Agar apke City me CNG ki option hain, fir kuch or sochna hi mat...aankh bandh karke CNG Ertiga uthalo...àapki running agar 500km monthly bhi hain forbhi CNG is a better fuel option. Bhai, ek 7 seater with AC 2.3/km deadly combination hain. Electric car bhi lene ki zarurat nahi hain. Running cost is 7 seater ki electric jitna aayega but, pollution electric car se kam aayega. Kyun ke, jo electricity car me use hoti hain wo toh coal, diesel jaisi cheezo ko burn karke hi aati hain toh clean energy hua nahi naa... CNG waise much cleaner. After extensive research I bought Ertiga CNG and trust me, it's awesome..koi muqabla nahi hain... Comfort innova jaisi (we do have innova of a close relative) Running cost toh ekdum sahi...sochna nahi padta gari leke nikalne ke liye...kidhar bhi jao...cost jeb pe halka padhega Zabardast deal. Ek car agar 7-8 sal bhi rakhte ho fir calculation lagao running cost ki with petrol. Difference samajh aa jayega... Petrol ki price abhi 100+ hain agey Chalke kitna hoga we never know. Whereas CNG india me hi kaafi produce hoti hain...dusre countries me dependency kam hain... So, govt have to and will be promoting this going forward, that is for sure...
bhai agar cng lete hai to running automaticaly badh jati hai. and i think starting me 1 L dena hi sahi hai, pata nahi fuel prices aur kitne badhenge. Mehenga roye ek baar sasta roye baar baar.
I have ertiga 2012 petrol model. it gives 9 kmpl in city & 12 kmpl on highway. My car have clocked 44000 km in 9 years which is too less but then too i hav to think to use the car bcoz of surging petrol prices. Dear friend go for CNG even if ur running is 6000 km/ Year,, CNG have 2 major Advantages over petrol 1. Its half the price of petrol 2. Gives 40% more mileage than Petrol. Bas ek hee dar hai ki Government CNG ka rate 100 Rs kg na kar de
Bhaiyo mere paas ertiga to nhi hai lekin dzire tour s model hai cng wali hum bahut ghumte hai use lekar kal hi mai haridwar aur mussorie le aaya hu kabhi 700km ka run hua gaadi me aur 2000 ki cng lagi hogi aur 600 ka petrol dalwaya tha wo bhi sirf pahad le chadhne ke liye aur wo bhi 60km me khatam ho gya tha Agar main sirf petrol pe gaadi le jata to aaram se 7000 se 8000 tak fuel lag jaata Ha bas cng pe jo top speed thi wo kam thi petrol se jo ki 120km/h ke aas paas jati thi Jabki petrol pe 160km/h se upar chali jaati hai Lekin uske liye road bhi waisa hona chahiye jis highway se hum aaye waha 110 ki speed kaafi thi
Bhai mere paas new genration petrol switf 2019 thi Mene o bechakar ertiga cng li hai Jitne rs. Ka me mahineme petrol dal raha utne rs. Me hi ertiga ka loan and cng ka cost jata hai Ertiga cng is best
19 ka milage company highway pr claim kr rhi h or wo smooth road pr jis pr na koi traffic h na koi red light h na koi speed breaker h lekin jb koi aam aadmi car chlata h tb wo condition nai hoti jis condition me company ne milage claim kiya h or jb city me chlna h to milage ki waat lg jaati h is situation me cng gaadi hi behtr rahegi or rhi baat ek lakh rs. Ki hr aadmi sochta h ki baar baar petrol me paisa waist krne se acha h ek baaar paisa de diya jaaye . .meri running pr day 12 km city me h grand i10 gaadi h agr m petrol me gaadi chlata hu to muje lgbhag city milage 10-12ka milta h but usi distance me cng se 18-20 ka milage mil rha h is hisab se kareeb 50-60 rs pr day bach rhe h wo alg agr. Aap kisi lambi trip pr jaate ho to lekin agr 50 rspr day k hisab se dekhe ek saal me 18250 k something bach rhe h jis se ki gaadi ka insurance or gaadi ki servicing ho jaati h iske alwa gaadi nikalte time sochna nai padta ki itne ka petrol lagega cng lagao ya cng lgi gaadi lo or gaadi khulle chlai
Bhai baat ekdam sahi bola par ek point mai bhi batata hu agar meri running 800 km per month ki hai aur mai petrol le leta hu to meri running 800 hi rah jayegi kyu ki ussase jyada chalane ke liye paise nahi honge.Mre hisab se CNG HI LENI CHAHIYE AGAR BUDGET HO TO KYU KI PHIR KAHI RUTINE SE ALAG JANE KE LIYE CHONA NAHI PADEGA
I agree with you bro.....I mean you provide the best information ... Request.. Can you please help us to understand New Car vs Old Car ... Pros & Cons...
Car is registered for 15 years , even if someone has average 10k running per year he can recover CNG cost in 3 years , and can enjoy CNG benefits atleast for another 7 to 8 years
For 1 lakh loan at 7% interest for 7 years, you have to pay 1500 rs monthly. Now do your calculation. Petrol mileage is 20 and CNG mileage is 26. As per Delhi's fuel prce. Petrol running cost is 5 rs per km and CNG running cost is 3 rs per kg. Comes out that the price difference per km is only rs 2. For a 1500 km run per month, the saving will be 3000. 1500 interest will be subtracted so net savings will be 1500 per month. Now if you are ok with all the extra efforts required for a CNG vehicle, to save 1500 per month then you can go for CNG.
Bhai cng Ho to aadmi hichkichata nai hai kahi jaane ko ...daily run na bhi ho to ...wahi sirf petrol loge to pehle uska mileage hi kam aata hai to aadmi sochne lagta hai kahi car leke jaau ya nai kitna kharcha aajaega ....fir 10lakh kharcha karne ka kya fayda agar tum gaadi use hi na kar paao to ...aur ye 19 ka mileage company claim hai kabhi milega nai kisiko ....and in sab se upar ki ek baat hai CNG natural gas hai...hume pollution kam karwana hai environment pollution free karna hai Global warming kam karni hai So Go for CNG...!!!
Bhai gadi kitne saal rakhoge wo bhi consider karo... Ek saal me gadi ki keemat nikalne ki koshish mat karna. Log Kam se Kam 5-7 saal rakhte hain gadi, usko consider karo
Lekin sir agar apke paas sirf 500 Rs ho aur us din apko car kahi le jana ho toh CNG hi kaam ayegi us time 1lakh Rs jo jyada diya hai wo yaad nahi ayega.😜
@@N._.SR1 nahi bhi ho sakte, ye mene condition ki baat kari hai, pura acche se pdo "us din" bola hai mene, koi bhi banda 10 lakh dekar gadi nahi kharidega aur jiske paas 10 lakh honge( in cash)wo Ertiga kabhi nahi lega wo 30 lakh ki gadi lega, mera ghar 100km hai mera toh cng me kaam hojayega. Hum toh garib hai aur Travel bus wale hai usi hisab se hi sochenge. 😜
Baat toh sahi boli bhai ne Agar Running kam hai toh kyu Cng pe jana. Mere pas WagonR CNG 2021 model hai meri Feb me 1 year = 15000km running ho jayegi.. roughly, As compared to petrol mene 80000/- save kiye hai. 1 saal me. approximate 👍. It's all depends on your daily running guys.
Bhai calculation ese lagao For eg meri gadi 35 km roj chalti hai petrol price 100 hai to 18 km ki average se meri gadi almost 200 ka petrol roz kha jaegi that comes 6000 a month and 72000 a year Whereas agar mere pas cng hai 35 km gadi chlne k lie 26 ki average se 60 rs cng ho to 80 rs ka cng lagega to month ka 2400 rs and year ka 28800 ka 72000-28800=43200 saving per year so almost 2 years mai apke cng k xtra paise vapis and 2 years k bad bhi jitne saal ap chlaoge utne saal per month 3600 and per year 43000 save kroge.. Correct me if i am wrong..
bt sir CNG cylender change karna padta hai 3 yrs ke baad, and CNG dry gas hoti hai isiliye fuel injectors jo engine me lage hote hai wo jaldi kharab hote hai. Long term me CNG ka maintenance cost jyada aata hai
@@cssachinsawrikar5732 dry gas se bhai engine ki life badhti hai kuki koi pollutant nai jaata aur cylinder change nai krna padta sirf inspection krwa kar pass krwana hota hai that is not costly
@@chiragarora6936 nahi bhai, engine ko hamesha lubricated fuel chahiye hota hai, CNG dry fuel hai and CNG high temperature pe burn hota hai isiliye fuel injectors ki life kam ho jyati hai. Pls check info for this you will get details.
Bhai running kam hai lekin ek baar me chalata hu to direct 2000km chalti hai to CNG me jana chaiye ya petrol hi thik hai .. per day running nahi hai occasionally rehti hai long . 2017 swift hai petrol
Iski bat suno its worth taking cng petrol is very costly running in ertiga I own ertiga 2022 it drinks petrol like water hardly has 10kmpl mileage in city wo bhi light foot pe. Long highway pe ek bar try karunga
Sumit ji ap reply krna plz, I have booked Ertiga Cng in two dealers in Gurgaon it's been 4 months. Both the dealers said 'Gadi company se nh aa rhi he, last do mahene se ek bhi gadi nh aie maruti se'. Please suggest how economical is XL6 over Ertiga cng.
bhai par ye toh pure 52 week ki waiting me hai ya niki pura 1 year toh fir ye kaaise mil sakti hai agra up se hoon me is par bhi video banao bhai bhai pure agra me 52 week ki waiting chal rahi hai toh kya kar sakte hai or mujhe sirf cng hi leni hai kahi koi jhol maal toh nahi chal raha hai kya
Bhai sahab 🙏 good and very good video patrol highbreed patrol cng dono bahut sundar tareeqe samjaya sir diesel or patrol ka bhi difference bata dete to Aap ki meharbani hoti
Sir Ji Ham Gau Me Rahate he Or CNG Pump City Me 20 km Dur he Or Ham City Me 1/2 mahine me 1/2 bar Jaye To Jaye to Kya CNG Car Lena Sahiye hamari Running Hapte me 1/2 bar ek bar me 20 km he or vo Bhi Sity Me To Nahi Hi jate he Gau Ke Area me hi Running hogi City me CNG Bharavane Jana hoga 20 km dur to kya CNG Ertiga Leni Sahiye ?
Bhaiya ji jb gadi cng ho to running automatically badh jati hai cng hogi to kitni bhi km chaloge fir 6 ya 700 km to chla hi doge is liye cng jaruri hai
भाई मुझे बुकिंग पर चलना है तो क्या अटिका य टाईवर लु मुझे टाईवर अझी अगती है बुकिंग के लिए कभी कभी चलेगी मरे पास अभी टीयागो एन आर जी है उसे बदल कर लेना चाह रहा हु तो आप मझे सलह दे धन्यवाद
highway pe 65-70 speed rakh ke gadi chalane se average bahot jyada milta hai. I have honda amaze. 80+ speed me average kam aur power jyada milti hai. City me kuch nahi kar sakte. 14-15 ka milega
Bhai smart hibrid system me lithiyum iron ki battery aati hai vo agar fail hojaye to vo 50000 ki battery aati hai aur battery 2 se 3 saal chalti hai agar iska hisab kare to 6 saal me 1lack rupees ka kharcha aa jata hai to cng lene me kya taklif
Sumit bhai Mere pas tata tiago xz revotron APR 2019 MODEL h kya mujhe cng kit lagwana chahiye yadi han to aap kaun si kit k liye advice karenge ? Meri location Azamgarh UP hai
Bhai gastech ki lagwai hai 3 months pehle. Sabko dikhwa li par problems abhi bhi hain. Best cng fitment center ko bhi dikhwa li lekin break hard hone ki aur beech mai engine off hone ki problem abhi b hai. Koi tiago ko haath ni lgata bahar fitment wala
Good information.. Due to waiting of VXI CNG, I am going to book VXI petrol hybrid. Now I have few doubts... 1. If I install cng, then hybrid will work or not ? 2. Outside CNG is advisable or not? 3. Daily running 55 Kms with mild to medium traffic, is it perfect to buy this 7 seater or to go with hatch ? Please reply soon as I have to book with in a week. Thank you
Black market me 50k more then actual price chal raha he bhai. Sale loot te hai . Mere ko bhi offer aayi thi. Pr meri abhi aa chuki hai. Sunday ko delivery hai . On road 10.51L me padi in Gujarat
Bade bhai CNG fati to nahin Lo Daud mein garmi mein kya kahate Karate aur kya kya dikkat nahin rahe the aap batao aur kuchh dikkat nahin deti to sahi jarur batana bhai
@@sagarkane9310 is there any discount applicable on this car in mumbai? Is there any difference in online and offline booking? I heard in offline booking,dealer dalay in placing the order im maruti portal.I.am planning to book in pune.
@@swapnilzagade9353 I am not aware about online booking. There is zero discount on this cng variant of ertiga. Do not even utter the this word infront of them, they will just laugh at you. Demand for this veh is so high that they dont care whether you book it or not. My waiting period has increased now. I may get vehicle by this December. I am thinking of buying mahindra xuv 300 diesel.
Agar apke City me CNG ki option hain, fir kuch or sochna hi mat...aankh bandh karke CNG Ertiga uthalo...àapki running agar 500km monthly bhi hain forbhi CNG is a better fuel option. Bhai, ek 7 seater with AC 2.3/km deadly combination hain. Electric car bhi lene ki zarurat nahi hain. Running cost is 7 seater ki electric jitna aayega but, pollution electric car se kam aayega. Kyun ke, jo electricity car me use hoti hain wo toh coal, diesel jaisi cheezo ko burn karke hi aati hain toh clean energy hua nahi naa...
CNG waise much cleaner.
After extensive research I bought Ertiga CNG and trust me, it's awesome..koi muqabla nahi hain...
Comfort innova jaisi (we do have innova of a close relative)
Running cost toh ekdum sahi...sochna nahi padta gari leke nikalne ke liye...kidhar bhi jao...cost jeb pe halka padhega
Zabardast deal.
Ek car agar 7-8 sal bhi rakhte ho fir calculation lagao running cost ki with petrol.
Difference samajh aa jayega...
Petrol ki price abhi 100+ hain agey Chalke kitna hoga we never know.
Whereas CNG india me hi kaafi produce hoti hain...dusre countries me dependency kam hain...
So, govt have to and will be promoting this going forward, that is for sure...
Bhai aap ke pas konsi gadi he
@@Henry-yv6mo Sirjee, Ertiga - CNG hain since last 2.5 years
bhai agar cng lete hai to running automaticaly badh jati hai. and i think starting me 1 L dena hi sahi hai, pata nahi fuel prices aur kitne badhenge. Mehenga roye ek baar sasta roye baar baar.
Bhai lakh rupay ki baat krdia aapne, bc petrol leke mar mar k kyu jeena h?
Bilkul sahi kaha aapne
I have ertiga 2012 petrol model. it gives 9 kmpl in city & 12 kmpl on highway. My car have clocked 44000 km in 9 years which is too less but then too i hav to think to use the car bcoz of surging petrol prices. Dear friend go for CNG even if ur running is 6000 km/ Year,,
CNG have 2 major Advantages over petrol
1. Its half the price of petrol
2. Gives 40% more mileage than Petrol.
Bas ek hee dar hai ki Government CNG ka rate 100 Rs kg na kar de
@@malikbagban9151 sahi bat bhai . ye modi iske bhi 100 kr.deg
Aap ki kahawat__--sasta roye bar. bar___
Bhaiyo mere paas ertiga to nhi hai lekin dzire tour s model hai cng wali hum bahut ghumte hai use lekar kal hi mai haridwar aur mussorie le aaya hu kabhi 700km ka run hua gaadi me aur 2000 ki cng lagi hogi aur 600 ka petrol dalwaya tha wo bhi sirf pahad le chadhne ke liye aur wo bhi 60km me khatam ho gya tha
Agar main sirf petrol pe gaadi le jata to aaram se 7000 se 8000 tak fuel lag jaata
Ha bas cng pe jo top speed thi wo kam thi petrol se jo ki 120km/h ke aas paas jati thi
Jabki petrol pe 160km/h se upar chali jaati hai
Lekin uske liye road bhi waisa hona chahiye jis highway se hum aaye waha 110 ki speed kaafi thi
Tour 120 pe jati hai kya....
@@raghvendrashukla4702 cng pe 135 bhi jati hai aur petrol pe 160+
I like your video's because you tell practical problems on road and with vehicles rather then looking and features.
😊😊😢😢😊
Bhut badhiya yar mai confuse tha apni akdam clear krdiya petrol hi shi hai
Sir, Ager hum Ertiga petrol vxi me cng kit bahar se lagwale to kya sahi rahega please suggest
Shi hisab lgaya Bhai bilkul.. or wo interest wali baat bhi bilkul kante ki . 👌👌
Bhai mere paas new genration petrol switf 2019 thi
Mene o bechakar ertiga cng li hai
Jitne rs. Ka me mahineme petrol dal raha utne rs. Me hi ertiga ka loan and cng ka cost jata hai
Ertiga cng is best
19 ka milage company highway pr claim kr rhi h or wo smooth road pr jis pr na koi traffic h na koi red light h na koi speed breaker h lekin jb koi aam aadmi car chlata h tb wo condition nai hoti jis condition me company ne milage claim kiya h or jb city me chlna h to milage ki waat lg jaati h is situation me cng gaadi hi behtr rahegi or rhi baat ek lakh rs. Ki hr aadmi sochta h ki baar baar petrol me paisa waist krne se acha h ek baaar paisa de diya jaaye .
.meri running pr day 12 km city me h grand i10 gaadi h agr m petrol me gaadi chlata hu to muje lgbhag city milage 10-12ka milta h but usi distance me cng se 18-20 ka milage mil rha h is hisab se kareeb 50-60 rs pr day bach rhe h wo alg agr. Aap kisi lambi trip pr jaate ho to lekin agr 50 rspr day k hisab se dekhe ek saal me 18250 k something bach rhe h jis se ki gaadi ka insurance or gaadi ki servicing ho jaati h iske alwa gaadi nikalte time sochna nai padta ki itne ka petrol lagega cng lagao ya cng lgi gaadi lo or gaadi khulle chlai
Bhai baat ekdam sahi bola par ek point mai bhi batata hu agar meri running 800 km per month ki hai aur mai petrol le leta hu to meri running 800 hi rah jayegi kyu ki ussase jyada chalane ke liye paise nahi honge.Mre hisab se CNG HI LENI CHAHIYE AGAR BUDGET HO TO KYU KI PHIR KAHI RUTINE SE ALAG JANE KE LIYE CHONA NAHI PADEGA
I agree with you bro.....I mean you provide the best information ... Request.. Can you please help us to understand New Car vs Old Car ... Pros & Cons...
Car is registered for 15 years , even if someone has average 10k running per year he can recover CNG cost in 3 years , and can enjoy CNG benefits atleast for another 7 to 8 years
Recovered in just 1 year...
@@hunnykoshik Depends on running.
Gadi leni hai
For 1 lakh loan at 7% interest for 7 years, you have to pay 1500 rs monthly. Now do your calculation. Petrol mileage is 20 and CNG mileage is 26. As per Delhi's fuel prce. Petrol running cost is 5 rs per km and CNG running cost is 3 rs per kg. Comes out that the price difference per km is only rs 2. For a 1500 km run per month, the saving will be 3000. 1500 interest will be subtracted so net savings will be 1500 per month. Now if you are ok with all the extra efforts required for a CNG vehicle, to save 1500 per month then you can go for CNG.
@@surya779Do you think it's correct calculation??
Maruti 800 ko replace karna h. 8.0 lakh tak me kon si gadi lena chahiye. Running around 20 km per day. Pl. Reply
Bhai cng Ho to aadmi hichkichata nai hai kahi jaane ko ...daily run na bhi ho to ...wahi sirf petrol loge to pehle uska mileage hi kam aata hai to aadmi sochne lagta hai kahi car leke jaau ya nai kitna kharcha aajaega ....fir 10lakh kharcha karne ka kya fayda agar tum gaadi use hi na kar paao to ...aur ye 19 ka mileage company claim hai kabhi milega nai kisiko ....and in sab se upar ki ek baat hai CNG natural gas hai...hume pollution kam karwana hai environment pollution free karna hai Global warming kam karni hai So Go for CNG...!!!
Thanks very much. I was in big confusion which one to choose. My running per month is with in city and hardly 250 kms so petrol is good for me.
Bhai gadi kitne saal rakhoge wo bhi consider karo... Ek saal me gadi ki keemat nikalne ki koshish mat karna. Log Kam se Kam 5-7 saal rakhte hain gadi, usko consider karo
Bahut badiya Samjaay bhai me CNG lene vaala hu meri gaadi jyadatar tour me jaati he
My according - thoda kam km chalao lekin gaddi ya full petrol wali loo ya Fir Full Diesel wali.
Ye mera pasand hai,baki dusro ke soch aalag aalag hai
Kaya CNG wali petrol par bhi chalti
hai yaa phir 200 km ke baad CNG fill karvani padti hai
Lekin sir agar apke paas sirf 500 Rs ho aur us din apko car kahi le jana ho toh CNG hi kaam ayegi us time 1lakh Rs jo jyada diya hai wo yaad nahi ayega.😜
Jo 10 Lakh ki gaadi le raha hai uske pass Petrol ke paise nahi honge?
@@N._.SR1 nahi bhi ho sakte, ye mene condition ki baat kari hai, pura acche se pdo "us din" bola hai mene, koi bhi banda 10 lakh dekar gadi nahi kharidega aur jiske paas 10 lakh honge( in cash)wo Ertiga kabhi nahi lega wo 30 lakh ki gadi lega, mera ghar 100km hai mera toh cng me kaam hojayega. Hum toh garib hai aur Travel bus wale hai usi hisab se hi sochenge. 😜
ये तो ओला / उबर के ड्राईवर वाली बात कह डाली ।
@@ramuji6041 ha bhai 23 bus ke malik hai aur 52 car chalti hai hai taxi me toh us hisab se baat karenge
Bhai 3rd row space same rehti hai kya?
Baat toh sahi boli bhai ne
Agar Running kam hai toh kyu Cng pe jana.
Mere pas WagonR CNG 2021 model hai meri Feb me 1 year = 15000km running ho jayegi.. roughly,
As compared to petrol mene 80000/- save kiye hai. 1 saal me. approximate 👍.
It's all depends on your daily running guys.
Bhai calculation ese lagao
For eg meri gadi 35 km roj chalti hai petrol price 100 hai to 18 km ki average se meri gadi almost 200 ka petrol roz kha jaegi that comes 6000 a month and 72000 a year
Whereas agar mere pas cng hai
35 km gadi chlne k lie 26 ki average se 60 rs cng ho to 80 rs ka cng lagega to month ka 2400 rs and year ka 28800 ka
72000-28800=43200 saving per year so almost 2 years mai apke cng k xtra paise vapis and 2 years k bad bhi jitne saal ap chlaoge utne saal per month 3600 and per year 43000 save kroge..
Correct me if i am wrong..
And jab ap isko sale krne jaoge 5-6 sal k bad tab bhi apko iski value petrol se jada hi milegi kuki cng kit ki resale jada hogi mere hisab se..
Perfect
bt sir CNG cylender change karna padta hai 3 yrs ke baad, and CNG dry gas hoti hai isiliye fuel injectors jo engine me lage hote hai wo jaldi kharab hote hai. Long term me CNG ka maintenance cost jyada aata hai
@@cssachinsawrikar5732 dry gas se bhai engine ki life badhti hai kuki koi pollutant nai jaata aur cylinder change nai krna padta sirf inspection krwa kar pass krwana hota hai that is not costly
@@chiragarora6936 nahi bhai, engine ko hamesha lubricated fuel chahiye hota hai, CNG dry fuel hai and CNG high temperature pe burn hota hai isiliye fuel injectors ki life kam ho jyati hai. Pls check info for this you will get details.
Bhai running kam hai lekin ek baar me chalata hu to direct 2000km chalti hai to CNG me jana chaiye ya petrol hi thik hai .. per day running nahi hai occasionally rehti hai long . 2017 swift hai petrol
Sir Mera confused dur Ho geya thanks
Petrol leker bahar se bhe cng lagwa sakte hi kya
Ha but pir warranty khatam ho jayegi engine ki..
Iski bat suno its worth taking cng petrol is very costly running in ertiga I own ertiga 2022 it drinks petrol like water hardly has 10kmpl mileage in city wo bhi light foot pe. Long highway pe ek bar try karunga
Taxi purpose ke liye CNG wali hi sahi rahegi naa bhai...??? Reply
Bilkul... Taxi ke liye petrol ki sochna bhi mt
@@sansCARisumit kiyu bhai
Sumit ji ap reply krna plz, I have booked Ertiga Cng in two dealers in Gurgaon it's been 4 months. Both the dealers said 'Gadi company se nh aa rhi he, last do mahene se ek bhi gadi nh aie maruti se'. Please suggest how economical is XL6 over Ertiga cng.
bhai par ye toh pure 52 week ki waiting me hai ya niki pura 1 year toh fir ye kaaise mil sakti hai agra up se hoon me is par bhi video banao bhai bhai pure agra me 52 week ki waiting chal rahi hai toh kya kar sakte hai or mujhe sirf cng hi leni hai kahi koi jhol maal toh nahi chal raha hai kya
Mujhe taxi purpose ke liye chahiye
Or cng tank kitne kg ka LG skta he
Bhai sahab 🙏 good and very good video patrol highbreed patrol cng dono bahut sundar tareeqe samjaya sir diesel or patrol ka bhi difference bata dete to Aap ki meharbani hoti
Bhai comarcal me kon achhi hai ye bto mne cng ptrol book kra di hai
Sir new car lete time hame kaun kaun si important features dekhne chahiye us pe ek video bana dijiye specialy for middle class people
Sir kaun ertiga vxi mileage kya h real
Bhai ji colour konsa acha h...... Silvr ya white
White
@@sansCARisumit taxi feel ata h white mai
Cng se engine kharab ho jata hai kya
Current price Kitna he bhai abhi puche to 12.5 bol rahe he with assoseries cng
Sir Ji Ham Gau Me Rahate he Or CNG Pump City Me 20 km Dur he Or Ham City Me 1/2 mahine me 1/2 bar Jaye To Jaye to Kya CNG Car Lena Sahiye hamari Running Hapte me 1/2 bar ek bar me 20 km he or vo Bhi Sity Me To Nahi Hi jate he Gau Ke Area me hi Running hogi City me CNG Bharavane Jana hoga 20 km dur to kya CNG Ertiga Leni Sahiye ?
Get diesel car instead of petrol. Dont buy CNG, uska cylender 3 saal me change karwana padta hai. CNG kit ki life jyada nahi hoti.
@@cssachinsawrikar5732 OK sir ji
@@cssachinsawrikar5732 Petrol
agar m 10 saal gadi rkhne ka plan karu to theek hai ??
Thanks bhai jaan aapne bht achi baat batai ab mai b running k according hi gadi lunga.☺️
Bahut sundar video. Bhai jee brezza cng ka koi news hai kya?
Kya smart hybrid me bad me CNG kit Ed krva skte he ya nahi
Kaunsi caR achi hai sir
Bhaiya ji jb gadi cng ho to running automatically badh jati hai cng hogi to kitni bhi km chaloge fir 6 ya 700 km to chla hi doge is liye cng jaruri hai
very very thanks aise hi video banaya kariye Super joki samajh aa jay
Sir cng ertiga chahiye new . waiting m mil rhe h .jldi dila skte h kya ap plz
Dukh ki baat sirf ek hai ..cng not available in top model 😔
Bhai CNG lene ke baad running to automatic badh jaayegi
Ertiga is best and my dream also 👍❤️🙏
I am taking
I am also delivered ZXI PLUS ❤️😍😊👍
Scorpio bhi best hai dost
Cng is environment friendly and pocket friendly so 1 lakh is better spared
sir maine ertiga vxi cng le le hai cng se Engine ko kohi problem ata hai kya
nhi..koi problem ni hai.. agar company fitted cng ho to
भाई मुझे बुकिंग पर चलना है तो क्या अटिका य टाईवर लु मुझे टाईवर अझी अगती है बुकिंग के लिए कभी कभी चलेगी मरे पास अभी टीयागो एन आर जी है उसे बदल कर लेना चाह रहा हु तो आप मझे सलह दे धन्यवाद
Sanskari jee agar majburi main petrol version hi lena pade to kya kiya ja sakta hai jisse kuch bachat hu..?
highway pe 65-70 speed rakh ke gadi chalane se average bahot jyada milta hai. I have honda amaze. 80+ speed me average kam aur power jyada milti hai. City me kuch nahi kar sakte. 14-15 ka milega
Bhai smart hibrid system me lithiyum iron ki battery aati hai vo agar fail hojaye to vo 50000 ki battery aati hai aur battery 2 se 3 saal chalti hai agar iska hisab kare to 6 saal me 1lack rupees ka kharcha aa jata hai to cng lene me kya taklif
Bilkul sahi kaha bhai aapne
Smart hybrid varaint scross me cng lagwa skte h
Hi Bhai Maine last year dzire zxi Le Liya he aur muze cng chahiye to Kya karu cng Karke LU ya approval ke Liye wait karu
2 year baad hi lagana nahi to warranty void ho jayegi...
Kahi pe cng available hai to bataye
Correct calculations this car is the best from Maruti Suzuki and only cng should be purchased
Sir triber ma fog lamp nhi lag sek ta kya
Sir ek sal me jiski 6000 km ki running he uske liye konsi le.
Petrol
yes petrol varient is giving 19.2 on highway and 19 in city.i have it..
Really
Petrol
Cng
Sir aapka no milega kay .Mai ne cng zxi liya hai.but ab auto ka le sakhte te soch rahe hai
Swift dzaire comercial ma kithani ki hai cng ma rate
Is there any color difference between both?
No
@@sansCARisumit what about VXI AND Tour m.... Can u please tell me.. Is there any color difference.. Between VXI AND tour m... Im really confused
Cng leneka or ek fayda he ki recale vallu achhi milegi
एकदम बराबर बोला आपने
बहुत बहुत धन्यवाद 🙏🏻
Sumit bhai
Mere pas tata tiago xz revotron APR 2019 MODEL h kya mujhe cng kit lagwana chahiye yadi han to aap kaun si kit k liye advice karenge ? Meri location Azamgarh UP hai
Mat lagwao. Maine lgwaya hai ab problem aa rhi h
@@shikhar5300aapne kab aur kaun si kit lagwaee
Bhai gastech ki lagwai hai 3 months pehle. Sabko dikhwa li par problems abhi bhi hain. Best cng fitment center ko bhi dikhwa li lekin break hard hone ki aur beech mai engine off hone ki problem abhi b hai. Koi tiago ko haath ni lgata bahar fitment wala
@@shikhar5300 thanks bhai for your advice 🙏🏽
Very good exlent massage
Lx6 cng hota hai ka
120 km daily running ke liye kya kiya jaye
Main bhi Ertiga VXI book Ki Hai Sir
Sir ertiga h is time available cng mai ho to batleo
Kay cng car m petrol ka v option milta h kya
Yes
bhai isme apne engine bay nahi dikhaya... kya waha koi difference hai?? ertiga petrol ka head aur ertiga CNG ke head me koi fark hai kya??
आप दैनिक 10 किमी भी चलाते हो तो कोशिश करो CNG फिटेड ही लो। दूसरे, सस्ता फ्यूल मिले तो चलाना अपने आप बढ़ जाता है।
Good information..
Due to waiting of VXI CNG, I am going to book VXI petrol hybrid.
Now I have few doubts...
1. If I install cng, then hybrid will work or not ?
2. Outside CNG is advisable or not?
3. Daily running 55 Kms with mild to medium traffic, is it perfect to buy this 7 seater or to go with hatch ?
Please reply soon as I have to book with in a week.
Thank you
Daily running 55km he to cng hi lelo vahi best option he
Ager 55km daily hai to cng lo.nhi to phir petrol wala model sahi hai
Wait for CNG
Go for a hatch or Sedan cng like hyundai Aura
CNG car Leni hain to baadi car lo..big bootspace wali..baad main admi rota hain space ke liye.. cylinder lagne ke baad space nahi bachta
Kya price hai
Bahod badiya bataya
Bhai Muje Eartiga Cng Urgent Leni He Bro Koi Help Ho Sakti He.
Black market me 50k more then actual price chal raha he bhai.
Sale loot te hai . Mere ko bhi offer aayi thi.
Pr meri abhi aa chuki hai. Sunday ko delivery hai .
On road 10.51L me padi in Gujarat
Bhai breeza k vxi mai ayegi cng?
How about buy vxi petrol and add cng after 1 or 2 years.
@@shubhamsood1406 thanks for reply. I have seen few videos for cng fitting in smart hybrid vxi model hence asked this question.
Ha bhai aapki baat sahi hai lekin petrol 99 rupiye hai lekin cng to 60 to bahot fark hai
Bade bhai CNG fati to nahin Lo Daud mein garmi mein kya kahate Karate aur kya kya dikkat nahin rahe the aap batao aur kuchh dikkat nahin deti to sahi jarur batana bhai
Im book already ertiga petrol
Me kon si lu
बिल्कुल सही सलाह👌
Main to thak gaya type 4 cng cylinder ka wait karte karte.
Ab old wala lagwa leta hu 🤔
Sochta hu Jab type 4 sasta hoga tab change karwa lunga.
Lxi me smart hybrid h ky
Jo taxi me chalayega uaska kya
Good information sumit bhai
City name
Genuine information provided
Thank u so much friend 👌
Bhai ek achi salah buy base variant and go for outside cng kit which will cost you 40000 rs
base varient me rear ac nahi aata hai
@@rameshkumawat3055 Bhai ah company wale jitne paise charge karte hai usme se jitne bache usse naya le lena 🤣🤣🤣
Jhunjhunu price
Petrol aur CNG se honewali pollution k bare me batayiye
In Ahmednagar Maharashtra it is one fucking year waiting for Ertiga CNG . I thought dealer were lieing but it was true .
In mumbai the waiting is 6-9 months.
I am waiting since last 5 months and expecting a delivery by diwali.
True bro.. I am also living Ahmednagar
@@sagarkane9310 is there any discount applicable on this car in mumbai?
Is there any difference in online and offline booking? I heard in offline booking,dealer dalay in placing the order im maruti portal.I.am planning to book in pune.
@@swapnilzagade9353 I am not aware about online booking.
There is zero discount on this cng variant of ertiga.
Do not even utter the this word infront of them, they will just laugh at you.
Demand for this veh is so high that they dont care whether you book it or not.
My waiting period has increased now.
I may get vehicle by this December.
I am thinking of buying mahindra xuv 300 diesel.
It is depend on running if you your running is low buy petrol
Mumbai 107 Rs petrol
52 Rs CNG
Petrol ghetala tar ❤de lagatil
Jai Maharashtra.. 😑