सस्ता है पर रिजल्ट शानदार है | upl cuprofix fungicide and bactericide | copper sulphate + mancozeb

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 28 жов 2024

КОМЕНТАРІ • 19

  • @pawanthakur4618
    @pawanthakur4618 Рік тому +1

    Very nice information Sir ji 🙏

  • @Zitendraofficial
    @Zitendraofficial Місяць тому

    Dhan me gabot ke samay kar sakte hai kya

  • @allabakash7143
    @allabakash7143 3 місяці тому +1

    kya fruit stage mein use kar sakthe hon

  • @BhagvanBhoye-b1n
    @BhagvanBhoye-b1n Місяць тому

    Devona+Insectide Profex super use kiya Tha... Side effect hota hai... Separately use krna chahiye... ✅

  • @bajrangbajrangbajrangbajra4575
    @bajrangbajrangbajrangbajra4575 2 місяці тому

    इसके अंदर सीट्रेप्टो की मिलने की जरूरत nhi hoti kya

  • @jayvantkalyankar2289
    @jayvantkalyankar2289 8 місяців тому

    Can it be used for drenching?

  • @ShubhamKumar-xd4yc
    @ShubhamKumar-xd4yc Рік тому

    👍

  • @vijenderkumarvijenderkumar5853

    Stam root par Kam krga ji paddy

  • @ChataraRam.
    @ChataraRam. Рік тому

    👍👍

  • @Ahir.Sanju5799
    @Ahir.Sanju5799 Рік тому

    👍👍👍👍👍

  • @harrapacivilization2779
    @harrapacivilization2779 9 місяців тому

    Gehu me gobh awstha Me use kr skte hain ?

  • @vijenderkumarvijenderkumar5853

    Dhaan 1401 ma kr sakta ha ji sir

  • @SatyendraKumar-rm5by
    @SatyendraKumar-rm5by Рік тому

    Docter sahab ham aur hamare yaha ke cauliflower ki kheti karne bale kisan bahut hi jyada pareshan hai
    Kai saalo se aaj tak sahi solutions nahi mil saka
    Lakho rs ki cauliflower har saal puri tarah barbaad ho jati hai
    Cauliflower me 30-35 days ki crop ho Jane ke baad
    Crop me bahut hi jyada tez jhulsa lagta hai
    Patte peele aur kale hokar bahut tezi se jhad jate hai
    Jisse sirf 3-4 main patte hi bachte hai
    Baki ke patte jhad jate hai
    Jisse gobhi bahut hi choti aati hai
    Plant puri tarah se week ho jata hai
    Har tarah se bahut si dawaye dalte hai
    Pahile se hi Acchi se acchi dawa dalne lagte hai aur jaise hi rog start hota turant acche acche fungicide
    Aur bactericide dalte hai
    But koi fayda nahi hota
    Samajh hi nahi aata ki ye early blight hai ya late blight hai ya
    Bacterial blight hai
    Sabhi tarah ke symptoms show hote hai
    Copper se lekar cocide tak
    Streptocyclin se lekar casugamycine tak
    Saaf se lekar redomil gold
    Amistar
    Custodiya
    Nativo tak
    Har tarah ki sahi time par dawa use karte hai
    But jhulsa rukta hi nahi
    Kya kare kya cauliflower ki kheti band karni padegi
    Ya proper treatment hai
    Please full details me video banao
    Real me ye kya rog aur sahi aur sateek treatment kya hai
    Help me
    UA-cam par bahut research ki aur bahut se docter se help li
    But no results

  • @SatyendraKumar-rm5by
    @SatyendraKumar-rm5by Рік тому

    Kya early blight aur late blight dono ka ak saath attack ho sakta hai ya dono ak saath nahi aa sakte tell me
    Dono blight ke jo symptoms bataye jate hai
    Bo to dono tarah ke show hote hai gobhi ke patto me
    Kya real hai please help me

  • @pagaranil217
    @pagaranil217 Рік тому

    35%metal axial ke sath chalega kya