MODEL-X452 speaker 2000 watt AERONS ka Sir use karna hai Sir STX 828 Cabinet mein chalega Cabinet mein panch long thoda deep bass mile ga sir@@DJSURAJSP
Bhaiya mere pass audioton ka 18- 1501s hai 1800 watt 4.5 inch coil 4 piece konsi cebinet me use karu achche response ke liye and konsa amplifier lu please reply bhaiya
Kya ye studiomaster 1200watt ko takkar de skta hai
Yes
mai dayntach hp 7000 se chalataa huu must chaltaa hai
Aerons lf18x451 vs dynamite 18x45 dono me se best kom sa hai
Love you bro.
Love you too
Damdar hai guru ji
Thank you
Jml j8000 amplifier use Kiya ok 👍👌🔊🔊
4 speaker ke mt series ka koi amplifier best rahega ❤
Mt.1601 ya 1801 use kare
1601
MODEL-X452 speaker 2000 watt
AERONS ka Sir use karna hai
Sir STX 828 Cabinet mein chalega
Cabinet mein panch long thoda deep bass mile ga sir@@DJSURAJSP
Omega 1500 watt ka review karo bhai
Aronce lf 18/451 को qsc 5050 अच्छा से चला लेगा की नही बताइए
Ahuja SWX3100 new bass achha rahega ya fir ye. Walla
Bhai 451 ya 452 dono main se konsa lu
Bahut tagda sir ji
Thank you
Suraj bhaiya ji a wala 4 speaker audiotone ad mt1602.achhe se chal jayega kya
Kya baat hai bae Bhai.
Chha speaker Sir
Vibration milta h kya isme
Ekdam mast lxa 6000 4ohm me
Thank you
भाई इसके लिए कैबिनेट भी बता देते यार ।
Rcf model front bass
Aerons l18 451 mt 1201 pe sahi rahega kya
Chal jata hai but mt1601 jyada best hoga
Is speaker ke liye kon sa amplifier best hai please reply
1601
Qsc 5050 में नही बजेगा क्या भैया बताइए
Nx audio mt 1201 me 4 speakar chalega kya
Bahut Tagda Spekar hai
Thank you
Sir ji stranger 4k machine me ahuja ka 2 spx 800 1 channel me chla skte hai jalega to nhi na plzz batau
No problem best chalega
@@DJSURAJSP kitna volume rkhe jaise koi problem na ho
Sir ji ky ahuja l 15 300 me dj plus b 15 400 ka recone kit laga skte hai ...aur kiska response 400 kaise rahega
Yes...lag Jana chahiye ...
Bhaiya mere pass audioton ka 18- 1501s hai 1800 watt 4.5 inch coil 4 piece konsi cebinet me use karu achche response ke liye and konsa amplifier lu please reply bhaiya
Bhai app mt1601 use kare...aur singal front rcf model cabinet use kare
Thank bhaiya
Bhai Ahuja 7600 amplifier pe sweton speaker 1000 w ka 4 pis chala sakte hai 1 chainal pe aap bataiye pliz
No
Bade bhai ahuja ka new bass speaker ka sw1500 watt ka 4bass batao yaar amplifier sahit video me tagda wala amplifier hona
Ok
Sir ahuja ka bass lu ye pope please
Pope loge to aur achhi bat hai
Bhai ati pro 21" 2500 watts aur audiotone 21" 2500watts speaker me kaonsa luuu btao bhail plz plz kaonsa achha bajega aur ampli kainsa 2 pcs speaker ke liye
Atom 26000
Ya 2601
@@DJSURAJSP bhai dono speakers me achha kaon hai
Bhaiya... Ati ka yx 451 or lf 451, or audio tone ka 1501, or aerons ka ye speaker. Konsa best hoga. Apna opinion jarur den.😊
Aerons hi best hoga isme sharpness jyada hai
Suraj bhai Zypher 8 amplifier sabse aacha speaker 18 inch kon lu Jo sabse aacha hoga
Use studiomaster 18200 (2000w)
Ya TWF2115(1500W)
Thanks Bhai
Speaker ka wait kitna hai ✅sar
4 scoop cabinet 3.5 fit me iska responce kaise rahega ??
Maja nai aata 3.5 feet me laga ke dekha tha mai
2.5 feet me badhiya bajta hai dvs ka Cabinet me
But Maine check Kiya tha 3.5 fit cabinet me...aur ply ki quality utna khaas nahi tha phir bhi best result Mila tha mujhe..
@@DJSURAJSP ho sakta hai Cabinet ka banawat alag ho
4 speaker chalane ke liye kon se amplifier ka use kar shakte hai
Aerons 452 vs ahuja 1500 watt kon best hai
Dynatech v 7000 पे 4 speakar chalega ki nahi
Pope dual me kaisa response dega horn loded me
Bhai aerons x452 ka video banao na
Ok
suraj bhai eye original 1800w hai...eya 1500w sahi haii?
1800 hai lekin amplifier 1500 ke hisab se lagay speaker jalne chance nai rahta
1200w man ke chaliye
thank u
Sahi kaha apne 1500 watt lagbhag hota hai
@@DJSURAJSPsir company ne to rns kaha hai 1800,,to fir aap kaise bol rahe hain ki 1200 man kar chaliye,,pls reply
Hm use krr rahe hai long throw ke liye badhiya hai
Thanks for support and sharing your experience
@@DJSURAJSPbhai 1500 watt kaisa rahta hai
1500FE ye bhi bahut achha paunch deta hai bhai
Kis cabinet me jada long throw rahega
Bhai aeronce 18x451 kaisa spakar bass ke liye
Nice bahut hi achchha spicker hai mai apne mini 2.5 fit ke scoop bass me use kar raha tha mast bajta hai
Thanks for support and sharing your experience.
Kon si amplifier me chalate ho
Beeta 3 dt 7000 ka price kitna hai
Ahuja 1000 watt se acha h
1000w Ahuja thoda sa aage hai isse
Bhaiya ji audio standard vp 8000 amp..ahuja swx 2100 ke liye kaisa rahega or ye amplifier acha hai ki nahi
Jabardast speaker hai bhai
Single front Cabinet me use karta hu a plus vam 6060 apm me khatarnak bajta hai
Thanks for support and sharing your experience.
Aeronse 451 ke liye best cabinet btaye sir
Rcf model front singal bass
और डुअल में
Spider fatane ka shikayat hai
2 saal ho gaya abhi tak koi sikayat nai hai
Bhai actually me ye 1800w ka speaker nahi 1200w ka speaker hai uske hisab se amplifier ka use karoge to kuch nahi hoga safe chalega
Inka spider bahut Chhota bhaiya isliye padta hai
Good video super👍
Thank you
Thank you
@@DJSURAJSP welcome🎉👍
Sir 8ohm pe 1800watt chalane ke liye bahoot he mote wire lag jayenge..
22A jayega sir ji
Bhai ye actual me 1800w nahi de sakta ...1200w man ke chaliye ..aur 2 se 2.5mm me aaram se drive hoga
Big fan bro. Light item dekhiye kabhi sabhi tarah k with approx price
Bhai ji mai expo nahi gaya hu
Suraj Bhai ahuja 1000 se achaa hai
Ahuja 1000w ke aspaas hai but usse aage nahi
@@DJSURAJSP ok sir
Suraj bhaiya kaise ho aap
Achha hu bhai...I hope app bhi mast honge 👑