Kushvaha ji namaste mera mango plant August month me lagya tha Nuersery se abhi to growth ho rahi hai lakin 2se3 leaves aadhi aadhi jali si ho rahi hai pls batye kaya karoo mera mango plant 5fit. Ka hai aur 18/18 inch gamle me laga hua hai pls reply soon Thankyou
@@RNKushwahabhaiya ek pura video bnaiye aam ke podhe 🌳 par... Aam ke podhe🌳 ki kaise dekh bhal karna chahiye or kab kab usme khaad ( fertilizer) dalna chahiye please🙏... Puri detail wali video
Aoa bhai meny pchna tha ky meny sbzi ky pody lgay hn jo aj 20 din ky ho gay hn to un ki growth brhany ky leye organic khad bta dyn jis sy un ki growth tez sky
Pl apnz whatsapp number screen per display karenpl yes batayen agar rice husk nahi hzi to dry leaves use kar sakte hain aam ke poudhe ke potting mix mein pl batayesir dhsnyawad jai hind
बहुत बढ़िया कुशवाहा भाई
बहुत अच्छी खबर बताई, धन्यवाद
Bahut badhiya Jaankari di dhanywaad
Dhanyawad, Apka Video bht achha hai. Ek hi video main bht information di.
Good information
Bahut Aacha Jaankari Di Apne Dhayabad
Thanks Sir 💥 for 👑 information👍
Shandar
First comment first like 👍👍
Very good information thank you.
Very useful & important information 👍
Very informative video thank you so much bhai
So nice of you
Very. Nice.
Nice video
Really appreciable
Like
Stay connected
Thank you! Cheers!
Very nice
Nicely explained
Thanks for liking
👍
Very good👍
Thank you very much
Babistin kr skte hai use ?
🕉️🙏🙏
बहुत अच्छा लगा गुठली से आम को लगा सकते हैँ क्या फल kitne😄दिनों बाद aayega
Ji na lagaye aap nursery se le
No coment. Dali ka kalam kaise lagana hai.
Kushvaha ji namaste mere aam ka paudhe ki patti Sukh jaati hai paudhon mar jata hai kis vajah se
Kushvaha ji namaste mera mango plant August month me lagya tha Nuersery se abhi to growth ho rahi hai lakin 2se3 leaves aadhi aadhi jali si ho rahi hai pls batye kaya karoo mera mango plant 5fit. Ka hai aur 18/18 inch gamle me laga hua hai pls reply soon
Thankyou
Jameen me lage huwe mango ped me couper sulphet ka mishran de shate hai
Aam k plant me kande se jo liquid fertiliser bnate h , de sakte h kya?? Pls reply dijye
Kushwaha ji Namaskar u are doing gud job sir I m going t0 mango farming in field let me know how I can plant it reply pl.
So nice of you
भाई बालू रेत लाल🔴 नहीं होती ( लाल ) को बालू नहीं बजरी होती है बालू रेत (नदियों वाली लेनी है) या बजरी लेनी है
Jameen me podha lga huaa aapko pic bhej kr dikhana hai to sir photo kaha par send kru
AAP MITTI KE GAMLE KAHA SE LATE HAI, PATA AUR KIMAT KITANI HAI?
Aam ke ped ke gamle mein kande ki rakh daal sakte hain kyaa
Ji kitne sal ka hai mango plants
बवेरिया वासियाना का छिड़काव प्रतिदिन करना है.?
Ji nahi 15 se 20 din pe
Aur kaun kaun se paudhon mein tutia aur chune ka liquid daal sakte hain?
Ji sabhi plant me
Chuna konsa lena hai
Ji khane wale
Hamare pass ek lichi ka paudha bhi jiski pattiyan bhi Sukh rahe hain Kaun Kami hai upchar bataiye
Online plants reporting ka baad kitna din ka baad copper sulphate aur fingiside use kar sakte hai
Ji kam se kam 2 months bad
Thank you so much 🤝
हमारे पास आम के पेड़ में 4साल से फल नहीं आ रहे हैं क्या करें?
Ek sal vate or karo
Kayo ki mere 3 4 mango plant sukh Gaye hai
Happy new year 2024 🎉🎇🌠Bhaiya january ka mahina kl aane wala hai... Please btaiye
Ji kya bataye
@@RNKushwahabhaiya ek pura video bnaiye aam ke podhe 🌳 par... Aam ke podhe🌳 ki kaise dekh bhal karna chahiye or kab kab usme khaad ( fertilizer) dalna chahiye please🙏... Puri detail wali video
Sir bij upchaar me isk upyog karsakte hai kya aur paudh ropan ke samay jad ka upchaar kar saktey hai kya ? Agar ha to iska video banayen plz
ji jarur
Aoa bhai meny pchna tha ky meny sbzi ky pody lgay hn jo aj 20 din ky ho gay hn to un ki growth brhany ky leye organic khad bta dyn jis sy un ki growth tez sky
Ji aap kisme lagaye hai pot ya soil
@@RNKushwahaji meny mati mn kichan composed mela kr chat pr kiyari mn lgai ha palk or methi
Bhaiya pahele bata toh do baberia kya hai ....isko frungicide kahete haia koi bhi ek fungicide enough cheez hai
Guthli se nikle podhe me ful aate hai kya
Ji nahi aap na lagaye
Bana ke store kar sakte he
ji turant banaye turant use kare
CuSO4 ,aasani se milta nhi h, Pansari k pas bhi nhi mila, Kya kre
Ji pata kar le mil jayega
अरे भाई हमेशा आप गमले के पौधे की बात करते है। खेत मे लगाने और बढ़ाने की चाचा करें।
एक ही बात बार बार बोल कर बोर ना करें तो better हो।
Mere aam ka podha jameen m lga k ghamle m nhi
Ji koi bat nahi
Bekar ka bakwas kar rahe ho
Pl apnz whatsapp number screen per display karenpl yes batayen agar rice husk nahi hzi to dry leaves use kar sakte hain aam ke poudhe ke potting mix mein pl batayesir dhsnyawad jai hind