Meri baat suno dost mai bata skta hu kya problem hai 1.Bearing jo wheels ke hote hain usko proper set krwao right wala bearing thoda bahar nikalwao aur left wala andar thukwao thik ho jayegi 2. Hope yeh comment time se pdd lo disk plate badalne se pehle
@@DashOG- mere saath bhi hua tha yeh company fitted alloy wheels mai isliye mujhe malum hai jidhar disk plate chipak rhi ho agar caliper mai bahar side chipak rhi ho toh andar krwa do bearing thoda aur agar inner plate chipak rhi ho toh usko bahar krwa do thoda sa
@DashOG- washer laga lo fork aur caliper ke beech mai jahan par caliper bolt aur shocker joint hote hain wha dono ke beech mai 2 2 washer laga do thik ho jayegi temporary hai agar ese thik ho jati hai toh pakka smjh lo ki bearing issue hai
Bhai mere sath bhi ye problem hui thi iska solution hai mere pass aapko pagal banaya ja raha hai na disck may problem hai na alloys may ismay bearing both side change ker do thik ho zayegi
@@DashOG-bhai yh chiz thk ni hogi mne vapas apne rim lagvadie ab bullet makhan chlri h pickup or smooth dono jbrdst isme disc plate tedi ni hoti bhai alloy tede h yh plate p chott lagvao mat sensor light aaegi fr abs ki mere ek mistri ne plate p chot mardi lkin bad m pta lga alloy m farq h
@@DashOG-sirf bearing ka issue hai bearing lagate samay ek taraf bahar zyada aur ek taraf se anad kr dete hain bss aur koi issue nahin hai hope yeh tum logo ki madad kr ske
Meri baat suno dost mai bata skta hu kya problem hai
1.Bearing jo wheels ke hote hain usko proper set krwao right wala bearing thoda bahar nikalwao aur left wala andar thukwao thik ho jayegi
2. Hope yeh comment time se pdd lo disk plate badalne se pehle
Thikk h bro try krta huu
@@DashOG- mere saath bhi hua tha yeh company fitted alloy wheels mai isliye mujhe malum hai jidhar disk plate chipak rhi ho agar caliper mai bahar side chipak rhi ho toh andar krwa do bearing thoda aur agar inner plate chipak rhi ho toh usko bahar krwa do thoda sa
@@arpitdubey2810 bhai yeh nhi pta na ki kis side disk chipak ri h
@@arpitdubey2810 abh to awzz Ari h age see ajib c
@DashOG- washer laga lo fork aur caliper ke beech mai jahan par caliper bolt aur shocker joint hote hain wha dono ke beech mai 2 2 washer laga do thik ho jayegi temporary hai agar ese thik ho jati hai toh pakka smjh lo ki bearing issue hai
Bhai apan j series bs6 se bs4 m canvart karwa sakte h ky
Abi tk to nhi bhai thode time tk koi solution ayega tbh pta chlega
Bhai mere sath bhi ye problem hui thi iska solution hai mere pass aapko pagal banaya ja raha hai na disck may problem hai na alloys may ismay bearing both side change ker do thik ho zayegi
Done bhai kl jake change kr duga
Apne bearing kha se kharide the ?
Bhai reborn standard pe free flow or long bottle suit krega in sound nd looks ?
Ha bhai bdiya lge ga chrome.
@@DashOG- bhai wo jyada lamba to nhi lgega na , kyuki reborn ki lenght utni nhi hai , aap suggest krdo
Mera fav long bottle hi hai
Bhai catcan Short wla lgwao
Ya fr ek normal long bottle ata h vo extra long nhi hota vo perfect h vrna to free flow chota wla lgwao
@@DashOG- great bhai
Love nd support from DELHI
delhi aao to kbhi bataana bhai .
Bhai chrom powder dry use krte ho kya
Han bhai
Bend pipe change krwao bhai
गाड़ी के साथ में जो एलॉय व्हील आता है वही ठीक है यह सब सब बेकार के हैं तुम निकालकर फेंक दो आने वाले में प्रॉब्लम देते रहेंगे कंपनी वाला डालदो
Bro mere bike ke meter mei engine light dikha Raha hai iska kra karan hai
show room me check kra bhai koi dikkt nhi hoti h
Service krva lene ki sign h
Bhai yrr m bhi alloy wheel lagwa ne wala tha ab ky Karu bhai
Lgwalo bhai
@DashOG- okh bhai❤️🩹
Bhai same same problem hui mre sth
Kese bhai ?? Thik kese ki fr ?
@@DashOG-bhai yh chiz thk ni hogi mne vapas apne rim lagvadie ab bullet makhan chlri h pickup or smooth dono jbrdst isme disc plate tedi ni hoti bhai alloy tede h yh plate p chott lagvao mat sensor light aaegi fr abs ki mere ek mistri ne plate p chot mardi lkin bad m pta lga alloy m farq h
Achhh mtlb alloy wheels htne phde ge rim p shit hona phde ga
@@DashOG-sirf bearing ka issue hai bearing lagate samay ek taraf bahar zyada aur ek taraf se anad kr dete hain bss aur koi issue nahin hai hope yeh tum logo ki madad kr ske
भाई माइलेज कितना दे रही है
Bhai 30-32 ki
@DashOG- 2nd service ho gai iski
Bro mere bike ke meter mei engine light dikha Raha hai iska kra karan hai
Kitna time hogya bhai ?
@DashOG- 2 k din hoye a
@@BaljeetSingh-pe6wg showroom se htwa lo free m
Same problem boss
@@DashOG- mene uske rpm slow Kewane the machanic ko dikhaya tha