Wo Sakina Behen thi Meri Wo Yateema Behen thi Meri | Shabih Abbas Arfi Nohy 2024 | 22 Safar Bihari

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 18 вер 2024
  • 22 Safar Shabbedari Bihari Sadat Muzaffarnagar 2024
    Bihari Sadat Muzaffarnagar Shabbedari 2024
    #yahussain #yaali #muharram2024 #noha2024 #shabihabbasarfi
    #imamhussain #noha
    New Nohay Shabih Abbas Arfi 2024
    lyrics:-
    Woh Sakina Bhen Thi Meri Woh Yateema Bhen Thi Meri
    1..
    Jiski Aaho Se Fat Ta Tha Mera Jigar Jis pe rote the Zindan ke diwaro dar Khoon Kano Se rehta tha jiske rawa Zakhmi Hathon Se Jo tham Kar Pasliyan Sar jhukaye hue dar pe Zindan ke Baithi rehti thi sehmi hui
    2..
    Haye Apne Padar Ki Dulari Thi Voh baba jaa'n ke liye jaa'n se pyari thi voh Unke seene pe sone ki aadi thi voh Subh o ashur tak Shahzadi Thi Voh Baap Mara Gaya Khaq bistar bani Rukh pe gurbat baras ne lagi
    3..
    Ghut chuki thi bhot Thak Gayi Thi bahot Baap ki Yaad Mein Ro Rahi Thi Bahot Usko Sone Na Deta Tha Zalim Ka Dar Jab Use Mil Gaya Apne Baba Ka Sar Baap Ka Sar Liya Muh Pe Muh Rakh Diya Or sada ke liye So Gayi
    4..
    Bhaiyon Tum Ne Aane Mai Takhir Ki Ghut ke Zindan Mai Ghamzada Mar Gayi Ho Na Paye Gi Woh ab Kabhi bhi riha Qaid Khana Hi ab Uska Ghar Ban Gaya Bebasi Hai Ajab Woh Wha Ustraf Jis ki Nanhi Lehad hai bani
    5..
    Log Kehne Lage kya hua tha use Kon Se Dard Ne Mar Dala Use Bole Aabid Ye Sadma Mila Tha Use Uske Baba Ke qatil Ne Mara Use Chot Is Zulm Ki Dil Pe Esi Lagi Dard Ne Sas hi Rok Di
    6..
    Aye Nadeem Eliya hashr Barpa Hua Roke Sajjad Ne Jis Ghadi Ye Kaha Rozo Shab Jiska Jhula Jhula Ta Tha mai Apni Godi Mai Jisko khilata Tha main Haye Qismat Meri mere hatho'n

КОМЕНТАРІ • 8