Very nice bhayijaan But ek request h jitna shop ko aapne cover kiya wahan se hm online le skte h ya nhi ye confirm v kar lete to bht hi acha hota khas kr pehla dosra shop aur jahan aapne sadi dekhai thi
Hello dear mujhe delhi aana h sirf shopping k liye to please btaye ki jo aap vlog me price bta rhe ho kya real me yhi price h kyonki maine ek ladki ka vlog dekha wo kuch or hi bta rhi thi
Thanks for the information video thik bani hai but thoday way ko thik se samjaiye kis tarah local hum waha aasakte hai and shop walo se kuch baat karwaiye aur shop number bataiye taki jyada ghumne ki jgah ek jagah pahuch kar purchasing Kiya Jaye 😊 keep going 👍Guys
Ab yahan se kapda lena koi matlab bhi nahi banta bahut mahenga hai Kyuki kurta ka fabric 230-300 mtr se kam nahi milta yahan fir pant ya pajama ke liye 250 ke liye thik thak bhi loge toh Isse achcha jitne me yahan se ek kurta banega utne me same do kurte aa jayege online se 😂😂😂
kya ye sach me real price hai bcoz i can't believe itni cheap rates but meri ek friend gyi thi usne bola bhot high price hai aap please btao ye sach me real price the? fir me bhi jaungi🙂🙏
Ye market choti si street par lagti hai aur sab similar fabric hi rakhte hai agar aa jayenge to koi bhi kapda jo maine apko dikhaya hai easily mil jayega
Ye market chhoti si street pr lagti hai aur apko same price me same fabric kaafi saari shops pe mil jayega so shop number ki itni zayada requirement nhi hai 😊
One of the best video of katran market i have seen 😍😍😍
Thank you so much keep supporting 😇
Bhai bhot achha video laga mujhe sab questions clear kar diye aapne thanks😊❤🙌🏻
Thank you so much bhai.. keep supporting 😊❤️
Delhi ki is garmi me bhi itni detailed video, keep it up 👍👍👍
Thank you so much for your appreciation and love ❤️🤗
Bahut badhiya kapde h ji 💖💖
Thank you so much 😊🙏❤️
Bht bdiya thnkuuu❤
Thank you so much for your love 😊
Bahut hi bdiya 👍👍👌
Thanks keep supporting ❤️
Nice vidio
Thank you so much ☺️
Bhai Jo female vlogs bana ke mangolpuri dikha rahe h unse jyada achi video aap dono ne banai h 🔥🔥🔥
Keep it up.....mujhe bhot pasand aai
Thank you so much bhai for bringing a huge smile on our face ❤️🤗
Bhai first comment 👏👏👏
🥇
बहुत बढ़िया
🙏
Amezing vlog🤩✨
Thank you!! 😁
Very nice video bro
Thank you so much 😊
Good job b
Thanks 🙏
Very nice vog ❤❤
Thanks 😊
❤❤❤❤🎉
❤️😊
Bahut acchi collection aapne share ki plz make more videos of this market
And also cover Gandhi nagar green market.
Thank you so much.. i will cover that also in future 😊
Aap ne kitne rs....liya kurte ka cloth
@@HAMZAKABUTARlover1650 ke the total
🎉🎉❤❤🎉🎉
❤️
❤❤❤❤🎉🎉🎉🎉
❤️
Hi ur video is great n i would love to shop there.🎉🎉
Thanks for appreciating our work.. keep supporting 😊
bhai bahadurgar me bhi aao kabhi
Zaroor sir ❤️
Nice ❤
Glad you like it ❤️😊
It's very3 expensive,per meter it cost 1500 to 200 good one.
Keep supporting 😊❤️
Very nice bhayijaan
But ek request h jitna shop ko aapne cover kiya wahan se hm online le skte h ya nhi ye confirm v kar lete to bht hi acha hota khas kr pehla dosra shop aur jahan aapne sadi dekhai thi
online orders nhi lete yaha.. aur online order recommend bhi nhi h mere taraf se.. keep supporting 😊❤️
Wow 👌
Thanks keep supporting bhai 😊❤️
Hello😊aap Bata skte ho katran market Kab offf hota hai please
Har mahine ke 28 ko hota hai.. aur kuch shops monday ko bui close rehti hai baaki sab open rehta hai… keep supporting 😊
Would have been great if you could also put shop numbers since other videos show the price differently
Next time 😊
Agar rate sahi bataye h to ...best video..
@lifeindelhi73 bhaiya black kurte kpde ka price btado plz
200 rupe meter
Lovely ❤
Thank you so much ❤️🙏
Bhai konsa block hai
Q hai shayad bhai 😊
Ye konse block mai h ? Ye market ki timing kya h ? Kis din ye close rehta h ?
Bhai block ka idea nhi hai but raasta humne explain krdiya hai.. baaki timings sunbha 10 se shaam 8 tak hai aur ye market har din khulti h 😇
Kam se Kam shop ke bare m toh btao taki waha jakar shoping kr sake
Ma’am chhoti si street par market lagti hai ye apko easily mil jayenge sab fabric issiliye nhi bataya.. keep supporting 😊
Kis din ye market lagti hi or ktne baje se kitne baje tak
Daily lagti hai bhai monday ke din koi koi shop band hoti h bas aur timings hai morning 9am to 9pm
Hello dear mujhe delhi aana h sirf shopping k liye to please btaye ki jo aap vlog me price bta rhe ho kya real me yhi price h kyonki maine ek ladki ka vlog dekha wo kuch or hi bta rhi thi
Ma’am jab hum gye the to itne hi the vlog thoda purana h ho skta hai ab thoda change ho..
@@lifeindelhi73 hnji change h ab kaafi
Chng h jo inhone btaye h usse double phir unhe km kro
Sunday ko bhi open rehti hai kya ??
Hnji bhai.. keep supporting 😊
Aap dono bhut handsome ho bhai
Thank you so much 😁
Hanji
❤️❤️
Mangolpuri market pehle sasti thi ab bahut mehngi ho gai hai😢
❤️❤️
Ab kaha milta h fir sasta?
Agree main v abhi Jan me gyi thi but mehngi ho gyi wahi same cost almost
Band kab rehte hai
Bhai shop no se vdo dalna
Chhoti si street par hai ye market apko saari shops easily mil jayengi
Price of kurta . ?.plz
Both kurtas and pajamas 1650
Shop number kon sa tha jaha se aapne kurta fabric liya?
Mujhe abhi yaad nhi but ye fabric apko waha bohot easily mil jayega 😊
@@lifeindelhi73 okayy 😊
Kurta ke cloth ka kya price tha bhai
1650 do kurte ek pajama ek salwar 😇
Dupatta shop ki number batayi na
I don’t remember now but market bohot chhoti hai agar aap jaoge to koi bhi cheez badi easily mil jayegi 😊
Aap shop no. To bta hi nhi rhe ho mujhe vo starting m 200rs meter h vo lena tha
Next time pakka 😊
Bhaiya ap bus febric dikha rakhe ho na shop ka naam btaya na shop ka number btaya
Ma’am chhoti si street par market lagti hai ye apko easily mil jayenge sab fabric issiliye nhi bataya.. keep supporting 😊
Sarojni badi hai yaa katran market ?
Bhai sarojini market is market se bohot bada hai
Aapne Jo kurta liya uska price toh bta dete
2 kurte aur ek salwar aur ek pajme ka kpda 1650 ka tha
Sunday ko ye market hoti hai??
Hnji.. keep supporting
Sir shop number bhi btaya karo simultaneously !
sch m aise rate hai ? Plss btaiye
Hnji
Snday ya Monday market band hoti h
Nhi hoti 😊
😆😆😆👌
❤️
Aap jo b fabric dikhaye ho shop no. Jrur dalen ,taki hum usi shop pr wo fabric bye krne kayen
Bhai ye fabric aapko easily kisi bhi shop pe mil jayega… but mai next time dhayaan rakhunga ❤️
Konsa metro station h
Peeragarhi metro station 😊
Bhai shop no. Nahi dala jaha se apne kurte ka kapda liya.
Bhai choti si market hai apko sab shop pe same hi kapde mil jayenge but shop ka naam Ajay Fabric tha … keep supporting ❤️
Apna kurta ka kapda kitna meter liya tha or kya rate ma liya tha ya to btaya ni nahi
1650 do kurte ke kapde ek pajama aur ek salwar ka kapda
1 kurta ka liya kitna meter kapda liya apna or 1 meter kapda kitna ka pada apko
@@vinayjain9347 bhai i am not sure but kurte ka kapda sawateen meter liya tha
Ambala se by train kha aana hoga.
Bhai woto idea nhi h but nearest metro station peeragarhi hai 😅
Kurte ka kapda kitne rupaye mitre liya sir
Shop no to btana tha n
Market chhoti si street par hai apko koi bhi fabric dhoondhne me mushkil nhi hogi.. but phir bhi mai next time shop number ke sath cover kardunga 😊❤️
Bhai ye black kurte ka kapda kitne price meter liya
Total 1600 ke the black yellow aur do pajame k kapde
@@lifeindelhi73 okk but Single black ka bta do kitne rs meter liya kapda vo
@@sahilvlogs631 bhai overall price karwaya tha 200 per meter se kam tha
Shop no mention nahi kiya
Ma’am choti si market hai zayada problem nhi hogi aapko
Dushre blogger to jada rate bata rahe the......aap sach bol rahe ho na.
Bhai mai shop wale se pooch kr hi bata rha hu.. kamm bata kar mujhe koi fayada nhi hai 😁
Jo kurta liya uska toh rate ni bataiya ??
1600 bhai do kurte ke kapde aur ek salwaar ek pajama
Thanks for the information video thik bani hai but thoday way ko thik se samjaiye kis tarah local hum waha aasakte hai and shop walo se kuch baat karwaiye aur shop number bataiye taki jyada ghumne ki jgah ek jagah pahuch kar purchasing Kiya Jaye 😊 keep going 👍Guys
Thanks keep supporting ❤️😊
Bhai kurte ka kapda kitne ka pada total dono ka
1600 rupess bhai do kurte aur ek salwar ka kapda ek pajame ka bhar se liye tha…keep supporting 😊
150 rupiya 😅aao bhaiya 150 rupiya 😂
🤣🤣❤️
Udyog nagar metro station se jyada pas h
App shop no to mention Nahin karate to koi kese jayega ga wha!!
Bhai ye market ek choti si street par lagti hai aur ek tarah ka kapda sab par hota hai almost apko easily mil jayega… keep supporting 😊
Shop no ky he bhaiya
Market bohot chhota hai koi bhi fabric jo video me dikhaya hai apko easily mil jayega 😊
Zama mazid narket best h yha se accha
Keep supporting 😊
Kurte ka kapda kitne rupees metre mil raha tha
1650 ke the dono kurte aur ek pajama aur ek salwar ka kapda
Per kurta kitne rs meter hai
Maine isliye like kiya na to colour ki knowledge na fabric ki fir bhi itni garmi me vlog bnaya
😅😅😅 keep supporting
Sunday ko kya close hoti haiz???
Nhi 😊
Ab yahan se kapda lena koi matlab bhi nahi banta bahut mahenga hai
Kyuki kurta ka fabric 230-300 mtr se kam nahi milta yahan fir pant ya pajama ke liye 250 ke liye thik thak bhi loge toh
Isse achcha jitne me yahan se ek kurta banega utne me same do kurte aa jayege online se 😂😂😂
Keep supporting 😊
kya ye sach me real price hai bcoz i can't believe itni cheap rates but meri ek friend gyi thi usne bola bhot high price hai aap please btao ye sach me real price the? fir me bhi jaungi🙂🙏
Ma’am you have to bargain ❤️
Shop no bhi diya kro
Ok ji.. keep supporting ❤️
Bahut time se mai boys blogger search kar raha tha.....till now finally finished....... girls log sirf apne anusaar dikhati hai 😂😂😂😂😂
Aree bhai😆😆 chalo abhi bohot saare vlogs aane wale hai subscribe krlo 😊
Shop no bhi bataye
Sab fabric easily me jayenge apko sab similar hi rakhte hai… keep supporting 😊
bhaii mein babgla desh se derahahu ap hame kurta paja ma dikha daktehe
Bhai sorry mai samajh nhi paya 😅
@@lifeindelhi73 areeee sorry broo typing galat hogeya am yasir from bangla desh and yar kya ap kurta pajama wale video banasaktehe 🙂
13:19 ye kapda 350 meter de Rahe ha,don't believe on it.
❤️❤️
They don't have shop number 😂😂😂
Market is not too big you will find any fabric very easily 😊
Shop number bta do bhaiya
Chhoti si market hai ek street par lagti hai aur fabric koi bhi easily mil jaata hai issiliye shop number nhi bataye but next time pakka bata dunga 😊
Are bhai 1pakistani dupta 500 rupes ka milta hai na ki 1500 ja 2000 rupes ka milta hai
Bhai har tarah ka kapda har rate me mil jata hai quality pe depend krta h 😊
Bohot achche kapde hai lekin unka contact no to de dete
Yeh market Chhoti Si Street per Lagti Hai jobhi Kapda Humne video me Dikhaya Hai Woh Apko easily market may Kahin par bhi mil Jayega 😇😊
Shop no. Or model number to dijiye 😆😆
Ye market choti si street par lagti hai aur sab similar fabric hi rakhte hai agar aa jayenge to koi bhi kapda jo maine apko dikhaya hai easily mil jayega
Apne 150 kueti aur 200 rs mtr fabric dikhaya tha uska shop number bataiye
Shop nmbr n comtact nmbr bhi diya karain ... plzzz
Okay i will try next time 😊🙏
You have to tell shop no
You will find any fabric very easily in market as market is not very big.. keep supporting 😇
Shop no.
Bhai maine saari shops cover krdi hai.. aap market jao zayada badi bhi market nhi h saare kapde easily mil jayenge 😊
Shop no
Ma’am saari diffrent shop cover ki h maine kyuki market choti h aur koi bhi fabric easily mil jayega
Shop number to bataiye please
Market chhoti si street par hai apko koi bhi fabric dhoondhne me mushkil nhi hogi.. but phir bhi mai next time shop number ke sath cover kardunga 😊❤️
Out of Delhi mangvana ho to koe contact no
Market visit krna padega apko
Dukan ka number to batain.
Market Ek Chhoti si Street par Lagti hai to Apko Shop number Ki Zaroorat Nahin Padegi Koi bhi Fabric Apko easily mil Jayega
Last m Jo kurte k kapd ka price to btya ni
@@mglow07 1650 do kurte do pajame
Loot hai rate ki
😅
Shop no or contact number bhi mention Kia kro...
Okay bhai next time time pakka 😊
बहुत बढ़िया
🙏🙏
Shop no kya h bhaiya
Ye market chhoti si street pr lagti hai aur apko same price me same fabric kaafi saari shops pe mil jayega so shop number ki itni zayada requirement nhi hai 😊
Shop no
Market chhoti si street par hai so apko koi bhi fabric easily mil jayega issiliye maine shop numbers nhi daale but next time pakka… keep supporting 😊