हल्द्वानी सुशीला तिवारी हॉस्पिटल मे लोगो की समस्या सुने क्या कहा | Sushila Tiwari Hospital |

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 31 гру 2024

КОМЕНТАРІ • 14

  • @BrijeshKumarPandey-mj7lb
    @BrijeshKumarPandey-mj7lb 3 дні тому +1

    ❤❤

  • @AnoopRanaVlogs
    @AnoopRanaVlogs 3 дні тому +1

    Very nice sushil tiwari hospital in haldwani ❤

  • @mahendrabora3174
    @mahendrabora3174 3 дні тому

    Good job

  • @NeerajNkvlogs9
    @NeerajNkvlogs9 3 дні тому

    marij pahuch jata h ward m parchi nhi kt pati h yeh problem h billing staff ko chhod kar ssarra staff acha h facilites specially princle sir ko salute banta h

  • @sanjaymatela302
    @sanjaymatela302 3 дні тому +2

    Bahut bhid hai. AIIMS ke trah app ke jriye online preappointment hona chahyiye. Date milni chahiye. Line ka chakkar hi khatam. Jab yah bana hi tha thab main eye checkup karane gaya tha. Pahle ya forest ka hospital hota tha, turat hi checkup ho gaya tab bhid nahi hoti thi.

  • @KishorChand-j2u
    @KishorChand-j2u 3 дні тому

    Korange जी भीड़ देखनी है तो दिल्ली मे देखो लोग रात को तीन बजे पर्ची बनाने के लिए लाइन में लग जाते हैं चाहे काउंटर 9 बजे सुबह खुले, सरकारी हॉस्पिटल का, उसका एक रीजन पॉपुलेशन देश की बोहत ज्यादा है

  • @harshjoshi7859
    @harshjoshi7859 3 дні тому

    यहां पर यही हाल है ढंग से बताते भी नहीं,सभी जगह स्टाप का ही काम होता है हम लोग लाइन पर खड़े ही रहते है

  • @harishtakuli6770
    @harishtakuli6770 3 дні тому +1

    Koi asr hoga nhi is khbr se

  • @PriyankaGangwar-wi4zq
    @PriyankaGangwar-wi4zq День тому

    Line mat dekho mrijo ki isthiko dekho doctoro ki laprwahi dekho us pr njar dalo

  • @mahendrabora3174
    @mahendrabora3174 3 дні тому +1

    Poora pesa to neta & adikari kha rhe h...hospital ram bharose chal rha h

  • @rahulfartyal2942
    @rahulfartyal2942 3 дні тому

    Mujhe ek bat samjh m nhi ati h ye neta log es line m q nhi dikhai dete h...

    • @sanjaymatela302
      @sanjaymatela302 3 дні тому

      @@rahulfartyal2942 yahi baat toh koi baba saheb se nahi pucha aur aaj bhi nahi puchta ki vidhan aise kyon hai, kyonki koi bhi karya bin vidhan ke nahi hoti. Vidhan me netaon ki accountability nahi unko privileges milte hain kyonki wah Jan pritinidhi hote hain. Esliye unko POWERFULL mana jata hai. Kewal elections ke time kuch bhag Daud karni hoti hai wah bhi ab asana ho gayi hai ki kuch banao mat bas free free ka jhansa dekar hazar 500 baant doh bina kuch kiya. Kaun sa apni Jeb se jana hai. Jayada se jyada kraza le lo, salon baad agay jo aye kabhi wah chukyega filhaal enki dehadi day one se chalu. To summarize jab tak desh jinda hai, bade hisse main haq "Jan prtinidhiyon" ka hai. Wah doctor se letke babu tak kisi ko bhi thappad mar sakte hain. Ek jaigat Jangadna ki ratt laga raha hai. Janta ko yah nahi dikhta khud ka privar kitni peedhiyon se sansad main baitha hai. Aaj toh jija ko chor kar maa, bhai, bahin ab parliament main baithe hain
      Ek privar ko etna bada hissedari. Aisa kya gjab kar rahe hain desh ke liye?

  • @PriyankaGangwar-wi4zq
    @PriyankaGangwar-wi4zq День тому

    Laprwahi hai tit ment nahi hai is hospital k9 band kra dena chahiye