Bhai Guide ka button hai TV mei itna bada usme se change hota hai jaldi. Yeh baar baar Home button kyun press kar rahe. Aur channels area ke hisaabse change hote hai. Mere dth mei Star Sports 1 HD wala chalta hai
Koi issue nahin hai hamen bhi jio ka Air fiber lagwaya hai 599 wala sab channel chalte hai. Shuru mein thodi dikkat Hoti hai kyunki star aur sony ke channel unke app se open hote Hain agar channel aage ya piche Lena ho to pahle back dabana padta hai. Hamare hamare ghar ek TV ek laptop aur 4 mobile hai. Daily max 22-25 gb khatam hota hai. Aur sirf tv ki baat ki chaye to ham din me 10 12 ghante tv chalate hai sab channel and ott content UA-cam full hd me (4k tv nahi hai) usme 15 -16 gb daily jata hai. Sirf mobile me 4k dekta hu. Monthly 700 se 800 gb khatam hota hai.
kya hum channel ko + or - button se change kr sakte hai? ya back karke channel change karna padega please bta dijiye
use to bhai volume hi kam jayda hogti hai
@@beforestart bhaiya channel ke + - button bhi to hai remote mai
Samaj aa gya par jawab ulta dena hai
Same question
Airtel ka net aur service acchi hai but channel distribution bekar hai tv ke liye jio best hai
Jio me 1000 GB net milta h Total 1 Month ka wo agar aapke ghar me jyada meber huye to aaram se khatam ho sakta h 😢😢😢
But jio fiber me 3300gb milta he
Ar airfiber me 1000gb tik Tak he 4-5 log klyea @@HeereshDhakad-r9d
@@HeereshDhakad-r9d nahi hota bhai aap approx 6 hour tv chalaoge to 300 se 400 gb use hoga
@@HeereshDhakad-r9d par mujhe service acchi nahi lagti jio ki aur airfiber Airtel ka ho ya jio ka signal fluctuations bhut hota hai
Ek dum shi baat mere pass dono connection h jisko srf speed chahiye wo airtel or jisko multimedia experience sb kuch balance chahiye wo jio
Isme remond se direct channel aage piche kar sakte h kya...ya back jake sakect karna padega
Ho jata hai, direct
Bro aap chanel number daal kar ek ek channel play kariye or kya ham home screen par channel number use kar kar direct tv channel laga sakte hai
Please give pdf or excel sheet of all given channels
Tv channel use krne me data consume hota hai ya phir offline dhk skte hai??
Data consume nhi hota hai airtel me wo srf jio air fiber me hota h airtel fiber me tv channels dish se chalta h without internet
Disney hotstar or xterm dono install ke liye bol raha hai too kya wapis install Karni padegi
Dth pack kaunsa diya hai apko black plan mein???.... Dth pack ka name batado thoda 🥲
599 ka plan h
599 ka pata hai name kya hai pack ka
Dth pack ka name bolo
Isme bhai UA-cam jaise ads atte kya tv channel par skip karne wale
Hello there may I have a favor Can you upload Airtel Xstream Streaming Box All Completed Channel Guide please!
Bhai Guide ka button hai TV mei itna bada usme se change hota hai jaldi.
Yeh baar baar Home button kyun press kar rahe.
Aur channels area ke hisaabse change hote hai. Mere dth mei Star Sports 1 HD wala chalta hai
Star plus hd m bhi subscription maangta h isme...bs normal wala chlta h
Ek mahina baad xtream play apps unsubcribe show ho raha hai kya Karoon?
500mbps speed hone ke bad bhi kuchh bhi jaldi nahi khul raha to 30mbps speed me kya hal hoga?
airtel dth me android ka kone sa version chal raha hai ?
Any term and conditions for 599 plan installation
how are you getting so many hd channels its not same for me??? did you add those channels??
He has taken subscription of HD channels 😂
Bro ...how much storage....pls tell me
Airtel 599 plan ki tv channel ki excel sheet ko kaise check kre
Dth main pehle 1 min sab chalte hai fir ban ho jate hai
Ye internet se chal rhe ya satellite se bhai like dth
Satellite
Bhai starsports 1 hindi hd or sony sports 5 calta hei kya ek bar confirm kar do
Subscribe krna pdega alag se
@@snehasingh3333 hd channel nahi ata hei kya
Bhai remote se channel no laga sakte ho aap...itna complicats kyuu kr rahe ho
Sir mera mobile remote jio home ka vo STB se connect nahi horaha hai kya kru Mai ?
cartoon network pe dragon ball ka promo aa raha hai
@@SaifiMonis samaj nahi aaya bhai thora detail mai bataenge
Jio ka stb much better h airtel stb se mere pass dono h bhale hi airtel Android se attach joki jio k pass khud ka ui h but airtel se smooth h
Jio Air fibre me all channels chalta hai..
Hindi channels to dikhao... Kya english hi dikha rahe ho.. 🤬😡
oh bhai chill
isme aisa kar sakte ha kya ki jo channel nhi dekhye woh hata nhi sakte kya jisse price kaam ho jae????
but jio best sab chalta ha
Jio m star aur sony k live channels m problem h
Mere sony aur star ka channel working well agar Tera work nahi kar Raha toh customer care ko bolo @@snehasingh3333
Are Jahan per channel likha hua hai vah to dikha nahin rahe ho aap to kaise Mane ki chal raha hai
Airtel customer care is telling there is no 599 plan
Website se book krlo
Where is the excel sheet link?
Hm isme 3rd party app install kr skte hai ky..?? like pikashow
Ha bhai kar skte ho.... Playstore install rehta h isme
Exel sheet kaha hai ?
Excel sheet uploaded hai kya?
Abhi nhi
Utv action channel nhi hai kya sir ji
Ye channel toh kab change ho gya
Tata Sky?
Channel list kaha hai?
Ott only hot star without subscription
Good
Isme unlimited net bhi milta haikya
Haa
Is pack main hd channel nahi chaltey. Hd bahut costly hain
🎉🎉🎉
New subscribe❤❤
airtel air fibre install krwao 599 plan
Airtel best hai jio se.
Airtel digital TV Bakwaas
no jio is worst and airtel is god😊
Jio far better
Phir se wahi
Bakwas hai bhai Airtel ka to
Tv aur ott chahiye toh jio air fiber lena.. Warna airtel fiber
Sony aur star ke live channels m problem h jio ka...aur data v 1000gb h bs
@@snehasingh3333 app pr chal jate hain. Data bhi dinbhar use kro khatam nahi hota.. 33gb per day bht hota hai
Right yehi problem hai
Koi issue nahin hai hamen bhi jio ka Air fiber lagwaya hai 599 wala sab channel chalte hai. Shuru mein thodi dikkat Hoti hai kyunki star aur sony ke channel unke app se open hote Hain agar channel aage ya piche Lena ho to pahle back dabana padta hai. Hamare hamare ghar ek TV ek laptop aur 4 mobile hai. Daily max 22-25 gb khatam hota hai. Aur sirf tv ki baat ki chaye to ham din me 10 12 ghante tv chalate hai sab channel and ott content UA-cam full hd me (4k tv nahi hai) usme 15 -16 gb daily jata hai. Sirf mobile me 4k dekta hu.
Monthly 700 se 800 gb khatam hota hai.