Waah.!..Suman ji, aaj toh aapne hamein madhosh kar diya, ye itni be-intehaa khoobsoorat ghazal sunvakar.. Isse achha tohfa aur kya ho sakta tha jo aapne diya subah subah, ye piyaari ghazal, Mehdi Hassan saab ki makhmali aawaaz mein sunakar... Mere liye to shaayad ye sabse behtareen upload hai aapka, shabd hi nahin mil rahe tareef mein bayan karne ke liye... Kahaa.n se khoja hai aapne ye heera, bemisaal shaayari aur gaayiki se paripoorn...Khan saheb ki gaayaki ka ek bahumulya pradarshan hai iss live performance mein...Unki nazakat se bhari, lafzo.n ki adayegi, moh lene waali hai... Farhat Shahzad sahab ki marm sparshi shaayari ko, kitna khubsurat anjaam diya hai Khan saheb ne... Rooh ko chuu lete hain ye bol...Ek bas tuu hi naheen, mujhse khafaa ho baithaa...Maine jo sa.ng taraasha tha khuda ho baitha.... Shukriya aye mere qaatil ai maseeha mere..Zahar jo toone diya tha, wo dawa ho baithaa... Aur ye aakhir ke sher toh jaan leva hain....Jaan-e-shahazaad ko min-jumla-e-aada paa kar...Huuk wo utthi ki jee tann se judaa ho baithaa......Aur Khan saheb ne bhi kitni ruhaaniyat se gaaya hai in ash'aar ko, dil ki ghehrayion ko chuu lete hain... Tari Khan sahab ki bhi laajavaab sangat table par, gaayiki ko nikhaar deti hai... Shukriya aapka, itni naayaab ghazal sunvaane ke liye.....Khush rahein, sehatmand aur surakshit rahen..👍👌👌👌 🥰 🙏
@@sumansaurav71 Suman ji peer baksh ka hai par apne ustad tari khan saheb ka nahi upload kiya hai please look for it and upload It would be really kind of you🙏🙏
Thumbnail says Tari Khan on TABLA, but pic shows Ameer Buksh on Tabla. Just a mention, however it doesn't have any impact on the quality of Khan Sahib's gaeyki. lol
Waah.!..Suman ji, aaj toh aapne hamein madhosh kar diya, ye itni be-intehaa khoobsoorat ghazal sunvakar..
Isse achha tohfa aur kya ho sakta tha jo aapne diya subah subah, ye piyaari ghazal, Mehdi Hassan saab ki makhmali aawaaz mein sunakar...
Mere liye to shaayad ye sabse behtareen upload hai aapka, shabd hi nahin mil rahe tareef mein bayan karne ke liye...
Kahaa.n se khoja hai aapne ye heera, bemisaal shaayari aur gaayiki se paripoorn...Khan saheb ki gaayaki ka ek bahumulya pradarshan hai iss live performance mein...Unki nazakat se bhari, lafzo.n ki adayegi, moh lene waali hai...
Farhat Shahzad sahab ki marm sparshi shaayari ko, kitna khubsurat anjaam diya hai Khan saheb ne...
Rooh ko chuu lete hain ye bol...Ek bas tuu hi naheen, mujhse khafaa ho baithaa...Maine jo sa.ng taraasha tha khuda ho baitha....
Shukriya aye mere qaatil ai maseeha mere..Zahar jo toone diya tha, wo dawa ho baithaa...
Aur ye aakhir ke sher toh jaan leva hain....Jaan-e-shahazaad ko min-jumla-e-aada paa kar...Huuk wo utthi ki jee tann se judaa ho baithaa......Aur Khan saheb ne bhi kitni ruhaaniyat se gaaya hai in ash'aar ko, dil ki ghehrayion ko chuu lete hain...
Tari Khan sahab ki bhi laajavaab sangat table par, gaayiki ko nikhaar deti hai...
Shukriya aapka, itni naayaab ghazal sunvaane ke liye.....Khush rahein, sehatmand aur surakshit rahen..👍👌👌👌 🥰 🙏
Shukriya Vichitra Jee.
@@sumansaurav71Jee.! You are most welcome.!..
Itna mantra mugdh kar diya hai aapke iss upload ne ki, subah se loop mein sunn rahi hun.!...👌🤗 💐 🙏
Subhan allah,respect khan sd also tari khan
La jawab judi,thanks shumon bhai
Hassan sahb का her सुर पानी में भीगो kr निकलता हैं ❤️ जब tk ye सुर न सुना जाए tb Tak esa लगता है आज सूर्यौधय नही होगा,,
wah wah ustad Mehdi hassan khan saab ( love you ) and ustad Mian Tari khan saab (love you)
Thanks for valuable feedback. please listen recent uploads.
इस ग़ज़ल का यह खूबसूरत व यादगार version सुनकर सच मे आनंद आ गया.मेहदी हसन साहब की सुरों में भीगी गायिकी तृप्त कर देती है... शुक्रिया
Thanks.
His highness!! The legend in a centuries 🙏
God Of Classical Musicology 😱.
Wahh Mehdi sahab . Rooh chu lete hai apni surili awaz se
Thank u very much for feedback. Please check recent upload.
Heavenly! Khan sahab se miloonga marne ke baad aur paon chhoo loonga, mauqa mile to. Zindagi mein to mil na sakaa.
Thank u very much for feedback. Please check recent upload.
The most super king of Gazal
Khan saheb Medhi Hassan Saheb
Thank u very much for feedback. Please check recent upload.
Suman bhai... Great job... A. A. Khan Bangkok
اردو زبان و موسیقی پورے برصغیر کی مشترکہ میراث ہے... آفتاب عالم خان بینکاک
Thanks
Soluttttttttted Man 👨 😪
Thank u very much for feedback. Please check recent upload.
Allah aap ko eman ki dolat se nawazy
🙏🙏
Feeling divine.....One of best jodi
Thanks
I want to meet u Hasan sahab
Sauro Suman Mashaallah great job
🙏🙏
Both legend together
Thanks
No Words..only 🙏
Thank u very much for feedback. Please check recent upload.
❤❤❤
Beautiful🙏🙏Sir please post Zindagi ko na bana le with Ustad Tari khan on the tabla if available🙏
Aap check kijiye.Upload kiya huun but yaad nahin hai tabla peer baksh ka hai ya tari saheb ka
@@sumansaurav71 Suman ji peer baksh ka hai par apne ustad tari khan saheb ka nahi upload kiya hai please look for it and upload It would be really kind of you🙏🙏
@@ayushsinghs06 ok brother.
@@sumansaurav71thank you so much sir🙏🙏
Not peer bux but ustad Tari khan is playing .@@ayushsinghs06
Thumbnail says Tari Khan on TABLA, but pic shows Ameer Buksh on Tabla.
Just a mention, however it doesn't have any impact on the quality of Khan Sahib's gaeyki. lol
Tari hai pic mein bhi
@@sumansaurav71 if it's Tari Khan, then i'am extremely sorry