Bhaiya me mock test ka analysis kaise karu or kab kab mock test lagaye or bhaiya me pehli baar aaj mock test diye hu uske pehle me 5 months se padhai karte aa gaye regular tab bhi gk. Gs me number nahi badh rahe kya kare or mock test ka question ayega to kaise pata chalega ki yeh kis topic se aya hai plz reply bhaiya 🙏🏻🥺
Bhaiya Mera 10 or 12th Chhattisgarh open school se hua hai or percentage bhi 50 se kam hai kya main railway ka exam de skta hu or or iti nhi kiya hu to konsa exam de skta hu or agar iti krta hu to iti main kya Krna chahiye please guide kijiye
Science Notes ki PDF ki Link description me hai 🙏🙏🙏🙏
@@AnkushRajpoot74 ok bhai ji
Kaha hai note
Thanks brother..❤❤
You absolutely best direction every asprint.
Thank you ❤
Ram ram bhai 🙏
Ram Ram
👌👌👌
BhaiYA ME SSC KA BATCH LIYA HUN..USI SE PREPARATION KR SKTA HUN N? QKI BAS ENG. CHHO K BAKI SAB PATTERN TOH SAME HE HOTA HAI?
Maths k basic clear k konse teacher se padhna h
Sahil sir ya aditya ranjan sir
@RailwayPointsmanAnkush ty sir ap mere sbhi comment k reply krte h sahi suggestion k liye
aap apna science ka notes bhejiye bhai
Description me hai
Bhai aap jitna diy hai notes me bailogy physics chemistry utna hi padna hai
Nice video 👍🏻
Bhai apna medical ke step by step se bataye please
Okay 👍👍
@@RailwayPointsmanAnkush bhai kisi ka ek testile hai uska medical fit hoga ya unfit please reply 🥺🥺🥺
@@RailwayPointsmanAnkush mujhe apse personaly document se related jankari chahiye tha ap insta chalte ho kya
❤❤❤
Bhai ji , rs agwal math, padhu to koi aachcha hoga?
Privious year math lagana jaruri h
Ha bhai previous jaruri hai
Sk jha science ka book padh rhe esse covers ho jaiga ya dusra book lena hoga
👍👍👍👍👍
Railway group Di ka 2024 ka book kidhar application ka link please send me
Description me dekho
Bhai 2024 ka technician/ALP ki Question share kr dejye /link bhej dejye
Answer key aane ke baad
Bhai group d mai knock nee check hoti hai kya pls reply
Nhi
Very nice bhai
Chemistry in english language note???
Bhai available krwa dunga kuchh din me
@@RailwayPointsmanAnkush please bhai jaldi de dena
Bhai group d k liye speedy scince 25 mei se 17 ya 18 score ho sakta hai
Yes
Only ten(10) pass kya Group D ka apply ker sakte hai 🙏
Yes
Kiran publication book or ye platform book same h n dear
Yes thoda sa diffrence hota hai
@RailwayPointsmanAnkush konsa different hota h ntpc k previous k liye book bta do yrr pls jo achha ho wahi
Apka diya hua physics, chemistry, biology ke sirf notes padh ke general science me 100% score ho sakta hai group d me?
Science kaha se padana ho ga standard batavo 😊
Sk jha sir se
10th standard ka
Aapne konsi padhi only for ❤
Only objective wala Koi book GK mein Bata dijiye
Lucent hai na
Sir ye books sare lene hai Kya inmese koi ek wo bhi per subject
Nhi ek subject ki sirf ek
Bhai railway group Di Mein Apprentice ka fayda Milega Ki Nahin ❤
Reservation mil jata hai
Bhai group d ka paper omar sheet ya computer kis par lagata hi
Computer based exam
Thank you bhai
Bhai apna notes kahan se Milega Tumhara
Books wali vdo ki description me
Maths or reasoning ke liya kon sa book se study kiya tha
Jo video me bataya hai
Kiran publications
Jai Hind bhaiya mai abhi iti kar raha hu kya points man ka dal sakta hu❤❤❤
Ha bhai pointsman 10th level ka hi h bhar skte ho 👍
Aap 10th se sabhi form fill kr sakte hain
Ssc ke pyqs aur pratice book please batiye aap
Pinnacle
Aur confuse kar dia bhai tumne
Don't Worry aap apni confusion mujhse hi door kr lo
Bhai sabhi book ka pdf apke pas mil sakta hai kyA
Available hoga to daal dunga
Sk jha science ka book padh rhe esse covers ho jaiga ya dusra book lena hoga😊
Main Ek topic padhakar uska mock test bhi dena ek topic ka
Agar aapse question se Bane to yah book badhiya hai
Bhai apne science konse sir se pdhaa hi
Kajal aur Ankur sir
Bhai app notes ko English language me dalo mein odisha se hu hindi notes padh neme thodi dikkat aati hai
Notes ko English language mein upload karne se har State ki student padh aur samajh sakte hai 🙏
Okay bhai
ठीक बा 😊
@@sapnagond64 pagal ho kya
आईटीआई दो तरह को होती है ncvt and scvt अगर मान के चलें की आइटीआई लागू होता है तो क्या दोनो को फायदा होगा या ncvt वालों को बस फायदा होगा
Sabko fayda hota hai but iti nhi hai ab
@@RailwayPointsmanAnkush आप रेलवे में नौकरी करने के लिए लगभग कितने महीने या साल तक तैयारी किये
Bhai tumhara UA-cam se per month kitna pement aa jata hai
Bhai payment nhi aata abhi
Bahi science ka pdf english meh nhi yeh
Hai
Lady ke liye group d mai kon si job best h
Pointsman hai best
Sir ye sabhi book kaha se mil jayega
Online office kaise bhi
Link description me hai
Pinnacle book science ke liye kaisa ha
Achcha book hai bhai wo bhi but wo ssc ke liye jyada sahi hai
@@RailwayPointsmanAnkush railway ki Pinnacle book
Bhai practice ke liye le sakte ho pinnacle ki bhi
Bhai Railway me tattoo allowed hai kya please reply ❤
Yes
भाई एक बुक बतानी थी आपको अपने अब कंफ्यूज कर दिया
Bhai aap Youth competition wali le lo
Bhai mera age April me 18 years hoga kya mai rrb group d me form fill kr skta hun
Yes bhai
@RailwayPointsmanAnkush thankyou bhaiya
Bhaiya me mock test ka analysis kaise karu or kab kab mock test lagaye or bhaiya me pehli baar aaj mock test diye hu uske pehle me 5 months se padhai karte aa gaye regular tab bhi gk. Gs me number nahi badh rahe kya kare or mock test ka question ayega to kaise pata chalega ki yeh kis topic se aya hai plz reply bhaiya 🙏🏻🥺
Bhai detailed video dalunga mai ispe
Thank u bhaiya me apka video ka wait... Karunga 🙏🏻🥰
Hello ji
Hello
Bhai aapke pass reasoning ki book hai to humko de dijiye please railway group d ki taiyaari kr raha hu 2025 se start Kiya hu🙏📖
Bro mere pass test book ka pass h usse se hi pyq ki practice kr lu ya book lene pdegi btao😢😢😮😮😮😮😮😢😢😢😢😢
Usi se kr lo bhai
Assamese language me nehi kiwa
Bhaiya Mera 10 or 12th Chhattisgarh open school se hua hai or percentage bhi 50 se kam hai kya main railway ka exam de skta hu or or iti nhi kiya hu to konsa exam de skta hu or agar iti krta hu to iti main kya Krna chahiye please guide kijiye
Yes kr sakte ho apply aap
Bhai sabhi book ka pdf do na please
Books ka pdf kaha se milega bhai notes dle hain
Kl kaha se ho aaaoo❤
Sahi ua kari di aapane❤
Ya phir Apne jo notes banaya tha mil Sakta hai
Books wale description me dekh lo
@RailwayPointsmanAnkush wo sab hindi mai lekha hai english mai mil sakta hai kya
Shaam tk english wale daal dunga
भाई साइंस का क्वेश्चन तो याद ही नहीं होता है
Jyada practice kro likh likhkar
NTPC ka or Grup D ka syllabus sem hai kya..?
Ha Sirf NTPC me computer aa jata
Science ka pdf
Bhai science ke reson se group d me salection nahi yuth science full book kam se kam 20 bar study ki 8 ouestion right huye faltu book mat batao yar
Bhai aisi baat nhi hai maine option rakha hai basic book ke liye bataya hai
Rukmani ki lelo hard questions ke liye
Ap student hai ki railway employees
Both😊
@RailwayPointsmanAnkush thik h but ap ek btao n abhi job m ho n ap
@@LaliLali-b9stum boy ho yaa girl
@@Anuj1600mtr9 girl'
Bhaiya postman b me iti magta hai please reply 😢😢😢
Nhi bhai pointsman m non iti h
Sabhi post 10th se
@@RailwayPointsmanAnkush nhi bhai bs pointsman ki hi h 10 th se
aap science ke notes ki PDF
Reply dena
Description me daal di hai
Batao
Sk झा सामान्य विज्ञान
Farji
@Kushwahji-777 किया फर्जी
@vikkikumar8139 ncert pdo bhai
Baaki sab book farji h
Mere pass ITI nahi hai to mera from fill ho jayega
Yes
Aap book ka prachar kar rahe ho❤❤❤
Bhai kisi ek ka krta pirchaar 😃 sbka nhi
Hello bheya science ka pdf saen kar do na
Best books wali vdo ki description me hai
Warna msg kro telegram pr
Bhai apka no chaye
First comment ❤
Yes you are!🎉🎉
English me dedo bhai notes plzz❤
Daal diye bhai
Ha mujhe bhi apka no chahiye
Bhai aapke pass reasoning ki book hai to humko de dijiye please railway group d ki taiyaari kr raha hu 2025 se start Kiya hu🙏📖
Apka diya hua physics, chemistry, biology ka sirf notes padh ke general science me 100% score ho sakta hai group d exam me?
Bhai practice ke liye mock test to dena hoga na
Syllabus cover ho jayega na notes se?
Syllabus cover ke liye apke notes sufficient hai ya alag se book wagera padhna padega?
Bhai aapke pass reasoning ki book hai to humko de dijiye please railway group d ki taiyaari kr raha hu 2025 se start Kiya hu🙏📖
Bhai aapke pass reasoning ki book hai to humko de dijiye please railway group d ki taiyaari kr raha hu 2025 se start Kiya hu🙏📖
Bhai mere pass reasoning ki book thi mere dost ne leli
Math ki hai but mai aap tk kaise pahuchunga usko