya soap wagira lagane ki zarurat nhi hai....ager apke koi gulf me hai to bol k mangaye...oman or Dubai me kaha milta hai mai bata salhti hun
Ok
Material kitna meter liye hai apne
Plz or design k.abaya bhi sikhayen
Aap G dagy ko oil lagayn tab selai achi hogi.dusra tariqa sui par Vaseline lagayn
MA SHA ALLAH behtreen
Very nice mai bhi bnaugi
Api aap maqna banany ka batye
Kating. Selai
Mašallah 👍👍👍🥰😘♥️🇧🇦
Gowns k ley konsa fabric Best rehta hai
Kapda kitna lagega please reply
Behtareen
Salaam plz butterfly abya ki kitting batay ayaz
Commendable ماشاءالله
good and easy work
thanks!
ماشاءاللہ 👍
THANK YOU
Ye open front button khol skte ky?
Full umberlla abya cutting stitching btai
Kitna meter kapde leni hongi
Bht acha lag ra h
Ye kitny metr kota ths
Bohat shukriya... abaya k liye light weight me konsa kapra best rahega?
ici trha simple abaya or bhi bataen
THANK YOU
Kitne meter fabric h
mazeed abaya k designs dikhaye
Kali wala kaptan ki cutting btayiye
زبردست
assalamualaikum mam
aap se ek request hai plzzzz
aapne simple abaya ki tutorial daali hai ....plzzz aap blouse wali abaya ka bhi tutorial dhaalye .main aap ki Bahut badi shukr guzar rahungii plzzzz 🙏
Mem ache se naap naap kr measurement btaya kariy ...jinhe steching aati h wo to kr lenge pr jise nh aati unhe mushkil hoti h k kese fold kare kapda...
Is button ko kya bolte h maam jo apne lagwayi h
Ye fix button hote hain bazar me aaj kul to bohut common hain ye khas plear se lugte hain
Boht acha sehkati hn
Thanks a lot sister u r great u solve my problem may u live long
Buht zabardast mam ye hm shifon ya malae pe bnaen to febric kitna lagega
Kya hum cotton ke kapde SE bana sakte hai ye gown mam????????
Bht zabardast 👍
THANK YOU
Front k liye Patti kha s Li ye to btaya hi nhi
Or ye pati churi kitni rakhni chaye ??
Thanks dear..this is too good tutorial!
Jazakillahu khaira👍
THANK YOU
Jazakallahu khairan kaseerah
Aur bhi naqab ki video banai please ❤❤❤
Thanks kab se intezar tha
Thanks
Beautiful dress I love this dress
Jazakallah khair 👌
Ur ye batye ky. Singal araz ka kitna kapra lagy ga maqna ur abyea my
7 meters
@@fashionplus40 jazak allha
very nice work mam....
Zabrdast api
Circle sheap abaya cutting or stitching bhi seekhain
Jazzak Allah
Jazakallah khair