I had problems with my inlaws but i never replied but kept silent thinking that it will create more problems n secondly my husband never took my side, as a result i suffered alot.
Asslamelekum zubair sb Aj se maine apka motivated vdo suna h or ap bahut achche se hr chiz ko btate bahut bahut shukriy mera nam Tanweer Ahsan h mai Bihar se hu maine apka vdo kai apne logo ka maine shear ki
Mere saath kuch aise hi muammalat chal rahe thy but itni taqalif sy guzri k izaat kerwani a gai Ab Jb aap coupie ka program dykha tou feel howa k Khuda pak ny meri akal k derwazy khol diye hai aah Khudavand ka shuker hai k meri zindagi bohat achhi hai aur kuch aap k programme sy bhi pick kiya hai abhi .GOD bless both of you. Ameen
Bohat practical suggestions hain. JazakAllah.Please aurat ko kese manage krne chahiye apna time, ghar ke kam or apne app ka kheyal, bache, studies or health e.t.c. khuch practical tips den please. Mujhe apni personal life main bht help howi khuch tips se jo main share krna chahti hon shayad kisi ki help ho jaye. 1. Subha jaldi uthna bachon ke sath or rat ko jaldi sona bachon ke sath. Neend pori jab hoti hai to maa fresh or khush rehti hai. 2. Apne meal plans banana jese weekly shopping akhati ki or ghar walon se mashwara kiye ke kiya kiya khana pssnd karen ge pore week. Healthy khane bana sakte hain ese or pesson ki bhi bachat. 3. Ghar ke safai ke liye bhi plan banana keh week ke har aik room ki deep cleaning wagera. 4. Warzish krna 15 mints rozana. 5. Phone ko din main aik hour ke liye use karen or band kr ke rakh den. Jab ghar ke kam ese routine se manage ho jaye phr ap ziyada tired nahi hon ge or raat ko sone se phele aik hour book reading karen or bht achi neend aye gi. Umeed hai ke is message se kisa ka bhala ho jaye. Or please koi or practical tips hain to zaroor share kijiye.
Ya sab to daily routine hum karta hai par phir bhi husband kehta hai Kitna work hai ghar k jo tum tried ho jati ho agar health kharab ho gaye to kehta hai phir start ho gaya na hamari feeling samaj tha hi nahi k hum un ko miss kar raha hai vo hum se dhoor hai out of country mai hai
That’s a tough routine but yes it works sister . I v noticed early morning wake up kerne se kafi Achi routine rehti hai like in school going days we v good routine bcs of kids. Abhi lockdown me dekh le . It’s insane . Trying to stay on a routine. But it’s hard for the kids online classes all the time 😅. It’s not working . They r sleeping sometimes.
V true, people r of different types,it's good to have bounding in all relationships, communication skills should b taught to evry child in their childhood,it's duty of mother to raise bold children, ur video of "Mazbut maa ho Mazbut beti hogi" is very important..
I am going through the same situation right now. Thank you so much for this informative video.Iam feeling so relaxed now.ALLAH ap logon ko es es ka ajeer dy.AMMEEN
Mere susar galian bkty or ilzam ligaty thy me Bardasht krti thi tou wo brhty jaty thy but ab me ne awaz uthai tou ab kafi time se Aman hy ghar me but me ro jati hun mujhy larai se bht dr lgta hy mere husband bht achy hn mashAllah
Me nay sari Zindagi khamoshi sabar say Zindagi guzari Kabhi Jawan nahi diabari say Bari baat par khamosh rahi Bari khush asloobi say sari zimadaria nibhai har koi missal daita tha job Ghar kay Kaam Taman rishtay nibhaey aulad ko qabil kia hard work buht kia laikin koi izat nahi me nay apnay saray shauq khatam kar deay laikin na susraal walay izat kartay hay shohar har waqt roub jamanay kay chakar may rahay hay aulaad ko bhi koi qadar nahi
Apny aap KO bhol ker app ny dosroo KO sikhaia kh won asap KO Bohol Maine ajj BH I khd KO aah am Mani apni sahst ka khial rakhy nmaz ap pedhy app I pas nd my mam key susral shower. Bach oo KO about nazarandaz ker dying
Ji bilkul App ki samajh aa gye humko Aap maon ki beizzatty k tariqay bata rahay hain Aajkel ki bahuwen to hain he awwal derjay ki budtameez our nalaiq Wo shady ka matlub ye lety hain k aish kerna hai our tayyarr khana hai our shoher oske behen bhaye maa bap sub hamaray noker hain Ooper se aap bhi onko tariqay bata rahay hain wah kya bat hai aapki ?
Masha Allah betey , ap donon boht achi tarah aur acha kam kr rahey hein .... waqt ki ashad zaroorat he ye ...... aur ye boht acha he ke ap donon shohar aur biwi mil kr ye seekh de rahey hein. Allah ap ko apni aman o aafiat mein rakhey Ameen.
ہر نماز کے بعد اعوذُبااللہ اور بسم اللہ کیساتھ یہ دعا ایک مرتبہ لازمی پڑھا کریں۔ ان شاءاللہ خیر ہو گی۔ قرآنِ پاک سے دیکھ کر یاد کر لیں اور ساری عمر یہ دعا پڑھنی ہے۔ سورہ فرقان کی آیت نمبر 74 ہے۔ پوری آیت نہیں یاد کرنی بلکہ صرف اتنی جو لکھی ہے رَبَّنَا هَبْ لَنَا مِنْ اَزْوَاجِنَا وَذُرِّيّٰتِنَا قُرَّةَ أَعْيُنٍ وََّاجْعَلْنَا لِلْمُتَّقِينَ إِمَامًا کچھ عرصے بعد پھر یہاں لکھ کر مجھے ضرور بتائیے گا کہ آپ کے شوہر کا رویہ ٹھیک ہوا ہے کہ نہیں۔
ہر بات کا جواب نہ دیا جائے
یہ بہترین طریقہ ہے
Zabardast lecture hai practical baten hen bht
Thank you
جزاک اللہ بہت مفید باتیں اور مشورے فراہم کئے آپ لوگوں نے اللہ آپ دونوں کو خوش رکھے امین ثم امین
جزاک اللہ.
اللہ آپ کو دنیا جہاں کی خوشیاں عطا فرمائے. آمین
I had problems with my inlaws but i never replied but kept silent thinking that it will create more problems n secondly my husband never took my side, as a result i suffered alot.
Its very difficult
Same with me I never reply keep silent but I think this keeps situation the same and no one changes!resulting in kids disobeying!
And always try to press weak after that when someone came who reply then thy know their limits
Same problem. Prr main ab bolti hn. Shuru main bht saha ab nai Dil karta ksii ki sun'ny ki faltoo
Assalamualaikum.ap k mushware Ashe hain .muger sunnat ka hawala dete to zyada better ho ta
Champions of pakistan yes you are truly gems of pakistan .Respected teachers stay blessed
Asslamelekum zubair sb
Aj se maine apka motivated vdo suna h or ap bahut achche se hr chiz ko btate bahut bahut shukriy mera nam Tanweer Ahsan h mai Bihar se hu maine apka vdo kai apne logo ka maine shear ki
77 77 77777777]6
Mere saath kuch aise hi muammalat chal rahe thy but itni taqalif sy guzri k izaat kerwani a gai Ab Jb aap coupie ka program dykha tou feel howa k Khuda pak ny meri akal k derwazy khol diye hai aah Khudavand ka shuker hai k meri zindagi bohat achhi hai aur kuch aap k programme sy bhi pick kiya hai abhi .GOD bless both of you. Ameen
a shaa Allah barakallah fee ilmika wa amalika
Bohat practical suggestions hain. JazakAllah.Please aurat ko kese manage krne chahiye apna time, ghar ke kam or apne app ka kheyal, bache, studies or health e.t.c. khuch practical tips den please. Mujhe apni personal life main bht help howi khuch tips se jo main share krna chahti hon shayad kisi ki help ho jaye.
1. Subha jaldi uthna bachon ke sath or rat ko jaldi sona bachon ke sath. Neend pori jab hoti hai to maa fresh or khush rehti hai.
2. Apne meal plans banana jese weekly shopping akhati ki or ghar walon se mashwara kiye ke kiya kiya khana pssnd karen ge pore week. Healthy khane bana sakte hain ese or pesson ki bhi bachat.
3. Ghar ke safai ke liye bhi plan banana keh week ke har aik room ki deep cleaning wagera.
4. Warzish krna 15 mints rozana.
5. Phone ko din main aik hour ke liye use karen or band kr ke rakh den.
Jab ghar ke kam ese routine se manage ho jaye phr ap ziyada tired nahi hon ge or raat ko sone se phele aik hour book reading karen or bht achi neend aye gi.
Umeed hai ke is message se kisa ka bhala ho jaye. Or please koi or practical tips hain to zaroor share kijiye.
Uuuuuuu thy yuhyyh
Ya sab to daily routine hum karta hai par phir bhi husband kehta hai Kitna work hai ghar k jo tum tried ho jati ho agar health kharab ho gaye to kehta hai phir start ho gaya na hamari feeling samaj tha hi nahi k hum un ko miss kar raha hai vo hum se dhoor hai out of country mai hai
That’s a tough routine but yes it works sister . I v noticed early morning wake up kerne se kafi Achi routine rehti hai like in school going days we v good routine bcs of kids. Abhi lockdown me dekh le . It’s insane . Trying to stay on a routine. But it’s hard for the kids online classes all the time 😅. It’s not working . They r sleeping sometimes.
بہت بڑی نیکی کی آپ نے جزاک اللہ
اگر اخلاق محمدی صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم کی روشنی میی بتادیی درگز کر کے اگنور کر کے رویوں کے ذریعے اپنا مقام حاصل کرنا
Very good sharing 💯
Full watch your video ❤
Point :3 is absolutely correct. I agree to you alfaz sy chezey sahi nahi hoti bigar jati hain
kehna asan hy.."ghusa na kary""khush rahy"log jo kahy bardasht kry" Jin pr beetthi hy onko pta or onky allah ko pta huta hy
Sahi kah rahi h
Bhot khoob...very imp topic nd good ,motivational and practical advices
Mashallha bachoo Allha bless you and save you forever Ameen and your family forever Ameen sum Ameen
Mashallah bahut achi sari bate
V true, people r of different types,it's good to have bounding in all relationships, communication skills should b taught to evry child in their childhood,it's duty of mother to raise bold children, ur video of "Mazbut maa ho Mazbut beti hogi" is very important..
Thank you for your encouragement and support. Have a great life!
Sa bi
I am going through the same situation right now. Thank you so much for this informative video.Iam feeling so relaxed now.ALLAH ap logon ko es es ka ajeer dy.AMMEEN
Beshak ye sawal hi esa he shohar ka 🧕
Assalamualaikum mashallah bohot piyari video banai aap ne is main meri bohot sari pareshani ka hal hai
Thank you for gaiuding allah ap ko aur zubair bahi ko aman o sakoon den
good to hear that you are talking this issue with examples. jazakAllah khair
Sare points bohut acche hain i will do all these thank you so much
Good
Bahut achchi salahen din apne
Mere susar galian bkty or ilzam ligaty thy me Bardasht krti thi tou wo brhty jaty thy but ab me ne awaz uthai tou ab kafi time se Aman hy ghar me but me ro jati hun mujhy larai se bht dr lgta hy mere husband bht achy hn mashAllah
Thanks you mujhe bahot acchi nasihat mili
Very nice information sty bless both off you
Me nay sari Zindagi khamoshi sabar say Zindagi guzari Kabhi Jawan nahi diabari say Bari baat par khamosh rahi Bari khush asloobi say sari zimadaria nibhai har koi missal daita tha job Ghar kay Kaam Taman rishtay nibhaey aulad ko qabil kia hard work buht kia laikin koi izat nahi me nay apnay saray shauq khatam kar deay laikin na susraal walay izat kartay hay shohar har waqt roub jamanay kay chakar may rahay hay aulaad ko bhi koi qadar nahi
Apny aap KO bhol ker app ny dosroo KO sikhaia kh won asap KO Bohol Maine ajj BH I khd KO aah am Mani apni sahst ka khial rakhy nmaz ap pedhy app I pas nd my mam key susral shower. Bach oo KO about nazarandaz ker dying
@@pholwari3083 fffffffrf
MashaAllah great .jazakAllah
Bahot acchi bat batai,shkriya .
Mashall very good points jazz kale khair
Shukria 💐
Bahot hi achi bate hoti h
One useful tip from my side too..
Jo masoom log mere terha speakers nhi chala sakte wo headphones use kren
وعلیکم السلام
اللّٰہ آپ دونوں کی جوڑی سلامت رکھے آمین ♥️♥️
جزاک اللہ
بہت اچھی باتیں کیں ہیں آپ نے
Bahut khoobsurat baat ki aapne
Bohot bohot Shukria 💐💐
jaZakAllah for a good guide lines ur videos are so motivated
Very very true u r allways right
Nice vedio real life ki baten hen Sari aesa hota h ..
Thank you 💐💐
👍👍🏆💖💖 zaberdast naseehatain zaberdast andaz mai.💪🌐🌴🤲🤲May Allah bless & make things better for all, everywhere & always.🎁🤲
Ameen, jazakAllah
Ji bilkul App ki samajh aa gye humko Aap maon ki beizzatty k tariqay bata rahay hain Aajkel ki bahuwen to hain he awwal derjay ki budtameez our nalaiq Wo shady ka matlub ye lety hain k aish kerna hai our tayyarr khana hai our shoher oske behen bhaye maa bap sub hamaray noker hain Ooper se aap bhi onko tariqay bata rahay hain wah kya bat hai aapki ?
Very good inspirational advices
May Allah bless u
Allah app dono ko khush rakhay
Masha Allah betey , ap donon boht achi tarah aur acha kam kr rahey hein .... waqt ki ashad zaroorat he ye ...... aur ye boht acha he ke ap donon shohar aur biwi mil kr ye seekh de rahey hein. Allah ap ko apni aman o aafiat mein rakhey Ameen.
Thank you so much for your encouragement and support ❤
آپکے آلفاظ اور رویہ پوائنٹ سے انشاءاللہ ہم مزید بہتر ھونگے ۔۔ جزاک اللہ
Very useful talk
Good job. Very inspirational
Thank you 💐💐
Mashallah bhut acchi baate allaha aap ko or kamyabi de
Masha allah bahut achchi baat e hai
Jazakallah too much informative
Aap ki jo khamosh rehne wali tip h....mujhey bohot psnd i.q.k.m...khudd meri shaadi k 25 saalo se ye hi kr rhi hoon.
Beautiful speech
Aap ki batein bohot ache hain
JazzakAllah ,bhot achi baten bataen ap dono ne.
Thank you.
Very informative and good reminders.
Mashallah ap dono buht ache h thank u
ek baar sun kar dobara suna bohot kaam k tips hain. mei zaroor try karungi
Thank you ❤️
ہر نماز کے بعد اعوذُبااللہ اور بسم اللہ کیساتھ یہ دعا ایک مرتبہ لازمی پڑھا کریں۔
ان شاءاللہ خیر ہو گی۔
قرآنِ پاک سے دیکھ کر یاد کر لیں اور ساری عمر یہ دعا پڑھنی ہے۔ سورہ فرقان کی آیت نمبر 74 ہے۔
پوری آیت نہیں یاد کرنی بلکہ صرف اتنی جو لکھی ہے
رَبَّنَا هَبْ لَنَا مِنْ اَزْوَاجِنَا وَذُرِّيّٰتِنَا قُرَّةَ أَعْيُنٍ وََّاجْعَلْنَا لِلْمُتَّقِينَ إِمَامًا
کچھ عرصے بعد پھر یہاں لکھ کر مجھے ضرور بتائیے گا کہ آپ کے شوہر کا رویہ ٹھیک ہوا ہے کہ نہیں۔
@@TheRider.. jazak allah. allah har musalman ko izzat aur aafiyat ki zindagi naseeb kare.
MASHALLAH MASHALLAH bht bht achi video bht achi bt bataya hai u r soooooo great and best
Ap ny sahi kaha khamoshi sy ap root bahavie karny waloo ko asha sabak dy sakty ha may ny apni zingadi sy yahi seka ha
اپ بہت اچھے کمیٹس بتا تے ہیں۔ ان شاء اللہ لوگ فایدہ ضرور اٹھإینگے۔
Bht achy discussions the apke
Thanks for the compliments.
Jazak Allah
Jazak Allah Khair please Mr and Mrs Zubair carry on counselling us on these topics inorder to prevent divorce based on these small issues, great job
Thank you. We are trying hard to help people live with love and respect.
MashaAllah. Impressive talks
price
You are a great persons👌
My mazbooth or khush rahungi inshaallah.jazakallahu khair both of u
Very nice video..good.tips i will do it insha allah
Thank you
Sahi kaha har bat
Zaberdast kaha
JazakAllah
As usual and always ver informative episode
Excellent video and amazing tips.. You both are amazing and very positive persons.. I'm really motivated
mashallah nice tips. zabardast
Absolutly right
Thank you ❤️❤️
Boht acha btaya Aap ny
Mujay boht acha laga dua Karin Mary andr ye slahyt aa Jain
Very niceeee thanks a lot
Amazing effort
JazakAllah
Right attitude towards everybody
Ma sha Allah, zaberdast video 👌
Darna nahi ha best point
یہ وڈیو % 10 درست ہے
Shukriya sir
Aap dono ka shukriya
جزاک اللہ
Vry nice video mashaallah Allah always bless you the nice couple
Thank you sir aap ki video bohat helpful lagi👍
Apne aap ko mazbut rakhe veri good point
Thank you.
Is topic per jald mazeed videos bnain gy k kesy rakhen.
bht ahm awr qeemti muti
JazaqaAllah
May Allah bless you more
Boht achi batain ki hyn thank u so much
Very nice info ....
V nice v nice 👍.
MashaAllah
Very nice
God bless U
Jazakallah 💐
Bhut zpabardast video hai Allah ap logon ko khush rkhay
V.good guidance jazakillah.
Best couple ever.....khush rahain.....aabad rahain....Aameen
Jazakallah
Nice topic n nice discussion...
Thank you 💐💐
Good 👍 jete rahey aamen
Nice very nice
You are great sir
Always be happy
God bless both
Really thankful for your valuable comments. Jazakallah
Behtreen lecture 👍